#headlines #petrolprice #happynewyear2025 #imrankhan #pmshehbazsharif #pmlngovt #newyear2025 #governorhouse #asimmunir
Government increases petrol, diesel prices
Ali Muhammad calls for meeting between PTI founder, Nawaz Sharif, Zardari
Police clash with MWM protesters at Karachi’s Numaish chowrangi
Restoring peace in Khyber Pakhtunkhwa is my responsibility: CM Gandapur
THESE foreign players have signed up for PSL 10 player draft
Former CM Gilgit-Baltistan gets 34-year jail term in hate speech case
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Government increases petrol, diesel prices
Ali Muhammad calls for meeting between PTI founder, Nawaz Sharif, Zardari
Police clash with MWM protesters at Karachi’s Numaish chowrangi
Restoring peace in Khyber Pakhtunkhwa is my responsibility: CM Gandapur
THESE foreign players have signed up for PSL 10 player draft
Former CM Gilgit-Baltistan gets 34-year jail term in hate speech case
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Alvida 2024, Khusham Dev 2025, chalo ek kaam karte hain, bhula kar ranjishein, sari muafi
00:13de dila kar ab dilon ko saaf karte hain.
00:16Na dekha ho zamane mein, padha ho na fasane mein, ab aise saal ka sabhi aagaz karte hain.
00:23Saale 9 ko Khusham Dev, ERY Network, ERY Family ki jaanim se sab ko Saale 9 Mubarak.
00:29Nahi umeedon, nahi azam, walwale aur nahi umangon ke saath naya saal aa kya.
00:33Sheher sheher kariya kariya, nahi saal ka jashan jaari, Governor House, Karachi mein
00:38aatish baazi ka zabardas muzahira, Governor House mein musalsal aatish baazi ka record.
00:4349 minute aasbaan rang aur roshniyon se jagmah gata raha.
00:47Bagh-e-Ibn-e-Qasim par Saale 9 ka jashan, Mir Karachi aur digar ki shirkat, Behriya
00:52Town mein nahi saal kiyaamat par dancing fountain aur khubsurat fireworks, Rawalpindi Behriya
00:57Town mein nahi saal ka jashan, Lahore mein Mall Road aur Liberty Chowk par Manchurian
01:01ka halla gulla, Quetta aur Peshawar mein New Year night par jashan ka sama, Karachi ke
01:06muhtalif alaakon mein Hawaai firing ke nateeji mein 25-50 zakhni.
01:16Duniya bhar mein nahi jazbe ke saath, nahi saal ka istiqbaal, kai mulko mein 2025 shurub,
01:21Hong Kong aur Taiwan mein saal 2025 ka aghaas, Hong Kong ke Victoria Harbour par shaandar
01:28aatish baazi ki gayi, Taiwan ke city centre par hazaro logon ne aatish baazi dekhi, Japan
01:33mein bhi 2025 ka aghaas aatish baazi se hua, 12 bachne hi Tokyo ki tarikh-e-imarat par
01:39rang aur roshniyon ke muzahari se raat roshan ho gayi, Australia mein nahi saal ko bharpoor
01:44jashan aur mein khusham dekh kaha gaya, Sydney Opera House par shaandar aatish baazi se aasmaan
01:49jagmaga kya, zabardast music ke saath families ne nahi saal ki pehli raat ko enjoy kiya,
01:54New Zealand mein sabse pehle nahi saal ka aghaas hua, Auckland mein shaandar aatish
01:59baazi se aasmaan jagmaga utha, 12 bachne hi Sky Tower rangon mein nihaa kya, shaandar
02:04laser show dekhne hazaro log pahunche,
02:07Tal Khusheri Jaad-e-Sameed ka 2024 ka aakhri sooraj doob kya, shakloon, imtehanoon aur
02:22aafaat ke baad aakhir kaar saal khatm hua, Pakistaniyon ko nahi saal se bohot umeed hai,
02:29Pakistan mein sabse pehle Skardu mein sooraj gurub hua, jiske baad Gilgit ke logon ne
02:35huze saal ko alvida ka haath, Quetta aur Karachi mein sooraj 5 bach kar 50 minute ke
02:39qareer gurub hua, sabse aakhir mein sooraj Gwadar mein 6 bach kar 12 minute par gurub
02:43hua, 2024 na sir Pakistan, bhalke poori duniya ke liye mushkil tareen aur tabaakhoon saabit
02:48hua, jisliye sabki dua hai ke nihaa saal, tamaam, amno maan salamati ka saal ho.
