• 10 hours ago
#bilawalbhutto #nationalassembly #ConstitutionalAmendmentsBill #constitutionalamendments #constitutionalamendment #breakingnews #fazalurrehman #nawazsharif #shehbazsharif

Bilawal Bhutto Reciting Quran in National Assembly | Constitutional Amendments Bill | Breaking News
Transcript
00:00Allah ta'ala ne firmaya hai ki wa tu izu man tasha, wa tu zilu man tasha aur jitna
00:12humne apna parliament ka izzit rakha hai, apna dastoor ka izzit rakha hai, is ayin
00:21saazi ka amal ki izzit rakha hai, to usme bhi sabse bara kirdar Moulana Fazl Rehman
00:28sahab.
00:34Ja tak is ayin saazi ki baat hai, main yeh bhi kehna chahunga ki janaab-e-speaker mere
00:43liye agar main Quran Pak ke baad kisi kitab ko maanta hu, to wo Pakistan ki dastoor hai,
01:01Pakistan ki ayin hai, hamara Islami Wifaqi Jumhuri 1973 ki constitution hai.
01:131973 ki constitution ke waqt main yaad dilwana chahunga ki unzamano mein bhi Jamaat-e-Ulema
01:24Islam un benches pe baithe the aur Pakistan People's Party un benches pe baithe the.
01:31Unzamano mein bhi siyasi ikhtalaf tha aur rooj pe tha, agar aaj kal ki siyasatan, aaj kal
01:42Pakistan ki awam samjhte hain ki jo Wazir-e-Azam sahab aur aaj ka Qaides-e-Ikhtalaf ke darmian
01:51ikhtalaf, siyasi jo polarization hua hai, wo koi rooj pe hai, to yaad rakna chahiye
02:03ki jab Qaides-e-Awam shaheed Zulfiqar Ali Bhutto is mulk ka Wazir-e-Azam tha aur Jamaat-e-Ulema
02:12Islam ke Qaides-e-Ikhtalaf tha, to tab bhi hamara siyasi ikhtalaf, nazriyati ikhtalaf
02:20aur rooj pe tha, magar jab Pakistan ki baat aati thi, jamhuriyat ki baat aati thi, aayin
02:30saazi ki baat aati thi, to hum saare ikhtalafat hool ke ek maze pe baithe ke ittifaq kaim karke
02:40par zameen bay aayin ko apna aayin dilwaya tha.
02:50Humne 18e Tarbeem ke waqt, us daur ki siyasi halaat ke mataabik, siyasi ittifaq-e-raay
03:02peyda karke, taarikhi aayin saazi karke, jo hamara aayin me tamam kaal-e-qawaneen the
03:12aamir ke dale huye, judge sahibaan ki ajazat ke saath, wo tamam kaal-e-qawaneen ko humne
03:21apna aayin se nikalwa diye, aur tab bhi wo taarikhi kaam tha.
03:28Aaj ka daur ka apna siyasi halaat hai, apna siyasi ground realities hai, jo political
03:39space Pakistan ki siyasat me aaj siyasi jamaaton ke liye maujood hai, jitna aaj wo siyasi space
03:47tang hai, utna 2008 me nahi tha, utna 1973 me nahi tha.
03:53Lekin siyasatdaan ke imtahan hi yeh hi hota hai, ki jitna aapko space milta hai, aap us
04:00space pe kitna khel sakte ho.
04:03Aur main samajhta hu ke maujooda siyasi surat-e-haal, jab political polarization aur political
04:13partisanship ka jo halaat hai, wo aapke saamne hai.
04:19Jab aamtor pe yeh taasur diya jaata hai, ki Pakistan ki siyasatdaan ek doosre ke haath
04:29tak nahi malane ke liye tayaar hai, jahan hukumat, hukumat ke aithahadi, opposition
04:38ki jo largest party hai, unse hamara waikada raapta waise itna zyada nahi hota.
04:48Is halaat me jitna ittafaak-e-raay peyda ho sakta tha, mumkin tha, wo ittafaak-e-raay,
04:59humne hasil karke 26th aayini tirmim ki shakal mein, aaj hum Inshallah-e-Taala National Assembly
05:07se pass karne jaa rahe hain.
05:10Yeh beshak, hamare doos Qaide-e-Isb-e-Iqtilaaf aur jo opposition parties hai, wo is bill
05:21ko vote nahi de rahe hain.
05:25Yeh bhi inka haq hai.
05:27Magar mein samjhta hu ki yeh hukumati bill se zyada, yeh hukumati bill se zyada, isme
05:36jo points hai, hukumat ke ya matlab hukumati jamaat Muslim League Nawaz ke sabse kam nukaat
05:45hunge.
05:47Isme sabse zyada, agar points hai, toh wo Pakistan People's Party, JUI aur 99.99% jo
06:05aitraazat PTI ke the, wo nikaal ke vote nahi de, content toh Janab-e-Speaker, jitna close
06:17to consensus ho sakta tha, wo hai.
06:21Aur main samjhta hu ki yeh siyasat ki fatah hai, yeh jumuriyat ki fatah hai, yeh siyasi
06:31matu ka fatah hai, aur hamare bhai, wo de ya na de, yeh inka bhi siyasi kaamyabi hai.
06:44Janab-e-Speaker, main Pakistan ki awam ke liye, thoda samjhana chahunga, ki hum kitna bada
06:56kaam karne ja rahe hain.

Recommended