Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Auzubillahi minash shaitanir rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:16Allahumma salli ala Sayyidina wa maulana Muhammadin wa ala aali Sayyidina wa maulana Muhammadin
00:22wa barikur sallim wa sallu alaihi.
00:24Nabi ka naam jab mere labon pe raksh karta hai, Nabi ka naam jab mere labon pe raksh
00:30karta hai, Lahu bhi miri shiriyanon ke andar raksh karta hai, aur wo sehraon me bhi paani
00:37pila dete hain pyaason ko, ke unki ungliyon me bhi samandar raksh karta hai, aur miri
00:45bechain aankhon me wo jab tashreef laate hain, tasawur unke daaman se lipat kar raksh karta
00:53hai, aur zameenon aasman bhi apne qaboon me nahi rahte, tadab kar jab Muhammad ka kalandar
01:02raksh karta hai, aur lagi hai bheed ye uske gird kaisi farishton ki, lagi hai bheed ye
01:09uske gird kaisi farishton ki, ye kiska naam le le kar muzaffar raksh karta hai, ye kiska
01:17naam le le kar muzaffar raksh karta hai.
01:20Nazreen-e-Muhtarim, Assalam-o-Alaikum wa-rahmatullahi wa-barakatuhu.
01:23Main hun aapka mezbaan Waleed Ahmed, aur aap dekh rahe hain KGN Khawaja Gareeb Nawaz Welfare
01:28Trust ki jaanib se pesh ki jaane wali khususi Ramzan Appeal 2025 ki nashariyat, jo ki aap
01:33aaj ek baar phir ARYQ TV pe mulaiza firma rahe hain.
01:36Nazreen-e-Muhtarim, Alhamdulillah, Ramzan-e-Mubarak ka yeh pur noor, pur raunak, rahmat-o-war
01:41barkat-o-wala yeh maeena, ist waqt Alhamdulillah, jari-o-sari hai, aur Alhamdulillah Allah
01:45Rabbul Alameen humein mawaqe pe mawaqe faraam kar raha hai, ki hum un logon mein shamil ho
01:50jayein, jo Allah aur uske Rasool Nabi-e-Rehmat Sarkar-e-Madina Sallallahu ta'ala alayhi wa-sallam
01:55ke mehboob tareen log hain, yaani ki logon ke liye bhalaiyan peyda karne wale log, logon
01:59ke liye asaniyan peyda karne wale log.
02:01Nazreen-e-Muhtarim, KGN aaj ek baar phir aapko sadaa de raha hai, ki aaye aur neki ke iss
02:06safar mein KGN ka saath deejiye aur un logon ki madad karne mein apna hisse milaiye, jo
02:11ke ghareeb hain, maskeen hain, yateem hain, ya bewa aurte hain, ya aise sufait posh log
02:16jo kabhi kisi ke aage haath nahi philatein.
02:18Nazreen-e-Muhtarim, KGN guzishta kayi saalon se, Alhamdulillah, aise logon ki sufait poshi
02:23ka bharam rakte hua aise logon ko dastak de raha hai, aur aapki deewi donations ke tahad
02:27inki madad kar raha hai.
02:29Ramzan-e-Mubarak ke hawale se kuch packages yaha pe KGN ne tarteeb diye hain, wo mein
02:32aapke saamne peshkarta chalun.
02:34Agar chahiye aap Ramzan-e-Mubarak ke ration pack mein aap apna hisse milana chahate hain,
02:37to aap sirf aur sirf 10,000 rupees mein aap usme apna hisse mila sakte hain.
02:41Ek iftaar aur dinner ke inhone dono cheezon ko merge karke ek package tarteeb diya hain,
02:45agar aap usme apna hisse milana chahate hain, to aap sirf aur sirf 400 rupees mein aap usme
02:49bhi apna hisse mila sakte hain.
02:51Bachiyon ki shaadi ka silsila hu, uske hawale se inhone ek package tarteeb diya hain, jo
02:55ke sirf aur sirf 50,000 rupees ke inhar aap usme bhi apna hisse mila sakte hain.
