• 2 months ago
#aliamingandapur #pti #ptiprotest #TaimurSaleemjhagra #breakingnews #imrankhan

"Ali Amin Gandapur ka Inqilab ka Ailan..."Taimur Jhagra's Response to the CM's statement
Transcript
00:00Fuzoor Rehman sahib, Tariq-e-Insaaf, People's Party se mulaqate kar rahe hain. Uske baad
00:04aaj unho ne badi dilchass statement diye hain. Program ke pehle se me uske baad karenge. Uske
00:07baad judges kisi nahi adalat ka hissa na bane. Is mulk ke saadeh teen so senior bukla ne
00:13is sawale se aaj ek khat tahrir kiya hain. Us par baad karenge. Abid Saqi sahab hongi
00:17mair paas program ke agli se me. Israeli jahariyat do maa mein do badi shahadate hui hain. Khitte
00:21ko kaise shape up karege maujooda siyasi surat-e-hal. Us par baad karenge program ke aakhri hisse
00:27main. Aghaas karte hain. Mulana Fuzoor Rehman sahab ne aaj conference ki zahir si baat hain
00:31aayini tarmeem ki agar saare jo itmam hain uske bilkul beech mein mulana sahab ka kirdar
00:36na ho. Toh aayini tarameem itni asaani se paas hote hui dikhai deti nahi. Mulana Fuzoor
00:42Rehman sahab ne aaj parliament ki validity pe uski legitimacy pe hi sawal utha diya.
00:46Aur ye hi pooch liya ke kya ye parliament ye tarameem paas kar bhi sakti hai ya nahi?
00:51Toh ye parliament toh itne badi tarmeem ka haqdaar nahi hain. Is parliament kabho mandate
00:56nahi hain. Toh itna bada kaam kar sakayin. Hum samjhte hain ke election hun. Haqeeq-e-manum-e-aawam
01:01ke sahih-e-numayende meydan mein aayin. Parliament par aawam ka aitmaad hona chahiye. Is jali
01:06kisam ke parliament se itni bade aayini tarmeem karana ye bazaad khud ek nahi nisaafi hain.
01:10Aap ye kya shakhsiyat ki beech mein faas gayen? Hum ye judge kabool hain aur hum ye judge
01:15kabool nahi hain aur judge ko isliye muddat-e-mulazamat pe izzaafa dena chahiye aur isliye humare
01:20se taadaad mein izzaafa karna chahiye. Ye toh phir siyasi maqasat ke liye aap itni
01:24bade tarmeem ki tarah jaa rahe hain. Lekar issi press conference mein Maulana Fazlur
01:28Rehman sahab ne ye bhi kaha ke aayini adalaton ke haq mein wo hain. Ye MISA ke jumuriyat
01:33ka taqaza tha. Aap adliya mein islahat laayen. Constitutional court ki tarah jaayen jo humare
01:40COD ka hissa hain. Assemblies se hume bahar na rakhe hum khatarnak ho jayenge. Ye kisko
01:46peghaam de rahe hain? Maulana Fazlur Rehman sahab zara suni. Hum itni bhi kamzor apna
01:51aapko nahi samajhte ki aap hume assembly se bahar rakhenge. Hum in assemblyon ko phir
01:55ahmiyati nahi jayenge. Hum mukamal sarkon pe aa jayenge. Aur mukamal sarkon pe aakar phir
02:01shayad huma unke liye daada khatarnak thabit honge. Hum baqaida meydan mein hain. Lad rahe
02:06hain. Lekin humara andaaz bilkul aayin aur qaum ke daire ke andar jumuhuri andaaz hain.
02:12Maulana Fazlur Rehman sahab abhi mukamal taur pe kis taraf unka jhukao hai? Iska andaaza
02:17karna aasaan nahi hai. Kyuki jo bhi unse milke aata hai. Unko lakta hai ki Maulana sahab
02:21sabki baat sun rahe hain. Sabhi ki taraf unka jhukao unko nazar aata hai. Lekin kya
02:25Maulana Fazlur Rehman sahab ke bhagayar bhi number poore ho sakte hain? Rana Sanaullah
02:30sahab ne Absar Alam sahab ke show mein kaha. Ho sakte hain. Lekin humari koshish hogi
02:34ki Maulana on board hon. Number poora karne ke liye bhi aur otherwise bhi Maulana ko
02:39on board rakhna chahiye. Unhe chhod ke agar hum number poora karte hain toh mera khayla
02:43ki yeh manasab nahi hoga. Kya yeh mumkin hai Maulana ke bhagayar number poora karna?
02:47Mera khayla ki yeh ho sakta hai. Kaise? Membership vote dena.
03:10Goliyan chalane ki baat kar rahe hain. Kahi jirga karne ki baat kar rahe hain.
