default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Kaal ka paal ki, haad goad khaal ki, bhasm maha kaal ki, chhane ki saari raat
00:07Kumbh mein ek aisa samagam aap dekhte hain ki aise aise aapko acharaj bhare, kuch keertimaan rachte hue
00:18kuch aise aise vyaktittu milenge wahan, mahapurush milenge wahan, kuch sant milenge wahan, mahatma milenge, kuch sadhak milenge
00:28ki aap chakit hokar aise phatti ki phatti hain aankh reh jayegi aap ki
00:33yeh hai sambhav hai iss dhara par jiska naam hai Bharat
00:37Hai mere Bharatwasiyon, yeh sangathit hone ka, yeh ek hone ka, yeh samvedansheel hone ka
00:45yeh apne andar mooliyon ko pirone ka ek tyohar hai, jo bade prarabd se, bade punyon se mil raha hai
00:53toh sabhi Bharatiyon ko, sabhi Bharat ko pyaar karne walon ko, poore vishwa waasiyon ko, mai maha kumbh ki anant shubh kaamnaayin deta hu
01:02yeh hai ek maha utsav hai, hamare jeevan ka ek utsav hai, bahot saari gaanthein hamare jeevan mein
01:09dekhiye samajdaari bhi ek, samajdaari bhi kahi na kahi hume atirek ki taraf le jaati hai
01:14aur usse bhi kahi na kahi hume kasht hota hai
01:18toh kyunki intelligence humi ko logics aur tarkon mein ghuma deti hai
01:23mai kehta hu, baith ke samadhi mein, ek ekaant mein, ekatv mein, bas parmatma ko silence ki taraf chale jaayen
01:32kuch nirvichar ho jaayen, kuch poochen na, sab kuch bataya hua hai mere daata ne
01:37kuch bhi baat na karein, baat ho rahi hai, itni baatein ho rahi hai, phir bhi baat ban nahi rahi
01:44toh nirvichar hokar, bin baat hokar, bas parmatma mein lean hokar, apni aur chalein, antarmukhi ho jaayen
01:52silence mein baith jaayen, mai apne aap mein dekhna aap, kitna bada badlao aap paayenge
01:57kitni badi aap mukti paayenge, ki khudhi se, khudhi jakde hue the, sawalon mein
02:03unn sawalon se kitni mukti mili mujhe, mai nirvichar hokar, silence ki taraf gaya
02:08toh yeh ek chetna ka samay hai, is avchetna ko apni ko thoda sa aap nihar sakte hain
02:16nirvichar hokar, nishabd hokar, shant hokar, parmatma ke nikat jaa sakte hain
02:24ek aakaar mein aa sakte hain, teri kaya nagar mein ram ram, tu jangal jangal kya dhoond hai
02:29teri rom rom mein shivo shivo, tu patthar mein sar kyon maare
02:33toh is waqt yeh jo puny ghadi aayi hai, yeh jo puny avsar aayi hai, puny bela aayi hai maha kumbh ki
02:39har labharthi ko jaa jaa kar pursharth karna chahye, parmarth karna chahye
02:45jis se jo ho sake, wo sevah kare, sevah apni bhi kare, swayam chale, paidal chale, parishram kare
02:54teerth jo hote hain, wo subhidaon ke liye nahi hote, teerth hote hi yeh hain ki Ishwar dekhte hain
03:00ki maine tujhe chuna hain, isliye chunoti diye, aa, tu mere darshan paane aata hai, aana chahta hai
03:07aa, dekhta hoon, tu aa bhi paayega ki nahi, toh shraddha yadi hogi, toh aachanak aapke
03:13pehro mein itni shakti aajayegi, ki aap kilometers kitne chal jaayenge, pata bhi nahi lagta
03:18aesa ho jaata hai, toh aayiye kumbh mein, aur kumbh ka drashta baniye, kumbh ke labharthi baniye
03:26aur parmatma ko naman karke, apne mata pita, apne purvajo, apne pitroko pranaam karke
03:33is poore alokik divya bhavya mahotsav ka anand bhi liyejiye, apna punya bhi kamayiye
03:41aur jitna ho sake, yadi aap saksham hain, toh bhandare kijiye, daan dijiye, anushthaan kijiye, snaan kijiye
03:50toh maha kumbh toh aapke samajh liyejiye, taarne ka, taarak samajh ke banke aaya hai, jaise ye mahotsav
03:58mere daata utre hain, devata utre hain, adrishya hokar, aapko ashirvaaz de rahein, dekh bhi rahein
04:04mand mand muskaarein hain, kabhi behlaave, mann sehlaave, tan muskaave, tak tak mukh mera
04:11teen tirlok base tere ghat bhitar batlaave, mitaave andhera, ho koi pyara jag se nyara, ya koi jogi jati
04:19udaasa dooba dooba sa ho, jiski bhang mati, hasta hasta rehta hun unke bardaan se
04:26mere babaji niharein asmaan se, asmaan se mere daata niharein, mere mahadev niharein, kan kan se niharein
04:33jal se niharein, bhitar, jal ke bhitar bhi baithein, teen dhaaraon ke bhitar koon hain, mere shiv hain
04:40wo dekh rahein, aa mere balak ke pyaar aaye, aa pyaar ka prakshalan kar diya, hai lagayi
04:47doobki, mere balak ne doobki lagayi, aur kitne pyaar se sehlaate hain mere daata, toh bohot
04:54saare mahatmaon ki seva ka moqa hain, badon ki seva ka moqa hain, gau vansh ki seva ka
04:59moqa hain, gau mahatmaon ki seva ka moqa hain