The Shrewd Farmer Story in Hindi ........

  • last week
The Shrewd Farmer Story in Hindi ........ Fairy Tales

Category

ЁЯШ╣
Fun
Transcript
00:00Chatur Kisan
00:07Ek samay ki baat hai ki waha ek kisan rehta tha, jo apne ghar se bahut door ek ameer Nawab
00:12ke khet me kaam karta tha.
00:14Ateet me dakaiton ke girho on parvaton par chhupe rehte, jo meydanon ke peechhe hote.
00:19Par samraat ne apne zibahiyon ko bheja tha ki wo dhoon dhoon kar choron ka sapaya tha.
00:24Aur ab wakshetra surakshit aur shaant tha.
00:27Aare yeh kya? Ek aur hathiyar?
00:33Kabhi kabar un kheton me purani lakdiyon ke hathiyar mil jate the.
00:38Ek baar jab wo ek ped ka tana kaat raha tha, kisan ko ek sone se bhara thaila mila.
00:45Kya yeh sona hai?
00:49Ab is kisan ne apne jeevan me bas chaandi ke hi sikke dekhe the.
00:54Aur wo itna saara sona dekh kar bahut vismit ho gaya.
00:58Jab wo ghar ki aur chalne laga, toh pehle se hi andhera ho gaya tha.
01:02Main itne saare sone ka aakhir kya karoon?
01:05Apne ghar ke raaste par kisan ne un sab samasyaon ke baare me socha,
01:09jo is achanak mili daulat ke kaaran utpan ho sakti hai.
01:12Hmm, par main is sone ka istimal kaise kar sakta hoon?
01:16Har cheez jo Nawab ke kshitra me milti hai, wo Nawab ki hi toh hoti hai.
01:22Qanoonan kisan ko wo sona Nawab ko dena tha.
01:25Kisan ne faisla kiya, ki uske liye khazana swayam rakh lena kahin zyada nayayochit tha.
01:32Waise bhi Nawab ke paas toh sab kuch hai.
01:34Main gharib hoon aur mujhe is paise ki usse kahin zyada zarurat hai,
01:38toh main isse rakhunga.
01:40LekinтАж
01:42Usne samajh liya ki usse kitna jokhim mool lena padega,
01:45yadi kisi ko bhi uski isse khush naseebi ka pata chalega.
01:48Mujhe kisi ko bhi iske baare mein kuch nahi batana chahiye.
01:51Par meri patni ke baare mein kya,
01:53wo apna muh band rakh nahi sakti,
01:55aur wo koi bhi rahe se chhipa kar bhi nahi rakh sakti.
01:58Agar usne kisi ko bhi kuch bhi bata diya,
02:00toh main jail mein daal diya jaaunga.
02:03Ab mujhe kya karna chahiye?
02:06Usne baar baar baar baar samasya ke baare mein socha,
02:10jab tak ki usse samadhan na mil gaya.
02:12Aur usse zarur iska samadhan mila.
02:14Toh ghar pauchne se pehle usne wo soni se bhara thela,
02:17ek jhaadi mein rakh diya,
02:19kuch devdaar ke vrikshon ke kareeb.
02:21Aur agle din bhajaye kaam par jaane ki,
02:24wo gaun mein gaya,
02:26kuch baniya machliyan kharidne ko,
02:28kuch donuts aur ek khargosh.
02:31Dhoopair ko wo ghar gaya,
02:33aur apni patni se kaha,
02:35Apni baas ki tokri lo, aur mere saath aao.
02:37Kal raat baarish hoi thi,
02:39aur jangal ko gurmukto se bhara hua hai.
02:41Humein un tak pauchna chahiye,
02:43toh isse pehle koi aur waha pahunje.
02:45Aa, kookar mutte, chalo chali.
02:49Patni jise kookar mutte bahut pasand the,
02:51usne apni tokri uthai,
02:53aur apne pati ki peechhi chaldi.
02:55Jab wo jangal mein pauchi,
02:57toh kisan chillate hui,
02:59apni patni ki aur daud gaya.
03:01Tekhu, tekhu, humein ek donut ka ped mila hai.
03:03Aur usne usse wo tehniya dikhai,
03:05jise usne pehle se hi,
03:07donuts se lad diya tha.
03:09Haa, he bhagwan,
03:11Haan, kaun soch sakta hai?
03:13Kher jao, aur waha uss ghaas mein
03:15kookar mutte dhoond lo.
03:17Patni hairan reh gayi,
03:19aur aur bhi zyada uljan mein pad gayi,
03:21jab kookar mutto ki bajaye,
03:23usse ghaas mein machhliya mili.
03:31Tekhu, priye, ghaas mein bahut saari machhliya hai.
03:33Tekhu, priye, ghaas mein bahut saari machhliya hai.
03:41Aaj hamara bhaagishali din hai.
03:43Mere dada kaha karte the ki,
03:45har ek vikti ka bhaagishali din hota hi hai.
03:47Shayad humein aaj khazana bhi mil jaye.
