• 2 days ago
#headlines #happynewyear2025 #newyear2025 #sindhpolice #karachiprotest #asimmunir #pmshehbazsharif

PM Shehbaz launches URAAN Pakistan program for economic revival

Police clash with MWM protesters at Karachi’s Numaish chowrangi

Government increases petrol, diesel prices

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Alvida 2024, Khusham Dev 2025, chalo ek kaam karte hain, bhulakar ranjshin sari maafi
00:13de dilakar ab dilon ko saaf karte hain, na dekha ho zamane mein, padha ho na fasane
00:19mein, ab aise saal ka sabhi aagaz karte hain, saale 9 ko Khusham Dev, ERY Network, ERY
00:26Family ki jaanim se sab ko saale 9 mubarak, nai umeedon, nai aazm, walwale aur nai umangon
00:31ke saath naiya saal aakaya, sheher sheher kariya kariya, nai saal ka jashan jaari, Governor
00:37House Karachi mein aatish bazi ka zabardas muzahira, Governor House mein musalsal aatish
00:42bazi ka record, 49 minute aasbaan rang aur roshniyon se jagmah gata raha, Bagh-e-Ibn-e-Qasim
00:48par saale 9 ka jashan, Mayor Karachi aur digar ki shirkat, Bahriya Town mein nai saal
00:53kiyamat par Dancing Fountain aur Khubsurat Fireworks, Rawalpindi Bahriya Town mein nai
00:58saal ka jashan, Lahore mein Mall Road aur Liberty Chowk par Manchurum ka Halla Gulla,
01:03Quetta aur Peshawar mein New Year Night par jashan ka sama, Karachi ke muhtalif alaakon
01:07mein Hawai Firing ke natije mein 25 abdaaz hapnein, duniya bhar mein nai jazbe ke saath
01:18nai saal ka istaqbaal kai mulko mein 2025 se rooh, Hong Kong aur Taiwan mein saal 2025
01:24ka aaghaas, Hong Kong ke Victoria, Harvard par shandaar aatish bazi ki gayi, Taiwan ke
01:30City Centre par hazaro logon ne aatish bazi dekhi, Japan mein bhi 2025 ka aaghaas aatish
01:36bazi se hua, 12 bachne hi Tokyo ki tarikh-e-imarat par rang aur roshniyon ke muzahari se raat
01:41roshan ho gayi, Australia mein nai saal ko bharpoor jashan aur mein khusham dekh kaha
01:45gaya, Sydney Opera House par shandaar aatish bazi se aasmaan jagmaga kya, zabardast music
01:51ke saath families ne nai saal ki pehli raat ko enjoy kiya, New Zealand mein sabse pehle
01:56nai saal ka aaghaas hua, Auckland mein shandaar aatish bazi se aasmaan jagmaga utha, 12 bachne
02:01hi Sky Tower rangon mein niha kya, shandaar laser show dekhnein hazaro log pahunchein.
02:16Talk o' Shiri jaatein sameed ka 2024 ka aakhri sooraj doob kya, shakloon, imtehanoon aur afaak
02:23ke baad aakhir kaar saal khatme hua, Pakistaniyon ko nai saal se bahut umeed hain, Pakistan mein
02:30sabse pehle Sky Tower mein sooraj huroop hua, jiske baad Gilgit ke logon ne uzhe saal ko
02:35alvida kaha, Quetta aur Karachi mein sooraj 5 bach kar 50 minute ke qareeb huroop hua,
02:40sabse aakhir mein sooraj Gwadar mein 6 bach kar 12 minute par huroop hua, 2024 naa se Pakistan
02:46balke poori duniya ke liye mushkal tareen aur tabaakhoon saabit hua, jisliye sabki dua hai ke
02:51niya saal, tamaam, amno maan salamati ka saal ho.
03:01Hukumat ne petroliye masnoaat ki qeematon mein azaafa kar diya, petrol ki qeemat mein 56 paise
03:06pe litre azaafa, petrol ki ne qeemat 252 rupaye 66 paise pe litre mukarrat, high speed diesel ki
03:11qeemat mein 2 rupaye 64 paise azaafa, high speed diesel ki ne qeemat 258 rupaye 34 paise ho gayi.
03:18Notification jaari.
03:26Army Chief aur idari se itna taawan zindagi mein nahi dekha, mujhe bade waswase hain, dua
03:31karta hu ye taawan qayamat tak rahe. Wazir Azam Shahbaz Shaikh ka Udaan Pakistan program ke takreeb
03:36se qitar, Wazir Azam ne siyasi maqalma naguzeer kara diya, kaha maishid ka istihkaam siyasi istihkaam
03:42se juda hai. Rone dhone, lantaan aur arzaam tarashi ka koi fayda nahi, apne ghiriban mein jaan ka
03:47raasta badlna aur aage badhna hoga. Mutakabbirana ravaiyon se hum duniya mein tanha ho gaye,
