• last week
Unraveling the Mysteries Hidden from Allah | Molana Tariq Jameel | DOTGroups
اللہ سے چھپے اسرار کو کھولنا | مولانا طارق جمیل صاحب
अल्लाह से छुपे रहस्यों को उजागर करना | मोलाना तारिक जमील | डॉट समूह

In this thought-provoking video, “Unraveling the Mysteries Hidden from Allah,” Molana Tariq Jameel takes us on a spiritual journey to explore profound questions and hidden meanings within our faith. Join us as he discusses the concept of unforgivable sins, including blasphemy against the Holy Spirit, and how to purify our hearts away from sin.

Have you ever wondered, “Have I committed the unforgivable sin?” or pondered when the Quran was revealed? Molana Tariq Jameel sheds light on these questions, unlocking the secrets of the Quran and revealing the scientific miracles in the Quran that reinforce our belief in Allah.

This bayan offers insights into how we can seal our hearts from negativity and embrace a path of faith and understanding. Don't miss out on this enlightening discussion!

**Subscribe to Tariq Jameel Official for more inspiring content!**

Engage with us in the comments below and share your thoughts on the messages shared in this video!

Watched all videos, Like and subscribed my channel also forward to your family and friends groups please !!!!!
برائے مہربانی تمام ویڈیوز دیکھیں، میرے چینل کو لائک اور سبسکرائب کریں اور اپنے خاندان اور فرائنڈ گروپس کو بھی بھیجیں

Ensure to follow us on our social media channels for more updates and exclusive content:
- Subscribe Channel YouTube: https://youtube.com/@peshuree1
- Follow Facebook: https://www.facebook.com/waqasahmadpak
- Follow Ticktok: www.ticktok.com/@peshuree1
- Follow Blogspot: https://dotgroups.blogspot.com

#Allah #MolanaTariqJameel #TariqJameel #Mysteries #ScientificMiracles #UnforgivableSin #Quran #Dua #Bayan #SpiritualJourney #Faith #Islam

