Muballigh e Hind | Khuwaja Ghareeb Nawaz RA - Talk Show
Host: Raees Ahmed | Guest: Mufti Zaigham Ali Gardezi, Mufti Ahsen Naveed Niazi
Sana Khuwan: Zohaib Ashrafi
#IslamAurNaujawan #KhuwajaGhareebNawazRA #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Host: Raees Ahmed | Guest: Mufti Zaigham Ali Gardezi, Mufti Ahsen Naveed Niazi
Sana Khuwan: Zohaib Ashrafi
#IslamAurNaujawan #KhuwajaGhareebNawazRA #ARYQtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
LifestyleTranscript
00:00Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul
00:20Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
00:50Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
01:00Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
01:10Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
01:20Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
01:30Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
01:40Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
01:50Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
02:00Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
02:10Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
02:20Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
02:30Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
02:40Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
02:50Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
03:00Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim, Sadaqallahul Aliyyul Azim,
03:10Wasalam alayka ya Habib Allah
03:26Woh din jo Madina mein guzare nahi bhule
03:49Woh din jo Madina mein guzare nahi bhule
04:12Taiba ke haseet the jo nazare nahi bhule
04:27Taiba ke haseet the jo nazare nahi bhule
04:42Aur jee chaahe mera pirse mein ghir jaaun pawar mein
04:59Aur jee chaahe mera pirse mein ghir jaaun pawar mein
05:15Aaka ne diye the jo sahare nahi bhule
05:46Be chaan ek baar uthe phir wohi ungli
06:05Be chaan ek baar uthe phir wohi ungli
06:16Mahatab ko aaka ke ishare nahi bhule
06:43Aur Karbal ke Gulistan ko bachaya tha jino ne
07:06Islam ke Gulshan ko bachaya tha jino ne
07:24Karbal ko woh zahra ke dulhare nahi bhule
07:54Woh din jo Madina mein guzare nahi bhule
08:24Woh din jo Madina mein guzare nahi bhule
08:44Uzoor Khwaja sahab rahmatullah ta'ala alayka
08:48Allah ke saath taalluq aur muhabbat ke saath ki nohiyat hai
08:53Woh kis nohiyat ka taalluq hai
08:55Kis nohiyat ki muhabbat hai
08:56Ki jisne aapko ye maqam aur martabaata fahamaya
08:58Bismillahir rahmanir rahim
08:59Sallallahu ala Habibi Muhammadin wa ala alihi wa sahabi
09:02Wabarakatuhu wa sallam
09:03Khwaja-e-Khajgaan Khwaja Muinuddin Hassan Sejzi Chishti Rahimahullah ki kya baat hai
09:08Hazrat Khwaja Khwaja-e-Khajgaan hai
09:10Khwaja-e-Khajgaan ke Khwaja hai
09:12Khwaja hai
09:13Woh khud toh sardaar hai sahi
09:14Woh sardaaron ke sardaar hai
09:16Hazrat Khwaja Khwaja-e-Khajgaan Rahimahullah
09:18Aur Raees bhai dekhein yeh jab hum unko Khwaja kehte hain
09:21Ya Khwaja-e-Khajgaan kehte hain
09:22Toh yeh hum unke kis nisbat se kehte hain
09:24Yeh hum unke deen-e-mateen ki nisbat se kehte hain
09:27Aur deen-e-mateen ki nisbat ka haamil jo bhi hoga
09:30Woh Allah tawaraqa wa ta'ala se mazboot taalluq ke baghair
09:34Nisbat-e-deen ka haamil hoi nahi sakta
09:38Allah ka qurb usi ko hasil hona hai
09:40Allah ka wali wohi hai jiska ta'alluq billah mazboot ho
09:44Humein Sufi-e-Safia jitne bhi hain
09:46Jo buzurgaan-e-deen hain, jo Ahlullah hain
09:48Unki zindagi mein jo marqazi nukta nazar aata hai
09:52Woh Allah ki yaad ka nazar aata hai
09:54Allah ki muhabbat ka nazar aata hai
09:56Allah ki maarifat ka nazar aata hai
09:58Aap dekhein jitne bhi Ahlullah hain
10:00Unka jo imtiazi wasf hai
10:03Sabse imtiazi wasf kya beyan hota hai
10:05Allah ki maarifat
10:06Hum jab unka zikr karte hain
10:08Toh kya kahte hain Allah wale
10:10Hum kya kahte hain Ahlullah
10:12Hum kya kahte hain Auliyahullah
10:14Yani unka taalluq jo Allah ke saath hai
10:17Unke zikr mein bhi malooz hota hai
10:20Wo yaad hi usi se kiya jaate hain
10:22Allah se jod kar hi unhe yaad kiya jaata hai
