• 2 months ago
शिव महापुराण कथा शिव जी ने सबसे पहले किसको सुनाई थी Bal Vidushi Payal Vaishnav DPS DARSHAN

Category

🗞
News
Transcript
00:00Sarva Pratham yeh katha Bhagwan Shankar ne hi apne mukh se kahi thi.
00:06Kisko kahi? Nandikeshwar ko.
00:10Aur Nandi ji ne Sanatkumaro se kahi.
00:14Jo Brahma ji ke chaar putra hai.
00:17Abhi aapne Bhagwat ji suni na.
00:19Usme suna hoga ki Brahma ji ke chaar putra the.
00:22Sanak, Sanandan, Sanatan aur Sanatkumar.
00:27To un chaar putro ko Nandikeshwar ne sunai.
00:31Aur un Sanatkumar ne Narad ji ko sunai.
00:36Aur Narad ji ne Ved Vyas ji ko sunai.
00:38To jab Bhagwan Shankar ne yeh katha kahi thi.
00:42Tab is katha mein ek lakh shlok the.
00:45Kitne the? Ek lakh.
00:49Ab is katha mein 24000 shlok.
00:55Bhagwat ji mein kitne rehte hai?
01:02Abhi toh kal hi samapan hua hai. Batana chahiye.
01:05Sunne kon kon aaya tha?
01:10Baat nahi karne hai.
01:13Aisa samjho ki saath din yeh ek paatsala hai.
01:18Usme me ko bolna aur aapko sunna hai.
01:20Mein puchu tab bolo.
01:22Aapas mein baat humein nahi karne hai.
01:26Katha sunne aa rahe the bhagwat ji saath din.
01:29Kon kon aa rahe tha?
01:35Kitne shlok the bhagwat ji mein?
01:3718000.
01:40Kitne hai? 18000.
01:43Ab mein yaha se chalega.
01:45Uske baad koi pandit ji aagar puche ki
01:47Shiv Mahapurana mein kitne shlok the?
01:49Maini naag mat katana.
01:51Bolna 24000.
01:56Bolna ki 24000 shlok hai.
01:58Aur jab bhagwan Shankar ne rachna kari thi
02:00tab ek lakh the aur bara sahita hai thi.
02:03Lekin Ved Vyas ji ne ise sankshiptu mein likar
02:0624000 shlok aur saath sahitaon mein bhibhajit kar diya.
02:13Aur yeh Shiv Mahapurana jeevan ka kalyan karne wali hai.
02:17Papi se papi vyakti ko bhi jo mukti de de
02:20wo yeh purana hai.
02:22Jo bhoot aur preto ka bhi moksh kar deti hai.
02:27Aisi yeh Shiv Mahapurana hai.
02:29Jo bhoot aur preto ka bhi moksh kar de.
02:34Jise sunkar agar aapne chhan bhar ki bhi katha sunli
02:38maan lo yaha bethe
02:40teen ghante toh aapka dhyan idhar udhar gaya
02:43lekin das minut bhi isme lag gaya
02:45toh bhi aapka kalyan ho jayega.
02:50Toh bhi aapka jeevan saarthak ban jayega.
02:54Aisi yeh Shiv Mahapurana hai.
02:57Aur bhagwan Shankar swem kehte hai
03:04ki agar aap unke dar par jaoge
03:08toh wo aapki madad karne aapke dwar par aayenge.
03:15Aap maan lo aap toh kedo ki TV mein toh katha aati hai
03:20waha sun lenge.
03:21Mobile mein toh aati hai waha sun lenge.
03:24Live toh chali raha hai usme sun lenge.
03:26Lekin phir jab amara ant samay aata hai
03:29toh bhagwan kehte hai ki kabhi mere mandir gayi nahi.
03:33Kabhi meri katha mein gayi nahi.
03:36Toh ab mein kyu isse lene jao.
03:38Woh bolenge Yamraj tu hi chale jao.
03:40Yeh toh kabhi aayi nahi mere dwar.
03:44Isliye agar aapke paas mein katha ho rahi ho.
03:48Jaha aap jaa sakte hai.
03:50Kahin mandir mein katha ho rahi hai.
03:52Aapke aas paas gaon mein ho rahi hai.
03:56Toh aapko us katha mein jaana chahiye.
03:58Kyuki jo phal katha mein bed kar sunne se milta hai
04:02Woh ghar mein bed kar sunne se nahi milta hai.
04:06Katha pandal ka prabhav alag hota hai.
04:10Aap ghar pe maharaj TV mein dekhte hai.
04:12TV mein dekhte dekhte so bhi jaayenge.
04:15Beech mein kuch mann hua.
04:17Toh kuch chat pata kha bhi lenge.
04:19Lekin yeh aisa hoga.
04:21Nahi.
04:22Teen gante aapko barabar bedna hai.
04:24Barabar aapki duty nibhani hai.
04:29Isliye jaha bhi aapke aaj paas mein
04:31katha chale.
04:33Waha aapko jaldi se
04:35bhoj jaana chahiye.
04:37Kyuki agar aap Bhagwan Shankar ki taraf
04:39ek kadam badaoge
04:41toh aapki taraf
04:43das kadam badaega.
04:45Kehte hai.
04:47Ek bhakt badi pyari baat kehta hai.
04:49Jab ghar se nikalta hai.
04:51Ki prabhu mera har ek kadam
04:53teri jaha mein hai.
04:55Ki mein ghar se nikalta hu.
04:57Toh mera har ek kadam jo badta hai.
04:59Toh aapko paane ki jaha mein badta hai.
05:01Ki mera har ek kadam
05:03teri jaha mein hai.
05:05Toh Mahadev kehte hai ki
05:07tu bhikar mat kar.
05:09Tu meri nigaah mein hai.
05:11Aur Bhagwan ki nigaah mein aagaye.
05:13Toh duniya walon ki nigaah mein
05:15aao. Kyuniya usse aapko
05:17koi farak nahi padega.
05:19Kyuki aap dev aadi dev
05:21Mahadev ki nigaah mein aaj aayenge.

Recommended