• 3 hours ago

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Oh baby bhajiya aa gayi hai ghar ghar mein Oh baby bhajiya
00:15Are beta Jamal tum kahan jaa ke baith gaye ho mera bachcha? Sab ghar wale parishan hai.
00:23Bas puppu Azra aur meri sulha safai ho gayi hai. Azra ne usse maafi maang liye.
00:27Tum bilkul be fikar ho johe aur bas chup karke ghar aayo. Main tumhe keh rahi ho, mera hukum hai ye.
00:31Tumhe lagta hai amma, ki main kisi ke bhi aage du milaati ghumti rahungi.
00:35Aisi nahi hoon main aa. Bhora bak chahiye mujhe phir dekhna main Asma se bhi bada boutiq banao.
00:40Na hoi na jaaye boutiq teri. Bas khaab hi dekhti rahi ho tu Isra.
00:45An na jaane duniya kahan se kahan chale jaayegi.
00:48Ek toh main aapko facilitate karne ki koshish kar rahi ho, upar se aap battameezi kar rahi hai.
00:51Tumhari itni jarat? Tum usse kis lehenge mein baat kah rahi ho?
00:54Is trah toh mere husband ne nahi baise baat ki.
00:56Ji, wo toh nazar aa raha hai.
00:59Niklo mere ghar se. Abhi ke abhi mere ghar se niklo.
01:11Hmm, waah. Shandaar.
01:14Haq ki bohot achi bani hai.
01:17Hmm, bhai maza kaise na aata.
01:20Aakhin mene aur pupo ne saari raat lagayi nihari banane mein bohot mainat ki hai.
01:32Baise pupo hai kahaan?
01:34Ab unko toh mene, tahani kahaan.
01:36Baise pupo hai kahaan?
01:38Ab unko toh mene, tahajjud ke baad hi saunayi vej diya tha.
01:42Bhai saahir hai, poori raat kahaan un bichari se itni mehnat hoti.
01:46Tarkeeb bada di thi unho re.
01:48Ab bada hi toh main hi thi na.
01:53Lazeez nihari aur garma garam gurje. Yeh hai perfect nafta.
01:59Baise isme na Waleed ke effort ko nahi bhoolna chahiye.
02:02Soba-soba uthkar tandoor ki roti lekar aaye.
02:07Baise bohot zulm kiya bhai.
02:09Waleed ko soba-soba nihar moh utha ke bej diya naan lene, bohot zulm kiya.
02:13Baise agar aise khaani roz bane na, toh main soba uthne ke liye tayyaar hoon.
02:18Bhi aise aayashi roz roz nahi ho sakte.
02:21Sunn mere, poori raat jaakar Azra bhabhi aur pupo ne nihari banayi hai.
02:26Waise poori raat ki mushakat Azra ke chahre pe nazar nahi aa rahi hai na Azra?
02:31Jab dil se kisi ke liye khaana banaya jaata hai na, toh thakan ho bhi na, toh nazar nahi aati.
02:38Aur mujhe toh waise hi bahut shauk hai sabko achcha khilane ka, achcha pakane ka.
02:44Yeh toh ab Farhat ne zibidaari apne haathon le liye.
02:47Warna Allah bakshi, jab ammi zinda thi, tab toh main hi saare ghar ke liye khaana banaya karti thi.
02:54Kya hua? Kya hua?
02:57Kya hua? Kya hua?
03:00Aayi de.
03:02Wo saare ghar ka khaana.
03:10Kya hua?
03:12Kuch nahi, banda lag gaya tha.
03:17Waise ab toh kadakdaar si chai honi chahiye iske baad.
03:27Na mana, aap baithe hai main mana khe le kar aata hai.
03:32Farhat aaj kal baad meenat karne lagi hai iske.
03:38Asma, thoda se toh aur le lo.
03:41Arre nahi bhabhi, main itni subah-subah kahaan khaati hoon, yeh toh nihari ke chaske mein phir bhi thoda si le liye.
03:48Chalo koi baat nahi, main pack karke de dungi, tum boutique mein khaa le na.
03:52Arre nahi nahi, aaj bazaar jaana hai main hai, bahot kaam hai, der ho jayegi toh wahi pe kuch khaan dungi.
03:58Aap Saira ke liye pack kar de na.
04:00Par Saira ko na mere haath ke khaane basant nahi aate, idhar udhar logon mein baad deti hai maape.
04:07Lekin ammi ke haath ke khaane bahot basant hai mujhe, isliye pack kar de na.
04:15Tum ek kaam kyon nahi karti?
04:17Asma, bazaar shaam ko chali jaana, waise bhi ab itni garmi hai.
04:20Kya karoge is waqt jaa kar?
04:22Nahi nahi, woz time pe na phir wahan se sawaari nahi milti.
04:26Chalo dhar aage khaa le na.
04:28Waise tum Naseer ke saath bhi jaa sakti ho, kyu Naseer?
04:31Nahi, mera paas bilkul free time nahi hai.
04:34Aur waise bhi inhe apne kaam khud karna pasant hai.
