Fazail e Ramzan - Episode 23
Naimat e Iftar | Shan e Ramzan | ARY Qtv
#FazaileRamzan #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Naimat e Iftar | Shan e Ramzan | ARY Qtv
#FazaileRamzan #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wassalatu wassalamu ala sayyidil anbiya wal mursaleen, amma baad
00:23faqad qala Allah tabarak wa ta'ala fil quranil kareem, a'uzu billahi minash shaitanil rajim,
00:29bismillahir rahmanir raheem, wa aqeemus sala wa aatooz zakaa, sadaqallahu l-azim, wa sadaka
00:36rasooluhun nabiyul kareem. Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh.
00:42Nazeen-e-Ikram, Eyab IQ TV par aap program dekh rahein hain, Fazaail-e-Ramadan,
00:47Jal Ramazan-e-Mubarak mein rozana aapka wa mera guftugh ka silsila hai.
00:51Nazeen-e-Ikram, kal ke program mein humne namaz ki aahmiyat par kalam kiya,
00:56namaz ki farziyat par kalam kiya,
00:58aur phir namaz ke aqaam par woh aagaz tha, woh guftugh ho rahi thi,
01:03toh mein aras kiya ki woh guftugh reh gayi, woh Inshallah maine aaj ka wadah kiya tha,
01:07ki aaj usko continue karenge.
01:09Nazeen, main kal ki guftugh jaha maine ikhtatam ki, main namaz ke faraiz bayan kar raha tha,
01:14paanch bayan kar chuka tha, inki tafseerat bayan kar chuka tha paanch ki,
01:17aur do abhi baaki the.
01:19Maine sabse pehle aapko bataya, takbeer-e-tehrima namaz mein farz hai,
01:23phir kayaam farz hai, phir qiraat farz hai, ruku farz hai, sajda farz hai,
01:29phir nazeen, ek sahib-e-imaan ke liye, qada-aakhira jo hai, qada-aakhira namaz mein uske liye farz hai.
01:35Yehni jab hum tashahud mein baithte hain, dab do raktoon wali namaz hoto,
01:38usmein toh sirf ek qada hota hai, chaar raktoon wali mein do hote hain,
01:41teen rakat wali mein bhi do qade hote hain, aur do raktoon wali namaz mein ek hi qada hota hai.
01:46Toh yeh jo aakhri qada hota hai, do raktoon wali mein ek hi hota hai,
01:49teen aur chaar wali mein jo aakhri qada hota hai, yeh har sahib-e-imaan ke liye, musulman ke liye farz hai,
01:55aur jo pehla qada hota hai, wo wajib hai.
01:58Yehni agar kuchhaar rakat pad raha hai, ya teen rakat pad raha hai,
02:01pehle qada mein bethne ke wajahe khada hota hai, baad mein usko yaad aata hai,
02:04toh phir wo sajda sahaf karega.
02:06Arz sajda sahaf nahi karega, toh uski namaz nahi hogi,
02:08lekin agar sajda sahaf kar lega, toh uski namaz ho jayegi.
02:11Lekin yeh jo aakhri qada hota hai, yeh ek musulman ke liye farz hai.
02:15Agar yeh jo aakhri baad hum tashahud mein bethne hai,
02:17agar yeh wo nahi karega, toh uski namaz nahi hogi.
02:20Yeh musulman ke liye farz hai.
02:22Phir saatma farz jo namaz ke liye hai, wo kharuj bi sunah hai.
02:25Jab insaan namaz ke liye salaam phirta hai,
02:28ab alfaaz mein assalaam kehna, yeh wajib hai,
02:31wa rahmatullah jo hum kehte hai, assalaamu alaikum wa rahmatullah,
02:34jo wa rahmatullah kehte hai, yeh sunnah hai,
02:36aur yeh jo mooh phirna hai namaz mein,
02:38jo hum salaam phirte hua mooh phirte hai,
02:40yeh namaz mein farz hai.
02:42Nawaz ke jo wajibat hai, aur sunnate hai,
02:45wo qasrat se maujood hai, aur wo unko ahadees mein mutarakh ja sakta hai.