02:54Hukumat ne petroliye masnuaat ke qeematon mein azaafa kar diya, petrol ke qeemat mein
03:0556 paise per litre azaafa, petrol ke ne qeemat 252 rupaih 66 paise per litre mukarar, high
03:11speed diesel ke qeemat mein 2 rupaih 64 paise azaafa, high speed diesel ke ne qeemat 258
03:17rupaih 34 paise hu gayi, notification jaari.
03:25Army chief aur idari se itna taawun zindagi mein nahi dekha, mujhe bade waswase hain, dua
03:31karta hu yeh taawun qayamat tak rahe hain. Wazir Azam Shahbaz Sharif ka Udaan Pakistan
03:35program ke takreeb se qitar, Wazir Azam ne siyasi maqalma na guzeer kara diya, kaha maishid
03:40ka istihkaam siyasi istihkaam se joda hai. Rone dhone, laan taan aur arzaam tarashi ka
03:45koi fayada nahi, apne ghirbaan mein jaan ka raasta badalna aur aage badhna hoga. Mutakabirana
03:50ravaiyon se hum duniya mein tanha ho gaye, mehngai par sabar karne ka credit awaam ko
03:55jata hai, crore awaam ne baddari mehngai ka saamna kiya magar sabar ko haa se jaane na
04:00diya. IMF ka program hona aam aadmi ki duaon ko natija hai, makhloot hukumat ne siyasat
04:05kurbaan karke riyasat ko bachaya, Pakistan ko aage le jaane ke liye tax mein kami karna
04:09hoga, vera bus chale to tax mein 10-15% kami kar do, nijkaari ko aage badhaya to saal ka
04:15600 arre rupaye doob raha hai, kami nijkaari karna hoga aur aage badhna hoga.
04:31One of the four requirements for any country to be achieving the sustainable growth is political stability.
04:39Naye saal se pehle hukumat ka ailaan, program Udaan Pakistan, Naye Wazir Azam Saqda ne khitab
04:45mein kaha, mawashi tarakki ke liye Pakistan mein bohot salahiyat hai. Pakistan ke paas
04:5010 kharab dollar ke maadmi zakhayat hai. Shahbaz Sharif ki qayadat mein Pakistan ko bilandiyon
04:55par pahunchayenge. Udaan Pakistan, kaumi tarakki ka jaame program hai. Wazir Ghaznana Muhammad
05:00Aurangzeb ne kaha, Pakistan is pak amli mawashi tarakki ke raha par jaam chana hai. Paida
05:04tarakki ke liye mawashi istihkaam nagoozi hai. Mulk mein barahirat, sarmaayi kaari tezi
05:08ke saath aa rahi hai. Pakistan stock market duniya ki doosi badi market ban gayi hai.
05:13Bipak ki Wazir Ahsan Iqbal ne kaha, Udaan Pakistan, siyasat ke naam nahi, kaumi program
05:17hai. Tarakki ka safar jaari rakhna hai toh Pakistan kisi siyasi intishar ka mutahamil
05:22nahi ho sakta.
05:34Karachi mein numayi shurangi par MWM ka ek baar phir dharna. Police ne numayi shurangi
05:38par MWM ka dharna camp khatam kara diya tha. Shelling ke jawab mein muzaharin ne police
05:42par pathrao kiya. SSP ke maalit samayet multaadit halkaar zakhni, kayi mursaak ne jala diya.
