• last week
default

Category

ЁЯЧЮ
News
Transcript
00:30lakh log hai. Yeh 45-50 lakh jo polling officials hain, yeh ussi state ke hote hain, different
00:38departments ke hote hain, different skill sets ke hote hain. And chunao se booth pe
00:43pahunchne ke 2 days, 3 days before they are randomized in front of the candidates and
00:50teams are formed. So they meet first time 2-3 days, so there cannot be, aisa lagta
00:56hai ki jaisi yeh 40-45 log koi conspiracy hain, koi galti ganwal karne ke liye baith
01:00hain hoon, itne saare questions dekh ke. Bada pain hota hai inko. Because they are at the
01:04receiving end. So I'll explain how this is not possible or what is the answer to this.
01:12I'll attempt answers to all these questions. And it is our duty. Actually, right to question
01:21is in built-in democracy. It's an inherent right. We respect this. We respect this right.
01:28We feel that question karna aur uska jawab dena humaari jummedaari hai. Toh aaj in sabhi
01:34sawalo ki poori ijjat rakte hue hum inka jawab denge yeh one by one. Aur agar isko main kuch
01:42sehre na andaaj mein keh sakta toh aise kehta, sab sawal ahimiyat rakte hai, jawab toh banta
01:49hai. Sab sawal ahimiyat rakte hai, jawab toh banta hai. Aadatan kalamb band jawab dete
01:56rahe, aaj roo baroo bhi banta hai. Kya pata kal hum ho na hoon, aaj jawab toh banta hai.
02:02Aaj jawab toh banta hai. So friends, before giving you answers, ek poori picture dikata
02:10hum aapko. Yeh slide dekhiye, isko apne manas mein thoda basayiye. Ab Anuj ne kaha ki pichle
02:162020 se 30 states ke election hua hai. 15 states mein different parties are the biggest
02:25parties. This is the beauty of Indian elections and the democracy. Aap dekhiye 2020 se state
02:33by state humne dikhaye. This we are putting on social media. Jaise main aapse baat kar
02:37raha hoon, toh aapke group mein hi aaj aayega, slide by slide it is being transmitted. 20,
02:4521, 22, 23, 24, har jagah mein different parties are coming to, are getting maximum seats.
02:54This is one reflection how fair, how deep rooted the Indian, fairness of the Indian
03:01elections are. The voter, Indian voter is extremely aware, conscious, he understands
03:09everything. Toh wo hi jawab deta hai. But anyway, jo prashan pooche gaye, unka jawab
03:14mujhe dena chahiye, mein deta hu unka jawab aapko. Ek jawab dene se pehle, agar yeh baat
03:21mein kahoon ki yeh poori picture agar kisi ko dikha do, toh saari parties ko pata hai
03:27ki woh jahan unko, unko woh bhi har jagah mein jeete hain. Har election ke baad, ek parinaam
03:36se related, parinaam ke basis mein prakriya ka aaklan nahi ho satta. Parinaam apna nishchint
03:43hai. Firse, agar firse jo parties sab jaanti hain, ki woh bhi jeetti hain, agar usko bhi
03:49shairana andaaj mein kaha jaate ho, toh kaise kahte hai, yeh mein kahne ki koshish firse
03:53jaate hain. Woh jaante hain, woh jeet chuke, unhe pata hai. Kar na sakein, ikraar toh
03:58koi baat nahi, meri wafa ka unko aitbaar toh hai. Shikayat bhale hi unke majboori ho,
04:06magar sunna, sehna, suljana humari aadat toh hai. Friends, with this I'll come to the
04:14electoral roll. Abhi bhi electoral roll ke baare mein kahani chal rahi hai. Dekhiye
04:19aapko ek kareeb-kareeb sattar steps aise hain. Electoral roll, uske baad chunabhi prikriya,
04:26EVMs, polling station, form 17C, counting, jisme political parties aur candidates continuously
04:34humare saath rahate hain. Disclosures, disclosures ki jo mein baat kehata ho, wo aaj mein aapko
04:39dikha raha hoon, kaise. Agar jab bhi electoral roll banta hai, regular meetings hoti hain,
04:47form 6 ke bina hoon nahi sakta, BLA har party ko appoint karne ka adhikaar hai,
04:54jo bhi claims and objections aate hain, wo haath ki haath,

Recommended