10:26Ke wo Allah ki muhabbat mein mustaghrak hote hain
10:29Wo Allah ki muhabbat mein fana hote hain
10:32Chunke Allah ki muhabbat mein fana hote hain
10:35Toh se liye Allah ki taraf se unke zikr ko baqa di gayi hoti hain
10:38Toh wo fana fillah
10:40Aur phir uske baad baqa billah ke maqam par faiz hote hain
10:43Sufiyah Safiyah saari
10:45Hazrat Khawaja Gareeb Nawazur Rahimullah bhi
10:46Humme unhi mein nadar aate hain
10:48Walladeen aamanu ashaddu hubbal lillah
10:51Aur wo jo imaan wale hain
10:52Sabse badkar Allah se muhabbat karte hain
10:56Khawaja sahab ki poori zindagi ko aap dekhein
10:59Bachpan se lekar taadam-e-wisaal
11:02Aap ko har mod par Khawaja sahab Rahimahullah
11:06Allah ki muhabbat mein waarafta nazar aayegin
11:09Balke yeh aap ke silsile ki pehchaan hain
11:12Silsire alia chishtiya wo pehchaana hi ishq se jaata hain
11:16Wo jo ishq ki masti hain poore silsile mein
11:18Yeh aayi kahan se hain
11:20Khawaja Khawaja Gareeb Nawazur Rahimahullah
11:22Hi ki nisbat toh hain
11:23Jo neeche travel kar rahi hain
11:24Yeh faiz
11:25Yeh unhi se charaag jalein hain
11:27Aage saare muhabbat ke charaag Allah se
11:29Toh unka Allah se aisa mazboot taaluk tha
11:31Aap unke asfaar dekhein
11:33Jo jo safar unhe kii hain
11:35Aur jo jo unhone kaam kiya hain
11:37Jis jagah unhone dera daala hain
11:40Chahe wo dera Lahore mein daala ho
11:42Chahe wo dera Ajmer mein daala ho
11:44Chahan jahan unhone padaau daala hain
11:46Wahaan par aapko nazar aayega unka har kaam lillah hain
11:50Wo har kaam fillah karte nazar aatein
11:52Allah hi ke liye karte hain
11:54Khaalisan liwajillah hokar karte hain
11:56Yeh unke Allah se taaluk aur muhabbat ki nohiyat hain
12:00Ek vakfa hain, vakfe ke baad lotte hain
12:02Mujhe umeed hain aapka aur humara saath rahein
12:04Nazareen aapka khair magdam hain, Muballigh-e-Hind ke unwaan ke saath yeh program
12:07Jari usari hain, Allama Mufti Ahsan Naveed Niazi sahab
12:10Apne jawab ka aakhri hisaab tak pahuncha deyin
12:13Inshallah pir aglih sual gaya
12:14Yeh Reshmi bhai toh main gudaarish kar raha tha
12:16Unka har fail, unki jo kitab-e-zeest hain usko jab hum dekhte hain
12:19Toh unka har fail humein lillah nazar aata hain
12:22Allah hi ke liye karte hain
12:24Aur aage logon ki tarbiyat bhi unhone yehi firmaayi hain
12:27Khalk-e-Khuda ko makhlook ki ghulami ke shikanje se nikaal kar
12:33Khuda-e-Wahid ke saamne unhone jhukaaya hain
12:36Unhone Allah tabaraqa wa ta'ala ki muhabbat logon ke dilon mein peyda kiye
12:40Allah ki makhlook ko Allah ki yaad sikhayi hain
12:43Allah ka zikr sikhaya hain
12:45Allah pe tawakkul sikhaya hain
12:47Khud toh the hi the, khud toh mutawakkil the
12:49Logon ko tawakkul sikhaya hain
12:52Khud sipurdagi ka jazba yeh Allah ke saamne hain
12:56Khuda-e-Wahid ke saamne hain
12:58Bandon ke saamne nahin hain
12:59Bandon ke saath hamara taalook mashroot hain
13:02Allah ke saath jo hamara taalook hain
13:04Wo ghair mashroot hain
13:06Ghair mashroot, wafadari, wabastagi
13:08Wo Allah ke saath hain
13:09Aur Allah ke baad
13:10Allah ke Rasool a.s ke saath hain
13:12Aur jis kisi ke saath hamara jo bhi taalook hain
13:15Wo isi mizaan par humne tolna hain
13:18Allah aur Allah ke Rasool ki mahabbat ki mizaan par tolkar
13:21Us ke saath humne taalook rakhna hain
13:23Allah aur Allah ke Rasool ki mahabbat ki mizaan par tolkar
13:26Us se taalook todna hain
13:28So yeh Allah se unki mahabbat aur taalook aisa mazboot
13:31Ke logon ko bhi, khalq-e-Khuda ko bhi
13:33Khaalik ke saath jodte nazara rahe hain
13:35Allah wale hain jo Allah se mila dete hain
13:37Mila dete hain, subhanallah
13:39Taalook bil-Allah ki baat hui
13:41Ab taalook bil-Rasool ki baat hum karenge
13:43Hazrat Khawaja Mohinuddin Chishti
13:45Jitna mazboot taalook apne Rab ke saath tha
13:50Utna hi taa mazboot taalook sab ke saath tha
13:53Aise hi Nabi-e-Karim A.S. ki zaat-e-wala sifaat se
13:57Aapke daaman-e-karam se jo aapke waabat se dee thi
14:00Aap se muhabbat aur aqeedat ka jo walehaan-e-andaaz tha
14:03Us ki kya nauyat thi?
