नवरात्रों मे पूजा पाठ भले मत करना पर ये एक काम जरूर कर लेना पूरे नवरात्रि का फल 500%मिलेगा#Navratri

  • 2 weeks ago
नवरात्रों मे पूजा पाठ भले मत करना पर ये एक काम जरूर कर लेना पूरे नवरात्रि का फल 500%मिलेगा#Navratri​
Transcript
00:00Navratri ke samay in aat cheezon ka kare daan, dhan ki nahi hogi kamee.
00:10Radhe Radhe Jai Shree Krishna Har Har Mahadev Dosto.
00:16Aap sabhi ko aane wali Navratri ki har dikshit taamna hai dosto.
00:21Aaj ki iss video mein hum aapko batayenge ki Navratri ka agar aap vrat rakh rahe hain to,
00:28Navratri ke vrat mein bhool kar bhi aap yeh galtiyan mat karna.
00:33Navratri ka vrat karne ka aapko koi bhi phal nahi milega.
00:39Dosto Navratri mein shurya udhay ke samay yeh kaam kar lena.
00:45Aapki har bigde hue kaam ban jayenge.
00:50Mata Lakshmi ji ka aashirvaad aapko milega.
00:54Aapki jeevan se dukh, dard, takleep sab kuch samaat ho jayegi.
01:01Aur milega Mata Rani ka aapko dher saara aashirvaad.
01:06Har marno kaamna hogi aapki poori.
01:10Iss Navratri mein bas aapko ek chota saa kaam kar lena hai aur Mata Rani ki
01:17aap par bahut hi badi kirpa hogi dosto.
01:23Aap sabhi toh jaante hoon ki Mata Rani apni kirpa hamisa apne bhakton ke upar banaye rakti hain.
01:31Aur iss video ko ant tak jaroor dekhiyega.
01:36Dosto aap sabhi ko pata hai ki Navratri ka pawan din bahut hi jaldi shuru hone wala hai.
01:45Hum sab us din ka bahut hi besabari se intijaar karte hain dosto.
01:51Saal 2024 mein iss baar Mata Durga Singh par nahi,
01:56balki palki paswaar hokar prathami log par aane wali hain dosto.
02:02Shastra mein kaha jaata hai ki maane aataon ke adhaar par
02:08Agar shaartiye Navratri par yadi Mata Durga ka aagman unke wahan Singh par nahi,
02:14balki palki par hota hai toh,
02:18maane aataon ke anusaar kaha jaata hai ki
02:21isse bahut hi subh aur kalyaad kaari maana jaata hai.
02:26Hamara jeevan ekdum subh mein ho jaata hai.
02:31Bhakton ko bharpoor Navratri ka laag milta hai dosto.
02:36Iss baar Navratri poore 9 dino tak hi manai jaayegi.
02:40Na toh ek bhi din kam hoga aur na ek bhi din zyada hoga.
02:47Poore 9 dino tak Mata Sehra wali ki bisesh roop se pooja archana ki jaayegi dosto.
02:54Iss baar shaardi Navratri ka maha paro saal 2024 mein
03:033 October din Guruvaar ko suru ho raha hai aur 11 October Sukarvaar ke din samaapt hoga.
03:12Aise mein shaardi Navratri par Mata Durga ki kirpa paane ke liye kalas isthaapna ka mohurt
03:213 October ko subh 6.19 min se subh 7.20 min tak rehne wala hai.
03:29Saat hi abhi jeet subh mohurt 11.05 min se lekar dhoopar 12.04 min pe hoga.
03:38Navratri ka poora same utna hi adbhut mana jaata hai jitna ki Ganga jal ki ek ek boond hoti hai dosto.
03:46Navratri ka paro Mata Durga ko poori tarah se samarpit hota hai.
03:53Isse bhakti ka maha paro bhi kaha jaata hai aur Navratri ke din jitna zyada ho sake saare kaamon ka tayak kar
04:02agar koi bhakt bhisesh taur se Mata Rani ko parshan kar leta hai to uski kundali ke bhaare nyare ho jaata hai.
