• 6 hours ago

"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt

#quranaurscience #waseembadami #Allahoakbar

Roz e Mehshar Jab Soraj Sawa Naizey per hoga 😭😱 | Incredible Reality of Universe | Quran aur Science | Waseem Badami | 14 March 2025 | #shaneiftar #shaneramazan

A helpful segment for our audience which focuses on Islamic history and Today's Science and its teachings.

#Ramazan202 #RamazanMubarak #shaneramazan

Music by Calm Islam Music

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Bismillah hir rahman ir raheem, alhamdulillahi rabbil alameen, kainat ki wussat, Allah ta'ala
00:21ki kainat kitni badi hai, us kainat me kahan kahan, kap kap, kya kya ho raha hai, jo thoda
00:26bahut kuch hame maloom hua hai, jo thoda bahut science ko maloom hua hai, wo hum iss segment
00:32me cover karne ki koshish karte hain, mukhtalib reasons hain iski, ek toh yeh isliye bhi ki
00:36hame dunyawi maloomaat bhi zahir honi chahiye, aur dunyawi maloomaat wo, jo Allah ta'ala se
00:41qareeb karein, dunyawi maloomaat bhi wo, ki jisko sun kar dekh kar hamare jism ka ek
00:45ek hisaab, roohan kah ute, Allahu akbar, Allahu akbar, Allahu akbar, tez ji se hum
01:02aage badte hain kyunki humne sayyaro ka safar aaj khatam karna hai, hum ek ek karke mukhtalib
01:07sayyaro ka safar kar rahe hain, aur aaj nizam-e-shamsi ke aakhri sayyare ki daanik hum jayenge, isse
01:16Neptune kahte hain, koi bhi sayyara nizam-e-shamsi ka surat se itna door nahi hain, jitna yeh
01:26sayyara Neptune door hai, jitna yeh sayyara door hai, jitna koi bhi door nahi hain, yaani
01:31yeh aakhri sayyara hai bilkul, aakhri sayyara, jiski wajah se surat ka ek chakkar lagane
01:39bhi isse bohot waqt lagta hai, zara aap yaha ek nazar daliyega, ek lamay ko farz karein
01:46ke hum roshni ki raftaar se travel kar rahe hain, aap yeh suniyega agla ek dirh-minit,
01:52aur isse andaaza lagayega, kainat ki vusat ka nahi, kainat toh bauti badi hai, is kainat
01:58ka jo ek chota sa ek system hai, jisse hum solar system kahte hain, wo kitna bada hai,
02:02aap uska andaaza isse lagayega, imagine we are travelling at speed of light, jo ke possible
02:08hi nahi hain, lekin farz karein, ki hum roshni ki raftaar se travel kar rahe hain, roshni
02:12ki raftaar se travel karne ka matlab yeh hai, ki hum itna tez travel kar rahe hain, ki
02:15hum jo poori zameen hain humari, zameen ke ek kone te shuru karein, saare dariya, sehra,
02:20samandar, khed, khaliyan, pahad, mulk, bar-e-azam, antartica, sahara, desert, sab, zameen ka
02:26ek kone se ne ke doosre kone tak, agar aap roshni ki raftaar se travel kar rahe hain,
02:31toh aap ek second mein zameen ke saath chakkar lagate hain, itna tez hai, ek second mein
02:37zameen ke saath chakkar lagate hain, ab aap dekhiye, agar hum roshni ki raftaar se travel
02:42kar rahe hain, toh mercury tak pauchne mein lagte hain 3 minute takreeman, venus 6 minute,
02:50mars 12 minute, lekin aaj jo hum sayara discuss kar rahe hain, nature, yeh suraj se kitna
03:00door hain, kitna door hain, aap iska antaaz hain ek baat se laga hain, ki agar hum roshni
03:04ki raftaar se bhi travel kar rahe hain, toh yahaan tak pauchne mein, suraj ki roshni zameen
03:09tak pauchne mein 8 minute lagte hain, yahaan tak pauchne mein kitna time lagega, chaar ghante,
03:16itna door hain, bohot door hain, itna badha hai humara solar system, humari zameen ko
03:25suraj ka ek chakkar lagane mein kitna waqt lagta hai, 365 din lagte hain, humara ek saal
03:29ho jata hai, aur isse, isse 165 saal lagte hain, ek chakkar lagane mein, yaani humari
03:40ki aapki zindagiyaan guzar jayenge, iska ek chakkar mukamal nahi hoga, is sayyaare ka