14:04Mufti sahab irshaad farhain
14:06Bismillah ar-Rahman ar-Rahim
14:07Allahumma salli ala Muhammadin wa ala Ali Muhammadin
14:09Mubarak-u-Sallim
14:10Wa shukriya Rais bhai
14:12Aap sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ka ishq aur muhabbat aur huzoor se waraftagi ka muamla
14:17Yeh tamaam Ahlullah ke haan humein ishq-e-kasrat nazar aati hai
14:21Aur tamaam Awliya-e-Kaamileen ishq-e-Rasool sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ka
14:25Us mujassam namuna nazar aati hai
14:27Aur yeh aisa taalook hai aur aisa wasf hai ki ishq-e-baghair
14:31Koi bhi aizaaz, koi bhi sharf aur koi bhi izzat-e-fazeelat wala muamla
14:35Hasal nahi kiya jaa sakta
14:36Aur bator-e-khaas wo Allah ke wali
14:39Aur Ahlullah mein wo numay-e-maqam rakhne wali shaksiyat ke jine sirf hasaban taalook nahi hai
14:44Aur sirf ummati aur nabi ka taalook Aap sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam se nahi
14:48Balke nasaban bhi Aap sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam se taalook ka Allah taala ne unhe sharf ata ferma hai
14:53Najib-ud-tarafain sayyid hain, waalida ki taraf se bhi sayyid hain, waalid ki taraf se bhi sayyid hain
14:58Aur phir poore gharana ka muamla yeh hai ki Allah taala ne waalida ko bhi wilayat ata farmahi
15:03Allah rabb-ul-alameen-e-jaleel-ul-qadr-e-afraad mein shamil farmahi
15:06Hum aapka sayyid-e-alim sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ki baargam mein agar muamla dekhe
15:11Huzoor se ishq ka muamla dekhe ke bachpan se lehkar waqt-e-wisaal tak
15:16Aapka maamool yeh ke jab bhi huzoor ka tazkira aapke saamne kiya jaata hai
15:20To aapki mukaddas ankhib-o-anson se tar ho jaati hai
15:24Yani huzoor ki jo yaad hai, aap sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam se chahat ka jo muamla hai
15:29Ki jab bhi aapke saamne huzoor ka tazkira hoto chashman-e-mukaddas ankhib-o-anson se tar ho jaati hai
15:33Reesh mubarak tar ho jaati hai
15:35Aap se ek minute pucha jaata hai ki iski wajah kya hai
15:38Ki jab bhi aapke saamne tazkira kiya jaata hai to aapki yeh kaifiyat ban jaati hai
15:42To aapne farmahi hai ki mujhe dar hai, mujhe khauf hai
15:45Ke kahin kal jab Allah ki baarga mein hazri ho, Allah ki Rasool sallallahu alaihi wa sallam ka saamna ho
15:50To kisi amal ki wajah se Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki baarga mein sharmindagi ka saamna na ho
15:55Sharmindagi na uthani pad
15:57Aur fir farmahi hai ki wo badkismat hai, badbakht hai wo shaks
16:00Ki jo kisi amal ki wajah se Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ke saamne sharminda ho ga
16:04Yani ahuliya-e-kaamileen ka itna hassas muamla huzoor ki baarga mein hazri ka
16:10Wo apne peshen aziz ko samajhte hai
16:12Ki agar hamara koi amal huzoor ki dilazari ka sabab bana, huzoor ke saamne sharmindagi aur ruswai ka sabab bana
16:18To iss se badi humari badkismati koi nahi ho sakte
16:21Allama Iqbal-ur-Rehman isse se mutalik farmaya tha na
16:31Yani Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki baarga mein sharminda hona
16:35Aur apne kisi amal ki wajah se aap sallallahu alaihi wa sallam ko dhukh pochana
16:39Ye ahlullah isko gawara nahi farmate
16:41Apne shuyukh me se ek sheikh ka tashkera farmate hai
16:44Aap farmate hai ki ek barataba main aapki baarga mein hazir tha, wuzoor farmare the
16:48To wuzoor ke darmain aapne ungliyon ka khilal usko targ kar diya
16:52Usko farmosh hogaya, bhul gayi
16:54Aur wuzoor ke kaafi time ke baad aapko yaad aaya
16:57Yani ghaybi taur par aapko mutarabbe farmaya gaya
17:00To foran aapne Allah ki baarga mein tawbah ki astaghfar kiya
17:03Yani isse se hamare liye ek usool bhi waza farma diya gaya
17:07Ki ahlullah ka maamla kya aaya ki wo faraiz, wajibat aur sunnat-e-muakkadah ka targ karna
17:13To iska tasawwur hi nahi kiya jaa sakta
17:15Sunnat-e-ghair-e-muakkadah bhi jaanboots ka targ nahi ki jati
17:17Balki agar kabhi sahwan koi istara ka maamla ho jaye
17:21Aur koi cheez farmosh ho jaye
17:23To phir usko uska ayaadah kiya jaata hai
17:25Allah ki baarga mein tawbah ki jaati hai ki baari ta'ala
17:27Yeh hamara koi amadan aisa maamla nahi hai
17:30Hum se issa muhaqza ne farma
17:32To aap farmatein ke wo sheikh
17:34Allah ki baarga mein tawbah kartein, astaghfar kartein
17:36Ki baari ta'ala yeh ghalati se hua
17:38Bhul chuk hogayi