04:37Khaid, wo Azra babi main soch rata ke, kya ab yeh nihari jo hai yeh mohalle mein bhi baatengi?
04:43Deg nahi banayi maine nihari ki jo aaj paroz mein bijwa do hain.
04:46Gaye wo zamane, jab baata karte thi amma kadhi ki aur nihari ki deg hain.
04:51Nahi pho, poore mohalle mein nahi.
04:53Lekin, kuch khaas karo hai toh baatengi na.
04:58Khaas karo hai toh baatengi na.
05:00Khaas karo hai toh baatengi na.
05:01Lekin, kuch khaas karo hai toh baatengi na.
05:08Seeda seeda bhole raha hai, mere susraal ki baat kar rahe hain.
05:12Bhai, dardka toh dedo, sharma kaise lag.
05:15Lali aagayi tha, lali aagayi hain.
05:19Acha de denge, chalo koi baat nahi, bachegi toh de denge bhai, seedi si baat hai.
05:31Arre tum gaya rahe hain, toh asma mein kar doongi.
05:33Arre toh kya hogaya agar main le aayi toh?
05:35Acha chhode se.
05:37Yeh batao, Naseer ko kya hua hai?
05:39Kuch bhi nahi.
05:44Acha nahi bhabhi, bas aise chhoti si baat par.
05:50Manu, kamde mein chalte baat karte hain.
05:52Nahi bhabhi, aise koi badi baat nahi hai.
05:54Azra!
05:56Aayi!
05:58Main baat karte hain, tum se baat mein. Aate hain.
06:02Chai.
06:04Arre, shukriya.
06:07Acha baat sunna.
06:09Haan.
06:11Bachhe school chale gaye hain, ab aaraam se na, gere jaane ke baad soh jaana.
06:14Inhari ki chakkar hain, puri raaj jaagti rahi hain.
06:18Haan, lekin baaki sab ghar ka kaam phir kaun karega?
06:23Farhat dekh legi.
06:25Bas yeh bhaat karte hain.
06:26Lekin baaki sab ghar ka kaam phir kaun karega?
06:29Farhat dekh legi.
06:31Baise bhi koi khaana wala toh banaana hai hi nahi aaj.
06:33Bas tum aaraam karo.
06:37Thek.
06:45Yeh main der ho rahi ho hai, main nika.
06:47Aap chai?
06:49Nahi, bas see ki der ho rahi hai.
06:51Aaraam kar lena.
06:53Haan.
06:57Waah asraan, waah.
06:59Kaisa chakkar chalaya tune.
07:01Hai, kaisa short dimaag hai tera.
07:04Zabardast, mazha aagaya.
07:07Chai main peeuge.
07:22Wasif.
07:24Chai.
07:25Chai kya rakht ho?
07:28Wasif.
07:30Tum kitne bje tak dukaan pe jaoge?
07:33Main yehi koi 10-10.30 bje, kya?
07:37Tum mujhe raaste mein Sara ke hain chodte bhi?
07:41Tum kuch zyada nahi aana lagge Sara ke ghar?
07:44Kya matlab hai?
07:46Main kab gayi ho aakhri martaba uske paas?
07:50Do teen hafte mein ek martaba hi milna hota hai usse.
07:52Aur last time wo putse milne aayi thi.
07:56Ek Sara hi toh hai, jiske hain kabhi kabhi main chali jaati hoon.
08:00Mera kaunse mehka hai, jahan daily jaane ki zit kar rahi hoon main tumse.
08:04Acha baba bas, ek sawal poocha tha.
08:06100 jawab dedi tumne.
08:08Tumhe samajh bhi toh aise hi aata hai na Wasif.
08:22Aapko aapke paas hi rahegi.
08:24Balke laptop aur baaki saari cheeze, jo bhi aapko company mein di rahi hain, toh sab aapke paas hi rahega.
08:53Appu, main tehari karli hai, main already tehari karki hi baithi hoon yahaan pe.
09:05What?
09:07Areh obviously notes banaye thi pehle, uske baad tehari ki thi.
09:12Maine aapko sab kuch bataya toh tha.
09:22Appu, mock paper ki tehari kar rahi hoon, time manage karke hi karungi na.
09:32Wow.
09:35Appu mujhe pata hai, paise mushkil se kamaya jaate hain, pedon pe nahi ukte, nahi zaya karwaungi aapke paise.
09:50Areh waah bhai waah.
09:53Main saari zindagi tumhare abba ke ishaare na samay sakhi, ab tum kaise farfar jawab de rahi hoon.
10:06Appu please thodi de.
10:12Jaa rahi hoon main, khush ho jaye aap.
10:17Sir.
10:23Yeh.
10:25Areh Qureshi sahab, yeh kitni asaani se aapke ishaare samajh rahi the.
10:31Aap zara mujhe bhi bataye, dekhiye main bhi koshish karti hoon.
10:35Ayaan.
10:39Yeh.
10:46Yeh toh masla hi koi nahi, abhi lekar aayi.
10:53Yeh lijiye, yeh hi keh rahe the na aap.
11:07Mangwaya yeh hi tha, lekin kahta hai ki dho ke laao.
