default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00If a wave is coming out of your heart, then consider it as a prayer, a special prayer, as a special prayer.
00:07Let's eat Gota in Sangam. Let's do Teerth in Stavarjangam.
00:13Har Har Har Nar Narayan. This is the beginning, the end and the beginning.
00:18Jahan agam alok ik jod chale. Jahan agam alok ik jod chale.
00:26Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein. Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein.
00:39Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein. Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein.
01:06Aur anjuli mein bhar kar iss jal ko hum amrit se bhar jaayenge.
01:14Hai dhaar dhaar uddhaar liye, hum pal bhar mein tar jaayenge.
01:21Dekhiye, snaan to hum sab bachpan se hi karte hain.
01:26Parantu, jab kisi vishesh ayojan par, kisi vishesh prayojan par,
01:32parmaatma, dev, sant, vade, poorvaj, sab ek bindu par aa jaate hain,
01:39aur teen dhaaraon mein, jab ek saath surya apni lau, apna taap, apni urja usme phek rahe hain,
01:48aur keh rahe hain, aao srishti walo, aao bharat walo, aao dharmavalli mumbiyo,
01:54snaan karo, main tumko nurture karunga, main tumko poshit karunga, main tumko samvardhit karunga,
02:02tab baat agam ki hoti hain, alokik hoti hain, advitiya hoti hain, apratim hoti hain.
02:09Bharat hi ek aisi sabhyata hain, jisme humare jeene ka art, humare jeene ki kala, poora science liye hue hain.
02:21Bharat hi ek aisi sabhyata hain, jahaan maanuviyon mooliyon se hum maanavata ko sinchit karte hain,
02:29prakriti ko sinchit karte hain, prakriti hume poshit karte hain, prakriti hume paalti hain,
02:34aur hum prakriti ko dhyaan rakhte hain, hum uske rakhwale bante hain.
02:40Yehi ek aisi sabhyata hain, jahaan,
02:42Om sehna bhavatu, sehno bhunaktu, seh viryam kurvavahai, tejasvina vadhitamastu, ma vidvishavahai,
02:53hum sabko seh, sabko saath lekar chalne ki baat karte hain.
02:57Hota kya hain, chaand suraj prithvi na badle, na hawa na paani, badal gaye vidwan desh ke, yu aagey hai haani.
03:06Bahut ameer ban raha hai manush, bahut dhanwan ban raha hai manush, bahut bade bade keertimaan rach raha hai manush,
03:14parantu saath hi saath ahankari bhi ho raha hai manush.
03:18Aapko pata hai, yeh prithvi, yeh sansar, yeh brahmand, ek naav ki tarah hai.
03:23Jaise parmatma ne katore mein poori dharti rach di, us katore mein agar chhed ho jaye,
03:29toh poora katora doobega, poora katora hi vinash ki aur jayega.
03:34Ab is katore mein kuch baithe hain akrooram, kuch ahankari,
03:38bade bade jin ko hum bolte hain, bahut koi dhanwan hain, koi ahankari hain, koi manwan hain,
03:45aur koi bada naamcheen hain, naamwaan hain, usse kuch nahi hoga.
03:51Sabhi ko ek hona hoga, sabhi ko sabhya hona hoga, sabhi ko mooliyon mein aana hoga,
03:56sabhi ko samvedan sheelta mein aana hoga.
03:59Aur yeh saari baat humare sanatan ki jeevan shaili sikhati hai,
04:04ki aao badon ki seva karo, santon ki seva karo, gau vansh ki raksha karo,
04:11maat pita ki seva karo, prakriti ki seva karo, seva hi parmatma ka sumiran hai.
04:18Manav seva, jeev seva, prakriti seva, maat pita seva, yeh sab seva se hi aapka traan hoga.
04:27Aapke jitni bhi jeevan ke mooliye hain, wo sammardit honge.
04:31Aur yeh jo kumbh mein devtaon ka avtaran hota hai, kuch sookshm roop se aate hain,
04:37kuch adrishya roop se aate hain, kuch drishya mein bhi parivartit ho kar aate hain,
04:41bahuroopiye ban kar aate hain, aur santon ka samagam ho raha hai,
04:46sangam ho raha hai mahapurushon ka,
04:48kitne roop badal kar bahroopi baitha veeraane,
04:51arre uske man ki nahi koi, bas wo hi jaane.
04:55Nrityon ke sangha rakho, dar par koop niwa rakho, mohak aate vidha rakho.