17:40Aur ispar muaf farma aur wuzoor ka pura ayaadah farma hai
17:42Huzoor Khawaja Gharib-e-Nawaz farmatein
17:44Ki huzoor ki baarga mein
17:46Hazree ka jo ek jazba hai
17:48Aur ek jo aisaas hai
17:50Ki kal Allah ki baarga mein
17:52Allah ki rasool ki baarga mein jab hazir honge
17:54In maamlaat se mutaalik pocha jaayega
17:56Huzoor Khawaja sahab farmatein ki
17:58Mene aap se arz kiya
18:00Ki itne din guzar gaye
18:02Aap par wo kaifiyat taari hai
18:04Aur iski wajah kya hai
18:06To aap farmatein ki
18:08Agar Rasoolullah sallallahu ta'ala alihi wa sallam
18:10Ne kal mujhe farma liya pocha
18:12Mere rasooliyat thi ki meri sunnat ko tum ne tarq kar diya
18:14Meri sunnat ko tum bhul chuke de
18:16To firmayein ki wo ye aisaas jo tha
18:18Aap sallallahu ta'ala alihi wa sallam ki baarga mein
18:20Hazree ka aisaas
18:22Firmayein ki wo chahin se unko betne nahin den
18:24To ahlullah ka maamla
18:26Aur jis maaul mein huzoor khawaja gharib-e-nawaz
18:28Zahir-e-rehma ki tarbiyat hi ho rahi hai
18:30Ki ek sunnat-e-ghair-e-muaqqada
18:32Yani usko agar chod bhi diya jaye
18:34To wuzoor mein farq nahin aayega
18:37Ye aap sallallahu ta'ala alihi wa sallam ka taaluk hume nazaraat
18:39Aur jab huzoor ki baarga mein aapki hazri hui
18:41Hazrat-e-khawaja Usman Harwani ala-rehma
18:43Aap lekar huzoor ki baarga mein pesh hote hain
18:45Yani hum
18:47Aapas ke maaul mein agar is cheez ka jaayza lein
18:49Ki koi agar sahib-e-izzat hai
18:51Wo ki apne kisi bete ke liye atalik mukarrar karta hai
18:53Wo atalik apni taraf se jo kuch uske paas ilm hota hai
18:55Fazal hota hai
18:57Wo muntagal kar gaye
18:59Fir us sahib-e-izzat jo unke
19:02Unke paas pesh karte hain
19:04To huzoor ki baarga mein aapke shehzade ko pesh kiya jaa rahe hain
19:06Ki asoola mere paas jo bhi kuch tha mene de diya
19:08Aur mene apne te hi inki tarbiyyat farmayi hai
19:10Aap isko kabul bhi farma de
19:12Sanad bhi ataa farma de
19:14Aur apni taraf se bhi nawaz-e-shahad ataa farma de
19:16Huzoor khawaja Gharib-e-nawaz
19:18Jab Madina Munawwara pesh hote hain
19:20Kaifiyat kya hai ki sar juka hua hai
19:22Aankhu se ashk rawa hai
19:24Wo zabaan par aap sallallahu ta'ala alihi wa sallam ki
19:27Isi kaifiyat me jab hazri hui
19:29To fir Allah ki rasool sallallahu ta'ala alihi wa sallam ne nawaza
19:31Aur kitna nawaza
19:33Farmayein ki
19:35Bahro bark-e-kutab
19:37Aur farmayein ki tum hind ke sultan ho
19:39Aur hind tumhare hawale kiya jaata hai
19:41Yani poore hind ki rushd-o-hidayat ka jo fariza tha
19:43Allah rabb-ul-alameen ne aapke zimba farmayein
19:45To kuch tha-e-ishq-e-rasool
19:47Sallallahu ta'ala alihi wa sallam
19:49Hamein huzoor khawaja Gharib-e-nawaz
19:51Ahmadullah-e-ta'ala ne nazar aatein
19:53Ata-e-rasool fil hind
19:55Hazrat Khawaja Moinuddin Chishti
19:57Ajmer-e-nafullah-e-ta'ala alaih
19:59Ki hawalet se baat ho rahi thi
20:01Ki kis andaaz ka Nabi-e-Karim
20:03Alayhi salatu wasallam ke saath
20:05Taalluk, muhabbat aur uski nauyyat
20:07Kis darjay ki thi
20:09Zahir-e-ia Allah walon ka ye khawas ki baatein
20:11Ye khawas ne misaalein qaim ki hai
20:13Ki agar apne Nabi-e-se taalluk
20:15Qaim rakhna hai to aise qaim rakho
20:17Pir Nabi-e-alayhi salatu wasallam
20:19Nabi-e-nafullah-e-ta'ala alaih
20:21Hazrat Khawaja Moinuddin Chishti
20:23Ajmer-e-nafullah-e-ta'ala alaih
20:25Zohd-o-taqwa
20:27Zohd-o-wara
20:29Kaisa tha
20:31Ye bhi amare liye
20:33Aapki sifat
20:35Role model ki haisyat rakti hai
20:37Mufti sahab main chahata hoon
20:39Us pe kuch roshni daliye
20:41Zohd-o-taqwa to subhan Allah
20:43Kya kehne
20:45Taqwa ke andar ek bunyadi wasf ye hai
20:47Taqwa waise to jame labz hai
20:49Bahose omoor ka naam hai
20:51Kufr se bachna, shirk se bachna, maniyat-e-sharia se bachna
20:53Mushtabihaat se bachna
20:55Maa se walla se bachna
20:57Aakhri darja jo khas-ul-khawas ka darja hai
20:59Maa se walla se bachna
21:01Kya matlab
21:03Yani banday ka taalluk kisi ke saath bhi ho
21:05Qalb Allah ki yaad se ghaafil na ho
21:07Roob-a-kaar
21:09Dil-ba-yaar
21:11Hath-kam-wal
21:13Dil-yaar-wal
21:15Khawaja Ghazinawaz-e-Rahim-ul-Allah ki zindagi me aise hi nazar aati hai
21:17Allah ki mahabbat me waarafta nazar aati hai
21:19Koi bhi kaam karte hain
21:21Allah ke hukum ke mutaabik karte hain
21:23Shari-e-hudood-o-quyood-e-malooz
21:25Rakh ke karte hain
21:27Allah ki riza ke liye karte hain
21:29Aapki waarafta ji nazar aati hai
21:31Zahir hoti hai