11:13Paan zaya karwaadi hai na, yau dho ke laao.
11:23Yeh paan zaya karwaadi hai, dushman hai mere paan ki yeh.
11:29Paan bhi satm ho gaye hain, laane padhenge.
11:33Dho ke rakho, main aata hoon paan leke.
11:35Kaha tha na maine toh.
11:37Kaha tha ki Saira se bachke rehna.
11:39Saare fasaad ki jadh yeh hi hai.
11:41Dekha, kar diya na usne itna ka.
11:43Ab bhukto.
11:45Sana bhabhi, choti moti galti toh sabse ho jati hai na.
11:48Choti moti galti nahi hai yeh.
11:50Is galti ke piche, bohot bada plan hai in dono maa betiyon ka.
11:54Arre kap samjhogi tum Asma, kap samjhogi.
11:56Sab kuch plan ki taht, soch samajh ki kiya gaya hai.
11:59Taake tumhari butik ki saakh kharab ki jaye.
12:02Ab dekho zara, kaam mein harj alag hua.
12:05Badnaami alag hui, bejati alag hui.
12:08Upar se Naseer ke saath tumhari ladahi alag ho gayi.
12:11Arre toh jagda toh Naseer ne shuru kiya na.
12:14Hum humein bas ek bhi.
12:15Jagda toh Naseer ne shuru kiya na.
12:17Hum humein bas ek dum se jazbaati ho jate hain.
12:20Baat suno bhai, isme na Naseer ki koi galti nahi hai.
12:23Yeh sab kuch tumhare andayat maat aur saira ki chalakiyon ki wajah se hua hai.
12:27Samjhi tum?
12:29Ek toh Naseer bichara tumhare saath gaya.
12:31Ab tum uski bivi ho, tumso koi battameezi karega,
12:34toh kya wo chup pethega?
12:36Usne jo kiya, bilkul theek kiya.
12:38Ab zara mujhe batao, jis kaam pe tumhe usko shabashi deni chahiye,
12:41tum usse jagda karke peth gayi.
12:42Acha, shabash na.
12:44Taake agli baar wo kisi ka sar por de.
12:47Paagal thodi hai yeh sar por dega kisi ka.
12:49Aisi nobat hi kyu ane dogi tum?
12:51Agar tum khayal rakhogi, toh aisa kuch nahi hone wala hai.
12:54Aap Naseer ki side le rahi hai?
12:56Bilkul uski side loongi.
12:58Kyuki wo haq par hai.
13:00Haan, wo haq pe hoon, main baatil.
13:02Bhai dekho, seedi si baat hai.
13:04Is saare maamle mein, toh mujhe bichara Naseer hi mazloom nazara raha hai.
13:07Ho, bas is ghar mein ek aap mazloom hai aur ek aapka devar.
13:12Hai, hai, hai.
13:14Aisa raha ki jaisa mazloom toh koi ho hi nahi sakta ghar mein.
13:18Mere mazloomiyat ka mukabla toh is ghar mein koi bhi nahi kar sakta.
13:21Yeh bataa toh main tumhe haan.
13:24Are asli dushmanon ko pehchano.
13:27Unse lado apne shaur se nahi.
13:29Samjhi bhi ke nahi.
13:31Acha nahi, samajh gayi.
13:33Jhooti kahin ki.
13:35Bas kehti hai, samajh gayi, samajh gayi.
13:37Karti ho hi hai, jo apne dimaag mein aata hai.
13:39Bada nukhsan uthaogi tu, dekh lenge.
13:43Hai, nazara.
13:54Acha aur sunao terim, tumhara kaam kaise chal raha hai?
13:57Allah ka shukar hai yaar, zabardast.
13:59Opening se leh ke closing tak clients ka rush laga rehta hai.
14:02Chalo, mashallah yeh toh bahut achi baat hai.
14:05Acha hai na, iska kaam set ho gaya hai bahut jaldi.
14:06Haan yaar, lekin tum yakeen nahi karogi, kabhi kabhi mujhe ladkiyon ko overtime pay karna padta hai.
14:15Yeh, woh note chhaap rahi hai, teri madam.
14:21Ab aisi bhi baat nahi hai.
14:23Jo investment ki hai, abhi toh uski recovery hui hai.
14:26Yaar, waise mein soch rahi thi,
14:28Sobha se raat tak kaam aur phir tumhare weekends bhi on hote hain.
14:31Iskaro tum exhaust nahi ho jati.
14:32Haan, yeh toh hai yaar.
14:34Mein soch rahi hoon ki, do teen din ka gap le loong.
14:37Idea!
14:40Hum teen log khoongne chale?
14:42Outstation?
14:46Yeh?
14:48Yaha ho gaya hai?
14:50Pagal toh nahi ho gayi ho?
14:52Kaisi baat hai kar rahe ho?
14:56Kyun?
14:58Kyun?
15:02Arre hum teen log kaise jaa sakte hain? Akele?
15:07Kyun, koi problem hai?
15:09Yaar, socha jaa sakta hai ispe.