02:49Nazim phir, mufsidat-e-namaz,
02:51jin cheezon ke wajah se namaz toot jati hai.
02:53Sabse pehle yeh ke agar namaz mein koi kisi kisam ki bhi baachit karta hai,
02:57kalam karta hai, kisi ko jawab de deta hai,
02:59koi bhi baat kar deta hai, toh usse namaz toot jati hai.
03:02Phir yahan fuqaha ne beyan karte hui kaha,
03:04ke agar kisi ko galti se bhi salaam ka jawab de deta hai,
03:07toh uski namaz toot jayegi.
03:09Koi salaam karta hai, uska jawab deta hai,
03:11isse namaz toot jayegi.
03:12Baaz logon ki aadat hoti hai,
03:13agla bhool bhi toh sakta hai na namaz parta hua,
03:15uski namaz toot jayegi.
03:16Baaz waqat logon masjid mein daakhil hote hain,
03:18dekh rahe hain ke log salaam,
03:19namaz par raha hain,
03:20toh assalamu alaikum wa rahmatullah unchi awaz mein kahenge.
03:22Aisa nahi karna chahiye.
03:23Agar aap dekh rahe hain ke log namaz par raha hain,
03:25koi sunnate par raha hain,
03:26koi nawafil par raha hain,
03:27namaz mein hain,
03:28fir aap unchi awaz mein salaam na karein,
03:29aaye aur agar koi aapke saath waise baitha hain,
03:31aap usse salaam kar liye.
03:32Aur agar log namaz nahi par raha hain,
03:34misaal ke taur pe imam ke intazaar mein baithe hain,
03:36ya koi namaz nahi par raha hain,
03:37fir aap unchi awaz mein salaam kar liye,
03:38usme harj nahi.
03:39Lekin agar log namaz par raha hain hu,
03:40toh koshish kiji aisa nahi ho,
03:41koi bhool ke jawab deta hai,
03:42toh uski namaz jaati rahegi.
03:44Agar koi salaam kar leta hai,
03:46ya waalikumus salaam keh deta hai kisi ko,
03:48toh usse namaz toot jaati hai.
03:50Achi khabar sun ke agar koi alhamdulillah bhi keh deta hai,
03:52aur agar koi chink maar ke alhamdulillah keh reta hai,
03:54ya koi chink laga hai toh,
03:56koi yaarhamu qabullah keh leta hai,
03:58ya boori khabar sun ke,
03:59innalillahi wa inna alaihi rajioon keh deta hai,
04:01isse bhi fuqahaan ne kaha,
04:03ke namaz insaan ki toot jaati hai.
04:05Fir agar koi aise hase,
04:06ke insaan ko khud pata chal jaye,
04:08ke mein has raha hu awaz se,
04:09itni awaz mein,
04:10itni se hasi ki awaz ho jaye,
04:11jisna sans ki awaz hoti hai,
04:12ke insaan ko khud apne hasne ki awaz a jaye,
04:14sans ki awaz a jaye,
04:15istarhan hasi ki awaz a jaye,
04:16usse namaz toot jaati hai.
04:18Aur agar jaisa meinin kal beyaan kiya tha,
04:20itni unchi has padhe,
04:21ke saath wale ko usse hasne ki awaz chali jaye,
04:23aur saath wale ko pata chal jaye,
04:24usse ki awaz se ke wo has raha hai,
04:26toh fir uski sirf namaz hi nahin tootegi,
04:28balke uska wudhu bhi toot jaayega.
04:30Fir amal-e-qaseer se namaz toot jaati hai,
04:32amal-e-qaseer ki tarif fuqahaan ne beyaan ki,
04:34yaani koi bhi aisa kaam agar insaan kare,
04:36ke dekhne wale ko lagay ke ye namaz nahin padh raha,
04:38misaal ke taur pe itna tabeel kaam wo kar le,
04:40ya koi bhi aise kaam mein masroof ho jaye,
04:42ya koi bhi aisi harkat kar le,
04:44uss lamayin jo usko dekh raha ho,
04:46usko shag guzre ke ye namaz nahin padh raha ho,
04:48usko lagay ke ye namaz nahin padh raha ho,
04:50toh ye amal-e-qaseer hai,
04:52iss se bhi insaan ki namaz toot jaati hai.
