FairyTales_High cartoon story

  • last week
Like share and subscribe my channel

Category

😹
Fun
Transcript
00:00GANDHE JEEV
00:06Ek samay ki baat hai,
00:08Jangal mein, kutiya mein,
00:12Marko apni patni
00:14Moony ke saath raheta tha.
00:16Unki do betiyan thi.
00:18Jaina, Marko ki beti,
00:20aur Clara, Moony ki beti.
00:22Jaina achhi aur sundar thi,
00:24jabki Clara buri
00:26aur kam sundar thi.
00:28Hala ki,
00:30jalan ke maare,
00:32Moony ko lagta tha,
00:34ke Clara sabse zyada sundar hai.
00:36Ek din, Marko,
00:38jangal mein lakdi kaatne ke liye,
00:40Jaina ko apne saath lekar gaya.
00:42Tez baarish ke bawajood,
00:44unhone din bhar mehnat ki.
00:46Jab tak wo ghar pahunche,
00:48wo bheed chuke the.
00:50Marko ko ahsaans hua,
00:52ke wo apni kulhadi
00:54jangal mein dhool aaya hai.
00:56Kya tum Clara ko laane ke liye kahogi?
00:58Jaina bheegi aur thag gayi hai.
01:00Nahi!
01:02Meri beti ko sardi lag jaayegi.
01:04Tumhari beti ja sakhi hai.
01:06Waise bhi wo bheegi hai.
01:08Thoda aur bheeg jaayegi
01:10toh kya ho jaayega?
01:12Marko jaanta tha,
01:14ke behas karne se koi faida nahi.
01:16Use pata tha,
01:18ke bolne ke baad bhi wo nahi maanegi.
01:20Wo Jaina ki taraf mura.
01:22Jaina, mujhe kehte hue bura lag raha hai,
01:24lekin mere ghutno mein dard hai,
01:26toh tumhe jaakar kulhadi ko laana hoga.
01:28Haan pitaaji, pata hai.
01:30Aap aaraam keejiye,
01:32mai jaakar kulhadi laati hu.
01:34Mujhe jaldi jaana jaaye.
01:36Namkeen paani ki wajah se
01:38kulhadi ki dhaar jaldi kharab ho jaayegi.
01:48Aakhir kaat,
01:50wo uss jagah par pahunji
01:52bhool gaye the.
01:54Kulhadi mili par hairani ki baat thi,
01:56ke teen chote kabootar
01:58uske handle par baithe the
02:00aur udas the.
02:02Tum sab yaha barish mein,
02:04kya kar rahe ho,
02:06mere nanhe nanhe kabootar?
02:08Apne ghosne mein wapas jaao.
02:10Pehle yeh kuch bread ke tukde khaalo,
02:12jo maine bacha kar rakhe the.
02:14Isse tumhe shakti milegi.
02:16Ghabrao mat nanhe kabootron,
02:18par mujhe ab chalna chahiye.
02:20If I don't reach home,
02:22my stepmother will scold me.
02:24Alvida!
02:26Jaana ne kulhadi uthai,
02:28aur ghar ki taraf chalne lagi.
02:30Issi beech,
02:32kabootron ko apne shakti
02:34wapas milgai.
02:36Wo teen kabootar
02:38uss ladki ki achhai ke liye
02:40abhaari the.
02:42Wo ek achhi ladki hai.
02:44Jab tak wo yaha nahi aayi thi,
02:46main toh apne pankh
02:48kuch pukh bani rahegi,
02:50jab tak wo se pehle rakhegi.
02:52Aur duniya ke sabse chote
02:54gane wale panchiyon ko
02:56un phoolon ke bhi behtne do.
02:58Haan,
03:00yeh ek achha idea hai.
03:06Marco ne apni beti ko
03:08itna sundar pehle kabhi nahi dekha.
03:10Is tarah ke kapde pehend kar
03:12baarish mein bahar jaana,
03:14kitni buri baat hai.
03:16Gusse mein phoolon ka sehra nikala
03:18aur usse klera ke sirr par rakh diya.
03:20Gulab murjha gaye aur kabootar
03:22khidki ke bahar udh gaye.
03:24Dekho yeh kitni bakwaas cheez thi.
03:26Ab khaana khao aur jaakar so jaao.
03:28Ab hua yun,
03:30ke agli shaam ko bhi,
03:32Marco jo din bhar mehnat kar raha tha,
03:34wo phir se apne kulhadi laana
03:36bhool gaya.
03:38Par is baar,
03:40Mooni khushi ke maare koodh padi
03:42aur usne apni beti ko jangal bheja.
03:44Aur meri beti lekar aayegi.
03:48Clara jangal gayi, kudkud aate hua.
03:52Kya bakwaas hai?
03:54Mujhe hi sab kuch kyu karna padta hai?
03:56Hath ho gayi yeh sab.
04:02Kaash mere baas wo sehra hota,
04:04lekin usse hasil karne ke liye
04:06mujhe mehnat nahi karni hai.
04:08Yakin nahi hora ke main
04:10is bekaar baarish mein chalte chalte aayi hun.