15:13Chalo na yaar, bahot maza aayega, apni gadi mein chalenge.
15:18Nahi nahi, tum dono chale jao, main nahi jaa sakti.
15:23Kya matlab, hum dono chale jaa?
15:25Farhad, please maan jao na, main bhi toh jaa rahi ho yaar,
15:28apna salon do din ke liye apni assistant pe chod ke.
15:31Tum bhi himmat kar lo.
15:33Yaar,
15:36yaar tum log ko pata toh hai, main shaadi shuda hoon.
15:39Shauhar ko dekhna hota hai, susraal ko dekhna hota hai,
15:42itna asaan nahi hai, main nahi nikal sakti.
15:45Tumhara shauhar tumhare bagar do din nahi reh sakta?
15:48Aur kaun so koi bachche?
15:56I'm sorry, yeh mera wo matlab nahi tha yaar.
15:59Koi baat nahi hai, I understand, it's okay.
16:05Main toh bas yeh keh rahi hoon ki, do din ki toh baat hai.
16:09Please apne shauhar se permission le lo na.
16:13Main koshish karti hoon, lekin koi guarantee nahi hai.
16:19I'm sorry, yeh mera wo matlab nahi tha yaar.
16:22Koi baat nahi hai, I understand, it's okay.
16:26Acha tum yeh batao, kuch aur chahiye tum logon ko?
16:30Nahi, kush nahi hai.
16:32Tum inko manalo humare saath jaane ke liye.
16:35Yaar, main toh bas koshish hi kar sakti hoon, aur kya karoon uske ilawa.
16:38Aur kya karoon uske ilawa.
16:51Yeh Ruzra, ek baat toh manni badegi.
16:55Badi bhi ke haath mein zyay ka bhot hai.
16:58Girte padse, nihari chadha diye unne.
17:01Au itne mazegi hai.
17:03Haan bhai, haath mein zyay ka, zabaan mein mithaas, dil mein zehar,
17:09dimaag mein keeda, aur ab patho mein dard.
17:14Toh unne na, bahut bure kar diye unki.
17:18Bhai usko bhi toh pata chale, jo Azza se takrata hai, wo paash paash ho jata hai.
17:25Zora khos samajh ke, raada pange na le na puriya se.
17:29Tujh se bahut upar ki cheez hai wo.
17:32Arey, dekh lenge jo hoga.
17:34Abhi toh woh ondi padhi hogi, pistar pe.
17:37Toori raat pichare rahe, nihari badae, nihari badae.
17:41Aur main bhi aaji chalao ko, main bhi cooker chupa ke rakh diya,
17:44dhondi rahi cooker, kaha hai, kaha hai, kaha hai.
17:47Ab sahi ka sabak mila hai usse.
17:49Sir, tu fikar mat kar, tu nihari por aur nikal yaar sir.
17:53Thodi suya padhi ki.
17:56Isko, usko mila ke na, kheeni mein peg kar deti,
17:57kheeni mein peg kar deti, kheeni mein boho chokse kaate hain,
18:00ekni mein maan, sunte phirte hain ghar ki nihari ko.
18:04Achhi tarah jaanti hu, kitni fikar hai tujh mere pehnoi ki.
18:08Arey, tu toh woh cheez hai, joh unke mooh se niwala khech le.
18:11Badiya hi nahi aur hi leke jaayi ki uske liye.
18:13Seedeh seedeh bol, ki apne liye chahiye.
18:15Bahut hi tu nadidi hai.
18:17Ab yeh jo nihari hai na, bas yeh kha, aur chalti ban yaha se.
18:20Ek katra nahi dogi yeh nihari ka main.
18:22Chal nikal, shabash.
18:24Zara sa khila kya deti hai, itta jatati hai tu mere ko.
18:27Arey shukar kar, main tujh upgrade kar diya hai.
18:30Chhaya se nihari par le aayi hu.
18:32Chal, shabash, jaa yahan se.
18:34Ab toh mujhe fikar ho rahi hai nihari ki.
18:36Ab tune nazar lagadi, ab toh mere peht mein dard hua, so hua.
18:39Ab toh main khaungi, aur mujhe yeh ulteeyan, wo ulteeyan legengi.
18:41Chal, ab nikal yahan se.
18:43Shabash, khatam ho gayi nihari.
18:45Chal jaa, jal, jal, jal.
18:47Bas.
18:49Yeh daan de, maane chahiye ka date ka.
18:50Yeh patna khaayegi, bas kar poori.
18:52Toh tune daunga kha gayi hai.
18:56Shukar hai, ammi ne abbu ko mana liya.
18:58Humne academy pechne ke bhi hai.
19:00Haan, shukar hai.
19:02Academy ke sir kitni achhi maths padhaate hain.
19:04Aur school mein ma'am, daati zyada hai, padhaati kaam hai.
19:06Haan, wahi hai toh.
19:08Academy ke environment bhi kitna achha hai.
19:10Bhai, main toh abhi se do sahiliya bana liya hai.
19:12Haan, dekha tha maine.
19:14Kaise kiki kiki kar rahi thi tum unke saath.