04:54Agar seena qibla ki taraf se hat gaya,
04:56usse bhi insaan ki namaz toot jaati hai,
04:58agar koi til ke barabar bhi cheez
05:00bahar se insaan ke moon mein jaye
05:02aur wo insaan khaa le,
05:04toh usse namaz toot jaati hai.
05:06Agar sajda mein koi ghar iraadi taur pe bhi til
05:08iss se namaz moon mein laga lata hai,
05:10ya til ke barabar bhi koi cheez
05:12moon mein chali jaati hai,
05:14ya kisi bhi tariqah se bahar se,
05:16koi til ke barabar,
05:18agar wo chane se kam bhi hai,
05:20til ke barabar bhi hai,
05:22koi cheez insaan moon mein daalega
05:24aur usko niglega bahar se,
05:26toh usse namaz toot jaati hai,
05:28agar wo chane se kam ikdaar mein moon mein raha gaya,
05:30chane se kam ikdaar mein hai,
05:32aur phir aapne nigal liya,
05:34toh usse namaz nahi tootegi,
05:36lekin agar chane ke barabar
05:38ya usse zyada hai,
05:40pehle se bhi moon mein maujood hai,
05:42toh usse namaz toot jaati hai.
05:44Isi liye kehte hain,
05:46ke iftari ke waqt aapke paath baadme
05:48poori raat padhi bhi hai khaane ke liye,
05:50zindagi ka aakhri pakoda aur samosa
05:52samajh ke usko aise khaa rahe hote hain,
05:54toh usse namaz se jitna khaana hain,
05:56khaalije, phir aap jab namaz padh rahe hain,
05:58toh jis hi nahi kaha jaata hai,
06:00namaz se pehle kulli kar li jaye,
06:02toh koi aisi cheez nahi ho chane barabar,
06:04phir aap koshish keeje,
06:06ke kam se kam saf mein khada huye,
06:08namaz se pehle ye aityaat keeje,
06:10ke aisa nahi ho,
06:12ke kahin chane ke barabar
06:14moon mein cheez ho,
06:16andar jaye,
06:18toh aapki namaz jaati rahe.
06:20phir agar aapne tayammum kar rakha hai,
06:22tayammum ke duraan,
06:24jaise hi paani maujood ho jayega,
06:26toh aapka tayammum khatm ho jayega,
06:28toh agar aap namaz padh bhi rahe hain,
06:30aur aapko pata chal gaya,
06:32paani available hai,
06:34uss waqt aapki namaz wahin pe khatm ho jayegi,
06:36aap namaz ko chodenge,
06:38jaake dobara se sahi se wudhu karenge,
06:40phir namaz ada karenge.
06:42ab maqruhaat-e-namaz kya hain,
06:44jo cheez-e-namaz mein maqruh hain,
06:46ab nazareen,
06:48iss par tawajjo dena namaziyon ke liye,
06:50karte hain,
06:52ab phir maqruh qaam karte hain,
06:54jisse namaz maqruh ho jati hai,
06:56har wo qaam jo Allah ki taraf se namaz mein tawajjo hata de,
06:58tawajjo pe toh poori Allah ki taraf hazir ho ni chahiye,
07:00haqa alaihissalat-us-salam ne ishaat firma hai,
07:02namaz padho toh aise padho,
07:04ke Allah ko dekh rahe ho,
07:06Allah ko dekh ke tum namaz padh rahe ho,
07:08aur agar iss maqam pe nahi ho,
07:10toh kam se kam aise,
07:12ke Allah tumhe dekh raha hai,
07:14ye tasobur ho,
07:16jab insaan namaz padh raha ho,
07:18haqa alaihissalat-us-salam ne firma hai,
07:20ke wo Allah ta'ala usko dekh raha hai,
07:22toh poori tawajjo Allah ta'ala ki bargah mein ho,
07:24agar koi mere paas aaye,
07:26mere paas koi kaam karane aaye,
07:28ya mere paas milne aaye,
07:30baatein toh mere se kar rahe hain,
07:32lekin tawajjo poori uski kahin aur hai,
07:34toh mere jaisa aajiz insaan bhi usko kahega,