05:47Kayi muzaharin ghariftaar, Malir 15 par bhi muzaharin phir jama. Police ki bhaari nafri
05:52maudood, ihtijaji camp ke kareef paring se shadid zakhni, do police halkaaron ki haalat
05:56tashfishtan. Kamran shurangi, Gulistan-e-Johar par muzaharin kar shehriyon par pathrao.
06:00Muzaharin atraf se guzarnewali gariyon ko wapas bhej rahi hain. Rizwa ke kareef bhi muzaharin
06:05ko matushir karni ke liye shelling ki gayi. Sharif Faisal par airport ke kareef police
06:09halkaar ko zakhni karne mein mulabiz-o-murzil ghariftaar. Abbas town mein bhi dharna khatam
06:14karane ke dauran police ko mazhamat ka saamna kena pada. Police ne sub-saberi Karachi ke
06:188 makhamaal se dharne khatam karaye.
06:30Karachi walon ko masjid dharno ka saamna mukhtalif alaakon mein ahle sunnat wal jamaat
06:47ke itijaaj. Orangi town se lehkar Kurangi tak mukhtalif makhamaal par dharno se traffic
06:51ka nizam darham-barham. Malir, Murgi khana, Kurangi no. 5 se poora court ke qalib itijaaj
06:56Kurangi causeway park traffic jam. Boloz colony polk ke niche dharne se bhi traffic
07:00ka nizam darham-barham. Bans road ke qareeb bhi dharna traffic ki rawaani mutaasir. National
07:05stadium aur Sir Shah Salman flyover par baddareen traffic jam raha. Hassan Square, University
07:10roads aur atraf mein traffic ka shiddi daba utha.
07:13Aat jagah pe dharne khatam ho gaye. Chaar jagah pe abhi tak dharne hain. Unse baat bhi
07:29kar rahe hain. Jahan-jahan thoda-bhaut administrative action lehna hai. Wo bhi leh rahe hain. Jispe
07:33log naras bhi honge. Logon ko takleef ho to wo hamari zimmedaari hukumat ki banti hain.
07:37To is takleef ko door karein.
08:07Chahe ki ek team muzaqraat aur dusre team mulk se bahar saazishne ka rahi hain.
08:24Inshallah wo basra bhi main hi hal karunga. Quran ka basra ek din ka hai nahi. Yeh basra
08:2850 saal se hain. Alhamdulillah aur Inshallah yeh basra bhi main hi hal karunga aur hal ke
08:33kareeb hai Inshallah wo.
09:03Muft khaat aur beech denge. Sobhe mein 46% revenue mein izafa kiya. Koshish hai 100%
09:08revenue hasil kar diya.
09:22Quahat mein do din ke wakil ke baad phir Grand Jirga, Mushir-e-Itlaat, Khabar Pakhtunkhwa,
09:26Barisa Saif kahte hain Parikain takreeman tawaab nikhaat par mutafiq hain. Muhaide ka
09:31kabri imkaan hain. Ek shadi se zayad purana tanaza hal ke kareeb hain. Apex committee
09:35ke faisliye ke mutaabik ilaaki ko aslih se paak kiya jaayega. Bunkers aur aslih ke khaatme
09:39se ilaaki mein mukamil amn kaim kiya jaayega.
09:48Tamaam siyasi masayil ke hal ki jo jaadu ki kunji hai, chaabi hai, wo hain Imran Khan
09:54sahab ki rahai. Agar wo nikalte hain to Allah taala ki madad shamir-e-hal hogi aur kudrati
09:59to temperature neeche jaayega.