02:59Isi ke saath, handpumps ki installation ka silsila, jo ke alhamdulillah saara saal se,
03:03KGN ki jaanif se jaari ho saari hai, isme aap apna hisse milana chahate hain, to aap sirf
03:07aur sirf 35,000 rupees mein aap isme bhi apna hisse mila sakte hain.
03:10Ini tamam cheezon pe guftug ke liye, aaj aamare saath, aaj ki iss nishis mein maujood hain,
03:15shobh-e-saafah se taluk rakhnewali, intiay-e-mumtaaz shahsiyat, senior sahafi, Janab-e-Muhtaram
03:20Khursheed Ahmed sahab, main aapka khair magdam karta hu sir.
03:22Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
03:24Waalaikumussalam, bohot shukriya janaab aapka, badi hinayat, aapne mujhe yahan bulaya,
03:29aur jis hawale se aapne baat ki, wo yaqeenan, bohot, aaj ke iss mubarak mahine mein,
03:40jo nekiyon ka khalistan mausam-e-bahar hai.
03:45Beshak aisa hai.
03:47Nekiyon ka mausam-e-bahar maine in maano mein kaha, ki agar aap nafil ada karenge,
03:54to aapko fars ka sawab milega, fars ada karenge, to usse kayi buna badd ke sawab milega.
03:58Bilkul aisa hai, bilkul aisa hai.
03:59Yeh surat-e-haal hai.
04:00Bilkul aisa hai.
04:01Acha iss mubarak mahine mein, aapki har neki, aapki jo neki hai,
04:07wo uska sawab usse kayi zyada badd ke milega.
04:10Bilkul aisa hai, bilkul aisa hai.
04:12Fir doosri baat jo iss mein sabse aham hai, wo yeh hai,
04:15ki Allah Paak, Rab-e-Kaaba, ala kulli shay-in-fadeer, khud yeh firmaatein,
04:22ki roza mere liye hai, uska ajar main doonga.
04:27Bilkul aisa hai.
04:28Aur Rab, uska kitna ajar detein, iska koi shaks tasawwur bhi nahi kar sakta.
04:34Bilkul aisa hai, bilkul aisa hai.
04:35Uska tasawwur bhi nahi kar sakta.
04:37Lihaza iss mausam-e-bahar mein, hamme chahiye,
04:42ki ham bhi iss mausam-e-bahar se bharpoor andaaz mein, luft andoz hoon.
04:49Bharpoor andaaz mein, ham iss mausam-e-bahar mein,
04:53apne kirdaar ko sawaarein.
04:55Bilkul.
04:56Theek hai, apne zain ko, apne fikr ko, iss hawaali se aagey badhayein.
05:01Kyunki, ulma-e-karam bhi yeh firmaatein hain, aur mera bhi unki roshni mein yeh kahna hai,
05:08ki roza sirf phook aur pyaas ka naam nahi hai.
05:12Bilkul.
05:13Balke, roza, aapke tazkiya-e-nafs ka naam hai.
05:18Bilkul aisa hai.
05:19Theek hai, aapke kirdaar ko samaarne ka naam hai.
05:23Jhoot na bolne ka naam hai.
05:25Jis tarah se ham, roza mein ek paani ka ek katra apne halak mein nahi utaartein.
05:31Theek hai, uska bunyadi maqsad yeh hota hai,
05:34ki ham Allah se dar rahein, ham chhub kar bhi wo paani ka ek katra apne halak se nishe nahi leke jaatein.
05:40Bilkul isi tarah se, bilkul isi tarah se,
05:44hamme chahiye, ki ham apne kirdaar ko,
05:47iss maah-e-mubarak ki roshni mein tartein.
05:51Bilkul, bilkul aisa hai.
05:52Ab, iss maam-le-mein jaise sadqaat hain,
05:55hamme chahiye, ki jo bhi hamari bisaat hai,
05:58uske mutaabik ham sadqaat bhi deyen.
06:01Jaha zakaat ka maam-la hai,
06:03agar ham sahib-e-nisaab hain,
06:05jo bhi iss sisle mein fiqah tay karta hai,
06:08uske mutaabik ham apni zakaat ada karein.
06:11Bilkul.
