#LocalGovernment #constitutionalamendment #LGAmendmentBill #aitrazhai #aniqanisar #pmlngovt #mqmpakistan #ppp #pmlngovt #nasirhussainshah #bilawalbhutto
Article 140-A, Amendment in the Local Government System, PPP's opinion ? Nasir Hussain shah Reveals
Article 140-A, Amendment in the Local Government System, PPP's opinion ? Nasir Hussain shah Reveals
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Shah saab, abhi doctor saab firma rahe the Pakistan People's Party ki kal mulaqat hai
00:06Article 140A, yaani Local Bodies ke hawale se tarmeem pe.
00:11Aur wo keh rahe hai PMLN ne commitment de diye, ki 140A ke andar tarmeem ki jaayegi.
00:17Pakistan People's Party ka bhi wo keh rahe the ki Bilawal Bhutto Zardari sahab ko kisi
00:21zamana me dikhaya tha, toh unhone isko bada saraha tha.
00:24Sarahane me aur tarmeem ki commitment karne me fark hai.
00:27Pakistan People's Party ka ispe kya stance hai?
00:31Bismillahir Rahmanir Rahim, Allahumma salli ala Muhammad wa ala Muhammad.
00:37Dekhein hum bilkul chaah bhi rahe hain aur humne ba-iqtiyar kiya bhi hai baldiyati idaron
00:44ko.
00:45Agar aap comparison karein poore mulk mein, toh sirf Sindh mein, aapko ye idare kadre
00:54ba-iqtiyar nazar aayenge.
00:56In ke mukabale mein Balochistan mein bhi abhi itne iqtiyaraat nahin diye gaye.
01:00Haaliya dino mein chairman sahab ne CM se kaha hai Balochistan se ki wahan pe idaron
01:06ko ba-iqtiyar kiya jaye.
01:08Jab wo gaye the Quetta toh unki tamam jo chairman aur mayor the unse mulaqat bhi hui
01:14thi.
01:15Punjab mein abhi tak elections nahin ho rahe.
01:19KP mein jo idarein hain wo bilkul ba-iqtiyar hain aur wo aaye din wahan ke jo chairman
01:25ya jo mayor hain ya jo bhi wahan ke log hain wo ihtijaj karte hain aapko nazar aate hain.
01:32Sirf Sindh mein kadre inko baitar iqtiyaraat diye gaye hain lekin inko mazeed iqtiyaraat
01:39dene ki zarurat hain aur chairman sahab ne kaha hain humne kanun saazi bhi kiye hain
01:44aur jo usme kuch mazeed rehti hain cheezein unko bhi baitar kiya jayega.
01:49Shah sahab waise yeh local body ke election mein MQM versus People's Party jiss sareeke
01:54se hua tha and then JI versus People's Party uske indra aisa mehsoos hota hai ki abhi bohot
01:59saare lagunas hain jo ke Sindh ke andar bhi local bodies ke hawale se fill up karne hain
02:03aapne kahe kadre baitar toh I agree kadre baitar hain lekin bohot baitar nahin hain
02:07bohot saari iske indar space hain.
02:10Doctor sahab firma rahe hain ki Pakistan People's Party bhi on board hogi is this correct?
02:14Aur wo ek aur cheez badi interesting firma rahe the ke shayad People's Party yeh kahegi
02:19ke 26 me ayani tarmeem mein aap support karein 27 me ayani tarmeem article 148 ki uske andar
02:24hum support karenge.
02:26Kya yeh baat ya unki jo yeh pre-emptive thought hai?
02:30Kya yeh durst hai ya nahi?
02:33Farooq Sattar sahab mere mautram hain aur bade zeerak politician hain aur senior hain
02:41kaafi.
02:42Wo istara ki baatein karte rahte hain.
02:45Lekin yeh koi give and take ka koi issue nahi hain.
02:48Balke hum khud chahate hain ki humare idare mazeed baa ikhtiyar hun.
02:52Lekin dekhe usme bohot saari issues hain.
02:57Iss waqt agar poore subah ki baat agar aap karte hain toh bade mukableh bhi hua,
03:03sab kuch hua.
03:04Lekin iss waqt jitne mayor hain poore subah mein wo Pakistan People's Party ke hain.
03:10District Councils ke jitne chairman hain wo People's Party ke hain.
03:14Lekin muhtalif towns municipal corporations jo hain wo zarur kuch hain jo kuch PTI supported
03:22logon ke paas hain, kuch Jamaat-e-Islami ke paas hain.
03:25MQM ne toh zayir hain usme hisa nahi liya tha.
03:28Toh yeh hai aur humne apne logon ko kaise baa ikhtiyar nahi karenge.
03:33Balke pehle bhi jab yahan pe mayor the mukhalif bhi the, MQM se bhi taluk rakhte the,
03:40toh unko bhi kaafi ikhtiyarat the.
03:42Balke aapko yaad hoga ki jab PTI ne tamaam Punjab ke jo us waqt ke mayor the,
03:49chairman the unko mautil kar diya tha.