04:12Yeh gande jeev, chalo bhago yaha se.
04:16Teeno kabootar
04:18ek saath hi katha hue,
04:20aur us ladki se badla lene ki yojna banane lage.
04:22Badla lene ke liye
04:24hume kya karna chahiye?
04:26Hamare saath aaj tak koi aise pesh nahi aaya.
04:28Hume koi na koi raasta
04:30dhoona hoga, taaki hum us ladki ko
04:32sabak sikha sake.
04:34Mil gaya,
04:36wo zindagi bhar ke liye
04:38gande jeev ke alawa
04:40kuch nahi bol paayegi.
04:42Oh, tum kitne hoshyaar ho.
04:44Yeh toh bahut hi sahi rahega.
04:46Kabootro ne apne
04:48pankh bhad bhad aaye,
04:50aur khushi ke maare wo chillaye,
04:52kyuki unka jaadu Clara ki kismat
04:54aur zubaan dono ko badlne wala tha.
04:56Clara ghar aaye,
04:58aur wo gusse se bhari thi.
05:00Toh, tumhe wo sehra mila?
05:02Gande jeev.
05:04Mujhse is tarah baat mat karo,
05:06kya kehna chahti ho?
05:08Mujhse kya ho gaya?
05:10Tabhi Mooni ko ahsaas hua,
05:12ke kuch toh bura hua hai,
05:14aur wo gusse se Jaina ki taraf mudi.
05:16Tum badmaash ladki,
05:18mujhe pata hai yeh tumhara hi kaam hai.
05:20Mujhe batao, tumne iske saath kya kiya?
05:22Kuch nahi,
05:24aakhir hua kya hai?
05:26Main toh ghar par hi thi.
05:28Jhoot bolna band karo,
05:30aur mujhe sab sab sach batao.
05:32Nahi, aapko mera vishwas karna hoga,
05:34maa.
05:36Zaroor tumne hi kuch kiya hai.
05:38Mujhe achche se bata hai.
05:40Behas kaafi der tak chalti rahi,
05:42aur Jaina phoot phoot kar rohne lagi.
05:44Marko shehar se bahar gaya tha,
05:46aur Mooni ne usse
05:48bahot bura bhala kaha,
05:50aur usse ilzaam lagaya,
05:52aur usse badnaam kiya.
05:54Agle din,
05:56apne pita ki gair haazri me,
05:58Jaina kaam par gayi,
06:00aur usse dekhte hi kaboodro ne,
06:02phirse wo sehra uske sar par rakh diya.
06:04Waise hi uss bechari ki zindagi bekaar thi,
06:06ab toh battar ho gayi.
06:08Mooni ne usse taana maara,
06:10uss sehra ko dekh kar,
06:12wo aat baboola ho rahi thi.
06:14Zara dekho isse,
06:16aur iske sir par wo bakwaas sehra,
06:18isse lagta hai yeh bahot khaas hai.
06:20Gande jeeb!
06:22Yeh humari zindagi me bas ek bojh hai.
06:24Aisa kuch dino tak chalta raha.
06:26Ek din,
06:28jab raja ka beta
06:30jandal se guzar raha tha,
06:32yeh kuch panchiyon ko gaate suna,
06:34jo aam panchiyon se zyada surile the.
06:38Yeh kitni sundar hai.
06:40Zara suniye miss,
06:42kya main aapse baat kar sakta hoon?
06:44Hi! Kaun hai aap?
06:46Aur yeh gaate huve phoolon ka sehra
06:48kisne diya aapko?
06:50Main Jaina hoon.
06:52Main jandal ke kinare ek jhopde me rehti hoon.
06:54Yeh yaha kaise aaya?
06:56Mujhe iske baari me kuch nahi pata.
06:58Shahid in kaboodro ka taufa hoga,
07:00yeh kuch aaya tha.
07:02Rajkumar uske jawab se khush hua
07:04aur uski achhai se prabhavit.
07:06Tumhara dil saaf hai, Jaina.
07:08Kya tum mere saath mehel chalogi
07:10aur meri patni banogi?
07:12Yeh, yeh mera saubhagya hoga,
07:14mere swami.
07:16Yeh hui na baat.
07:18Hum ek shaandar shaadi ki daavat denge.
07:20Shaadi ke doosre din,
07:22dulhan ne ek doodh ko bheja
07:24apne pita ke liye bahut saare taufon ke saath
07:26aur unhe bataya ki unki beti
07:28kuch naseeb hai.
07:30Jaha tak Clara aur Mooni ka sawal tha,
07:32wo jalan ke maare bimaar ho gayi.
07:34Aur unhone
07:36bistar pakad liya.
07:38Mooni ne Jaina se badla lene ke liye,
07:40ek yojna banayi.
07:42Hume sheher ki boori chudail ki
07:44madad leni hogi.
07:46Wo tumhare liye Jaina ke duplicate chehre ka
07:48mukhanda banayegi.
07:50Gande jee!
07:54Main aapki madad karna chahati ho,
07:56chudail.