07:36ke mere paas aaye ho,
07:38toh mere se baat karo na,
07:40tawajjo meri taraf ho na,
07:42baat mere se kar rahe ho,
07:44tawajjo kisi aur ki taraf hain,
07:46aur uski tawajjo kahin aur hai,
07:48aur phir jaanbooch ke aise kaam kar rahe hain,
07:50jin se tawajjo aage peeche waazim mehsoos ho rahi hai,
07:52toh ye kaam bilkul na munasib hai,
07:54wo kaam har wo kaam makroo hai,
07:56jo Allah ki taraf se namaz mein tawajjo ata de,
07:58ab misaal ke taur pe agar koi namaz padh raha hai,
08:00kabhi badan se khel raha hai,
08:02kabhi apne kapdon se khel raha hai,
08:04kabhi apne baalon se apne daadi se khel raha hai,
08:06ye makroo hai,
08:08phir idhar udhar namaz me dekhna,
08:10namaz padh rahe hain,
08:12idhar bhi dekhna hai,
08:14phir kapde sametna,
08:16koi yahan se kapde samet raha hai,
08:18koi kya kar raha hai,
08:20apne kapdon ke saath sari setting namaz ke duran kar rahe hain,
08:22ye bhi makroohat mein beyan kar raha hoon,
08:24ye bhi namaz mein kisi surat mutasib nahi hai,
08:26phir unglyan chatakna hai,
08:28unglyon ke kadha ke nikalna kehte hain,
08:30namaz padh te padh te,
08:32apne unglyon ke kadha ke nikal rahe hain,
08:34ye bhi makroo hai namaz mein,
08:36ye bhi kisi surat insaan ko nahi karna chahiye,
08:38phir agar kisi ko bohot zor se pishab aa raha hai,
08:40phir usko aise hai,
08:42ke bilkul mein namaz se tawajjo nahi hategi,
08:44mein namaz padh leta hoon, padh le,
08:46lekin agar bohot zor se pishab aa raha hai,
08:48phir toh uski poori tawajjo hoti hai,
08:50ke main jaldi jaldi se namaz khatam karoon,
08:52sirf yoh hota hai,
08:54agar abhi namaz se pehle chala gaya,
08:56rafayajat ke liye,
08:58phir dubara wudhu karna padega,
09:00lamba kaam hai,
09:02toh namaz ko tarkha deta hoon,
09:04aise nahi karna chahiye,
09:06agar bohot tez pishab aa raha hai,
09:08kisi tariqah se phir waqt mein namaz ada kare,
09:10khushu aur khuzu ke saath,
09:12phir kaha ke agar kisi bhi tarahan se naak ko,
09:14mooh ko dhaamp liya,
09:16agar bila wajah kisi ne kapda mooh pe rakh liya,
09:18ab jab covid aaya tha, mask pehinte the namaz mein,
09:20woh bila qarahat jayaz,
09:22isliye kaha gaya tha,
09:24kyun ke woh ek bimari se bachne ke taahid tha,
09:26itiati tadbir ke itawaar se tha,
09:28ek bimari se bachne ka taahid tha,
09:30is wajah se usko waqt jadeed fuqahaan ne fatwa diya,
09:32ke jawaz hoga,
09:34aur dhap ke namaz mein padhna,
09:36yeh makruhat mein se hai,
09:38yeh kisi surat bhi jayaz nahi hai,
09:40phir bila wajah khangarna,
09:42ab humein namaz mein kisi ko kaam kehna hona,
09:44namaz mein yaar paanch mint ki der hoti hai,
09:46chaar mint ki baat hoti hai,
09:48salaam phir ke phir kahe do,
09:50kisi ko kaam bata rahe hota hai,
09:52us duraan bhi kisi ko towajjo se baat bata nahi hoti hai,
09:54kisi surat yeh munasib nahi hai,
09:56bila wajah khangarna bhi namaz mein munasib nahi hai,
09:58phir hota hai namaz mein kaha,
10:00baat se namaz mein tootti na,
10:02kisi duniya ka nizam chala rahe ho kya,
10:04poori duniya ko drive kar rahe ho kya,