10:05Jumuriyat ke liye Asad Zardari Nawaz Sharif Bani Pichai ki baithak zaroori hain. Ali
10:10Mohammad Khan ki avenue se ghaftu ka siyasi masayil ke hal ki kunji Bani Pichai ki rahai
10:14hain. Bani ki rahai se siyasi temperature kam hoga. Asad Qaiser kehte hain Bani Pichai
10:18ne kaha hain jab karakun reha honge tab bahar niklunga. No. 9K cases ka open trial hona
10:23chahiye.
10:30Army Chief General Syed Aas-e-Munir ki qiyadat mein Pak Fauj ki rama saal Pakistan ke liye
10:36bimisaal khidmat. Kamiyaab operations ke dauran 925 dashyat-e-qardon samayet Khawarij Kujahan
10:42wazir kiya gaya. Saikadon griftar kiya gaya, da khud kush bombardon ko griftar karke mulk
10:46ko badi tabahi se bachaye gaya. 14 matloob dashyat-e-qard hatyaar daal kar qaumi dhaare
10:50mein shamil ke liye. Army Chief keh chuke hain Pakistan ko Pakistan ke sarzameen se azadana
10:55dashyat-e-qard karwaiyon par tahafuzat mein. Ek Pakistani ki jaan aur rifaazat hamare liye
11:00Afghanistan par muqaddam hai. Ghair-mulki jareede ne bhi Army Chief ko dashyat-e-qardon
11:04ke khalaab tawana awaaz banne par kharaaj-e-tahseen pesh kiya. Army Chief ki kamiyaab, military
11:08diplomacy ki badaulat Pakistan ne aham sangh-e-meel aboor ki, aham mulkon ke saath taalukaat
11:13mein behtri aayi. Ghair-mulki sarmaikari mein azaafa hua. SIFC ki maabne se tarsilat-e-zar
11:19mein azaafa aur mehngai mein kameen aur stock exchange taari ki mulan tarin satah par pahunchi.
11:23Shara-e-soot mein waze kamee hui. Default ka raag alapne walon ke byaani ki nafee hui.
11:29Girahakon, propaganda, fake news ke phalao ki roghtham ke liye qanoon saazi bhi ki jayi.
11:53Naval Chief ki zahir-e-sidharat Pak Bahria ki Command and Staff Conference Admiral Naveed
12:03Arshaf ko Parwari 2025 mein Schedule Kasir-ul-Jahiti Mashk-Amr par Biffing Conference mein Bihar-e-Hind
12:10mein security surat-e-hal ka jaad liya gaya. Kaumiye samandari tijarti guzargahon ke tahafuz
12:15aur salamati ke ekdamaat par khor maritime security challenges limitne ke liye jadeed
12:19aur technologies ke hasul toh sraha jaya. Naval Chief ka sahil-e-ilakon ki tarakhi aur
12:23phalao-bhahboot ke liye ekdamaat paste karne par surat. Bihari saraton ke difah ke liye
12:27Pak Bahria ki operational tayyaron pe itminan ka ishaat.
12:39Libya krishti hase mein mulabis 16 ishtihariyon sameet 144 mulziman pakre jaa chuke. DGFIA
12:45ka khena hai Libya krishti hase ke majmooi taur par 197 muqadmaat darj. 55 mulziman
12:50ke passport blacklist kiye gaya. Interpol ki madad se ghariftariyan amal milai jaari
12:55hai. 20 agents ki ghariftari ki liye red notices jaari kiye gaya.
13:08Gilgit ke insidadi dharshit kirti adalat ne sabi vizerala Gilgit-Baltistan Khalid Khursheed
13:13ka majmooi taur par 34 saal saza suna diya. 6 lakh rupaih jurmana bhi aaye. Khalid Khursheed
13:18ko saza idaaron ke khalaab takreer ke muqadma mein sunaayi gayi.