04:13Saat hi saath Mata Rani uski jeevan mein parvesh kar jaata hai aur Mata Lakshmi ka unke ghar mein aagman ho jaata hai.
04:22Isi wajah se Navratri ka bahut hi zyada bhisesh mahoto hota hai.
04:26Isi tarah se Navratri ke samay mein bataya jaata hai ki jis prakaar aap acchi kaar kar ke Mata Rani ko parshan karte hain
04:36to doosri cheech hai ki isi din kuch kaare hote hain jine karne ke liye bilkul mana hi ki jaati hai.
04:44In cheezon ka agar aap Navratri ke dinon mein palan karte hain to aapke parivaar mein aapko dher saari khusiyan dekhne ko milti hai
04:53varna aapko dukh ki praapti bhi ho sakti hai.
04:56Aaj hum aapko batayenge ki kitna bhi zaruri kyon na ho agar koi aapse in cheezon ko udhaar maange to
05:06Navratri ke pavan avasar par in cheezon ko udhaar bhool kar bhi mat dena.
05:13Annetha aapke parivaar ko daridrata, kangali, dukh, taklip ka saamna karna padega.
05:21Mata Rani hon jaayenge aapse bahut zyada krodhit.
05:27Mata Rani, Mata Lakshmi aapke ghar ka tyag karke chali jaayenge.
05:33Aaj ki samay mein udhaar dena har ek vekti ke jeevan hai.
05:39Bada hi chaal chalan ban chuka hai har vekti ke jeevan mein.
05:43Yeh bahut hi zyada zaruri sa ho gaya hai.
05:46Koi kisi ko udhaar deta hai to
05:50Is baat ke liye ki unhe unke jeevan mein achi cheez wapas paraab to ho sakhe.
05:57To iski wajah se udhaar deta hai to kuchhi vekti samajhik saaro kar nibhane ke liye udhaar de deta hai.
06:06Lekin dosto, kya aap ye baat jaante hai ki khas taur par navratri ke din agar aap aisa kar lete hai
06:17To aapke jeevan mein kangali aur daridrata poori tara se viddamaan ho jati hai.
06:24Is liye kaam kam se kam navratri ke 9 dino tak aisa bilkul bhi nahi karna chahiye.
06:32To dosto baat karte hain sabse pehli cheez ke
06:36Navratri pe sabse pehli cheez to yeh hai ki mata rani se judi kisi bhi parkaar ki koi bhi cheez aap kisi bhi vekti ko udhaar na de
06:49Jaise ki mata rani se judi kisi bhi parkaar ka fal ho gaya, mata rani se judi kisi bhi parkaar ke vastra ho gaye
06:59Ya phir mata rani se judi kisi bhi parkaar ki samagri ho gaye
07:04Aap bhul kar bhi kisi ko udhaar ya phir daan ke taur par kabhi na de
07:11Kyunki mana jata hai ki agar aap is parkaar ki samagri doosre vekti ko de dete hai to
07:19Aapke ghar se mata rani doosre ke ghar par chali jati hai aur aapko wo nahi parapta ho paata hai jo mata rani navratro me aapke liye karne wali hoti hai
07:32To sabse pehle aapko is baat ka mukhya taur par dhyaan dhakna bahut hi zyada zaruri hai
07:42Dosto isi tarah navratri ke pavan din ko dhan prapti ka sabse bada din mana jata hai
07:50Mata rani saath chaat aapke ghar ke andar aagman karne ke liye aati hai to is baat ka aapko jaroob dhyaan dhakna chahiye ki
08:02Navratri ke din se lekar 9 din tak koi bhi vekti aap se dhan udhaar maange to usse aap koi bhi bahana laga kar mana kar dijiyega
08:16To aapko usse paise udhaar bhulkar bhi nahi dene chahiye
08:21Jai mata di navratri me chahe kuch bhi kar lena lekin yeh kaar jaroob karna
08:28Bina pooja paath ke hi saara phal mil jata hai aap chahe kuch kare ya na kare