03:44suraj ka ek chakkar mukamal nahi hoga, yahaan ka ek saal humare 165 saalon ke barabar hai,
03:51yahaan alag yeh ek maamla hai, yaani fars kijiye, agar insaan yahaan rehte hote, toh
03:55zameeni ittibar se, har insaan ki umar ek saal hoti, ek saal se zyada toh koi aadmi nahi
04:00jita, kuch log aade saal zinda rehte hai, kuch log 25% saal, ek saal se kam umar hoti,
04:05ki agar yahaan log rehte hote, saal itna bada hai, din 16 ghandon ka hai, ek mausam yahaan
04:16par 40 saal rehta hai, aur chuke suraj se bahut door hai, isliye yahaan andhera hai,
04:25chuke suraj se bahut door hai, isliye yahaan thand hai, chuke suraj se bahut door hai,
04:32isliye yahaan barf hai, aur sirf barf nahi hai, yahaan par hawaay chal rahi hai, hawaay
04:42toh pishle sayyaare par bhi chal rahi thi, lekin yahaan jis tarah ki hawaay chal rahi
04:46hai, it's the windiest planet, fastest winds in solar system, faster than speed of sound
04:54on earth, 2100 km ki hawaay chal rahi hai yahaan par is sayyaare mein, kyunki suraj
04:59se bahut door hai, 2100 km, yaani zameen par jo awaas ki raftaar hoti hai, usse zyada
05:09tez raftaar hawaay yahaan chal rahi hai, yahaan bhi tufaan hai, yahaan bhi heero ki baarish
05:15hai, yahaan bhi heero ki baarish hai, lekin hum pehle discuss kar chuke hai, toh ab dauraate
05:19nahi hai, aagey badhte hai, lekin bas, is sayyaare ke baare mein abhi mazeed khuj lagayi
05:24ja rahi hai, zyada malum hi nahi hai ki sayyaare mein aur kya kya hai, kyunki door itna hai
05:29ke malum hi nahi padha ki isme kya kya hai, toh aap andaza laga rahe hain, Allah taala
05:34ki itni badhi kainat, zameen ki toh baat hi nahi kar, itni badhi kainat ka, ek system
05:40hai, solar system, uske itne saare sayyaaro mein se, ek sayyaare mein hai kya kya, pohchana
05:47door ki baat hai, hai kya kya, ye malum aaj kal ke tamam tar jadeed tareen aalaat aur
05:55sahuliyat ke baawujud abhi insaan ke bas mein ye bhi nahi hua, ke ek solar system ke
06:02ek sayyaare mein hai kya kya, ye malum kar le, haisyat kya hai insaan ki, uski kainat
06:09ke aage, haisyat kya hai insaan ki, abhi toh ye bhi malum nahi hua, lekin bas, sayyaaro
06:17ka safar hamara khatam ho gaya yaha par, chaand par baat ho gayi hai, deegar sayyaaro par
06:23baat ho gayi hai, lekin agar main aapki khidmat mein arz karoon ki ye sab kuch jo itne bade
06:28bade sayyaare hain, ye sab toh khud, itne bade hone ke baawujud, ye toh ek, inka toh
06:35kirdaar saanvi hai, jaise ek ekstra hain, ekstras hain toh, saanvi kirdaar hain, markasi
06:42kirdaar toh koi aur hai inke mukabale mein, ye toh uske gird goom rahe hain, markasi kirdaar
06:46toh koi aur hai, heera toh koi aur hai, yaani, bhai hum poore solar system ki baat kaha raha
06:52hain na, solar system hai ye, toh ye sab toh discuss kiya gaya hai, zameen samej, ye sab
06:56sooraj ke gird goom rahe hain, toh aayiye, aaj hum aage badte hain, aur chalte hain is
07:02kahani ke markasi kirdaar ki taraf, hum badte hain sooraj ki taraf, jo ke is daastaan ka
07:09markasi kirdaar hai, aur hum sab ko hairaan kar dene ke liye, hum sab ko parashaan kar
07:20dene ke liye, angusht badanda kar dene ke liye kaafi hai, ye ek bazaahir ajeeb u ghareeb
07:28aawaaz jo aapke kaanon se takraayegi na abhi, ye NASA ne jo asal sound record kiya hai
07:33ke sooraj par kahin, kuch is tarz ki aawaaz hai, ye wo hai, aur is sooraj ke andar kya
07:38kya hai, ye sooraj kitna bada hai, kitna azeem hai, ye suniye, aur phir socheye ki ye sooraj
07:44ka khaliq kitna bada hoga, kitna azeem hoga, ab hum sooraj par aage hain, so ab, ab jab
07:53hum sooraj par aage hain, toh ab andheron ko khuda haafiz, ab toh roshni hi roshni hain,