19:16Tumhara dehaan na, sir ke lecture se zyada unki baaton par tha.
19:18Haan, toh.
19:20Parhaaye ke saath saath yeh sab bhi chalta hai.
19:22Ammi, yeh baat suna.
19:24Tum academy mein yeh salawa moon banaate bethoge na,
19:26toh tumhara koi dosti banne wala, school ki tarah.
19:28Na bane.
19:30Mujhe koi interest bhi nahi hai.
19:32Kyu?
19:34Yeh, dekho.
19:36Main chahe tumhari class mein hoon.
19:38Lekin, mera age group na,
19:40tumh logon se different hai.
19:42Kyuki main mature hoon.
19:44mature? Aur tum?
19:46Kya matlab hai tumhara?
19:48Matlab toh tumhari naani samchayenge ab tumhe.
19:51Nahi yaar. Not again.
19:54Yeh naani amma ki kando ka dard,
19:56daba daba karne mere haathon mein dard ho gaya hai.
19:59Jao jao.
20:01Chal nahi jaana.
20:03Aa rahi hoon.
20:05Aati hoon main.
20:07Haan.
20:19Assalamwalekum, Ammi.
20:21Walekumassalam. Kaisa mera bita?
20:23Gulbar, theek.
20:25Khana khaya?
20:27Ji, khali aayenge.
20:29Baba nahi aaye abhi tak?
20:31Woh dukaan se toh aa gaye hain,
20:33lekin kahin baayar gaye.
20:35Khana kha kar gaye hain?
20:37Mujhe nahi pata.
20:39Mujhe nahi pata.
21:06Hello.
21:08Aayenge ab?
21:10Kyon? Kya hua?
21:12Khana kha liya?
21:14Haan.
21:18Aur kuch?
21:20Nahi. Khuda haafiz.
21:22Khuda haafiz.
21:24Virgin atoms hain.
21:26Oxygen atoms hain.
21:28These are the chemical products of iron ions and compounds.
21:32Here are two.
21:34Yes.
21:48Areh nahi.
21:50Aap kaha zahimat karenge?
21:51Areh bachon ka khyaali rakhna hai.
21:53Aisi kaunsi baat hai?
21:55Aisa kaunsa azra hal chalati thi,
21:57jo main nahi chalasakti?
21:59Kaho toh,
22:01Saira ko chhuti kara dete hain.
22:03Waise bhi,
22:05boutique pe jaana na jaana,
22:07ek hi baat hai uske liye toh.
22:17Waleed, invalid aa raha hai.
22:19Tum theek se type kar bhi rahi hoon.
22:21Haan bhai.
22:22Wohi type kar rahi hai,
22:23jo tumne message mein details pheji hai.
22:25Login kyu nahi ho raha hai?
22:26Kya bata?
22:28Yeh free trial wala account toh nahi hai?
22:30Nahi, nahi.
22:32Maine khud payment ki hai.
22:33Tum ek kaam karo,
22:34video call karo,
22:35aur mobile screen ki taraf kar dena.
22:37Waleed,
22:38main na khud subscription le loonge,
22:39chhod toh.
22:40Jab mere paas account hai,
22:41toh phir itna janjat paalne ki zaroorat kya hai?
22:43Shahyad unhone sharing off kar di ho.
22:46Pata nahi, ho sakta hai.
22:48Waise ek baat batao,
22:49tumhe ek tam se movies ka kya shock pad gaya hai?
22:51Pehle toh jab main tum se kuch pooshta tha,
22:53tumhe kuch pata hi nahi hota tha.
22:55Ab mai kya batao yaar?
22:57Pata hai,
22:58phora din kamre mein band raheti ho,
23:00amma, appa ke saamne acting kar rahi ho tiye,
23:02jaise main baith ke andar teyari kar rahi hai exam ki.
23:05Kyuki unko toh yeh hi lagta hai na,
23:06ke main aisi liye fail hui,
23:07kyuki meri achi teyari nahi thi.
23:09Thak gayi hoon,
23:10mere revision kar kar ke.
23:12Toh ab maine yeh naya trick socha hai.
23:14Aur woh kya hai?
23:16Ke,
23:17din bhar soongi,
23:18aur ammi ko bolungi,
23:19raat bhar teyari kar rahi thi.
23:21Aur jab ke tum,
23:22jaa ke movie dekhi rahi ho.
23:24Hmm hmm.
23:25Bohot ache bhai,
23:27yeh toh acha ho gaya na,
23:28ki meri account nahi chal raha.
23:30Pehle tum apni dost ki wajah se fail hui thi,
23:32aur ab yeh saare ilzaam,
23:33uch par aa jayega.
23:34Tum na,
23:35lehne do.
23:36Toh ab adhane ka koi faida hi nahi hua,
23:38ulta mere dil mein baswase daal rahe ho tum.
23:40Arre baswase nahi daal raha ho,
23:41main big jaller baat kar raha ho,
23:43kyuki sach hai,
23:44ismein kuch kwalat hai bhi nahi.