06:12Theek hai, fitrah ka maam-la hai,
06:14toh hamme koshish yeh karni chahiye,
06:17ki ham pe jo bhi fitrah lagu hora hai,
06:21chahe wo aate ke hawaale se,
06:23gandum ke hawaale se hai,
06:25chahe wo kishmish ke hawaale se hai,
06:28chahe wo khujoor ke hawaale se hai,
06:32wo ham koshish yeh karein,
06:34ki iss se qabal ada ho jaye,
06:36taake jin logon ko ada ho,
06:39wo bhi apni Eid bharpoor andaaz mein mana sakein.
06:43Theek hai, koshish dahi,
06:44main tobaara aapki taraf aunga,
06:45main saath hi saath,
06:46apne dusre mehman ka bhi taaruf karaha tha,
06:49Sanakhan-e-Rasool, Mumtaaz-e-Ma'ruf,
06:50Sanakha bhai,
06:51Mehmood Ali Qadri sahab maujood hai,
06:52main aapka bhi khair magdam karta hu,
06:53salam-o-alaikum-wa-rahmat-il-alaihim-wa-barakatuhu.
06:55Aur aghaaz mein balka aap se guzarish karunga,
06:57ki Hamza-e-Rabb-e-Jalil aap programme mein shamil karein,
06:59uske baad inshaAllah Fursheed bhai se,
07:00ghaftagon ka sisla wo jaari rahega.
07:02Koi toh hai jo,
07:10nizam-e-hasti,
07:16chala raha hai,
07:23wohi Khuda hai,
07:31dikhai bhi jo na de,
07:36nazar bhi jo aa raha hai,
07:46wohi Khuda hai,
07:54talaash usko na kar boton mein,
08:07woh hai badalti hoi roton mein,
08:19jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai,
08:33wohi Khuda hai,
08:47wohi Khuda hai,
08:56nazar bhi rakhe,
09:01samaate bhi,
09:08woh jaan leta hai niyate bhi,
09:19jo khaan-e-laash-shaur mein,
09:27jag maga raha hai,
09:34wohi Khuda hai,
09:40jo khaan-e-laash-shaur mein,
09:47jag maga raha hai,
09:54wohi Khuda hai,
10:24jaan-e-laash-shaur mein,
10:54jaan-e-laash-shaur mein,
11:14jaan-e-laash-shaur mein,
11:35accha phir safed posh tabka,
11:37jaise maine ka mehngai bohot bad gayi hai,
11:39woh isi ke aage haath nahi phailati hai,
11:43lekin unki zaruriyaat bahraal apni jagah mauchood hai,
11:48aise logon ki khaamoshi ke saath,
11:52agar zaruriyaat-e-zindagi ko dekhteve,
11:55unki zaruriyaat ko poora kar diya jaye,
11:57toh main kehta hun ki Allah Pak,
12:00amli shakal to baad ki baad hai,
12:03woh toh niyat hi par aajar-e-azimata firmati hai,
12:08amli shakal toh aapne kisi ko diya,
12:10kisi ko liya,
12:11woh ek alag maamla hai,
12:12lekin agar aapne neki ki niyat karli,
12:15toh mera Rab shukr-e-dilon ke haal jaanta hai,
12:17jaise ke abhi Sana Khan keh rahe the,
12:21woh niyaton ke haal bhi jaanta hai,
12:23niyaton par hi aapko aajar de dega,
12:26jaise hand pump hai,
12:29aap dekhen ke shehri alaakon mein,
12:32paani ki kya surat-e-haal hai,
12:34baas alaake toh aise hai,
12:36intihai maazurat ke saath,
12:38saaf goi ki saath baat kar raha hun,
12:40jahaan ek ek hafta,
12:42do do hafta paani nahi aata,
12:44bilkul nahi aata paani,
12:46intihai maazurat ke saath,
12:48agar kisi muhaqme ko meri baat buri lag rahi hai,
12:50toh main usme mujhe koi woh nahi hai,
12:53toh paani nahi aata,
12:55acha phir jab shehri ki surat-e-haal,
12:58ek kya kahte hain,
13:01aisa shehri jo maashi lihaz se Pakistan ki reed ki haddi ki hasiyat rakta hai,
13:08us shehri mein,