03:52Toh hum par bhi bada pressure pada tha ki ji aap Karachi aapka capital hai,
03:57subah ka aur wahan pe mayor agar MQM ka hai,
04:01toh agar wafaqi hukumat apne mukhalif mayor jo hain unko mautil karti hai,
04:07toh aap kyun nahi karte aur administrator lagate,
04:10lekin chairman Bilawal sahab ne yeh baat nahi maani.
04:13Kab MQM ne pehle yeh shikaayat daroor karte the,
04:15ki humare haath baan diya gaye,
04:17chahe hum log udhar as local government ke memoraan hum log lage rahe hain,
04:22representatives ke taur par lage rahe hain,
04:24lekin humare haath baan diya gaye,
04:25hume support nahi ki gaye,
04:26Karachi ko fund nahi diya gaya,
04:27Karachi ko support nahi kiya gaya.
04:28So ek yeh shikaayat toh MQM ki thi,
04:30lekin us time par Dr. Farooq Sattar ek aur baat firma kar gaye,
04:33aur wo kaike gaye hai,
04:34kab tak Pakistan People's Party,
04:36party ladkana ke sakar ke,
04:38naujawanon ki awaaz dabati rahe gi,
04:40local bodies ke hawaale se,
04:42toh yeh bhi ek alzaam ke taur par dekhe.
04:46Dekhein wo ek political statement hai unki,
04:50wo istara ki karte rahete hain,
04:52People's Party hi toh hai,
04:54jo logon ki awaaz banti hai,
04:56kisne shahoor diya tha logon ko,
04:58Bhutto sahab ne,
04:59aur wo hammesha BB Shaheed ne,
05:01phir President Asif Ali Zardari aur Chairman Bilawal Bhutto baat karte hain,
05:06hum kaise yeh baat karenge,
05:09Despite that, Musharraf ke zamane me,
05:11local body government sabse zyada strong thi,
05:13Ekamir ke zamane me,
05:14jahan ke local body government ko,
05:16waise Jumboori zamane ke andar strong hona chahiye tha.
05:21Main aapko ek arz karun,
05:22main us tenure me,
05:25dono tenure,
05:27jo tha us time pe,
05:28dono tenure,
05:29apne district ka nazim raha hun,
05:32mujhe ilm hain ke wo kitna bai ikhtiyar tha,
05:35lekin wo sab kuch control democracy me aata hai,
05:39ki jab aap National Assembly na ho,
05:42Provincial Assemblies na ho,
05:44tab inko istara ki ikhtiyarat diye gaye the,
05:49koshish ki gayi thi,
05:50lekin main aapko bataun ki,
05:52jab istara ki idare bilkul hote hain,
05:55azaad hote hain,
05:57toh uska shakhsana humne bhukta hai,
05:59yahan pe Karachi me yeh jitni issues aate hain,
06:02wo kyun aate hain,
06:03kyun jitne naale hain unko illegally taur pe,
06:07legalize karke,
06:08encroach karha diya gaya,
06:10aur bahut saare istara ki issues hain,
06:12jo saamne aaye the,
06:13toh kuch na kuch check aur balance,
06:15Federal ya Provincial Governments ka hona chahiye,
06:19ab yeh jistara ki baatein ki jaati hain,
06:24aur jo kuch kaha jaata hai,
06:26wo munasib nahin hain,
06:27ikhtiyarat hone chahiye,
06:29Municipal Services hain,
06:31wo mukamal taur pe bai ikhtiyar hain,
06:33jo humare Mayor hain,
06:34isi tarah ab agar yeh Provincial Departments bhi mangenge,
06:38jinki karkardegi bhi buri tarah mutasir hui thi,
06:41kyunki main isliye aap se keh raha hun,
06:43ke main khud nazim raha hun,
06:45aur bada bai ikhtiyar nazim raha hun,
06:47So, Shah sahab,
06:48let me try to understand what you're saying,
06:50kya aap yeh keh rahe hain,
06:51local body government manzoor,
06:52lekin maadir padar aazadi manzoor nahin,
06:54so local body pe Government,
06:56Provincial Government checks and balances,
06:59toh wo aasar andaaz nahin hoga yeh Shah sahab,
07:01toh wo aazadi toh nahin hoyi phir,
07:03grass root level ki democracy toh nahin hoyi,
07:05dekhe nahin aazadi,
07:06sun le na,
07:07har kisi ke apna domain hain,
07:09agar hum abhi jaa ke shuru kardein,
07:12Provincial Governments jo hain,
07:14wo apne digar mamalik se baith ke,
07:17jis tarah bhi KP ke CM sahab ne badak maari hui hain,
07:20ke jee main Afghanistan se khud hi mamla durz karunga,
07:24toh aaya kya aayin me,
07:26iski ijazat hain,
07:27limitations hoti hain,
07:29ek Federal Government ka domain hain,
07:31ek Provincial Governments ka domain hain,
07:33phir yeh third tier ka domain aajaata hain,
07:35toh yeh istara ki baatein nahin hoti hain,
07:37naare lagane ke liye,
07:39political statement ke liye,
07:41point scoring karne ke liye,
07:43toh hum keh sakte hain,
07:44lekin haqeeqat jo hain,
07:45wo uske baraqs hain,
07:47aur har kisi ka apna ek check and balance hona chahiye,