"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#Shaneiftaar #waseembadami #Munajaat
Munajaat | Waseem Badami | 13 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
This segment will feature scholars as they make a dua to Allah and recite the “Qasida e Burda Sharif” to pray and ask forgiveness for mankind.
#waseembadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan2025
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#Shaneiftaar #waseembadami #Munajaat
Munajaat | Waseem Badami | 13 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
This segment will feature scholars as they make a dua to Allah and recite the “Qasida e Burda Sharif” to pray and ask forgiveness for mankind.
#waseembadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan2025
Category
😹
FunTranscript
00:00Allah is the Greatest, Allah is the Greatest
00:25I bear witness that there is none worthy of worship except Allah
00:40I bear witness that there is none worthy of worship except Allah
00:56I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah
01:11I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah
01:27Come to Prayer
01:56Come to success
02:24Allah is the Greatest, Allah is the Greatest
02:40There is none worthy of worship except Allah
02:55O Allah, the Lord of this perfect call
03:02And the ever-lasting prayer
03:07Come to Muhammad, the Merciful, the Exalted
03:13And the Exalted
03:17And send him a praiseworthy station, which You have promised him
03:24And grant us his intercession on the Day of Resurrection
03:30You never fail in Your promise
03:37O Allah, be with me in every mistake I make
03:50O Allah, be with me in every mistake I make
04:03jab padhe mushkil shahe mushkil kusha ka saath ho
04:27ya ilahi jo tu aaye nek ham tujh se kare
04:52khud seeyon ke lab se aamee rabbana ka saath ho
05:11ya ilahi har jagah teri ata ka saath ho
05:18jab padhe mushkil shahe mushkil kusha ka saath ho
05:22ya man lahul izzatu wal jamaal
05:26aye wo jiske liye izzatu jamaal hai
05:29ya man lahul qudratu wal kamaal
05:31aye wo jiske liye qudrat hai, kamaal hai
05:34ya man lahul mulku wal jalaal
05:37aye wo jiske liye mulk hai, jalaal hai
05:40ya man huwal kabirul mutaaal
05:43aye wo jo badaai wala hai, jo bulantar hai
05:46ya man huwa shadeedul mihaal
05:49aye wo jo sakht quwat rakhne wala hai
05:52ya man huwa saree'ul hisaab
05:54aye wo jo tez tareen hisaab karne wala hai
05:57ya man huwa shadeedul iqaab
05:59aye wo jo sakhtareen azaab dene wala hai
06:02ya man huwa indahu husnul sawaab
06:05aye wo jiske haan behtreen sawaab hai
06:08tujhe hamd hai
06:09ke tune har cheez ko banaya
06:11har shey par qaadir wo qadeer hai
06:13har cheez ko ejaat kiya
06:15unhe behaajat aur muhtaaj banaya
06:18unhe maut aur hayaat di
06:20hasaane wala hai, roolane wala hai
06:22arsh par haavi hai, ba barkat hai, buland hai
06:26tere sewa koi maaboot nahi
06:28peyda karne wala hai, banane wala hai
06:31sawarne wala hai, nigehbani karne wala hai
06:34madad dene wala hai
06:35tera hukum ghalib
06:37teri baat aakhri baat
06:38tera ilm gehra
06:40teri tadbeer ajeeb
06:41tera wada sacha
06:43tera kaul haq hai
06:45tera faisla aadlana
06:47tera kalam hidayal
06:48teri wahi noor
06:50teri rahmat wasi hai
06:51aye wo jo zinda karta hai
06:53aur zinda khud nahi kiya gaya
06:55aye wo jo khilata hai
06:57lekin jisse kabhi khilaya nahi gaya
06:59jo panah deta hai
07:00lekin jisse kabhi panah nahi di gayi
07:03jo faisle karta hai
07:05lekin talim-e-faisla nahi hai
07:07jo hukum deta hai
07:08us par kisi ka hukum nahi chalta
07:10jiska koi beta nahi
07:12jiska na wo kisi ka beta hai
07:14na koi uska hamsar hai
07:16yaarhamar rahmi
07:18tu kareem hi jo thehra
07:21tu karam ki kya thikaan
07:26tu kareem hi jo thehra
07:31tu karam ki kya thikaan
07:36tu nawaazne pe aaye
07:40maula tu nawaazne pe aaye
07:45tu nawaaz de zamane
07:50tu kareem hi jo thehra
07:54chhidiyon mein bulbulon mein
07:59maula tere taraane
08:04chhidiyon mein bulbulon mein
08:08maula tere taraane
08:13har ek ki zubaan par
08:17maula tere fasaane
08:22tu kareem hi jo thehra
08:26shah kareem
08:27aye wo behtreen zaad
08:29jisse takleem door karne ke liye pukara jaata hai
08:32aye tangi o faraakhi ki umeed ka
