• last year
Qurani Hidayaat | Episode 38 | Tafseer: Surah Al Lail Ayat (17-21) | 15 Dec 2024 | ARY Qtv

Topic: Surah Al Lail Ayat (17-21)

Speaker: Allama Liaquat Hussain Azhari

#QuraniHidayaat #AllamaLiaquatHussainAzhari #aryqtv

A program in which Quranic topics will be discussed, such as what the Quran commands regarding trade, what are the Quranic teachings about ethics, what the Quran guides regarding knowledge and the acquisition of knowledge, the greatness of man. And what does the Qur'an guide regarding the purpose of the creation of man, etc. In this program, the interpretation of those verses in which there are special prayers of the Prophets will be presented. As well as the small surahs of the Qur'an which are recited in prayer by worshipers who are usually recited during prayer.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:30In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful
00:32In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful
00:34And the most righteous will be avoided
00:36who gives what he has
00:38and purifies himself
00:40And none of us has
00:42any blessing to be rewarded
00:44except by the
00:46fullness of the face of his Lord, the Most High
00:48and He will be pleased
00:50God Almighty has spoken the truth
00:52God bless
00:54our master, our master Muhammad
00:56our master, our master Muhammad
00:58our master, our master Muhammad
01:28And there are some people
01:30who live their lives in disobedience
01:32to Allah, the Most High
01:34and in disobedience
01:36to Allah, the Most High
01:38There is a group of people who
01:40affirm the truth
01:42Allah is the Greatest
01:44Allah is the Greatest
01:46Then Allah says in these verses
01:48And the most righteous will be avoided
01:50who gives what he has
01:52and purifies himself
01:54Allah says
01:56Allah will save
01:58the one who is
02:00the most righteous
02:02and the most fearful
02:04and the most fearful
02:06of Allah
02:08Allah says
02:10He spends
02:12his wealth
02:14so that
02:16he becomes pure
02:18He spends
02:20his wealth
02:22so that he becomes pure
02:24He spends
02:26his wealth
02:28so that he becomes pure
02:30Zakat
02:32Zakat
02:34Zakat
02:36Zakat
02:38Zakat
02:40Zakat
02:42Zakat
02:44Zakat
02:46Zakat
02:48Zakat
02:50Zakat
02:52Zakat
02:54Zakat
02:56Zakat
02:58Zakat
03:00Zakat
03:02Zakat
03:04Zakat
03:06Zakat
03:08Zakat
03:10Zakat
03:12Zakat
03:14Zakat
03:16Zakat
03:18Zakat
03:20Zakat
03:22Zakat
03:26Zakat
03:28Zakat
03:30Zakat
03:32Zakat
03:34Zakat
03:36Zakat
03:38Zakat
03:40Zakat
03:42Zakat
03:44Zakat
03:46Zakat
03:48Zakat
03:50Zakat
03:52Zakat
03:54Zakat
03:56Zakat
03:58Zakat
04:00Zakat
04:02Zakat
04:04Zakat
04:06Zakat
04:08Zakat
04:10Zakat
04:12Zakat
04:14Zakat
04:16Zakat
04:18Zakat
04:22Zakat
04:24Zakat
04:26Zakat
04:28Zakat
04:30Zakat
04:32Zakat
04:34Zakat
04:36Zakat
04:38Zakat
04:40Zakat
04:42Zakat
04:44Zakat
04:46Zakat
04:48Zakat
04:50Zakat
04:52Zakat
04:54Zakat
04:56Zakat
04:58Zakat
05:00Zakat
05:02Zakat
05:04Zakat
05:06Zakat
05:08Zakat
05:10Zakat
05:12Zakat
05:14Zakat
05:16Zakat
05:18Zakat
05:20Zakat
05:22Zakat
05:24Zakat
05:26Zakat
05:28Zakat
05:30Zakat
05:32Zakat
05:34Zakat
05:36Zakat
05:38Zakat
06:10Hazrat Sayyiduna Zaid bin Haritha,
06:12Bacchu ka andar Mawla-e-Kainat,
06:14Ali-ul-Murtada karam Allah-u-Ta'ala wajh-ul-Kareem,
06:17Aur Mardu ka andar Aqil, Baligh, Mardu mein
06:22Agar koi zaat hai jo sabse pehle iman lekar aaye,
06:26Was-sabiqun-al-awwadoon,
06:28Sabqat le gaye iman lane walon ka andar,
06:31To wo Sayyiduna Abu Bakr-e-Siddiq radi-Allah-u-Ta'ala nu ki zaat-e-babarakat hai,
06:36Jinko Rab-tabarak-e-Wa-Ta'ala ne yeh martaba ata farmaya.