10:06agar paanch mint aap duniya se kat ke Allah ki bargah mein hazir ho gaye,
10:08toh kya duniya ka nizam rukh jayega,
10:10us duraan bhi aapko yeh karna hai,
10:12namaz ke duraan aise sawal karne walon ko bhi sharm karni chahiye,
10:14kisi se bila wajah,
10:16ko bhi nahi hai bila wajah aapke sawal karne,
10:18yeh yaha rak doon, wo kaam padha hai,
10:20aur jawab dene wale ko bhi khayal karna chahiye,
10:22har wo kaam jo Allah ki taraf se,
10:24tabaar se tawajjo hata de,
10:26wo namaz mein maqroohat mein shamil hota hai,
10:28toh namaz mein poori tawajjo Allah ki taraf rehni chahiye,
10:30humare se bahut sawal kiya jaata hai,
10:32khawateen ki taraf se humare paas sawal aata hai,
10:34neil polish lagane ka hukam kya hoga,
10:36kya neil polish lagane se wudhu ho jata hai,
10:38toh iske mutaalik aap sabse pehle yeh samdhijiye,
10:40neil polish banate waqt,
10:42agar koi bhi haram cheez,
10:44koi bhi na paak cheez,
10:46koi bhi na jais cheez,
10:48usme istamaal hoga,
10:50koi bhi na paak cheez hogi,
10:52toh neil polish ki ingredients mein shamil hoga,
10:54usko banate hu, uska istamaal kiya gaya hoga,
10:56toh wo neil polish lagana,
10:58kisi surat bhi jais nahi hoga,
11:00aur doosra neil polish mein jo hai,
11:02wo aisa chemical hota hai,
11:04jab aap neil polish lagati hain khawateen,
11:06toh ek sata uske upar chemical ki jam jati hai,
11:08water proof neil polish bhi kaha jaata hai,
11:10water proof neil polish hoti hai,
11:12jab wo lagate hain,
11:14toh uski ek sata naakun ke upar jam jati hai,
11:16uska nuksani hota hai,
11:18jab insaan wudhu karta hai,
11:20ek sata jami hoti hai,
11:22uski wajah se wo paani naakun tak nahi pohnchta,
11:24ab agar wo water proof neil polish
11:26agar aisi hai, uske upar koi aisa chemical hai,
11:28jiski sata jami hogi,
11:30aur wo paani naakun tak nahi pohnch raha hoga,
11:32toh aurat ka wudhu nahi hoga,
11:34aur jab wudhu nahi hoga,
11:36toh namaz bhi nahi hogi,
11:38haan agar market mein aisi neil polish available hai,
11:40ke jismein wo water proof wala silsala,
11:42wo wala chemical nahi hai,
11:44ya koi aisa chemical ya aisi cheez nahi hai,
11:46ke jisse aisi sata jam rahi ho,
11:48wo paani naakun tak nahi pohnch raha ho,
11:50wo naakun tak nahi pohnch raha ho,
11:52wo toh jaiz nahi hogi,
11:54lekin agar koi aisi hai,
11:56jo neil polish,
11:58jinmein sirf rang hai,
12:00lekin wo usmein koi aisi cheez nahi hai,
12:02aisa chemical nahi hai,
12:04jo paani ko naakun tak pohnchne se rohke,
12:06toh fir us neil polish se wudhu ho jayega,
12:08lekin ye zain mein rakhiyega,
12:10agar kisi bhi itawaar se,
12:12koi bhi aisi cheez usmein hogi,
12:14koi bhi aisa napaak cheez hogi,
12:16toh fir kya kiya jaye,
12:18ye yaad rakhiye jaayega,
12:20pehle ye masla samajh neeje,
12:22ye masla aapke ilm hona zaruri hai,
12:24ke witr ki teesri rakat mein,
12:26dua e qanood ya dua pardhna,
12:28mutlaq dua pardhna,
12:30insaan dua e qanood pardhe,
12:32dua pardhe,
12:34ye dua pardhna jo hai,
12:36ye wajib mein shamil hai,