08:35tere huzoor haajat lekar aaye hai
08:37hume apni wasi ataon se bakshish ka parwana ata kar
08:42humare dil par parda hai
08:44nafs mein ayab hai
08:46aql naqara hai
08:48khaahish ghalib hai
08:50ibadat kam hai
08:51gunah zyada hai
08:52zabaan gunahon ka ikraar karti hai
08:55toh humara chaar-e-kaar kya hai
08:57khudawanda apni azmat ke baiz
09:00humare dil mein in ke saari jaga de
09:03apni haibat ke liye
09:04humari aankhon se aasuon ke taar jaari kar de
09:08ye aankhen khushk hai yaarab
09:10inhe rona nahi aata
09:12sulakte daag hai dil mein
09:15jine dhona nahi aata
09:17ilahi teri chaukhat par
09:18bhikaari banke aaya hu
09:20saraapa idz hu
09:22saraapa faqr hu
09:23idzo nadamat saath laaya hu
09:25bhikaari wo ke jiske paas jhuli hai na pyaala hai
09:29bhikaari wo jisse hirso hawasne maar daala hai
09:33mataye deen-o-daanish nafs ke haaton se lutwaakar
09:36sukoon-e-qalb ki daulat
09:38hawas ki bhed chadhaakar
09:40lutaakar saari fundi
09:42ghaflato is yaan ke dal-dal mein
09:44sahara lene aaya hu
09:46tere kaabe ke achal ne
09:48agar nafs aur shaitaan ki jag mein
09:51teri nuslat humare shamil-e-haal na ho
09:54toh hum kis tarah khair paayenge
09:56baar-e-laaha
09:57humari umeedon ke waseela bhi
09:59ik-ik karke toot gaye
10:01magar tere of-wo dar guzar ka waseela
10:04jis par sahara kiye hua hai
10:06yaan arham-ar-raah-e-meen
10:08yaan arham-ar-raah-e-meen
10:31mohta jiyaan jo aate hain
10:40woh joliyaan bharke jaate hain
10:46is shaan-e-karam ka
10:49kya kehna is shaan-e-karam ka
10:54kya kehna dar pe jo sawaali aate hain
11:00Allahumma inni as'aluka bi-ismika
11:04yaa hannaano
11:05yaa mannaano
11:07yaa dayyaano
11:08yaa burhaano
11:10yaa sultano
11:11yaa rizwaano
11:12yaa ghufraan
11:14aye maabood main tujhse
11:15tere naam se
11:17madad maangta hu
11:18aye muhabbat karne wale
11:20aye ihsaan karne wale
11:21aye badla dene wale
11:23aye roshan daleel
11:24aye sahib-e-sultanat
11:26aye razi ho jane wale
11:28humne apni umeed ke haton
11:30tere baab-e-rehmat par dastak di hain
11:33apni hadh se zyada tamannaon se dar ke
11:37teri balgah mein aaye hain
11:39aur muhabbat ki ungliyon se
11:41tere daman-e-rehmat ko thaam liya hain
11:43aye maabood
11:44humse jo lakzish-e aur khatai hui hain
11:47unse chashm poshi farmaan
11:49kyunke tu hamara aaka-o
11:51maula-o
11:52maalik-o
11:53sahara-o
11:54umeed hain
11:55is duniya-o
11:56aakhirat mein matloob-o
11:57maqsood hain
11:58aye maabood
11:59tu is bechare ko kaise nikaal dega
12:03jo tere paas gunaho se bhaag kar aaya hai
12:07ya us talim-e-hidayat ko kaise maayus karega
12:10jo tere huzoor daudta hu aaya hai
12:12ya us pyaase ko kaise door karega
12:15jo tere karam ke haus se pyaaz bujhaane aaya hai
12:19hargis nahi
12:20ke tere faiz ke chashme rawa dawa hain
12:23tera baab-e-karam daakhle aur sawal ke liye khula hain
12:28sabhi ke liye baab-e-rehmal
12:30wahan koi rutbe mein adna na aali
12:33murado se daaman nahi
12:35koi khaali
12:36aye baar-e-laha
12:37hum gunahkaro ki
12:39is ashra-e-maqfirat mein bhi maqfirat na hui
12:42toh kab maqfirat hogi
12:44baar-e-laha
12:45aaj ramazan ke mahine mein
12:47aaj is saat
12:49is lamhe
12:50is ghadi
12:51shab-e-ashra-e-maqfirat mein
12:53teri bargah mein arz hai
12:55hamare walidein ko sihat-o-salaamti ke saad
12:58toole umr ata farma
13:00jinke walidein is duniya mein nahi hai
13:02unko sabr-e-jameel ata farma
13:05unk walidein ko jannat-ul-firdaus mein ala tareen maqam ata farma
13:10be-aulado ko aulade salih ata farma
13:12be-rozgaaron ko riske halal naseeb farma
13:15bimaaron ko shifa-e-kulli ata farma
13:18na farmaan aulad ko farmabardar bana de
13:21hamari aapas ki nafraton ko door karke
13:24mohabbaton mein badal de
13:25ya arham-ar-raah-meen
13:27ya arham-ar-raah-meen
13:54wa muaaf meri har-ik khata
14:07sar-e-hashr reh jaye
14:11abroo allahu jalla jalaluhu
14:22shah-e-lahi har jagah teri ata ka saadh ho
14:27jab bade mushkil shah-e-mushkil kusha ka saadh ho
14:33khudaya bahak-e-bani fatima
14:41bar qaul-e-eema kuni khatima
14:45agar da'watam rad kuni war qaboon
14:52mano dasto damaane
14:54aale-e-rasoos
14:56ibn-e-rasoos
14:58aulad-e-rasoos
15:00sallallahu alaihe wa alihi wa sallam