13:10jab paani ke liye log taras rahe hain,
13:13toh aap khud andaza kar lein,
13:15jo mazaafati bastiyan hain,
13:17jo nawahi alaake hain,
13:19jo gaon dehaat,
13:21is shehri ke surrounding mein,
13:23unka kya hashar hoga,
13:25unka kya haal hoga,
13:27even,
13:29defense ke alaake mein,
13:31defense ke alaake mein,
13:33tanker khareed ke paani ka ishtamal kiya chalta hai,
13:36defense ke alaake,
13:38aur intihai maazurat ke saath,
13:40ye jumla bhi kaitha bhai chalu,
13:42ke sirf Karachi wo wahi shehr hai,
13:44jahan tanker chalte hain,
13:46baaki Pakistan ke kisi aur alaake mein,
13:49tanker maafiya hargis nahi hai,
13:51aisa hi hai,
13:53toh agar kahi hand pump koi laga deta hai,
13:55aur kisi ko paani ki farahimi ho jati hai,
13:59uske bachhe paani pee lete hain,
14:01aur paani kise wo apne digar kaam kar lete hain,
14:04kapda dhona hain,
14:05khaana pakana hain,
14:07aur digar maamlaat hain,
14:09KGN, alhamdulillah,
14:10jaise main pehle bhi arz kiya,
14:11ki zyada target karta hain,
14:12un ilaakon ko,
14:13jo ki doordaraaz ki ilaak hai,
14:14Andron-e-Sindh, Andron-e-Punjab,
14:15jahaan pe peene ka saaf paani toh maujood hi nahi hain,
14:18un jahaan pe jab hand pump install hota hoga,
14:20un logon tak jab paani pauchta hoga,
14:21toh kya hi unka aalam hota hoga,
14:23This,
14:24unke liye samjh lein ki,
14:26sabse badi naamat hai,
14:28uski misaal mai aise doon,
14:29ek shakhs hai,
14:31uski farz karen aankhen nahi hai,
14:34ek shakhs hai uski aankhen nahi hai,
14:36toh uski sabse badi khwaish ye hogi,
14:39ki meri aankhen mujhe mil jaye,
14:41main duniya ko dekh sakon,
14:43main dekh loon kamsakam,
14:45duniya ko dekh loon,
14:46main toh ye khwaish karunga ki ji,
14:48chalein main haj karne chala jaaun,
14:50main chalein madina sharif chala jaaun,
14:53huzoor ko salaam pesh karun,
14:55lekin wo shahs jo nabina hai,
14:57theek hai,
14:58aur uska taaluk farz karen ki,
15:00muslim community se nahi hai,
15:02kisi aur community se,
15:04ghair muslim hai,
15:06ya musalman bhi hai,
15:08toh wo ye chahega ki,
15:09meri aankhen aa jayein,
15:10aur main duniya ko dekh sakon,
15:12uski pehli khwaish,
15:13main samjhta hun zati toh,
15:15ab jis alaka mein paani hai hi nahi,
15:18paani ki yeh ek boond ko taras rahein,
15:21meelo door jaake paani leke aatein,
15:23aapke karachi shahar mein,
15:24aurangi town ka alaka hai,
15:26meelo door jaake log paani leke aatein,
15:28korangi ka alaka hai,
15:30paani waha par nahi hai,
15:32aur bahut se alaka hai aise,
15:34log waha par ye plastik ke cane,
15:36uthaake leke jaatein,
15:37aur wo paani leke aatein,
15:39paani kharitein,
15:40isi tarah se,
15:41rashan ke bags hai,
15:42humne uska bhi tazkira kiya,
15:43kgn ki jaanisa,
15:44alhamdulillah,
15:45yeh silsila bhi ek toh,
15:46rashan ki taksim ka silsila bhi rahta hai,
15:47aur jinn logon ke paas,
15:48pakaane ke wasail maujood nahi,
15:49unka alhamdulillah,
15:50pakaan ke bhi khilaya jaata hai,
15:51bilkis tarah ke dastarkhaan ho gaye,