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Allah is the one who nurtures.
00:02And we say that not only one thing is being nurtured.
00:05Life, son, water, sea, air, space, air.
00:08There are many.
00:09Everything.
00:10The time when something is needed,
00:13to nurture it and then to raise it.
00:15That is what we call.
00:17Millions of mothers have given birth to children.
00:19In different diseases.
00:20Some have heart disease.
00:21Some have heart disease.
00:22Some have eye disease.
00:23Some have finger disease.
00:24Some have leg disease.
00:25Some have knee disease.
00:26Some have eye disease.
00:27Spread this.
00:28Millions of children are being born.
00:30They all have different ways of upbringing.
00:34At the same time.
00:35Millions and millions of sheep and goats have children.
00:39And the Pandavas have children.
00:41And then.
00:42The mothers of the tribes are pollinating each other.
00:45Keep an eye on everyone.
00:47If I look here, I can't see this.
00:49If I look here, I can't see this.
00:51If I look up, I can't see you.
00:53If I look at you, I can't see behind.
00:55And my Lord says.
00:56Your God does not abase you from your God's command.
01:01Your God looks at the bottom of the sea.
01:03He also looks to the midst of the sky.
01:05He is not in deviation from the East by looking at the West.
01:06By looking at the North, he is notτό be aware of the South.
01:08The angels do not avoid the people.
01:10For the angels.
01:12Not aware of the fledgling-men.
01:13With regard to the leads not aware of the flying one.
01:15The ones who fly are not in the deviant's eyes.
01:17Allah has no promise on the snake.
01:19First.
01:20First of all.
01:21We must remember this.
01:23That the government will not bring Islamic banking.
01:25Islamic banking, aap laayenge, apne zain ko change karein, ki mera Rabb Allah hai, inna
01:30Rabbakum Allah, tumhara Rabb kaun hai, Allah kaun hai, Allaghi khalaqat samawati wal arda
01:36fee sista ayaam, thumma sawa alal arsh, jizna 6 dinne zameen asman aaye, phir arsh pe yastawa
01:42kiya, yughshil laylan nahar, din aakhirat keechay keechay, aur yatlughu hafeefa, un dono ke
01:47daud lagayee hai, ash shamsa wal khamra wal nujum, musakharatim bi amr, surat chaan, sitari,
01:51sayyari uskitabi, ala laghul khalqa wal amr, sunnul rahmatullahi wa barakatuhu, alhamdulillahi
01:59allathee kataba al aakhar, wa nasakha al aajal, wal qulubu indahu mufughiya, wa sirru indahu
02:07alaniya, al halalu ma ahal, wal haramu ma haram, wal dinu ma shar'a, wal amru ma qadha,
02:16al khalqo khalqoh, wal abduh abduh, wa huwa allahu al ra'uf al rahim, wa ashhadu an la
02:22ilaha illa allahu wahdahu la sharika lah, ahadan samad, lam yatakhil sahibatan wala
02:28walad, wa ashhadu anna sayyidana wa maulana muhammadan, abduhu wa rasuluhu, arsalahu bil
02:35haqq basheeran wa nadheeran, wa da'iyan ila Allah bi iznihi wa sirajan wa neeran, salallahu
02:41alayhi wa ala alihi wa ala ashabihi, wa baraka wa sallama tasliman kateeran kateera, amma
02:48ba'd, fa a'udhu billahi minash shaitanir rajim, bismillahir rahmanir rahim, wa ma min da'abatin
02:56fil ardi illa ala Allahi riswaha, wa ya'lun mustaqarraha wa mustawda'aha, wa kullun fi
03:02kitabin mubeen. Wa qal al-nabiyu sallallahu wa ta'ala alayhi wa sallam, ala ma inna laftham
03:11namdan lam tamuta hatta tastaqmila riswaha, fa ajmilu fit talabi wa taqullaha, wa la yuhmilannahum
03:19istibta'u al-risw, ala am tatlubuhu bimaasiyati Allah, fa innahu la yudraku maa inda Allahi
03:26illa bita'atihi. Wa qal al-nabiyu sallallahu wa ta'ala alayhi wa sallam, man talabat dunya
03:32halalan, sa'yan ala ahlihi, ta'attufan ala jarihi, istihfafan ala almas'ala, laqiyallaha
03:40ta'ala yawma alqiyama, wa bajhuhu mithul qamar, laylat al-badr. Wa qal al-nabiyu sallallahu
03:46wa ta'ala alayhi wa sallam, man amsa kalam bi'amali yadihi, amsa maghfurallahu, wa wa
03:53qal al-nabiyu sallallahu wa ta'ala alayhi wa sallam.
03:58Mera muhtarim bhaiyo wa dosto, har insaan ka ik saancha hota hai soch ka, jis mein dhal
04:07ke wo chalta hai, jis ko Quran mein yu bayan kaya, khul kullu ya'malu ala shakilat, fa
04:15rabbukum a'lamu biman huwa ahda sabeela. Sab karo jo karna chahate ho, ala shakilat
04:23hai, jo tumne apni soch ka ik saancha banaya hai, jo tumne apni tarjihaat ko kaim kiya