08:35Lekin navratro me yeh yeh kaam jaroob kar lena
08:40Navratri ke samay in aat cheezon ka kare dhaan dhan ki nahi hogi kami
08:46Mata lakshmi kar denge aapko mala maa
08:50Navratri me dhaan boonne ko bhi behad sukh ev labhkari mana gaya hai
08:57Saar di navratri ke aakhri ke teen din
09:01Saptami, Maha Ashtami aur Maa Navmi
09:05Behad khaas hota hai
09:07Ashtami, Naumi tithi par ghar ghar me kul devi ki pooja, havan, kanya poojan samed
09:13Ane dharmik anushthan kiye jate hain aur dhaan pun kiye jate hain
09:19Dhaan pun karte samay is baat ka gyaan hona bhi atiyant aavashyak hai
09:24Ki hume kin cheezon ka dhaan karna chahiye
09:27Aur kin vaston ka dhaan bilkul bhi nahi karna chahiye
09:32Saar di navratri ki ashtami aur naumi par
09:35Kul devi poojan, kanya bhojan aur havan
09:40Kar navratri ke 9 din ki urad pooja sampan ki jati hai
09:44Ise din mata ke aradhana karne walon ke sukh, sakti, tej, bal, atma, vishwas aur urja bhi vritti hoti hai
09:55Saar di navratri ki Maha Navmi par Ram Navmi yaani Shri Ram ka jalm uttasav bhi manaya jata hai
10:03Ram Navmi ke din Bhagwan Ram ji ka vidhi vidhan se pooja, paath karna chahiye
10:09Iske saath hi kam se kam paanch baar tulsi ki mala se Bhagwan Ram ke mantra ka jaap karein
10:17Aaj hum isi se judi jaankari aap ke liye lekar aaye hain
10:22Sanatana dharm me navratri ki parv ka khas mahotba hota hai
10:27Hindu panchang ke anusaar abhi saar di navratri suru ho rahi hai
10:32Navratri ke samapan se purva Maa Durga ki kirpa paane ke liye
10:38Kuch cheezon ka avashay daan karna chahiye
10:41Humare hindu dharm me bhi kaha gaya hai aur kal yug me daan ko sarvashishth kaha gaya hai
10:48Dikhiye dharm ke chaar charan hote hain
10:51Jisme kal yug me keval daan hi sesh reh gaya hai
10:55To kal yug me jitna zyada ho sakhe daan karna chahiye
10:59Dharmik manayataon ke anusaar
11:01Mata Rani jis bhagat par apni kirpa prasati hain
11:06Uske jeevan me aa rahein sabhi kasht dhur hote hain
11:10Saar di navratri
11:12Kaal me Devi Durga ki shaktiyon ke rajna ke yeh 9 din
11:17Paramangal kari manay jate hain
11:20Sarv partham kisi bhi mandir me jaa karke ghanti daan jaroor karna chahiye
11:26Mata Rani ke mandir me jaa karke ghanti daan jaroor karna
11:31Jo bhi ghanti bhajayenge to ghanti se nikalne wali jo urja hai
11:36Wo aapke jeevan ki parashani ko dhur karegi
11:40Jaise ki aapko dhan sambandhi parashani hai
11:44Satru sambandhi samasyaan hai
11:46Jeevan me koi bhi parashani chal rahi hai to
11:49Jab tak wo ghanti waha badhi rahegi
11:52Tab tak aapki unnati jaroor hogi
11:55Dosto is video ko ek like kare aur channel ko subscribe kare
12:02Aur comment box me Jai Lakshmi Mata jaroor likhe
12:06Ho sake to koi bhi mandir banta hai
12:10Ghar ke aas paas me wahaan par eet daan jaroor kiya kare
12:15Eet daan karne se hamaari jo jeevatma hai
12:19Usko marne ke baad chhath chhaya ki prati hoti hai
12:23Kela
12:25Shastro ke mutaavit navratri ke dino mein
12:28Maa Durga ki kirpa paani kili kele ka daan jaroor karna chahiye
12:33Mana jata hai ki kele ka daan karne se ghar me barakat aati hai