06:39Pir aap ki tabligh se bade-bade jaleel-ul-qadr sahaba-e-karam iman lekar aaye,
06:45Aur un maise Hazrat-e-Sayyiduna Usman-e-Ghani radi-Allah-u-Ta'ala nu ki zaat-e-babarakat hai,
06:51Aap bhi Sayyiduna Abu Bakr-e-Siddiq radi-Allah-u-Ta'ala nu ki targheeb par iman lekar aaye.
06:57Allah-ke-Rabbi-e-Sahab-e-Sallam ne farmaya hai,
06:58Maine sab ke saamne haq peshkiya,
07:02Allah-tabarak-e-Wa-Ta'ala ki taraf se wo jo daawat, us daawat ko maine peshkiya,
07:06Sabne taraddud-e-maamla kiya ki haan main sochta hu, main mashwara karta hu,
07:11Farmaya ek mera Abu Bakr-e-Siddiq hai ki bila ta'amul, bila tawakuf,
07:17Farmaya Huzoor-e-Ali-Sahab-e-Sallam ko chuke dekha hua tha,
07:21Dono dost the, dono saathi the,
07:23Toh sabse pehle aap jo hai bila ta'amul iman aur Islam kabool karne wale hai.
07:29Fir jo Aqid-e-Jahasa-e-Sallam ke saath lagay,
07:32Toh fir safar hai, hadar hai, Allah-u-Akbar,
07:36Makkah-e-Mukarramah ke andar jo takhreefen bardaash ki,
07:39Un takhreefun mein bhi saath rahe,
07:41Aur uske baad jab hijrat ka waqt aaya,
07:44Toh Ghaar-e-Saur ke andar Aqid-e-Jahasa-e-Sallam ke saath,
07:48Aapne wo jo din aur raat basar kiya,
07:51Sayyidina Umar-e-Farooq radhiyallahu ta'ala anhu,
07:54Ek martaba rohne lagay,
07:55Aur kehne lagay ki mera bhai Abu Bakr,
07:58Meri zindagi ki saari nekiyan le le,
08:02Mujhe sirf wo ek raat de de,
08:04Toh Ghaar-e-Saur ke andar Aqid-e-Jahasa-e-Sallam ki,
08:09Aisi la zawal khidmat ki,
08:12Aur wo wafa ka pehmana aapne poora kiya,
08:16Ke apni jaan bhi aapne Huzoor ke liye daaw par laga di,
08:20Aur saapun se, takhreefun se bachne ke liye,
08:23Apna angootha laga diya,
08:25Aur fir jab bahar nikhle,
08:27Madinah-e-Munawwara-e-Sharif ki taraf chalna shuru huye,
08:29Kabhi daayin taraf, kabhi baayin taraf,
08:32Kabhi aagay, kabhi peechay,
08:34Huzoor ne firmaaya, Abu Bakr yeh kya kar rahein,
08:36Kabhi aap daayin taraf chalte hain,
08:37Kabhi baayin taraf, kabhi aagay chalte hain,
08:40Arz ki, Ya Rasool Allah sallallahu alaihi wa sallama,
08:43Bas mujhe lagta hai,
08:45Ke dushman idhar se hamla awar hoga,
08:47Main idhar aa jaata hun,
08:48Idhar se lagta hai, saamne se lagta hai,
08:51Main chahata hun, koi teer aaye,
08:52Koi talwar aaye,
08:54Koi dushman aaye,
08:55Wo teer-o-talwar mujh par lage,
08:57Mere Aqid sallallahu taala re-Sallam ko,
09:00Koi takleef na poonche.