21:33Aapke kaamon se
21:35Doosri baat
21:37Ki jo Allah se taqwa ikhtiyar karta hai
21:39Aur zuhud wala bhi hota hai
21:41To iska ek bunyadi wasf kya hai
21:43Ki wo logon se khaaf nahi khaata
21:45Wo Allah se darta hai
21:47To Allah se darta hai
21:49To logon se nahi darta
21:51Khawaja Ghazinawaz-e-Rahim-ul-Allah
21:53Ki mission tha tabligh-e-deen
21:55Is mission me
21:57Jo bhi rukawat aayi
21:59Aapne uski parwaah nahi ki
22:01Kabhi aap kisi ke saamne
22:03Surrender karte nazar nahi aate
22:05Chaahe wo zalim hukumaraan ho
22:07Ya aur maaldaar banda ho
22:09Jo bhi beech me aaya hai
22:11Aap uske saamne
22:13Aayi ke pay sabaat me koi lagzish nahi aayi
22:15Aap datke khade rahe hai
22:17Iqbal ne khaata na
22:19Aayin-e-jamaa mardaan
22:21Haq goyi bebaaki
22:23Allah ke shairon ko aati nahi rubahi
22:25Khawaja Ghazinawaz-e-Rahim-ul-Allah
22:27Ke shair the rubahi unne bhi nahi aayi
22:29To wo khade rahe hai aur har jagah par
22:31Unne apne aap ko bhi manwaya hai
22:33Aur deen ko bhi manwaya hai
22:35Aur aisa manwaya hai ki aaj tak unka naam
22:37Deen ke naam ke saaj jod kar
22:39Moeen-ud-deen
22:41Moeen-ud-deen
22:43Khawaja Ghazinawaz-e-Rahim-ul-Allah
22:45Teesri baat yeh
22:47Khalk-e-Khuda ke saaj jo taaluk hota hai
22:49Jo Allah ka taqwa ikhtyaar karne wala hota hai
22:51Uska taaluk
22:53Allah ki makhlook ke saaj bhi misali hota hai
22:55Ek taaluk billah hai
22:57Ek taaluk bil nafs hai
22:59Ek taaluk bil khalk hai
23:01Haq ke saaj taaluk rakhne wala
23:03Khalk se be taaluk nahi ho sakta
23:05Khalk ka dil khush karega
23:07Khalk-e-Khuda jo hai
23:09Khalk-e-Khuda jo hai
23:11Yeh Allah ka kumba hai
23:13Ine bhi khush karna hai
23:15Jaiz hudood-o-quyood ke andar reh kar
23:17Toh Khalk-e-Khuda ke saaj kaisa taaluk hai
23:19Jis se baat karte hai
23:21Mohabbat se karte hai
23:23Khanda pishani se karte hai
23:25Talaqat-e-waj hai
23:27Khanda rooi hai
23:29Aur kisi ko jhadakte nahi hai
23:31Kisi se eeraaz nahi karte
23:33Aur phir uske baad jo langar ka silsila hai
23:35Aam hai ya khaas ameer hai
23:37Yaani, aap dekhe sab ko
23:39Anwau aqsaam ke khaane khilaye jaa rahe hain
23:41Aur uske baad khud unka apna muaamla
23:43Intihai saada aur kaleel
23:45Ghiza pe kanaat kar rahe hain
23:47Warna hame nazar hi aata hai
23:49Baad okaad log agar dene wale bhi hote hain
23:51Toh kya karte hai
23:53Khud toh bahut aala cheez istimaal karte hain
23:55Aur Allah ki raah mein jo dene wale cheez hoti hai
23:57Woh halki istimaal karte hain
23:59Low quality ki istimaal karte hain
24:01Jib logon ko khilane ki baat aati hai
24:03Toh anwau aqsaam ke khaane khilate hain
24:05Apni ghiza ki baat aati hai
24:07Toh intihai kaleel aur saada ghiza
24:09Istimaal karte nazar aati hain
24:11Yeh unka taqwa hai, yeh unka zohud hai
24:13Duniya se biragbati hai, aakhirat ki yaad hai
24:15Allah se jodhe hua hai
24:17Nafsaani khaishaat se
24:19Lazzaat se munqate ho kar
24:21Waskur isma rabbika
24:23Wattabattal ilahi tabteela
24:25Apne rabb ka naam yaad karo
24:27Aur sab se kat ke usi ki ho raho
24:29Humein iski amali tasveer nazar aati hain
24:31Banda-e-mumin se jo matloob hai
24:33Jo maqsood hai buniyadi taur par
24:35Wo taqwa hai
24:37Mukhtalif misale Quran-e-Karim deta hua nazar aata hai
24:39Ke aise karlo taqwa hasil ho jayega
24:41Aise karlana chahiye
24:43Band-e-mumin ko hukm mil raha hai
24:45Taqwa ke husool ka
24:47Mukhtalif umoor kisi
24:49Chahe wo aadil ho, chahe wo roza rakna ho
24:51Chahe wo deegar umoor ho
24:53Maqsad aur matloob taqwa hai
24:55Aur taqwa ki kis manzil par
24:57Hazrat Khawaja Muhammaduddin Chisht-e-Ajmeri
24:59Nazar aata hai
25:01Ek muqtasar sa waqfa, waqfe ke baad lotenge
25:03Mujhe humeed hai, aapka aur umara saath rahein
25:05Nazareen, aapka khair magdam hai, Muballigh-e-Hind
25:07Yani, Hazrat Khawaja Muhammaduddin Chisht-e-Ajmeri
25:09Rahmatullah-e-Talala
25:11Kaur se paak
25:13Aur jo humari screen par aap manazir dekh rahein
25:15Aap mehsoos kar rahein honge, ki aap duniya ke kisi hisse mein
25:17Kisi goshe mein, kisi city mein
25:19Is waqt aapko
25:21Screen yeh bata rahi hogi ki aap
25:23Huzoor Khawaja Muhammaduddin Chisht-e-Ajmeri
25:25Rahmatullah-e-Talala ke mazar ke
25:27Sehn mein hai, aur chhati sharif ke
25:29Is jashan mein hai, ki jahan par
25:31Yeh jo mazar-e-muqaddas hai
25:33Yeh buqa-e-noor nazara raha hai
25:35Anwar-o-tajliyat ka
25:37Markaz nazara raha hai, wajah kya hai?