12:38Saath hi Mata Rani ki hamesa aap par kirpa bani rehti hai
12:44Isse se unke ghar me dhan dhaan banane ke bhi yog bante hai
12:50Jo log dhari dhritha se nijat paana chahate hain
12:54Unhe kele ka daan jaroor karna chahiye
12:57Ho sake to kele ka daan kisi jaroorat mand ko hi kare
13:02Aisa karne se Maa Durga khus honge
13:05Aur aap par hamesa apne kirpa banaye rakhenge
13:08Aap navratri ke samay mein sankh daan jaroor karna
13:12Agar jo bepti garebi mitana chahate hain
13:15Kangali mitana chahate hain
13:17Lambe samay se garebi ko bhog rahe hain
13:20Agar aap jald dhanwaan banna chahate hain
13:24Koi aapki kaamana yeh poorn nahi ho pa rahi hai
13:28To kisi bhi devi mandir mein jaa karke
13:31Aapko sankh daan jaroor karna hai
13:35Sankh ki jo dhoni niklegi
13:37Jo awaaz niklegi
13:40Uski oorja se
13:41Sada aapki mano kaamana ki poorti hoti rahegi
13:45Sada aapko dukh taklif, rog, vaidhi se
13:49Wo bachati rahegi
13:52Chawal ko samradhi ka pratik mana jata hai
13:55Ghar se bhi agar kisi ladki ko vidha kiya jata hai
13:58To uski godh mein chawal ko dala jata hai
14:02Navratri mein kanyabhoj ke baad
14:05Kanyao ko vidha karte samay
14:08Kanyao ko upahar ke saath
14:11Thoda se chawal aur jeera bhi dena chahiye
14:15Isse se aapki ghar mein sampanta badhti hai
14:19Navratri mein jaa karke
14:21Kisi bhi mandir mein thali daan jaroor kariye
14:24Jo logon upahas vrat rakhe hai
14:27Jo choti kanyaa hai usse thali jaroor de
14:30Choti kanyaa ko thali dena se
14:32Jab tak usme bhojan karengi
14:35Tab tak aapko achhat punya ki prapti hogi
14:41Kyon ki choti kanyaa ko navdurga ka swaroop ka aagaya hai
14:44Kitabon ka daan maha daan mana gaya hai
14:47Mana jata hai ki navratri ke dino mein
14:50Kitabe daan karne se bahut labh milta hai
14:53Isse se bhakti ki jeevan mein kabhi dukh nahi
14:57Aate aur maa durga ke saate hi
15:00Mahaswaraswati ka aashirvaad bhi bhakto par bana rhta hai
15:04Isliye aap ashtmi aur naumi
15:07Navratri tithi sampan hone se pehle
15:10Kanyaa poojan ke dauran kitabon ka daan kar sakte hai
15:15Navratri ke samay mein
15:17Ek puspu wala poudha jaroor lagana
15:20Koi bhi puspu wala poudha
15:23Jo hai mandir ke kinari mein jaa karke lagana
15:27Jab tak us par lage pul
15:29Devi devtao ko chadte rahenge
15:31Tab tak us ka aadha pun
15:33Jo bhi bhakti puspu devi devtao ko chadhaye
15:36Aur jisne ped lagaya hai aadha pun
15:39Usko milega
15:41Elaichi ek aisi khad samagri hai
15:44Jisse puja paate pariyog kiya jata hai
15:47Navratri mein maa ki puja mein bhi
15:50Elaichi ka mahatma mana gaya hai
15:53Wahin navratri mein elaichi ka daan bhi
15:56Bahut subh mana gaya hai
15:59Mana jata hai ki
16:01Navratri mein elaichi ka daan
16:03Bhakti ko naukri aur waipaar ke khetra mein
16:07Tarakki ke yog banata hai
16:12To aap bhi yadhi naukri ya business mein tarakki chahate hain
16:15To elaichi ka daan jaroor karein
16:17Yeh daan aap ashtami ya naumi navratra tithi sampan hone se
16:22Pehle karein to bhehtar hoga
16:25Aapko navratri mein laal chudiyan
16:299 dinon mein 8 saal se choti kanyao ko
16:33Laal chudiyon ka daan karna sabse uttam mana gaya hai