03:51Ek afwa hawaaz hone ke saath saath,
03:53kisan ki patni Chipu bhi thi.
03:55Toh usne apni patni par vishwas kiya
03:57aur dohraaya,
03:59aas paas dekhte hui,
04:01yeh hamara bhaagishali din hai.
04:03Yeh hamara bhaagishali din hai.
04:05Aur wo ghaas mein machhliya dhundti rahi.
04:09Ab tak us aurat ki tokri machhliyon se bhar gayi thi.
04:13Jab wo aur uska pati tath par pohchi,
04:15toh kisan usse pehle daud gaya.
04:17Usne jhaadi ki andar dekha aur kaha,
04:19Kal maine apne jaal bichhaye the,
04:21aur ab main dekhna chahata hu ki,
04:23kya koi machhli ya koi jeenga phasa.
04:27Kuch minute ke baad patni ne pati ki bahut hi
04:29kuch minute aawaaz suni.
04:31Zara idhar aao aur dekho maine kya pakda hai.
04:33Kitna asadharan bhaag gaye hain hamara.
04:35Maine ek khargosh ko pakda hai.
04:37Wo wapas ghar jaha rahe the,
04:39aur patni uttejit hokar bolte ja rahi thi.
04:41Us badiya raat ke khaane ke baare mein,
04:43jisme honge donuts, machhli aur khargosh.
04:45Kisan muskuraya aur kaha,
04:49Chalo phir janga se guzarte hain.
04:51Hame aur donuts mil sakte hain.
04:55Oh haan, chalo chalein.
04:57Wo us thaan par gaye jaha,
04:59kisan ne apne suni ki sikon ko chhipaya tha.
05:01Kisan ne dikhawa kiya,
05:03jaise usse kuch mila hai.
05:11Kya aakar dekho?
05:13Yaha ek ajeeb sa thaila hai.
05:15Yeh suni se bhara hua hai.
05:17Kya?
05:19Tum kya keh rahe ho?
05:21Haan, mere khyaal se toh yeh ek
05:23jaadu ka jangal hai.
05:25Kisan par donuts mile aur phir
05:27hame ghaas mein machhliya mil gai.
05:29Aur ab
05:31sona.
05:33Pechaari aurat itni utawali ho gayi ki
05:35uski aankhon mein aansu bhar gaye.
05:37Wo ek aur shabd na bol saki.
05:39Aur jab usne chamakti sikon ko chua,
05:41toh uski diggi band gayi.
05:43Itna saara sona?
05:45Aur ab yeh sab
05:47hamara hai?
05:49Haan, bilkul.
05:51Ghar pahoj kar khaane ke baad,
05:53toh na saka.
05:55Kisan aur uski patni baar baar utte rahe,
05:57apne us khazaane ko dekhne ke liye,
05:59jisse usne chhipaya the purane boot mein.
06:01Agle din kisan wapas kaam par gaya.
06:03Par pehle usne apni patni se kaha,
06:05Suno, kisi ko kuch bhi
06:07is baare mein mat batana theek hai?
06:09Bishak, kabhi nahi.
06:11Main bewaqoof nahi hoon.
06:13Aur uske baad wo har din yahi sujhao
06:15baar baar dohra tha.
06:17Jaldi hi
06:19pura gaon us khazaane ke baare mein
06:21sun chuka tha.
06:23Kisan aur uski patni ko
06:25Nawab mein gulaya.
06:27Aur jab andar wo usse milne gaye,
06:29toh kisan ne apni patni ke peechhe
06:31khade hone ki koshish ki.
06:33Maine suna hai, tumhe ek khazana
06:35mila hai?
06:37Oh, bishak hume mila hai, janab.
06:39Kya batasakti ho?
06:41Kab? Aur kaise?
06:43Ek jaadu ke jangal mein.
06:45Uski patni ne
06:47jawab ke agra par pehle
06:49ke baare mein baat ki.
06:51Phir ghaans par ki machliyon ke baare mein.
06:53Aur ant mein nadi ke khargosh ke baare mein.
06:55Is beech uske peechhe khada
06:57uska pati, apne maathe ko
06:59apni ungliyon se thap thap aata raha.
07:01Aur Nawab ko ishaara karta raha.
07:03Nawab us aurat par ab taras kha
07:05kar dekhne laga.
07:07Aur phir main shart laga sakta hun ki
07:09wahin tumhe khazana bhi mila hoga?
07:11Yeh sahi hai, janab.
07:13Nawab kisan ki ur muda aur apni
07:15ungliya uske maathe par thap thap aate hue
07:17Usne sahanu bhooti purvak kaha
07:19Main dekh raha hu, tumhara matlab kya hai?
07:21Durbhaagyavash meri patni ke saath bhi
07:23yahi samasya hai.
07:27Kisan aur uski patni ko ghar bhej diya gaya
07:29aur kisi ne unki kahani par
07:31vishwas nahin kiya.
07:33Aur usi tarah wo chatur kisan jail nahin gaya.
07:35Aur usne apna paisa bahut
07:37buddhimani se kharj kiya.

Recommended