25:39Wajah yeh hai, ki unhone Allah se
25:41Wo taluk qaim kiya, ki jaisa
25:43Hona chahiye, Huzoor-e-Aliy-e-Salaatu-Salaam
25:45Se aisi mohabbat ki, ki jo banda-e-mumin
25:47Ko karni chahiye, isi
25:49Andaz mein aapke zood-o-taqwa ke
25:51Maqamat ka yahan zikr hua, ab hum
25:53Aapki ibadat-o-riyazat ke hawale se
25:55Barte hain, aur is baare
25:57Be jaanne ki kosh karte hain, ki
25:59Zood-o-wara par baat hui, to ibadat-o-riyazat
26:01Mein, aap kis maqam par nazar aate hain?
26:03Mufti sahab, kuch ishaat fahayi
26:05Ismein Quran-e-Karim ka agar
26:07Mutaaliyah kiya jaye, to Quran-e-Karim ne
26:09Awliya-e-Kamileen ki fazail-o-kamalat
26:11Bhi bayan fahay, uske saath saath unke taaruf bayan fahay
26:13Unke amal kaisa hota hai
26:15Aur unke zindagi ke shab-o-roj
26:17Quran-e-Karim ki mashoor aayat-e-karim
26:19Ala inna awliya Allah ila khawfuna alihim
26:21wa rahmi hazanoon, iske saath saath fahayi
26:23Allazeena amanoo wakanoo yattaqun
26:25Ki wo taqwe wale prezgari, khawf-e-khuda, khashiyat-e-ilahi
26:27Rakhne wale hota hain
26:29Quran-e-Karim me dusra maqam par fahayi
26:31Ta tajafa junoob humaani madwaje
26:33Yad oona rabbahum khawfahum watama
26:35Ki jab raat ko poori kainat
26:37Bistar par araam kar rahi hoti hai, khawf-e-need
26:39Ke maze le rahi hota hai, to wo us waqt
26:41Ahlullah ka mawamlah yeh hota hai ki unki karwat-e-pahloo se juda
26:43Wo bistar se juda rehti hai
26:45Yad oona rabbahum khawfahum watama
26:47Khawf-e-tama ki aalat mein apne Rabb ko pukarte hain
26:49Wallazeena yabeetuna li rabbihim sujjada huwa qiyama
26:51Ki wo sajda ki aalat mein
26:53Qiyam ki aalat mein
26:55Apni poori poori raat guzar dete hain
26:57Ahlullah ka mawamlah humein
26:59Tamaam awliya-e-kaamileen jo haqiqi awliya-e-kaamileen hain
27:01Unki agar zawaat-e-mukaddasa ka jaiza lein
27:03To tamaam mein yeh qadr-e-mustarak yeh cheez nazar aati hai
27:05Ki wo Allah rabb-ul-alameen
27:07Ki ibadat mein mustagharak rehte hain
27:09Shab-o-roz Allah rabb-ul-alameen ki ibadat hain
27:11Huzoor khawaja Gharib-e-nawaz
27:13Aap din ke waqat mein
27:15Makhluk-e-Khuda ke khidmat hain, unki tarbiyat hain, unka taskiya hain
27:17Taalim-o-tarbiyat ka mawamlah humein
27:19Aapki khanqahi nizam mein nazar aata hain
27:21Aap khud
27:23Deeni uloom ke maahir hain
27:25Unki aap taalim-o-tablih farmate hain
27:27Aur phir raat mein jab
27:29Tanhai ka mawamlah hota hain, yaksui ka mawamlah hain
27:31Aap wo raat
27:33Allah rabb-ul-alameen ki baarga mein
27:35Puri-puri raat ibadat ke taur par
27:37Riazat-o-bandagi ke taur par guzar dete hain
27:39Aapka bachman se mawamlah dekhein
27:41Ke aise khandaan mein aur gharana mein aankh khol rahein
27:43Jo waliyoon ka khandaan hain
27:45Aapki walida wali, aapki walid wali hain
27:47Aur shahenshah-e-wilayat
27:49Huzoor khawaja
27:51Aapka kareem-e-rishtidar-o-mise hain
27:53Yani aap unke faiz yaftagan hain
27:55Aur nasab aapka pakiza hain
27:57To aap hum andaza karein
27:59Ke aise zaat, aise hasti
28:01Unka Allah rabb-ul-alameen se taalluk
28:03Aur ibadat ka mawamlah humein kya nazara
28:05Aur raat ki kaifiyat
28:07Puri-puri raat
28:09Aksar-o-beshtar aapka mawamlah yeh hain
28:11Isha ke wudhu se fajar ki namaz eda farmate hain
28:13Raat mein Quran-e-karim ki tilawat ho rahi hain
28:15Din mein Quran-e-paak ki tilawat ho rahi hain
28:18Aur aapki khanqahi nizam mein
28:20Agar koi ibadat ke mawamlah mein