16:38Kahete hain ki kanyao ko devi ka swaroop maankar
16:41Unhain laal chudiyan banane se
16:43Devi kirpa barasti hai
16:46Shastro mein warlit hai
16:48Ki jo log shraddha, bhaav aur prasanna mann se
16:51Kanyao ko laal chudiyan daan karte hain
16:54Unke ghar mein hamesa barakat bani rehti hai
16:57Aur jeevan sukh samrati se bhara rehta hai
17:02Navratri ke kisi bhi din
17:04Mandir jaa karke ek joda jhaadu jaroor daan karna
17:08Jhaadu ko maa lakshmi ka swaroop kaha gaya hai
17:12Kachre ko bahar pekhne ka kaam karte hain
17:15Rahu ko kachre ka swaroop mana gaya hai
17:19Aur jhaadu ko maa lakshmi ka swaroop kaha gaya hai
17:24Jo rahu roopi kachra hai
17:26Usse jhaadu se bhagane ka kaam karte hain
17:29Jeevan mein chal rahi jo parshani
17:32Ek parkar ka kachra hota hai
17:35Takleep hoti hai
17:38To jo lakshmi roopi jhaadu hai
17:41Is parkar ka kachre ko bahar pekhne ka kaam karte hain
17:45Humare mann ko nirmal karte hai
17:48Kanya poojan ke samay
17:50Kanyaon ko thoda mishthaan jaroor de
17:53Mishthaan ko subh mana jata hai
17:57Kanya bhoj ko karne ke liye
17:59Aapko kam se kam ek mithai bhi samil karne chahiye
18:04Agar kisi wajah se aap mishthaan samil na kar sake
18:09To ghar mein saabh sutre dhang se banaya hua suji ya phir aate ka halwa bhi mata ka bhok laga kar kanya ko khila sakte hain
18:23Aisa karne se aapke guru grah ki majbooti badhti hai
18:27Aur maa bhagwati bhi aapse prashanna hoti hain
18:30Nauratri ke dauran kisi bhi ek din mehndi laakar maa durga ko arpit kar de
18:37Saath hi saath mehndi suhaagni striyon mein daan karein
18:42Kehte hain ki mehndi lagakar striyan jitna prashanna hongi
18:47Devi durga bhi itni prashanna hokar aap par apni kirpa varshaayenge
18:53Iske alawa maaneta hai ki mehndi ka daan karne se dhan dhaan ke yog bhi bante hain
19:01Nauratri ke dinon meh kanyaon ko vastra daan karna bhi subh maana gaya hai
19:07Vastra daan kiye jaayen to ghar se nakaratmak sakti door hoti hai
19:13Dosto chaliye thodi si aur jaankari le lete hain
19:18Nauratri meh aur kin cheezon ka humein daan nahin karna chahiye
19:24Lekin usse se thoda sa upar humne aapko yeh bataya hai ki
19:30Nauratri meh kin cheezon ka daan bhi karna chahiye
19:36Dosto, Nauratri pe mata rani ko paanch supari chadhane ka tatha
19:43laung arpit karne ka bahut hi jaayda mahatu hota hai
19:47aur khas dhor par laal cheez to mata rani ko bahut hi jaayda pasand hoti hai
19:53Isliye aapko is baat ka dhyaan rakhna hai ki
19:57Nauratri ke din mata ko chadhane ke liye agar koi bhakti ekdum subha-subha ke samay
20:06aapke paas aakar paan ka patta ya phir laung, doodh, dahi, chaanch
20:13ya phir sandhya kaal ke samay aapse udhaar maang raha hai
20:17to aise mein aapko unko bhul kar bhi yeh cheez nahin dini chahiye
20:22agar aap mata rani ko chadhane ke alama koi aisa kaam karte hain
20:28to maal neji aapke ghar se mata rani, mata lakshmi doosre ke ghar mein chali jaayenge
20:36aur saath saath mata durga ke krodh ka aapko saamna karna padh sakta hai
20:42Dosto, agar aap kisi bekti ko gift dena chahate hain