07:58Main tumhare liye kaisa mukhota banaungi,
08:00ke koi bhi fark nahi bata payega.
08:02Lekin,
08:04jab tumhari beti us mukhota ko pehli baar pehnegi,
08:06usse daant ke dard ka bahana
08:08banana hoga.
08:10Aur uske sar ko,
08:12ek hare ghoongat se dhakna hoga.
08:14Shukriya, aapki madad ke liye
08:16main abhari hum.
08:20Khabar phail chuki thi.
08:22Ek bade se shikar ki tayyari hui,
08:24sabah-sabah mehel se niklega
08:26aur uski patli din bhar akeli rahegi.
08:28Aisa mauka dobara kabhi nahi
08:30milne wala tha.
08:32Mujhe khushi hai ki
08:34aap aa saki. Jo jeet gaya,
08:36usse jaane do. Please,
08:38ye sundar taufiye apne saath lekar jao.
08:46Samay aa gaya!
08:54Apne gaal par aise haath rakho,
08:56jaise tumhe dard ho raha ho.
08:58Aur yaad rahe,
09:00tum chup rehna.
09:06Meri pyari patni,
09:08tumhe kya ho gaya hai?
09:10Batao mujhe,
09:12bahot dard ho raha hai?
09:14Usne usse sawal par sawal poocha,
09:16aur uske dard ko samajhne ki
09:18koshish ki.
09:20Mereya,
09:22uske dard ko samajhne ki koshish ki.
09:24Dard par marham lagane ke liye,
09:26mujhe darbar ke sabhi vaidyon ko
09:28bulana hoga.
09:30Gande jeet!
09:32Kya? Tumne kya kaha abhi abhi?
09:34Tum thoda aaraam karo,
09:36subah tak acha mehsoos karogi.
09:38Rajkumar so nahi saka,
09:40aur usne khidki ke bahar dekha.
09:44Wo ladki,
09:46wo to meri patni ki tarah
09:48lag rahi hai.
09:52Rajkumar ab bhi
09:54apni patni ki halat se pareshaan tha.
09:56Usne darbar ke vaidyon ko
09:58bulane ka faisla kiya.
10:00Main kal mahal ke sabhi vaidyon ko
10:02bula raha hoon.
10:04Gande jeet!
10:06Please, aisa mat karo tum.
10:08Hume unki madad chahiye.
10:10Par Rajkumari khamos rahi,
10:12bolne ya apne vyavahar ko
10:14batane ko tayyaar nahi thi.
10:16Usraat, Rajkumar pachtawe
10:18aur udasi ke maare so na saka.
10:20A jaant aur naazuk si ladki,
10:22jo humari shaadi se pehle
10:24sabhi se ache se baat karti thi,
10:26aaj wo achanak itni
10:28battameez ho gayi hai,
10:30ek chirchidi aurat me badal gayi hai.
10:32Khud ko theek karne ke liye bhi
10:34wo apne gusse par kaabu nahi kar sakti.
10:38Usse tumhari zarurat hai,
10:40uski madad karo.
10:42Jaadu ko todo, Rajkumar.
10:44Jaadu, tath par jao,
10:46usse intazaar hai.
10:48Rajkumar jhatke se uth gaya,
10:50uski nazar seedha khidki par gayi.
10:52Is ummeed mein ke Jaina bahar dikhegi.
10:54Rukho, please rukh jao,
10:56main aa raha hun.
11:00Rajkumar tath ki taraf bhaaga
11:02jahan usne Jaina ko dekha tha
11:04aur is baar usne kaske uska haath pakda.
11:06Tum meri patni ho,
11:08meri zindagi ka pyaar ho,
11:10main tumhe aise nahi jaane de sakta.
11:12Nahi, rukh jao,
11:14main is jaadu ko haavi nahi hone dunga.
11:16Bahadur Rajkumar ka pyaar
11:18kaayam raha
11:20aur chudail ka jaadu toot gaya.
11:22Jaina, tum aa gayi.
11:24Nahi, ek minute,
11:26agar tum yaha mere saath ho,
11:28toh fir andar kaun hai?
11:30Batao mujhe Jaina,
11:32kisne kiya yeh tumhare saath?
11:34Wo meri behen Clara thi,
11:36jo meri khushi se jalti thi.
11:38Mouni, uski maa ne,
11:40mujhe paani me phenk diya
11:42aur mera choga chura liya.
11:44Mere jaadu ko toda,
11:46mere Rajkumar.
11:48Gande jeeb!
11:50Gande jeeb!
11:56Agar mera bas chalta,
11:58toh main tumhe kadhi se kadhi saza deta.
12:00Lekin meri patni ki achhahi ne,
12:02tumhe bacha liya.
12:04Jaina ne Clara par daya dikhai
12:06aur usse ghore par baitha kar
12:08ussi raat kahin door desh me bheja gaya.
12:10Gande jeeb!
12:12I love you!
12:14I love you too Jaina!
12:16Aur us din ke baad se,
12:18Rajkumar aur Rajkumari Jaina
12:20matlab ke asli Rajkumari
12:22hassi khushi rehne lage.

Recommended