15:53uske alawa khaane ke dastarkhaan ho gaye,
15:55dekhein yeh toh bahut achi baat hai,
15:57ke agar kisi ko pakaan ke khilaya chahiye,
16:01theek hai,
16:02zahiri baat hai,
16:03ke sirf maamla,
16:04yahan daal,
16:05chawal,
16:06ya gosht ki had tak nahi hai,
16:10ya gandum ke aate ki had tak nahi hai,
16:12yahan aapne gas bhi chalani hai,
16:14khaana pakaane me jo hai,
16:16wo tel ka bhi istimaal karna hai,
16:18masalon ka bhi istimaal karna hai,
16:20namak ka bhi istimaal karna hai,
16:22yeh sari cheezeon ka istimaal karna hai,
16:24acha yeh sari cheezein muft mein aapko nahi mil rahi hai,
16:27paise se kharid ke lani hongi,
16:29ab agar koi tanzeem,
16:31yeh istara se paka ke logon ko khaana khilaya rahi hai,
16:35toh isse achi badi baat kya hongi,
16:37isse badi baat kya hongi,
16:39ek baat,
16:40doosri baat jo hai,
16:41rashan ke bag ki takseem ke maamla,
16:43aap yaqeen keejiye,
16:46ke pehle log jo hai,
16:49wo agar kisi sabzi ke dukaan pe jaate the,
16:53toh wo ek kilo ke rate batata tha,
16:56dekin aap,
16:57shahar mein kisi bhi sabzi ke dukaan pe,
17:00ya ready pe chale jayein,
17:02wo aap aapko ek pav ke rate batata,
17:04yeh amli taur par hai,
17:06yeh amli taur par,
17:07ek pav,
17:08wo khud yeh jaanta hai,
17:10ke mahingai ne logon ki kamar tod di hai,
17:12ab jo pehle log aadha kilo daal mein apna guzara karte the,
17:16ab wo ek pav daal mein jo hai,
17:18paani mila ke,
17:20ya doosri kuch cheezein mila ke,
17:22bana ke,
17:23apna guzara karte,
17:24aise logon ke liye,
17:25khamoshi ke saal,
17:27rashan agar unko de diya jaata hai,
17:29toh yeh ek bahut bada kare khair hai,
17:31bahut achi baat hai,
17:33aur isse logon ko,
17:34ki hausla afzai bhi hogi,
17:36unko khana bhi milega,
17:37aur wo kisi masbat samt mein aayenge,
17:39Theek hai,
17:40bahut shukriya Khursheed bhai,
17:41aap apne keemti waqt mein se waqt nikaal ke,
17:43aaj KGN ka hissa banein,
17:44Allah ta'ala aapko amisha salamat rakhein,
17:46aapka bahut shukriya,
17:47aakhir mein main Mahmood bhai ki jaana paunga,
17:49aur hum kalam bhi shamil karenge,
17:50nazirin-e-muhtarim,
17:51ek baar phir main aapse appeal karta chalun,
17:53ke main hamisha yeh baat kahta hun,
17:54ke KGN ko alhamdulillah,
17:55Allah-ur-Bilal-Ameen ne humare darmian,
17:57tahdiz-e-nimat ki taur pe dekha hai,
17:59tahdiz-e-nimat ki taur pe bheja hai,
18:01jo ki dur-duraz ilaqe,
18:02aise ilaqe jaah tak humara jaana jo,
18:04wo mumkin nahi hai,
18:05lekin alhamdulillah,
18:06KGN ke volunteers jo,
18:07wo saara saal on-the-field maujood rahtey hain,
18:09aur aise logon ko talash karke,
18:10aapki deewi donations ke tayah jo,
18:12unki madad karte hain,
18:13issi ke saath,
18:14nazirin-e-muhtarim,
18:15apne mezban,
18:16Walid Ahmed ko ijazat deejiye,
18:17is dua ke saath,
18:18ki hamisha midhate khair-ul-anaam me guzre,
18:20hamisha midhate khair-ul-anaam me guzre,
18:23dua hai,
18:24umar,
18:25durood-o-salaam me guzre,
18:26Ameen.
18:47Ameen.
18:48Ameen.
19:17Ameen.
19:47Ameen.
19:50Ameen.
20:17Ameen.
20:47Ameen.
21:17Ameen.