28:22Koi agar kamzori ka aur sushti ka mawamlah
28:24Agar karta hain
28:26Aapke jo talaba hain
28:28Talamiza unmein se agar koi
28:30To aap intihai uspar sazanish farmate hain
28:32Yani khanqahi nizam
28:34Woh sara-sar uski imarat wo ibadat par khadi hain
28:36Aur tarbiyat ke liye jo buniyada wo ibadat hain
28:38Ke agar Allah ki ibadat nahin hain
28:40To iske ilawa juzwi mawamlahat mein
28:42Jitni maharat aasal kar lein
28:44Woh Allah rabb-ul-alameen ka qurb nahin paasakta
28:46Aapki barga mein ek shaksh aazir hua
28:48Aur irada yeh hain ke main
28:50Chuke
28:52Ek kalbi
28:54Takaza yeh hota hain
28:56Ke kisi aise banday ka mureed bano
28:58Jin ki karamatu ki shohrat ho
29:00Aur jin ki karamatu ka charcha ho
29:02To woh ek jazba aur ek niyat yeh lekar aata hain
29:04Ke main aapki karamate dekhunga
29:06Aur mere liye bhi azad ban jayega
29:08Ke mere peer sahab ki fula-fula karamate hain
29:10Main beyan karunga
29:12Aap kehi mahine isi kaifiyat mein guzar jaate hain
29:14Koi mehno ke baad jab apni murad mein wo naakam hua
29:16Wapish jaane laga, aap se ijazat chahi
29:18To aapne firmaaye ke kyun aaye the
29:20Arz ki huzoor mein is maqsad ke liye aaya tha
29:22Aur chuke yahan maqsad
29:24Maine hasal nahi kiya to kisi sahib-e-karamat
29:26Allah ke wali ke paas jaake unka
29:28Mureed aur iradat mein shamil honga
29:30To aapne firmaaye ke tum yeh batao
29:32Ke itna arsa, itna taweel arsa
29:34To jo tumne guzara hai
29:36Isme koi ek bhi lamha
29:38Allah rabb-ul-alameen ki ibadat se mujhe ghafil tumne paya
29:40Koi bhi aisa amal jo Quran-e-sunnat ke khilafat tumne
29:42Meri zaat mein, meri kirdar mein tumne paya
29:44Arz ki huzoor, koi aisa amal nahi paya
29:46Aapke zindagi ke shab-ur-roz mere saamne hain
29:48Aapki niji, aapki istimai zindagi
29:50Woh saare muamlaat mere saamne hain
29:52Kisi bhi taur par aap Allah ki ibadat se ghafil nahi ho
29:54To aapne firmaaye ki
29:56Asal karamat yeh hai
29:58Yani istiqamat wo karamat se badi karamat hai
30:00Karamat se bada uska maqam hai
30:02To itne mahine, firmaaye
30:04Ke tum mere saath rahe aur
30:06Koi bhi zindagi ke maamulaat mein
30:08Koi aisa amal nahi paya, koi kamzori nahi payi
30:10Ke jo Allah rabb-ul-alameen ko naras karne wale hai
30:12Rasulullah sallallahu ta'ala alaihi wa sallam
30:14Ke deen aur aapke sunnat ke khilaf ho
30:16To firmaaye ki yeh karamat hai
30:18Yani aapki poori zindagi hume
30:20Aapke din ho, aapki raat ho
30:22Aapka bachpan ho, jawani ho
30:24Aapka waqt-e-wisaal se pehle ka umar-e-mubarak ka salsila ho
30:26Allah rabb-ul-alameen ki ibadat
30:28Khud bhi ibadat me mustaghraq rahe
30:30Aur apne mutalliqeen ko ta'dam-e-wisaal
30:32Iski taaqid farmate rahe
30:34Aur mustaqilan
30:36Iska itmaam farmaaya jaata
30:38Ke aapke khanqahi nizam mein
30:40Koi aisa shahs na ho
30:42Ke jo Allah rabb-ul-alameen ki ibadat
30:44Yaksui ikhtiyar nahi karta aur usme ghaflat-ul-laparwahi ka muza'ira karta
30:46Waw, waw, waw
30:48Accha janaab, ab hum peghamaat ki jaani baatein hain
30:50Allama Mufti Hassan Naveed Niazi sahab
30:52Main chahunga ki itni azim-ul-martabat hasti ka
30:54Urs ho raha hai, tazkira ho raha hai
30:56Aur yahan kya
30:58Aur jahan jahan
31:00Chishti, faridi, sabri, nizami
31:02Aur deekar salasal-e-tariqat ki log maujood hain
31:04Khawaja sahab se piyaar karne wale
31:06Aaj unka zikr kar rahe hain
31:08Aqeedat-e-itraam ka
31:10Andaaz ikhtiyar ki hui
31:12Kya pegham dijiye?