23:46Hmm,
23:47yaar,
23:48kaha par de,
23:49moonland ke rahte ho,
23:50kaha se download kar chahiye?
23:53Aise download kar ke bhi dekh sakti ho,
23:55Mubish.
23:56Acha phai,
23:57koi baat hi nahi,
23:58dubhaara try karo.
24:01Kar lo na,
24:02Saman.
24:07Phone ringing
24:09Aifaan!
24:12Adhra!
24:15Adhra!
24:16Hmm?
24:18Adhra!
24:20Phone aa rahe hai tumhara.
24:23Hmm.
24:28Hello?
24:34Aan?
24:38Hospital?
24:41Acha.
24:44Phone ringing
24:47Adhra,
24:48kiska phone tha?
24:49Bata nahi.
24:52Arre yaar,
24:53kya museebat hai?
24:56Hello?
24:57Arre Adhra,
24:59khush khabri hai.
25:01Abhi hospital pohnche hai,
25:03thodi si tension ka maahol hai.
25:06Kaun hai bhai?
25:08Tumhari amma baat kar rahi ho.
25:11Yeh pooch rahi ho ki
25:12kaun baat kar raha hai.
25:13Acha,
25:14theek hai.
25:16Arre,
25:17ban kar diya?
25:19Oho!
25:23Kiska phone tha?
25:26Arre bhai,
25:29Tumhari phuppo hai.
25:31Phuppo ka phone tha?
25:33Phir raat ko
25:34is wat kyon phone kar rahi hai wo?
25:38Bas,
25:39aisi tang karne ke liye,
25:40aur kuch nahi ban pada,
25:41toh soja aisi tang karun.
25:42Mujhe keh rahi hai ki
25:43tumhari maa baat kar rahi ho.
25:44Hospital mein ho,
25:45khush khabri hai.
25:47Arre,
25:48tang nahi kar rahi ho ki,
25:49dekho koi emergency,
25:50koi parishani,
25:51koi baat nahi ho,
25:52jaa ke dekh kar raha ho na.
25:53Bhai,
25:54is waqt bed se utti
25:55meri jhooti.
25:56Main nahi ut rahi.
25:57Bhai,
25:58jaa ke dekh kiya tha na.
25:59Arre,
26:00kya zoorat hai?
26:01Aisi cheeze le rahi hai mere.
26:02Keh rahi hai ki,
26:03hospital mein ho,
26:04khush khabri hai.
26:07Acha,
26:08main jaa ke.
26:09Yeh ek minute,
26:10ek minute,
26:11khush khabri.
26:13Arre,
26:14waah.
26:15Iska matlab,
26:16mujhe bhi mere
26:17budhapay ka sahara mil gaya.
26:18Budhapay ka sahara?
26:19Haan.
26:20Bhai,
26:21dekhe na,
26:22ab is haal mein,
26:23is umar mein aakar,
26:24puppo yahan paunch gayi hai.
26:25Hamare ghar,
26:26apne bhatije ke sar pe,
26:27hain,
26:28moong dalne.
26:29To ab meri baari hai na,
26:30mera bhi toh koi bhatije
26:31hona chahiye,
26:32jo apne budhapay ke din
26:33mein usse ghar kuzaru.
26:34Tum puppo ko
26:35beech mein lehenge,
26:36har baat mein
26:37beech mein lehenge,
26:38Tum puppo ko
26:39beech mein lehenge,
26:40har baat mein
26:41beech mein lehenge,
26:42meri puppo ko,
26:43haan.
26:44Anna maaf kare,
26:45itni mubarak ghari mein,
26:46itni ghair mubarak
26:47shakshiyat ko,
26:48main kyun lehkar aagayi
26:49beech mein.
26:50Acha khair,
26:51ab chale hain hospital,
26:52meri baabi hospital mein,
26:53khush khabri hai.
26:54Acha chalo,
26:55theek hai,
26:56main puppo ko,
26:57bhalke main kisi ko
26:58bol ke aajata hoon na,
26:59ki hum ja rahe hain uspe.
27:00Koi zarurat nahi hai,
27:01is zakt sab so re ho gaye,
27:02inform karke aata hoon.
27:03Bas chalein,
27:04jaldi chalein,
27:05der ho rahi hai,
27:06emergency hai.
27:07Acha kapde toh change karlo main?
27:08Tab uski baraat pe jayenge na,
27:09tab kapde badal le na,
27:10aapi rahe na de.
27:11Chalein, jaldi kar raha hai.
27:12Chala.
27:16Acha chalo bhai,
27:17chalo.
27:22Acha.
27:23Haddi.
27:33Chalo.
28:03Chalo.
28:19Waqar,
28:20sawo hai ko?
28:21Kya na?
28:22Theek.
28:23Ammu,
28:24kaha hai wo log?
28:25Andar.
28:26Acha,
28:27main dekhta raag.
28:28Allah khair karega yaar,
28:29inshaAllah.
28:33Usme baithte hain yaar.
28:38Hum toh soh rahe the yaar,
28:39tum hi phone aaya.
28:42Beg maine kaha,
28:43utho waag ho,
28:44chalo bhai,
28:45chalo.