03:12Main aapko sunwana chahati hoon. Because istara ki statement ek sitting CM ki taraf se agar
03:16aati hai toh yeh tashmeesh naak baat hai. Zara sun lijiye aur phir mujhe puchhna chahungi
03:20ke iraade kya hai aap log ke? Ji zara dekhe.
03:23Punjab ki entry se shuru huve aur har 3 km pe shell pe shell yeh marte rahe hain. Goliyan
03:28barsaate rahe hain. Grenade phekte rahe hain. Par yeh goliyan barsa rahe hain. Humare
03:32doh kargoonon ko goliyan maari gayi. Deesre kargoonon ko goliyan regi. Usa pata nahi
03:35chal raha. Straight shell maar ke 50 zyada kargoon humare zakhmi hain. Aap bas ho gayi
03:39hain. Koi goli chalayega toh goli khaayega. Agar koi goli barsaayega uspe goli barsaayi
03:44jayegi. Tum ek goli chalayoge hum 10 chalayenge. Tum ek tear gas maroge hum 10 barenge. Tum
03:49ek lathi maroge hum 10 barenge. Yeh islah ki aakhri warning hai. Main bakayna toh inkilab
03:55ka ilan kar raha hoon. Duke inkilab ke ilawa is waqt humare paas. Koi aur hal nahi hai.
04:00Jagda sahab yeh kaisa inkilab hai? Kyunki bajayi iske ki responsible positions pe jo
04:05log hain wo jazbaat thande karein, wo koi engagement ki policy apnaayein, wo koshish
04:10karein ke baat violence tak na jaye. Hala ki jo hukumat ne jis tarah se isko deal kiya
04:14bilkul ghalat hai. Bilkul wo kisi tariqe se endorse nahi kiya jaa sakta. Zyati hai apne
04:20siyasi mukhalif ko kisi kism ki bhi political activity na karne dena. Lekin yeh responsible
04:26statements aani chahiye hain, ghar khas thorpe ek subhe ke wazir-e-ala hoon, yeh goli marna,
04:31yeh inkilab lana. Is this helping your cause? Matlab hukumat toh next time kehgi ki yeh
04:35dekha yeh toh goliyan chalane ki baat karein, ab toh bilkul nahi aane denge aapko. I'll
04:40keep it short. Hakikat yeh hai ki PTI hamesha puraman rahi hai. Hakikat yeh hai ki kal
04:46bhi goliyan, PTI ke workers ne, armed citizens ne khayi. Aur tab bhi puraman rahi. Aur
04:52hakikat yeh hai ki yeh pichle 1.5 saal ki aap journey dekh le, usme saraf aam pakistani
04:59shehri, chunki wo Imran Khan ko support karte, unko agwaah kiya gaya, unko election na ladne
05:05diya gaya, unke saath state tyranny hui, mai aapko facts bata. Aur hakikat yeh aur mujhe
05:11100% confidence hai, ki PTI aur Imran Khan ke saare followers hamesha jo hai, wo puraman
05:20hi rahi hai. Ek baat hai, yeh saraf political activity ki baat bhi nahi hai. Aap election
05:26ke pehle se shuru ho jaye, election ka result le le, election ke baad jo kuch hua hai, wo
05:32aap dekh le. Aaj jo Supreme Court ke saath ho raha hai, ek itna important topic, yeh
05:42Federal Constitutional Court ka, yeh sara kuch jo hai, bulldoze kiya jaa raha hai, kyunki
05:49ek haqoomat ko pata hai, ke wo ghar aayini taur pe baithe hain, aur unko apni touring
05:55chupaani hain. To aap mujhe bata de, ke jahaan pe awaam ko koi space nahi mil rahi hai,
06:02Maria, what to expect, ke awaam ultimately karegi.
06:08Theek baat hai Chakra saab, lekin aap Gandapur saab ki statement ko munasab samajhte hain,
06:14main sirf yeh jaanna chahti hoon ke goli chalegi, goli maarege, inkalab laayenge, dande chalege,
06:18dande maarege, yeh cheezon ko aap accelerate kar rahe hain na, mazeed halaat kharab hone
06:24ki taraf, bajaaz ke ke aap isme koi engagement ki, ya kisi aur policy ki taraf aap gamzan
06:30ho, yeh to aap keh rahe hain ke theek hai, danda hai to hum bhi danda chalaenge. Is
06:34this wise?
06:36Mere khyaal mein we should protect the Supreme Court. Mere khyaal mein hume mazeed crisis
06:43nahi badhana chahiye, is waqt aayini tarmeem ki baat karte hue. Mere khyaal mein sab ko
06:49legitimate protest ki haq honi chahiye. Mere khyaal mein jab tak wo protests peaceful
06:55rahe, to unko jo hai wo space dena chahiye. Mere khyaal mein Imran Khan ko jab Amnesty
07:02International ne aur United Nations ne bhi kaha hai ki zabardasti jail mein rakha gaya
07:07hai, to unko saraf istaaf ki access deni chahiye, aise kuch bhi nahi hoga.

Recommended