31:14Pegham to wohi hai
31:16Pegham Khawaja Ghareeb Nawaz Rahim-ul-Allah ka
31:18Apna aur har ahalullah ka
31:20Har sufi-e-safi ka pegham yeh hai
31:22Mera pegham muhabbat hai
31:24Jahan tak pohnche
31:26Muhabbat ka pegham hai
31:28Allah se muhabbat karein
31:30Allah ki makhlook se muhabbat karein
31:32Aapka seena be keena hona chahiye
31:34Ehle-e-imaan ke boghz aur keene se
31:36Aapka seena khali hona chahiye
31:38Aur gunahgaar ke
31:40Gunah ko bura samjhein
31:42Gunahgaar ko laike
31:44Tarahum samjhein, laike shafqat samjhein
31:46Aur uski khair khai karein
31:48Aur islaah ki koshish karein
31:50Uska gunah bura hai, lekin khud agar
31:52Musalmaan hai, ehle-e-imaan hai
31:54Gharib a.s ka ghulam hai
31:56Ummati hai, Allah ka banda hai
31:58Husn-e-sulook ka mustahik hai
32:00Uski khair khai karein
32:02Aur musalmaan se nafrat aur boghz
32:04Aur adaabat hai, is silsile ko mauqoof karein
32:06Kya karein, kya kehnein
32:08Is waqt jitne bhi log is program ko dekh rahein
32:10Ya huzoor khawaja sahab ke
32:12Chowkhat par hazir hain
32:14Wo sab bayag zabaan hokar kah rahein
32:16Gharib aaye hain dar par tere gharib nawaz
32:18Gharib aaye hain dar par tere gharib nawaz
32:20Gharib aaye hain dar par tere gharib nawaz
32:22Karo gharib nawazi mere gharib nawaz
32:24Karo gharib nawazi mere gharib nawaz
32:26Karo gharib nawazi mere gharib nawaz
32:28Tumhare dar ki karamat ye baarha dekhi
32:30Tumhare dar ki karamat ye baarha dekhi
32:32Tumhare dar ki karamat ye baarha dekhi
32:34Tumhare dar ki karamat ye baarha dekhi
32:36Gharib aaye hain aur ho gaye gharib nawaz
32:38Gharib aaye hain aur ho gaye gharib nawaz
32:40Gharib aaye hain aur ho gaye gharib nawaz
32:42Tumhari zaad se mera bada taalook hai
32:44Tumhari zaad se mera bada taalook hai
32:46Tumhari zaad se mera bada taalook hai
32:48Ya Khwaja, Tumhari zaad se mera bada taalook hai
32:50Ya Khwaja, Tumhari zaad se mera bada taalook hai
32:52Ya Khwaja, Tumhari zaad se mera bada taalook hai
32:54Ke main gharib bada, tum bade gharib nawaz
32:56Ke main gharib bada, tum bade gharib nawaz
32:58Ke main gharib bada, tum bade gharib nawaz
33:00Main muftiyan-e-deen ki tashreefawari ka bahut shukriyada karunga
33:02Main muftiyan-e-deen ki tashreefawari ka bahut shukriyada karunga
33:04Qibla aap tashreef laaye, Mufti sahab aap tashreef laaye
33:06Qibla aap tashreef laaye
33:08Qibla aap tashreef laaye
33:10Qibla aap tashreef laaye
33:12Qibla aap tashreef laaye
33:14Qibla aap tashreef laaye
33:16Qibla aap tashreef laaye
33:18Qibla aap tashreef laaye
33:20Qibla aap tashreef laaye
33:22Qibla aap tashreef laaye
33:24Qibla aap tashreef laaye
33:26Qibla aap tashreef laaye
33:28Qibla aap tashreef laaye
33:30Qibla aap tashreef laaye
33:32Qibla aap tashreef laaye
33:34Janab Alhaaj Zoya Wali Ashrafi
33:36Wohi Manqabat Khawaja sahab ki pesh karein
33:38jo aapki boh shohra-e-afaq hai
33:40Iske saath hi apne mizban Mohammad Rais Ahmad ko
33:42ijazat deeje. Allah Hafiz
33:44Yaazunaa
33:46Yaazunaa
33:48Yaazunaa
33:50Yaazunaa
33:52Ka kaisa haseen manzar hai
33:54Ka kaisa haseen manzar hai
33:56Kaisa haseen manzar hai
33:58Jidhar ghareeb
34:00Jidhar ghareeb
34:02Hain
34:04Hain
34:06Udhar ghareeb
34:08Nawaz
34:10Nawaz
34:12Teri zaat
34:14Teri zaat
34:16Terinam
34:18Terinam
34:20Terinam
34:22Terinam
34:24Khawaja hum
34:26Khawaja hum Ghareebo
34:28khow naaz hai
34:30Toh bada gharib nawaz hai
34:41Teri zaat par, tere naam par
34:52Khawaja hum gharibon ko naaz hai
34:58Toh bada gharib nawaz hai
35:08Sakhi aur bhi hai jahaan mein
35:19Tere jaisa kohi sakhi nahi
35:29Jis tu karam se nawaz de
35:40Usse do jahaan mein kami nahi
35:50Tera kaam khawaja nawaz na
36:01Tu sada se barda nawaz hai
36:07Toh bada gharib nawaz hai
36:17Teri zaat par, tere naam par
36:28Khawaja hum gharibon ko naaz hai
36:34Toh bada gharib nawaz hai
36:44Tujhe tere peer ka waasta
36:55Mujhe khawaja sa nawaz de
37:05Dede sadqa apni nigaah ka
37:16Ek nazar ghulam pe daal de
37:26Baro jholi khawaja gharib ki
37:37Tera dast jood daraaz hai
37:42Toh bada gharib nawaz hai
37:53Teri zaat par, tere naam par
37:58Khawaja hum gharibon ko naaz hai
38:03Toh bada gharib nawaz hai