04:29hai, jo tumne apni sochon ko muhkum kiya hai, karo, karona. Lekin la tahsabannallaha ghafilan
04:37a'ma ya'malut wa'lamu, yeh bhuliyau ke main ghafilan, la ya'zuman rabbika min mithqaal
04:43dhaqwa, dhaqwa, eek dhaqwa ke barabar, tere rabb se koi cheez bushida nahi, sawa'u minkum
04:50man asarral qaww, man ja'al bihi, man huwa mustaqfim bil layli, wa saaribum bin nahaar
04:56qullu. Mera allaha ghafila, zor se bolu, sargoshiun mein bolu, fa inna huwa ya'lamu
05:03sirra wa akhfa surat Tauha se tishqa. Sirr kahte hain sargoshi karna, aur akhfa hai
05:09ki dil bol raha hai, zabaan khamos hai. Zabaan pe kuch nahi aara, aadmi apni dil se
05:15baatein kar raha hai. Yeh wo baatein jo uske kaan nahi sunte, uska damaag masoos karta
05:19hai. Tumera Allah ta'ala firmaatein ka main to wo bhi suha hota huwa. Tum usse kaan chhutoke?
05:24Aynal mafarwa? Kitar baag hoke? Kaan laoke? Qalla la wazaq, ila rabbika yawmi dhinil
05:30mustaqal. Tume lodke mere saamne hi aana hai. Fa yunabbalu insaanu bima paddamu wa akhar.
05:35Us din saara tumara paper kari haath mein pakda doonga. Iqra kitabat. Pardh le bhai.
05:40Kafawi nafsikal yawma alayka haseeba. Tere hisaab ko walat hote hain, mera hisaab walat
05:45hoi nahi. Toh yeh chawani athane hui likshaddi hai. Bikho. Toh us saanchi ko jab tak na badla
05:53jaye, ghalat se sahi ki tarah, tabdili nahi aate. Aur dande se isko badla nahi jaa sakta.
06:03Ke nabi Allah ne bheje, aksar fukara, aur aksar mashakaton mein zindagi bita gaye.
06:12Toh agar Allah deen ko taqas se nafas karta toh, saath ek farishton kalashkar bheje,
06:17toh chalo. Toh isse insaan chalta nahi hai. Mene central model school Punjab mein 70s
06:26mein, bahut ala darje ka school tha. Main wahan padha wana, matric wahan kiya hai.
06:31Hostel se the, saare zameedaron ke ladke the. Toh yeh kamare warden aa gaye, talib sahab
06:35rahnatullah. Toh namazi the, dono mein namaz pehwandi laga the. Haziri hoti the. Kamare
06:41PT bansab se Abdullah sahab, wo haziri laga the. Fir namaz hoti the. Toh ab kai dev wudhu
06:46padhte the. Aur kai wudhu pe saath padhte the. Aur ek lafa aisa hua ke Isha ji namaz ho rahi
06:54the. Sardiyon ke din the. Toh main sabse aakhar mein kharo. Mere barabar koi bhi nahi. Toh
07:00mera roommate aaya. Javed, Allah uski bakshah sharma hai, faut ho gaye. Javed nazir. Mere
07:05paas aaya. Usne namaz ki niyat shuru ki. Chaar ghaqaat-e-namaz, farz-e-wasti, talib-e-Hussain
07:10de. Allahu Akbar. Aisa Islam aaye raha hai. Jaise aapke president kah rahe the na, ki
07:17assembly paas karein aur haqomat paas karein. Haqomat ka kaam nahi hai. Sood haqomat nahi
07:22khatam kar sakti. Aap log khatam karo. Haqomat toh shuru se haqomat ki ghulam hota.
07:28Pehli sadeed poori nahi hui. Hussain jaisi hasti ko zaba karta. Ya Allah. Haqomat be
07:36ulad hoti hai. La mazab hoti hai. Uska na koi mazab hota hai, na uska koi ulad hota hai,
07:40illa mashallah. Kuch bade ache log bhi aaye. Koi shak nahi ismein. Lekin haqomat be ulad
07:44hoti hai, la mazab hoti hai. Uska deen haqomat hota hai. Abhi 61 Hijri, yani hamare nabi
07:51ko gaye hua. 51 saal hua hai. Koi Hijri se shuruwa saal. 51 saal tha aur mere nabi ki
07:59nasal zaba kar di gayi. Hukumrano mein ki hai. Toh shakila jo hota hai, soch ka ek hala.
08:07Usse todne ke liye zaati mehnat karne padti hai. Meri mehnat se aapki soch nahi badal sakti.
08:14Aur usmein sabse pehli cheez jis par sare Islam ki imarat khadi hogi. Sood toh waap
08:20afri ki cheez hi. Woh hai Allah ke Rab hone ka yaqeen. Ke Allah Rab hai. Allah paalne wala hai.
08:31Hum school se nikle toh government college chali gaye. Woh bohot badi uskot idara tha ho.
08:41Wahan se aachanak mujhe mera dost teen din ke liye le liya. Toh meri direction hi taddeel
08:47ho gayi. Aaj uski toh pehla aapke saamne padho. Toh main ek dafa New Hostel apne doston se,
08:52Iqbal Hostel college ke andar hai, New Hostel bahar road par hai. Main apne doston se,
08:58school fellows se, college fellows se milne gaye. Toh canteen ke bahar kursiyon par hun
09:03batawe the aur ek hamara dost toh K.E. mein usko admission mil gaya tha. Woh mera saamne
09:08badho. Toh mujhe kahte hai, ki kar rahe hain? Main akar main madar se badh rahe hain.
09:16Mujhe kahte hai, roti ke toh khaane ka? Main akar roti Allah de wae hain.