13:27Sindh mein 21 mehkamon ke 3219 rakhiyati kaamon mansoobon ke liye 1 arab rupaih jaari. Sindh
13:34hukumat ne naamukaman rakhiyati mansoobon ko 3 categories mein diksim kar diya. Terhi
13:38category mein 100%, dusi mein 50 aur 30 mein 25% mansoobe muqamil kar aaye jaayenge.
13:5113 kamre 19 minute mein khaali karte hui. Birtani mein taarik ki badi baadaat. London
13:56mein akila chaur 1 crore pound ke zevraat aur qimti asha liye hoda. Churaagi asha mein
14:00zevraat, heera, magarmach ki khaal se bana bag aur digar qimti asha saami. Hong Kong
14:05ke mutasa khandaan ka asha wapas dilane wale ke liye 5 lakh pounds inaam ka laag. Police
14:10ne bhi 7 December ko hone wale ye chauri par awaam se madad maang di. Chauri shuda asha
14:15ki qeemat Pakistani 3.5 arab rupaih se jaayet nahi.
14:26Khun jamaati sardhi ghaza baalun ke liye imtihaan ban gayi. Kambal aur tibbi sohulat
14:30nahi hone ke waise ek hafte mein 7 bachche jaan se chale gaya. Aqwaam-e-Mutahidat ka
14:34kehna hai, Israel imdaat paunchane mein ruqaabat bana hua. Shadeed sardhi mein baarish ne ghaza
14:38waalun ke mushkilaat mazeed badha diyan. Veer-al-Balah mein khaime ulda gaye, mutaadit khaime
14:42mein paani bhar gaya, bachche aur burhe sardhi mein khaimo se paani nikaale mein masroor.
14:46Ameriqi Aqbaar Washington Post ka kehna hai ki Maldives ke sabik Sadr Muhammad Nasheed
15:02ne Sadr Muhammad Moiz ki muaqaze mein madad ke liye Bharat se 6 Million Dollar liye. Muhammad
15:07Nasheed ne Ameriqi Aqbaar ki report mustarid ke di. Washington Post ka dawa hai Maldives
15:11ki opposition ne Sadr Moiz ki muaqaze ke haq mein vote dene ke liye Parliament ke 40 Arakeen
15:16ko rishwa di thi. Aur ye rakam Bharat se aane wali thi.
15:30Saudi Arab mein Pakistani naujumanoon ne samandar ke tahe mein jaa kar nai saal ka kek
15:34aata aur 2025 ko khushan det kaha. Naujumanoon ne Pakistan aur Saudi Arab ki tarakki aur
15:39mishali ke liye duayen bhi ki Yahya Ishfaq aur saati ke aham mawakob aur munfarid andaaz
15:44apna gaya.
15:48ICC Champions Trophy 2025 ka countdown shudhu mega event ke aagaz mein 49 zind rahe gaye.
15:53Aaj teamon ka rang rang bela 19th February se Pakistan aur Dubai mein sajega. Baati team
15:58apne itmaa mukabale Dubai mein khilegi. ICC Chairman Jaysha ka kehna hai Champions Trophy
16:03ka har mukabala bej baha ehmiyat rakta hai. Event mein Mizban Pakistan apne azaaz ka depa
16:08karega.
16:18HBL PSL Season 10 ki liye ghain mulki superstars ke registration team saathi naam dutch kara
16:24diya. New Zealand ke Martin Guptill, Cullen Munroe, Daryl Mitchell pehli hi registration
16:29kara chuke. England ke Alex Hales, Jason Roy, Luke Woods, Tom Cadmore, Milan aur David
16:35Dilley bhi tasdiq kar chuke. Naujawaan junubi api ki star Corbin Bosh, Roelly Rosso, Alex
16:40Carey, Sean Abbott, Matthew Short, Sikandar Aza, Usman Khwaja, Shaqib ul Hasan aur Mustafeed
16:46ur Rehman bhi draft ke liye dastiaabis se aagaha kar chuke. Mega event ki drafting takreeb
16:5111 January ko Ghabadar mein.