28:46Aa gaye.
28:47Mujhe gabraat ho rahi hai.
28:48Amma.
28:49Mujhe yahan se le chalein.
28:50Haan,
28:51haan,
28:52theek.
28:53Arre,
28:54sabat haan,
28:55theek ho jaoge.
28:56Sister,
28:57yeh bahut dard ho raha hai.
28:58Aam yeh kaare theek kar rahi ho,
28:59kade hi jaake,
29:00doktor toh kulaate la.
29:01Dekho,
29:02kabraat ho rahi hai,
29:03le chalein yahan se bahar.
29:04Haan, beta.
29:05Arre,
29:06kya ho gaya?
29:07Amma,
29:08yeh toh bilkut
29:09kalaat mein chhod diye,
29:10isne toh.
29:11Paawal hai.
29:17Haseer,
29:18kaha the aap?
29:19Kab se aapko phone mila rahi ho,
29:20aapka phone kaha hai?
29:21Jeb mein,
29:22bike chala raha tha.
29:25Aur tumhe baar baar call karne ki
29:26kya zoorat thi?
29:27Jab maine bataya tha,
29:28ke main doston ke saath
29:29bahar jaa raho,
29:30aur raat mein der ho jayegi,
29:32toh baar baar toll lena
29:33zaruri hai kya?
29:34Mujhe koi shauk nahi hai
29:35aapka baar baar toll lene ki.
29:37Parishan thi,
29:38isliye baar baar phone kar rahi thi.
29:40Jamal bhai aur Azra bhabhi
29:41achanak se gaadi lekar
29:42pata nahi kaha chale gaye.
29:44Azra bhabhi ko phone bhi
29:45mila rahi ho,
29:46lekin unka phone nahi mil raha.
29:47Aur Jamal bhai ko phone?
29:49Wo ghar pa hi chhod gaye.
29:54Aise hi yaar,
29:55kehi ghoomne chale gaye honge.
29:57Waqt dekha hai aap?
29:58Aur jis huliye mein
29:59wo log gaye na,
30:00aapko kahin ghoomne gaye ho.
30:12Acha chalo theek hai,
30:13tum parishan mat ho.
30:15Thodi der mein aa jayenge,
30:16main thodi der baad
30:17call bhi kar raha ho.
30:20Theek hai.
30:30Theek hai.
30:46Haan bas Asma,
30:47tum sab soh rahe the,
30:48main ne kya aap kya
30:49sab logon ko parishan karun.
30:50Bas Jamal ko uthaya
30:51aur nikal gayi.
30:52Main zyada parishan
30:53isliye ho rahi thi,
30:54kyunki aapka phone
30:55nahi lag raha tha.
30:56Haan, wo andar padha wa tha,
30:57main zyada kaam se
30:58bahar nikhle bhi thi.
31:00Khuda karein,
31:01jis maqsat ke liye aap kahi hain,
31:02wo khair khairiyat se
31:03apne anjaam ko pohache.
31:05Waise,
31:06Sameena ki condition kaise hai?
31:07Haan,
31:08labor room mein hain,
31:09bas dua karna,
31:10sab khairiyat se ho jaye.
31:12Acha suno,
31:13bachon ko school bhej de na,
31:14tumhe pata hai na,
31:15Umar zyada tang karta hai.
31:17Ji mujhe pata hai.
31:18Are haan,
31:19itne arse tumne hi
31:20toh sambhal raha hai bachon ko,
31:21main toh bhuli gayi thi.
31:22Aap vilkul bhi parishan mat ho,
31:24main sab kuch sambhal loongi
31:25yahaan par.
31:27Haan,
31:28Jamaal ko toh maine ghar bhej diye hain,
31:29saari raat ke jaagey hai thi,
31:30maine kaha thakye hain hain,
31:31thoda dir aaraam kar lenge.
31:32Phir dukaan bhi jaana tha unko.
31:34Bas tum,
31:35dua karna ke,
31:36sab khairiyat se ho jaye.
31:37Khuda hafiz.
31:38Oh.
31:47Excuse me?
31:56Yes.
32:17Mubarak ho,
32:18beta hua hai.
32:19Anna.
32:20Acha?
32:22Mubarak ho beta.
32:23Amma,
32:24aapko bhi bohot bohot bohot mubarak.
32:25Aarey,
32:26tu bahut shukri hai,
32:27aap tehna ke,
32:28tune mujhe daadi banaate hain.
32:29Anna ke kaam hai,
32:30bas.
32:31Arey,
32:32bhai,
32:33is khaali bhuli mubarak maad
32:34dite raoge,
32:35yeh mithai bhi khilaoge.
32:36Jao,
32:37ek tokhra leka rao,
32:38mithai ka.
32:39Arey,
32:40ek tokhra kyu,
32:41bhaaji.
32:42Dua tokhre aayenge,
32:43ek aapke saath jaayega,
32:44aur ek poore mahalya mein
32:45baatenge.
32:46Arey,
32:47toh jaana,
32:48jaldi se leya.
32:49Haan,
32:50haan,
32:51abhi kya?