09:22Allah utto se de wae hain. Usko pata hai meri background, hum 5 saal kathe hai.
09:28In mein kisi fakir ghar se nahi hoon. Usko saro pata hai. Lekin ek shakil hai,
09:33ki yeh soch ek supad gayi hai, ki deen par chalne se toh agal bhi chali jaate hai.
09:40Toh maine maza karne pooje, tu kithu khaane ka? Toh aise take laga ke baitha hota kursi ke saal.
09:46Mujhe kahte hai, main Dr. Bonvoye hain. Isko shakila kahte hai. Uske andar samaya hua hai,
09:53ki yeh aalim maulvi banega, toh iske toh roti koi pooshne waal. Mere apne waled, mere chachi,
10:00sari jute utha ke padhe uthte hai. Toh maulvi banda pe hai, toh bukha marja muna hai,
10:04toh kahane puchhna koi nahi. Yeh baatein wo karte hai.
10:08Toh shakila ko jo todta hai, wo la ilaha illa Allah ka yaqeen hai,
10:13aur Allah ke Rab hone ka, inna Rabbukum. Allah ne Rab ki takraar ki hai.
10:17Pehli surat alhamdulillah hai, bolo, Rabbil Aala.
10:24Rukoo mein gaye, subhana, Rabbil Aala. Rukoo se uthe, Rabbana lakal hamna.
10:29Sajda mein gaye, subhana, Rabbil Aala. Fir sajda kia, subhana, Rabbil Aala.
10:35Quran ko shuru kia, Rabbil Aalameen se, aur Quran ko khatam kia,
10:39qul aghoo bi Rabbil Naas, Malikil Naas, Ilahil Naas.
10:43Rab se shuru karke, Rab par Quran ko khatam kia.
10:46Ek ghair Muslim ko dhoka lagega, Tauheed mein.
10:49Wo kabhi pattharon ko poojega, kabhi drakhton ko poojega,
10:52apni haathon se buth bana ke, uske aage haath jod ke beta hoga.
10:55Koi nabiyon ko Allah ka beta bana dega.
10:58To ghair Muslim ko dhoka lagega, Tauheed ka.
11:00Aur Musalman ko dhoka lagega, Rabb hone ka.
11:04Roti ke toh khaadiye, karwar ke mein kariye, sood toh agair ke mein kariye.
11:07Toh Allah ne hamare liye Quran utarka, Rabbil Aalameen.
11:11Pehle apni saanche par zarb laga, ki paanwala Allah hai.
11:16Aur Rabb kisi kate hai, ki haar koi ek cheez toh nahi paanwa.
11:20Jaamdaar, bejaam, tariayi, samandari, hawai, khalai, fawai, bishumar hai.
11:25Haar cheez ke ho, jis waqt mein jis cheez ki zaroorat hai,
11:31usse muhaiya karna aur par uski parwarish karna, usse Rabb kate hai.
11:36Karodon maaun ke peht mein bache, mukhtarif marhale mein,
11:40kahin nutfa banla hai, kahin dil banla hai, kahin aankhen banla hai,
11:43kahin ungliyan banla hai, kahin paun banla hai, kahin ghatna banla hai,
11:46kahin aatein banla hai, isko zara phaila hai.
11:49Ek mere pehda hone ke saath, karodon bache pehda ho rahe hain.
11:53Un sab ke alag alag tarbiyat ke marahe hain, parwarish ke marahe hain.
11:59Ussi waqt, karod haa karod, bakri, bhed ke peht mein bache parwarish ho rahe hain.
12:05Aur andon mein bache parwarish ho rahe hain.
12:08Aur phir, drakhton ke narmada hapas mein pollination ho rahi hai.
12:13Sabah par nazar rakhna,
12:16maine idhar dekha to yeh nazar nahi aa rahe hain,
12:19ab idhar dekha to yeh nazar nahi aa rahe hain,
12:21upar dekha to aap nazar nahi aa rahe hain,
12:24aap ko dekha to peeche nazar nahi aa rahe hain,
12:26aur mera Rab kehta hai,
12:28tera Rab la ya'zabu an Rabika main misqale gharra,
12:32la yaqfa'alallahi minhum shahid,
12:35tera Rab samandar ki tah mein bhi dekhta hai,
12:37asmaan ki wusaton mein bhi dekhta hai,
12:40sharq ko dekh ke gharb se ghafil nahin,
12:42shimal ko dekh ke janoob se ghafil nahin,
12:44paaniyon ki makhloog ko dekh ker jinnati makhloog se ghafil nahin,
12:48malaika ko dekh ker insano se ghafil nahin,
12:50insano ko dekh ker chaupayon se ghafil nahin,
12:52chaupayon ko dekh ker urne walon se ghafil nahin,
12:55urne walon ko dekh ker ringne walon se ghafil nahin,
12:57saab ke moon mein bhi nawala Allah hi daaqa hai,
13:00pehli hain humein yeh baat ziyan mein rakhiyega,
13:04ki hukumat nahi laayegi islami banking, aap laayenge,
13:09aap apne zayn ko change karke,
13:11ki mera Rab Allah hai,
13:14inna Rabbakumullah,
13:16tumhara Rab kaun hai, Allah kehta hai, Allah,
13:19Allah kaun hai,
13:20allabhi khalaqat samawat wal arda fi sitat-e-ayam,
13:24thumma stawa alal arsh,
13:26jizne chheh dinne zameen asmanai,
13:28phir arsh peh istawa kiya,
13:30yuqshil laylam nahar,
13:32din aage, raat peechin peechin,
13:34aur yutlubhu hafeefa,
13:36un dono ke daar lagayiye,
13:37ash shamsa wal qamara wal nujum,
13:39musakharatim bi amrah,
13:41surat chaan, sitare, sayyare, us kitabe,
13:44alaa lahul khalqu wal amr.

Recommended