कच्छ: गुजरात के कच्छ में रण उत्सव को लेकर प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी ने कुछ दिन पहले एक ट्वीट किया था। उसके बाद यहां पर सैलानियों की बाढ़ सी आ गई है। कच्छ के रण उत्सव में पिछले तीन-चार दिनों में यात्रियों की काफी भीड़ बढ़ी है। देश के कोने-कोने से रण उत्सव में लोग पहुंच रहे हैं और सफेद रंग के नमक का लुत्फ उठा रहे हैं। रण उत्सव के लिए प्रशासन ने भी विशेष इंतजाम किए हैं। कच्छ में भुज से वोल्वो बस की सुविधा उपलब्ध कराई गई है। वहीं टेंट सिटी में भी यात्रियों की सुविधा का विशेष ध्यान दिया जा रहा है। पूरे देश के कोने-कोने से लोग इस रण उत्सव में घूमने पहुंच रहे हैं।
#kutch #rannofkutch #kutchrannutsav #rannutsav #bhuj #gujarat #pmnarendramodi #tourism
#kutch #rannofkutch #kutchrannutsav #rannutsav #bhuj #gujarat #pmnarendramodi #tourism
Category
🗞
NewsTranscript
00:00you
00:30I'm gonna burn it. I'm look RG ponchay kutch. I'm look, we're a Gujarati tourism
00:34kar kar ke aarey hai aur pehli baari aarey hain aap ekdum snow snow type feeling aarey
00:38hai bahot hi badiya aur photos bhi aise aarey hain ki snow pata nahi hoon.
00:41Bahot hi main mountain person hoon. Main nahi hoon beach aali person.
00:44Lekin yaha pe aake bahot hi amazing sa lag rahe hain.
00:47Aur kal bhi hum log aane ka plan kar rahe hain. One day trip tha.
00:49Lekin itna beautiful hai, itna mesmerizing hai ki kal wapas aane ka.
00:54Main toh sunset abhi dekh rahe hain. Kal morning mein phir se sunrise bhi dekhenge.
00:58Aur yeh maine is tarah ka samandar, matlab namak ka samandar suna tha uske baare mein.
01:04Lekin dekh ke itna accha laga, itna nandid laga. Aate aate hum Dhaulavira gaye the toh toh hai.
01:10Itna taza taza namak tha. Matlab I was very excited aur bahot hi accha laga mujhe yaha aapke.
01:16Lag gaya ke din ban gaya, sach mein. Bahot accha tha.
01:2031st ko leke khaase intijam hum log ne kar rakhe hain.
01:23Humare desh ke Pradhan Mantri ji ne thode time pehle abhi awaan kiya tha desh ke logon se.
01:29Ki jaye aur Kutch ko dekhen, Kutch ke sanskriti sabbata ko jaane, Kutch ke ran ko dekhen.
01:34Toh log khaasi taadaad mein, hajaaron ki sankhya mein ran dekhne aa rahe hain.
01:41Isi ke chalte 31st mein bhi poora ka poora full jaisi condition hai.
01:46Aur sip ran utso mein hi nahi.
01:49Agar Dholavira ki baat kare, Kutch mein apne bhuj ki agar baat kare,
01:54toh har ek drishti se saare jo hotels hai, wo bhi full hai kahi na kahin.
02:01Aur jiske madhyam se logon ko rozgaar ki drishti se dekhen, toh wo bhi bahot accha hai.
02:06Aur humare desh ke Pradhan Mantri ji kuch bolte hai, toh usko poori duniya kahi na kahin sunti hai.
02:12Aur Kutch ke ran mein tayariya hai hum logon ki, ki log aaye, ran ko dekhen, Kutch ko jaane.
02:19Aur Kutch nahi dekha toh kuch nahi dekha, us line ko saarthak karein kahi na kahin hum log.
02:25Aur 31st ko leke bhi hum logon ne khaasi tayariya kar rakhi hain.
02:2910th city mein bhi Kutch ki sanskriti ko ujagar karna.
02:34Aur kuch hum logon ne bands bhi bulaye hue hain, toh khaasa maja aane wala hain.
02:39Aur hum log bhi tourist ko yehi bolenge, ki Kutch nahi dekha toh kuch nahi dekha, hum dekha.