03:53mehngai par sabar karne ka credit awam kuchata hai. Karoon awam ne baddari mehngai ka saamna kiya
03:58magar sabar ko haas se jaane na diya. IMF ka program hona aam aadmi ki duaon ko natija hai.
04:03Makhloot hukumat ne siyasat kurbaan karke riyasat ko bachaya. Pakistan ko aage le jaane
04:08ke liye tax mein kamee karna hogi. Mera bus chale toh tax mein 10-15% kamee kar do. Nijkaari
04:14ko aage badhaya toh saal ka Rs. 610,000,000 doob raha hai. Hum hi nijkaari karna hogi aur aage
04:19badhna hoga.
04:31One of the four requirements for any country to be achieving the sustainable growth is political
04:38stability.
04:41Naye saal se pehle hukumat ka ailaan, program Udaan Pakistan, Naye Wazir Azam Sardar ne khatab
04:46mein kaha, mawashi tarakki ke liye Pakistan mein bohot salahiyat hai. Pakistan ke paas
04:5110 kharab dollar ke maadni zakhaayat hai. Shahbaz Sharif ki qayadat mein Pakistan ko
04:55bilandiyon par paunchayenge. Udaan Pakistan, kaumi tarakki ka jaame program hai. Wazir
05:00Ghaznana Mohammad Aurangzeb ne kaha, Pakistan is bhakt amli mawashi tarakki ke raha par
05:03jaam chahiye. Paida-e-tarakki ke liye mawashi istihkaam nagoozir hai. Mulk mein barahira
05:08sarmaikaari tezhi ke saath aa rahi hai. Pakistan, stock market duniya ki doosi badi market
05:12ban gayi hai. Pipak ki Wazir Ahsan Iqbal ne kaha, Udaan Pakistan, siyasat ke naam nahi
05:17kaumi program. Tarakki ka safar jaari rakhna hai toh Pakistan kisi siyasi intisar ka mutahamil
05:22nahin ho sakta.
05:35Karachi mein Numaish Chaurangi par MWM ka ek baar phir dharna. Police ne Numaish Chaurangi
05:39par MWM ka dharna camp khatn kara diya tha. Shelling ke jawab mein muzaharin ne police
05:43par pathrao kiya. SSP ke maali sameet mutaadat ahlkaar zakhmi, kayi motorcycles ne jala di
05:48gayi. Kayi muzaharin ghariftaar, Malir 15 par bhi muzaharin phir jama. Police ki bhaari
05:52nafri maudood, ahtijaj camp ke kareeb paring se shadid zakhmi, do police ahlkaaron ki haalat
05:56tashfishta. Kamran Chaurangi, Gulistan-e-Johar par muzaharin ka shahreen par pathrao. Muzaharin
06:01ataraaf se ghuzarnewali ghaarin ko wapas bhej rahi hai. Rizwa ke kareeb bhi muzaharin ko
06:06matushir karni ke liye shelling ki gayi. Shahid Faisal par airport ke kareeb police ahlkaar
06:10ko zakhmi karne mein mulabiz do mulzim ghariftaab. Abbas town mein bhi dharna khatn karane ke
06:14dauran police ko mazhamat ka saamna karna pada. Police ne sub-saberi Karachi ke 8 makhamaat
06:19se dharna khatm karaye.
06:31Karachi walon ko mazheed dharna ka saamna mukhtalif alaakon mein ahl-e-sunnat wal-jamaat
06:47ke itijaj. Orangi town se lekar Kurangi tak mukhtalif makhamaat par dharna se traffic
06:51ka nizam darham-barham. Malir, Murgi khana, Kurangi no. 5 se poora kot ke kareeb itijaj,
06:57Kurangi causeway par traffic jam. Boloz colony polk ke niche dharna se bhi traffic ka nizam
07:01darham-barham. Bans road ke kareeb bhi dharna traffic ki rawaan imtaaz se, National Stadium
07:06aur Sir Shah Suleman flyover par baddareen traffic jam raha. Hassan Square, University
07:11Roads aur ataraf mein traffic ka shirdi dabawd tha.
07:27Saudi Arab mein Pakistani naujumanoon ne samandar ke tahin mein jaa kar nai saal ka kek aata aur
07:322025 ko khushan deet kaha. Naujumanoon ne Pakistan aur Saudi Arab ki tirakki aur khushaali
07:36ke liye duayen bhi keen. Yahiya Ishfaq aur saati kei aham mawakop aur munfarid andaaz
07:41apna rahi.
07:45ICC Champions Trophy 2025 ka countdown shuru naega event ke aagaaz mein 49 zind naage.
07:51Aaj team hoon ka rang rang mela 19th February se Pakistan aur Dubai mein sajh dekha. Baati
07:55team apne itamaam muqabalat Dubai mein khalegi. ICC Chairman Yashar ka kehna hai, Champions
08:00Trophy ka har muqabala bej baha ehmiyat rakhta hai. Event mein mizban Pakistan apne azaaz
08:05ka dekha.

Recommended