12:38wajib hai,
12:40lekin kyunke dua e qanood sunnat hai pardhna,
12:42ab dua e qanood har musalmaan ko zarur yaad honi chahiye,
12:44lekin jab tak usko dua e qanood yaad nahi hoti,
12:46agar wo rabbana aatna fid duniya hasana,
12:48wa fil aakhirati hasana,
12:50wa qina azaban naar pardh lega,
12:52fir bhi witr ho jayenge,
12:54agar wo rabbik firli bhi kai dega 3 martaba,
12:56toh hadithin mubarka ke mutaabik uske witr ho jayenge,
12:58agar wo khali
13:00ya rabbi bhi kai lega,
13:02uske baad wo surah e ikhlas pardh lega,
13:04qul hulluhu ahad pardh lega,
13:06fir bhi uski namaz ho jayegi,
13:08uske witr ho jayenge,
13:10wo poora ho jayega witr ka silsila,
13:12agar wo
13:14ya rabbi bhi kai leta hai 3 martaba,
13:16tab bhi uske witr
13:18ho jayenge, uska wajib ada ho jayega,
13:20fir Ramadan ul Mubarak
13:22me hum se sawal kiya jaata hai,
13:24agar kisi shakhs ne Ramadan ul Mubarak me
13:26tarawih padhne ke liye gaya,
13:28isha imam sahab ne padha di hui hai,
13:30isha padha di hai toh wo kya karein,
13:32sabse pehle ye zayn me rakhiyega,
13:34jab tak wo isha nahi padhega,
13:36tab tak uski tarawih,
13:38tarawih wali nahi hogi,
13:40agar imam sahab isha padha chuke hain,
13:42aap jayiye masjid me apni isha padh liye,
13:44apne chaar farz padh liye,
13:46fir sunnat padhiye,
13:48fir jaake tarawih me sharik ho jayiye,
13:50fir sawal ye hota hai,
13:52agar usne imam ke peeche farz nahi padhe,
13:54usne farz imam ke peeche nahi padhe,
13:56toh kya wo witr imam ke peeche padh sakta hai,
13:58witr jamaat ke saath padh sakta hai,
14:00toh bhai jab aapne sunnat padh li,
14:02toh phir wajib kyu nahi padh sakta hai,
14:04phir witr kyu nahi padh sakta hai,
14:06jab aapne jaise tarawih padh sakte hain,
14:08aapne apni isha padh li,
14:10apne chaar farz padh li,
14:12agar imam witr padha raha hai,
14:14uske peeche aap bilkul witr ada kar sakte hain,
14:16usme koi harj nahi hai,
14:18phir ek sawal hum se kasrat se poocha jaata hai,
14:20agar kisi ne namaz me, farz namaz me,
14:22teesri ya chothi rakat me,
14:24surah fatiha ke saath surat mila li,
14:26toh kya uski namaz ada ho jayegi,
14:28usko sajda sahab toh nahi karna padega,
14:30toh aise me usko sajda sahab nahi karna padega,
14:32uski namaz bilkul ada ho jayegi,
14:34haan lekin na padhna munasib hai,
14:36toh surah fatiha hi padhe,
14:38na padhe, na surat mila hai,
14:40yehi uske liye hukam hai,
14:42lekin agar galti se usne surat padh li,
14:44usne surat mila li,
14:46toh uski namaz uska farz ada ho jayega.
14:48Yeh sawal bhi kiya jaata hai,
14:50toh iska bhi sun li jaaye,
14:52agar do bande namaz padha hain,
14:54ek imam hai aur ek muktadi hai,
14:56imam aage khara hoga,
14:58ek kadam peeche is taraf muktadi,
15:00uski aane par imam bhi aage jaa sakta hai,
15:02aur muktadi bhi jo hai,
15:04wo jo aane wala muktadi hoga teesra,
15:06wo jo pehle ek muktadi padha hoga,
15:08usko kande se pakad ke chand kadam peeche kar sakta hai,
15:10taake wo do bande peeche safh mein khade hoke,
15:12imam ke peeche namaz pad le.