09:02Allah ke Nabi Sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya,
09:04Ke mere dost, Abu Bakr yeh kya kar rahe ho,
09:06Aap gham na keejiye,
09:08Idh yaqoolu li sahibihi,
09:10La tahzan inna Allah maana.
09:13Aap gham na karein,
09:15Allah tabaarak wa ta'ala humare saath hai.
09:17Allah humari haifazat karne wala hai.
09:20Pir Rab tabaarak wa ta'ala firmaata hai,
09:22Ke fa anzalallahu sakinatahu alaihi wa ayyadahu,
09:26Bi junoodin lam tarauha.
09:28Allahu Akbar.
09:29Rab tabaarak wa ta'ala ne,
09:31Huzoor alaihi salatu wa salam ka seena mubarak to,
09:33Hama baqt Allah tabaarak wa ta'ala ki taraf se,
09:36Sakina utarta hi tha.
09:38Lekin firmaaya ke Abu Bakr ke seene par bhi,
09:40Allah tabaarak wa ta'ala ne,
09:42Sakina aur itminan aisa utara,
09:45Aur aise lashkar se madad firmaayi,
09:47Ki jinn ko dekha nahi jaa sakta hai.
09:49Wasa yujann abu hal atqa,
09:52Jo sabse zyada muttaqi hai.
09:53Allahu Akbar.
09:55Muhammadur Rasulullahi,
09:57Wal ladheena ma'ahoo.
10:00Parmaaya,
10:01Ek zaat wo hai jo haq lekar aayi,
10:03Aur ek zaat wo hai jo hama waqt unke saath rahi.
10:07Kaisi saath rahi?
10:09Parmaaya,
10:09Ke Islam kabool karne ke andar bhi awal awal hai,
10:13Aur uske baad tabligh sabse pehle
10:15Aqid wa Jahansa Sallam ne firmaayi.
10:17Uske baad ma'iyyat,
10:19Jo ma'ahoo ka wasf hai,
10:21Wo Allah ne aap ko ataa firmaayi.
10:23Hijrat ke andar,
10:24Ma'ahoo Huzoor ke saath.
10:26Masjid-e-Nabwi Sharif ki jab zameen khareedne lagay,
10:30To Huzoor-e-Saadat-e-Salam ne firmaaya,
10:33Ki mere bhai Abu Bakr,
10:35Kuch paise hain,
10:36To aap ne apne jeb me se,
10:39Aur apne tijori me se,
10:40Chaliis hazaar deenaar nikaale,
10:43Aur nikaal kar aap ne Aqid wa Jahansa Sallam ki baargaah mein pesh ki.
10:47Ek jo deenaar hota hai,
10:48Aaj ki keemat ke mutaabik,
10:50Ek laak se zyada ka,
10:51Ek sohne ka deedaar hota hai.
10:53Allahu Akbar.
10:55Firmaaya ki,
10:55Allah ne aap ko deeya hua,
10:57Allazeena yunfiqoona anwaalahum,
10:59Bil-layli wal-nahari,
11:00Sirra wa'alaniyatan,
11:01Falahum ajroohum ainda Rabbihim.
11:04Chhupke bhi kharj karte hain,
11:05Ailaniya bhi kharj karte hain,
11:06Raat ko bhi kharj karte hain,
11:08Din ko bhi kharj karte hain.
11:09Firmaaya ki,
11:10Na unpar koi khauf hain,
11:11Aur nahi wo ghamgheen honge.