07:58kyun ki ab hum sooraj par aage hain, so ab andheron ko duniya khatam ho gayi hai, aur
08:01ab roshni bardi ja rahi hai, kyun ki ab hum roshni ke mumbai par aage hain, so ab har jagah
08:07roshni mein azaafa ho gaya hai, ye itni hairatangez cheez hai, ke duniya ke kayi mazaahir ke isko
08:14khuda samajh kar baith gaye, iski pooja karna shuru ho gaye, aaj bhi karte hain, aapko Ibraheem
08:19alaihissalaam ka waqia yaad hai na, jisme kaha gaya tha, ke haan sooraj khuda ho sakta
08:23hai, sabse bada hai, phir unhe samjhane ke ghar se Ibraheem alaihissalaam ne bhi kaha,
08:27phir kaha ke nahi, lekin ye toh doob jata hai, toh unho na argument diya ki doobne wala khuda
08:31kaise ho sakta hai, aapko yaad hai, Sulaiman alaihissalaam ka kissa aapko yaad hai, jisme
08:34hudud naami parinda hai, kaum ki khabar lekar aata hai, darbaar-e-sulaiman hai, aur tafsirat
08:39batata hai, kehta hai, ke wo kaum khuda ko, khuda ko chod kar sooraj kyun sajda karte
08:43hai, ye toh itni ajeeb aur ghareeb shayah hai, aur kitni aisi misal hai, jahan koi sooraj
08:49ko sehat aur tawanaai aur zindagi ka deota maanta hai, koi kuch maanta hai, ye wo waqt
08:55tha jab Allah ta'ala ne apne Rasool ko bheja aur kuch ayaat nazil farmai, Quran-e-Kareem
09:02ke ek ayaat ka mafoom hai, Allah ki nishaniyon me se hai ye raat, aur din, aur sooraj, aur
09:08chaand, ye Allah ki nishaniyon me se, Allah nahi hai, Quran-e-Kareem ke ek ayaat ka mafoom
09:12hai, sooraj aur chaand ko sajda na karo, sajda us khuda ko karo, jisne ne pehda kiya
09:16hai, agar tum waqe uske ibadat karne wale hoon, ye kitna purana hai, hazaar saal, laak
09:26saal, das laak saal, ek karod saal, das karod saal, ye saade chaar arab saal purana hai,
09:37saade chaar arab saal se roshni bikher raha hai, zameen par garmi bikher raha hai, aur
09:43ek talatun, ek tufaan barpa hai iske andar, saade chaar arab saal se ek cheez usi system
09:49me chal rahi hai, koi tabdili nahi aa rahi hai us system me, koi toh hai toh nizam-e-hasti
09:55chal raha hai, bohot garm hai, bohot taakatwar hai, lekin aaye zara is sawal ki taraf aate
10:03hai, jab ye sooraj humse itna door hokar, itni garmi ponchata hai, zameen par ab tak
10:09sabse zyada jo temperature record hua hai, 58 degrees hai, aur itna door hai sooraj,
10:14wahan se itni garmi ponchata hai, toh ye sooraj khud kitna garm hoga, aur jab main ye padh
10:23raha tha is baare mein, toh ye soch kar wujud laraj raha tha, ye sooraj hai, jo roze mehshar
10:29sabha nizhi par hoga, Allahumma jarna minal naar, so ab hum nizam-e-shamsi ke markazi
10:36character sooraj ki taraf aa gaye hain, aur is sooraj ke andar kya kuch nahi ho raha, kya
10:43garmi hai, kya darja-e-hararat hai, kya procedure hai, kya aawaz hai, kya qayamat barpa hai,
10:51ye sab hum jaanne ka agaaz karte hain, sabse pehle sooraj ki ek sata hai, jo hume zameen
10:56se jo nazar aati hai na, photosphere kehte hai isse, ye sata kitni garm hai sooraj ki,
11:01iska temperature kitna hoga, zameen pe sabse zyada temperature padha hai 58 degrees, sooraj
11:08ki ye jo sata hai, jo hume zameen se nazar aati hai, outer layer, iska temperature saade
11:155000 degrees hai, saade 5000 degrees hai, lekin ye sirf outer layer hai sooraj ki, iske
11:25ye upar ek aur sata bhi hai, isse chromosphere kehte hai, yahan temperature saade 5000 degrees
11:32se zyada hai, yahan temperature 20,000 degrees hai, 20,000 degrees, lekin abhi hum sooraj
11:43mein mukamal taur pe daakhil nahi ho hai, andar aur garmi, 20,000 degrees se zyada kya
11:48temperature hoga, aur sooraj mein mazeed kya ho raha hai, colours karenge Inshallah.

Recommended