15:14Haan, lekin agar aisa hai,
15:16ki peeche jagah hai hi nahi,
15:18toh fir dahi jaane wo khada hoga pehla muktadi,
15:20bahi jaane baake imam ke doosra muktadi khada ho jayega,
15:22toh wo bhi jamaat mein sharik ho sakta hai,
15:24uski bhi namaz ho jayegi.
15:26Toh ek banda idhar khada hai,
15:28toh doosra aaya,
15:30teesra banda aagaya,
15:32teesra muktadi aagaya,
15:34toh wo uske aagaya,
15:36ya iske aage khada ho jayega.
15:38Aala Hazrat Imam-e-Ahl-e-Sunnat,
15:40Imam Ahmed Raza ne kaha,
15:42kyunki ye makrooh-e-tahrim-i ho jayega,
15:44toh ismein laazim hai,
15:46wo fir imam par namaz chhodna laazim ho jayega,
15:48wahin par salaam phirna laazim ho jayega,
15:50kyunki aage us bande ka us tarah yusuf banana,
15:52jaiz nahi hoga,
15:54ya phajar ke baad,
15:56agar kisi ne phajar padli,
15:58toh tuloo-e-aftab tak,
16:00us waqt tak ke baarein poocha jaata hai,
16:02namaz ka hukam, qaza namaz ka hukam,
16:04ya kisi ne asar padli,
16:06toh maghrib ke waqt tak,
16:08usmein poocha,
16:10kya qaza ada kar sakte hain,
16:12koi qaza namaz ho,
16:14bilkul agar aapne phajar ki namaz padli hai,
16:16tuloo-e-aftab se pehle,
16:18aap qaza namaz padna chahate hain us waqt,
16:20toh bilkul us waqt qaza namaz padhi jaa sakti hai,
16:22us waqt qaza namaz padki hain,
16:24lekin maghrib ki namaz se pehle,
16:26qaza namaz padna chahate hain,
16:28toh aap qaza namaz us waqt pad sakt hai,
16:30teen waqton main nahi pad sakte,
16:32ek tuloo-e-aftab ki waqt,
16:34suraj niklene ki waqt,
16:36sun rise ki waqt,
16:38us waqt nahi pad sakte,
16:40zawaal ki waqt,
16:42us waqt main nahi pad sakte,
16:44qaza bhi nahi pad sakte,
16:46aur aayn ghurub-e-aftab ki waqt,
16:48us waqt bhi nahi pad liye,
17:20If you are able to speak to them, you will remember 950 slogans, if you are able to listen to them, you will remember 850 slogans.
17:28But if you are able to learn the obligatory knowledge, which is obligatory for a Muslim,
17:31and you are older than 45 years, or you are older than 15 years,
17:37and if you are not able to learn the obligatory knowledge,
17:41then leave everything and sit with a religious scholar,
17:47and it is obligatory for you to learn the obligatory knowledge,
17:49learn it and get the reward of teaching it.
17:52Haqqa Ali Salat-us-Salaam has said,
17:54that the humiliation that has been mentioned on the non-worshipping,
17:57if I keep in front of you the commandments of Allah Kareem and Rasulullah Ali Salat-us-Salaam,
18:00on the Day of Judgement, it will be commanded that all should prostrate in front of Allah.
18:04When all will prostrate in front of Allah,
18:06the back of the non-worshipper will be bent like a throne,
18:09he will want to prostrate in front of Allah,
18:12but the power to prostrate will be taken from him.
18:15Just think, what will be the status of humiliation for him.
18:17Haqqa Ali Salat-us-Salaam has said,
18:19that when the non-worshipper will come to the battlefield,
18:21there will be three lines written on his forehead,
18:23one is that he used to waste the rights of Allah,
18:26the second is that today he will be disappointed with the mercy of Allah,
18:29the third is that Allah will not have mercy on him.
18:32So, dear viewers, it is necessary for all of us to fulfill the obligation,
18:36and it is also obligatory for us to learn the obligatory knowledge,
18:39you should also do that.
18:40Tomorrow, on this channel, we will meet you again.
18:44Peace be upon you.