11:14Yahaan par bhi firmaaya,
11:15Ki Rab tabarak wa ta'ala ne,
11:17Unko maal ataa firmaaya,
11:19Us maal ko wo apne aap ko
11:21Sutra karne kariye kharj karte hain.
11:24Ki yeh mera maal sutra ho jaye,
11:26Main sutra ho jaye,
11:27Mere Rab ke riza mil jaye.
11:29Allahu Akbar.
11:30Aqad-e-Jahan-sa-Sallam ne firmaaya ki,
11:32Abu Bakr,
11:34Yeh mere Bilal par bahut zulm ho raha hai.
11:37Aap ne Sayyiduna Bilal-e-Habshi radhi-Allah-u-ta'ala,
11:39Hazrat-e-Aamir bin Fuhaira ko,
11:41Aur Zunaira ko,
11:43Nahdiya ko,
11:44Umm-e-Isa ko,
11:46Aur kayin bandiyon ko,
11:48Aur kayin ghulamon ko,
11:49Aap ne aazad kiya.
11:51Aapke Walide-e-Karami ne bhi firmaaya,
11:53Ki kisi taqadwar ko aazad karte hain,
11:55Jo tumhare saath jo hai,
11:57Khada hota ko jatha banate hain.
11:59Aap ne firmaaya ki,
11:59Yeh mere jatha banane kariye,
12:01Maal nahin kharj kiya.
12:02In ghulamon ko,
12:04Apna lashkar banane kariye,
12:05Maal kharj nahin kiya.
12:07Yeh to mere,
12:07Mere Mustafa-e-Karim,
12:08Sall-e-Allah-u-ta'ala-e-Sallam ki,
12:10Shahat par kharj kiya hai.
12:12Aur apne Rab ki,
12:14Ridha aur khushnudi kariye,
12:15Kharj kiya.
12:16Kisi ne kaha ki,
12:17Haan,
12:18Bilal ka,
12:19Ya doosre ghulamon ka,
12:21Koi ehsaan hoga,
12:22Shahid us ehsaan ka,
12:24Badla dene kariye,
12:25Hal jaza-ul-ehsaan,
12:26Illa-l-ehsaan.
12:28Rab-e-Tabarak-e-Wa-Ta'ala ne,
12:29Sidrat-ul-Muntaha ki Makeen,
12:31Jibreel-A.S. ko beja,
12:33Aur kaha ki,
12:34Jau Jibreel,
12:35Jaakar yeh paigam do,
12:37Mere Mahbooba-e-S.S. ki zariye,
12:39Sari Ummat ko,
12:40Wa ma li ahad-in-e-indahu,
12:42Min ni'matin tujzaa,
12:44Illa-bteghaa,
12:46Wajh-e-Rabbihi-l-Aala.
12:48Kisi ka koi ehsaan nahi hai,
12:50Mere Abu Bakr par,
12:52Kisi ehsaan ka badla nahi,
12:54Fakat Allah ki Ridha kariye,
12:56Aur khushnudi kariye,
12:58Aapne in ghulamon ko azaad kiya hai,
13:00Aur yeh jo aap maal kharj kar rahe hai,
13:02Masjid-e-Nabwi ki zameen kariye,
13:04Kharj kiya aapne,
13:06Uske baad ghulamon ko azaad karne,
13:08Uske baad ghulamon ko azaad karne,
13:10Kariye kharj kiya aapne,
13:12Alladhi yooti maal-e-huyat-e-zakka,
13:14Aapne aap ko sutra karne kariye,
13:16Aapne Rabb-e-Tabarak-e-Mata'ala
13:18Ki Ridha ko hasil karne kariye,
13:20Illa-bteghaa,
13:22Wajh-e-Rabbihi-l-Aala.
13:24Allah ki Rabbi-e-S.S. ne firmaaya,
13:26Sab logon-e-kharj kiya maal,
13:28Sab ne kharj kiya,
13:30Firmaya ki jo Abu Bakr-e-maal ne mujhe nafa diya,
13:32Ma nafaani,
13:34Maal-e-Ahadin,
13:36Qatt-e-maa nafaani,
13:38Maal-e-Abi Bakr.