20:47ya gift ke taurp kuch cheez dena chahate hain
20:51to khaas taurp nauratri ke dino mein bhul kar bhi
20:57aapko kisi ko apni pahanane wali ghari
21:01ya phir aapko bazaar se nahi ghari kharid kar bilkul bhi nahin dina chahiye
21:08kyunki har bekti ke saath uska samay acha ho ya
21:13bura chalta rata hai isliye
21:16aapko ghari kisi se na to leni chahiye
21:20aur nahin deni chahiye
21:22agar kisi bekti ka samay acha hai
21:25ya aapka bhi samay acha chal raha hai
21:29aur agar aap kisi bekti ko apna samay de dete hain to
21:34aapko aane wale samay mein achhe pariram nahin milenge
21:42aapko bahut saari digaton ka saamna karna padega isliye
21:47aapko is baat ka bhisis roop se dhyaan rakhna chahiye dostam
21:52nauratri ke pavitr tehvaar mein
21:55kuch aesi cheez hoti hain jo aapke ghar ke shuk samraddi se poori tarah joori hoti hain
22:03to aise mein wo cheez aapko kabhi kisi ko udhaar nahi deni chahiye
22:09wo bhi sandhya kaal hone ke baad
22:12jaise ki koi aap se sahad chandan tatha ganga jaav
22:18doodh dahi ya phir udhaar paise maangta hai
22:22to aap unko bilkul bhi na den
22:25dosto nauratri ke subh subh ya phir
22:28suryast ho jata hai
22:30tab aise mein hi
22:32dono samay mein aapke ghar ki samraddi
22:35ki samraddi doosron ko bhool kar bhi nahi deni chahiye
22:38varna aapko bahut saari dikhton ka saamna karna padega
22:44dosto nauratri ke dinon mein jo
22:48dheli wale namak ka daan karta hai to
22:51uske vaare naare ho jate hain
22:54mata rani ki uske upar sadev kirpa bani rehti hai
23:01nauratri ke din namak ka daan har haal mein aapko karna chahiye
23:06agar aapko sukh samraddi ki ichha hai aur
23:10mata lakshmi ki kirpa pana chahate hai to
23:14nauratri ke subh ausar par namak ka daan avasya kare
23:19namak ka daan karne se
23:21pehle usmein dath chhida aapko jaroor daag deni chahiye
23:28namak ka daan sarvesht aur mangal kari
23:33aapko rehto raat apna bhaag badalte hui dikhai de jayega
23:38dosto agar aap vakai mein
23:42mata rani se sachhe harde se prem karte ho
23:46aur hamare dwara bataye ge ye jankari aapko achi lagi ho to
23:51video ko like karke channel ko subscribe karke
23:56paas wali bell icon ko dabha di jayega
24:00aur hamare dwara bataye ge inn niyamon
24:04ko agar aap apnaoge to sachhe harde se
24:08to mata lakshmi aapki ghar mein avasya hi
24:12aagman karenge dosto
24:14yaha tak bane rehne ke liye aapka koti koti dhanwa
24:18aur agar aap bhi mata rani se sachhe harde se prem karte ho to
24:24comment box mein jai mata di avasya likhna
24:28to ham video mein jitna bhi daan ke baarein batayein
24:33unmein se koi ek jeez navaratri mein jaroor apna na
24:39khud aapka bhaag tekhna parvartit ho jayega
24:46aapki jeevan mein aisa parivartan aayega
24:49ek aisa mod aayega jiski aap kalpana nahi kar sakte
24:52priya dosto aaj ke video mein bas itna hi
24:56hamare dwara di gayi sastra anusaar jankari
25:00aapko achi lagi ho to video ko like, share and subscribe
25:04aur comment box mein jai shri raab
25:07avasya likha
25:11dhanwaad dosto
25:15milte hain aur agli video mein
25:18tatake liye namaste

Recommended