32:52Arey,
32:53haan,
32:54chalo phir.
32:55Arey,
32:56balke main toh bacche ki tasveer
32:57hi nahi liye.
32:58Aisa karte hu,
32:59tasveer khiske bhej deti hu.
33:00Arey,
33:01haan,
33:02jaake uski jaldi se tasveer kyu.
33:03Kahe aisa nao,
33:04koi baccha hi badal de.
33:05Arey,
33:06amma.
33:07Aur haan,
33:08apni maujood gi mein
33:09haath pe stikal langwaal.
33:10Arey,
33:11amma rehne do,
33:12tum bhi fuzool baate karte hu.
33:13Arey,
33:14haan.
33:15Allah khair,
33:16pharein.
33:24Assalam o alaikum.
33:25Chalo,
33:26shabash,
33:27uth jao.
33:28Umar,
33:29Umar,
33:30Umar,
33:31chalo,
33:32uth jao.
33:33School jaana hai.
33:34Aajao,
33:35jaldi se tiyar ho jayenge na.
33:36Bata hai,
33:37aapke liye maine
33:38aapke favourite french toast
33:39banaya hai.
33:40Shaachi,
33:41ammi kaha hai?
33:42Ammi toh
33:43nani ki ghar gahenge.
33:44Nani ki ghar kyu?
33:45Kyuki,
33:46waha pe
33:47tumhara
33:48pyara sa
33:49nunna sa
33:50chota sa
33:51karta nani
33:52chota sa
33:53karta naya.
33:54Shaachi,
33:55hum bhi usse
33:56mile chale hain?
33:57Haan,
33:58jaa toh sakte.
33:59Lekin pehle toh
34:00tum school jaoge.
34:01Hain na?
34:02Tum jaldi se
34:03tiyar ho jao,
34:04school jao,
34:05aur phir jab
34:06wapas aaoge na,
34:07phir chalenge.
34:08Chalo,
34:09shabash.
34:10Suno,
34:11Ambar,
34:12thodi iski madad
34:13kar dena
34:14tiyar karne main,
34:15main kitchen mein
34:16jaa rahe hoon.
34:17Thek hai?
34:18Bas,
34:19um,
34:21Assalam-o-Alaikum.
34:22Walaikum-as-salam.
34:25Bhabhi,
34:26aap rehne de,
34:27main kar loongi yeh.
34:28Arre nahi nahi,
34:29tumhara haath pataungi
34:30toh jaldi nimat
34:31jaayega na kaam.
34:32Arre,
34:33koi baat nahi hai.
34:34Bhabhi,
34:35rehne de na,
34:36main kar lete.
34:37Farhat,
34:38kya ho gaya?
34:42Bhabhi,
34:43main sach mein
34:44kar loongi,
34:45aap jaan lete.
34:46Kya ho gaya,
34:47Farhat?
34:51Indeed.
35:06Shemaal beta,
35:07tum chodha araam kar lete,
35:08neen poori kar lete?
35:10Ko baat kochish ki yeh,
35:11lekin aadat se pad gaya
35:12soobah uthne ki.
35:14Main khaain,
35:15mein tahjjud ke waqt aaya ho,
35:16tum hospital se wapas.
35:17Jai puppyo.
35:20Why aren't you eating?
35:23I'll eat french toast.
35:25And here's your french toast.
35:28Wow! You're getting a lot of tantrums because mom's not around.
35:33Yes, why not? And today's food will be of Oman's choice.
35:39Tell me, what will you eat?
35:41So will you cook?
35:43I thought I'd take a day off from the boutique today.
35:46Why should I? Azra isn't here.
35:48Why do you need a day off? I'm at home.
35:51No, you don't have to bother.
35:54I have to take care of the kids.
35:56Azra can't do anything that I can't.
36:00Why don't you ask Saira to take a day off?
36:04Besides, going to the boutique is the same thing.
36:09No, it's not like that.
36:12How do you like it?
36:14It's very nice.
36:15I'll buy it for you.
36:19Saira, get up.
36:22It's morning.
36:24What is it?
36:25I didn't give you a day off so that you can sleep all day.
36:27Get up. I have a lot of work.
36:29Farhat is doing his job. Why are you waking me up?
36:32Farhat is doing his job. I have to tell you something else.
36:35Get up.
36:36Mom, you don't even let me sleep.
36:38Come on, get up.
36:45Get up.
36:48Come on, tell me.
36:55Uncle, go and finish your work.
37:10Hello.
37:11Hello. How are you, son?
37:15I was saying, won't you come to buy food?
37:17No, I'll eat at the shop.
37:20In fact, I'll buy it from the market. Don't bother.
37:22No, I'm not talking about the shop.
37:25I'm talking about the hospital.
37:28Hospital?
37:29Yes.
37:30You have to take food with you.
37:31It's our duty to take food with us.
37:33That's why I'm saying.
37:37Okay, I'll come.
37:38Yes, you come. I'll cook it.
37:40Okay?
37:41Let's go.
37:44Okay.
37:49Where did all this go?
37:55We'll see.

Recommended