13:40Firmaya jitna nafa mujhe,
13:42Mir-e-Abu Bakr-e-maal ne diya,
13:44Itna nafa kisi-ki-maal ne nahi diya.
13:46Firmaya jis-jis ne jo ehsaan kiya hua tha,
13:48Un-ehsaanaat-e-badla maine,
13:50Is-duniya-ke-andar-hi-juka diya.
13:52Eek-mira Abu Bakr-e-hai,
13:54Allahu Akbar,
13:56Firmaya eek-mira Abu Bakr-e-hai,
13:58Uske ehsaanaat-e-badla,
14:00Allah-Tabarak-e-Mata'ala,
14:02Firmaya eek-mira Abu Bakr-e-hai,
14:04Rabb-e-Tabarak-e-Mata'ala,
14:06Usme bhi sabqat le gaye,
14:08Imaan bhi sabqat le gaye,
14:10Hijrat bhi sabqat le gaye,
14:12Masjid-e-Nabwi ki zameen ki payment bhi sabqat le gaye,
14:14Allahu Akbar,
14:16Badr mein dekhen,
14:18Uhud mein dekhen,
14:20Khandaq mein dekhen,
14:22Jis jang mein dekhen,
14:24Aqid-e-Jahans-e-Sallam ke saath-saath aap nazar aatein.
14:26Balke Maula-e-Kainat,
14:28Ali-ul-Murtada,
14:30Allah-Tabarak-e-Mata'ala,
14:32Wajid-e-Karim se kisi ne poochha,
14:34ki aap yeh firmahiye,
14:36ke sabse bada shujaa aur bahadur
14:38koon hai sahaba-e-kiram mein.
14:40Firmaya, duniya mujhe kehti hai,
14:42main shujaa hun, main bahadur hun,
14:44aur aapke zariye Allah-Tabarak-e-Mata'ala
14:46ne Khaibar ko fatah firmah,
14:48aap Fateh-e-Khaibar hain.
14:50Firmatein, ki maine jo Badr ki raat dekha,
14:52ki jab Aqid-e-Jahans-e-Sallam ke liye
14:54ik arish aur ik jhumpada sa tayar kiya gaya,
14:56ki jisme Huzoor-Ali-Sahab-e-Salam
14:58ik arish tayar kiya gaya,
15:00jisme Aqid-e-Jahans-e-Sallam
15:02rukenge,
15:04ab masla yeh tha,
15:06kaun Huzoor-ki-hifazat par khada hoga.
15:08Mushkil tareen halaat hain,
15:10tushman saamne,
15:12firmaya, ki hum abhi soch hi rahe the,
15:14Syed-e-Abu-Bakr-e-Siddiq radhi-Allah-ta'ala
15:16haath utha liya,
15:18firmaya, main Huzoor-Ali-Sahab-e-Salam
15:20ki hifazat karunga,
15:22hum ne ka Allahu Akbar,
15:24ki Abu-Bakr-e-Siddiq se badkar
15:26koi bhi bahadur nahi hain.
15:28Bahaduri ke andar dekhein,
15:30infaak fee sabeel-illah ke andar dekhein,
15:32Huzoor-se-wafaoon
15:34ke andar dekhein,
15:36Abu-Bakr-e-Siddiq awwal hi awwal nazar aatein.
15:38Rab-tabarak-e-Muta'ala
15:40ne unko awwal hi awwal kiya hua.
15:42Syed-e-Umar-e-Farooq radhi-Allah-ta'ala
15:44ne firmatein,
15:46ki jab bhi Aqid-e-Jahans-e-Sallam
15:48maal Allah-ke-naam par kharsh karne ka,
15:50Rab-ke-naam par dene ka,
15:52firmatein, to Abu-Bakr-e-Siddiq aagey bad jaatein,
15:54firmatein, istafa jaise Huzoor-e-Sallam
15:56ne ailaan kiya, to maine kaha
15:58is martaba mere paas maal kaafi hain,
16:00al-yawma asbik-o-Aba-Bakr-e-Sabaq-to-hul-yawm,
16:02main aagey bad jaoonga,
16:04firmatein, main ghar gaya,
16:06apne saare maal ko jamaah kiya,
16:08takseem-e-doh kiya, aada laakar Huzoor-e-Sallam ki bargaah ke andar,
16:10Umar kya lekar aaye ho,
16:12kya chod ke aaye ho gharwaloon ke liye,
16:14kya chod ke aaye ho gharwaloon ke liye,
16:16ma abqaita li ahlik,
16:18kya chod ke aaye ho gharwaloon ke liye,
16:20ya Rasool-Allah aada lekar aaye ho,
16:22itne gharwaloon ke liye chod ke aaye ho,
16:24itne mein dekha ki Abu-Bakr-e-Siddiq aagey,
16:26saare ghar ka,
16:28wo jisko jaadu laga ke aana,
16:30wo jaadu laga ke aaye ho,
16:32aur aakar Aqid-e-Jahan-e-Sallam ki bargaah ke andar poonche,
16:34subhan-Allah,
16:36Huzoor-e-Sallam ne farmaa hai,
16:38ma abqaita li ahlik,
16:40aaye Abu-Bakr,
16:42apne gharwaloon ke liye,
16:44kya chod ke aaye ho,
16:46ma abqaita lahum Allah wa Rasoola,
16:48apne gharwaloon ke liye,
16:50Allah ko chod ke aaye ho,
16:52aur Allah ke Rasool ko chod ke aaye ho,
16:54subhan-Allah,
17:00mere Abu-Bakr par kisi ka koi aisaan nahi hai,
17:02balki Huzoor-e-Sallam ne farmaa hai,
17:04ki inke ummat par aisaanat hain,
17:06ye Mohsin-e-Ummat hain,
17:08ummat par shukriya ada karna,
17:10shukar karna,
17:12farmaa hai,
17:14ye har ummati par lazim hai,
17:16ke wo Abu-Bakr ka shukriya ada kare,
17:18isriye ke Sayyiduna Abu-Bakr Siddiq,
17:20radhiya Allah-u-Ta'ala no ki,
17:22itni khidmat hain,
17:24Allah-u-Akbar,
17:26waladhi yu'ti maalahu yatazakka,
17:28wa ma li ahadin aindahu,
17:30min ni'matin tujza,
17:32illa btighaa wajh-e-Rabbihi-l-Aala,
17:34wa la sawfa-ya-ridaa,
17:36farmaa hai,
17:38ki wo apne Rab ki ridaa ko chahatein,
17:40ridwan ko chahatein,
17:42bas hamara Rab hamse razi ho jaye,
17:44ek hi tamanna hai,
17:46ek hi riza hai, Allah-u-Akbar,
17:48aur ek hi unki chahat hai,
17:50wa la sawfa-ya-ridaa,
17:52farmaa hai, agar wo iske liye kaushish kar rahe hain,
17:54an kareeb wo apne Rab ko razi kar lenge,
17:56Rab razi ho jayega,
17:58Allah-u-Tabaraka-wa-Ta'ala,
18:00Quran-e-Hidayat ke noor se
18:02hamare dilun ko, zindagiyun ko,
18:04munawwar farmaye,
18:06wa akhru damanaan,
18:08alhamdulillahi Rabbil-Aala.
18:10hadha bayanun lil nasi
18:12wahudan wa mau'idatun
18:14lil muttaqeen
18:16yeh Quran
18:18logon ke liye
18:20wazih bayan hai,
18:22aur hidayat hai,
18:24aur parhezgarun ke liye
18:26nasihat hai.

Recommended