#ptijalsa #islamabad #pmlngovt #headlines
Police find ‘suspicious bag’ near PTI rally site in Islamabad
PTI leader Mehmood ur Rasheed’s son arrested in Islamabad
Moeen Ali retires from international cricket
South Waziristan: Man killed, three injured in Wana explosion
Metro bus service suspend amid PTI public rally
PTI rally: No accommodation in Islamabad hotels till Sept 9
PTI rally aim to release party founder: Asad Qaiser
Neymar Jr sends emotional message to Luis Suarez on international retirement
NADRA Smart ID Card September 2024 Fee Update
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Police find ‘suspicious bag’ near PTI rally site in Islamabad
PTI leader Mehmood ur Rasheed’s son arrested in Islamabad
Moeen Ali retires from international cricket
South Waziristan: Man killed, three injured in Wana explosion
Metro bus service suspend amid PTI public rally
PTI rally: No accommodation in Islamabad hotels till Sept 9
PTI rally aim to release party founder: Asad Qaiser
Neymar Jr sends emotional message to Luis Suarez on international retirement
NADRA Smart ID Card September 2024 Fee Update
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00PTI ka Islamabad, Sanjani me Jalsa, Pindal Sach gaya, Karkuno ki aamaj jaari, Islamabad
00:09aur Rawalpindi ke mukhtalif raaste bandhone se logon ko mushkilat.
00:13Faizabad, Khannapur, Rawalpindi, T-Chowk, 26 number chungi par container laga kar raaste
00:18seal.
00:19Murree road ko bhi mukhtalif mukhamat par bandh kiya gaya.
00:21Search operation ke dauran Sanjani me mashkoog bag se dasti bum, detonator aur baarudi mawag
00:26mila.
00:27Police ka kehna hai daakhli aur khaarji raasto par checking badha di hai, Islamabad police
00:31ka kehna hai zila-e-intazamiyaan ne jalsa ke liye route mutayyan kar rakhe hain, khalaq
00:36warzi par pauri ghariftaar kiya jaayega.
00:38Bazir-e-ala KP, Ali Amin, Gandapur kaafla lekar Islamabad pohoj gaye, Warrister Zaif
00:43ka kehna hai KP se humare log bandobast kar ke aa rahe hain.
00:57Awaami taqat ke saamne koi rukawat nahi daal sakta, log har surat paunchenge, jalsa bohot
01:23bada hoga.
01:24Chairman PTI par Warrister Gauhar kehte hain, jalsa waqt par khatam hoga, dharna hoga na
01:29long march, rukawate na daale aur logon ko jalsa gaah tak paunchne de, mulk pharse kaafle
01:34Sanjani ki taraf rawa dabha hain, jalsa gaah ki taraf jaane baale har road ko band kiya
01:39gaya hai.
01:40Rana Sonaullah ne Bani PTI aur PTI ko Israeli siyasi brand karar diya, kaha Israel Times
01:52ne Pakistan mein inkalab tabdili lane ki haqeeqat khol di, inkishaf ke baad 9 Mai ki mansooba
01:57saazi, hum log ki wujuhaat mazeed waaze ho gayi, Nawaz Sharif ko hatane ki kahaani Israeli
02:02akbaar ke mazboon ko padkar samaj aa jati hai, Pakistaniyon ko Palestiniyon ke qatil,
02:07Israel ki siyasi brand ka boycott karna chahiye, ho sakhaik ke baad PTI ko jalsiyon ki nahi
02:13doob marne ki zarurat hai.
02:22Wazir-e-Itilat Punjab Asma Bukhari kehti hain, Islamabad mein aaj tamasha hone jaa raha hai,
02:52Jalsa Mansuki ka rate to 5000 rupee tha, aane ke rate ka pata nahi, Jalsa ke liye free
02:58hand diya gaya hai, koi rona dhona nahi chalega, haalaat kharab karne ke ilaba aapko har cheez
03:03karne ki ijazat hai, isse zyada chhoot aur kya hogi ki ishtihari bhi dandan aate phir raha
03:08hai, kya PTI Markazi Rahanmah social media par jali videos aur tasmeere share karke Jalsa
03:13ki mashoori kar raha hai, haqeeqat ye hai inhe Jalsa ke liye log nahi mir raha hai,
03:17Maryam Aurangzeb ka khena hai, jalsi karein, roeyin, peetein ya cheekhein, saza toh milegi,
03:22riyasat ke khilaf mansoobabandi karke hamla karne ki koi maaf hi nahi, NAAP ke nahi kanoon
03:27ki tahe, relief ki pehli darkhwas 9 May ke mujrim ne di.
03:30Wazir-e-Diwar Khwaja Asif kehte hain, Bani PTI ke khilaf shawahid military trial ki tarah
03:49jaa rahe hain, cheez waze hoti jaa rahi hai, ho sakta hai unka military trial ho, Faiz Ameed
03:54ki khaahish hogi ki saara hamalba Bani PTI par dala jaye, TV interview me Khwaja Asif
03:58ka khena tha 9 May ke waqayat ki mansoobabandi kahin se hui thi, ye laazmi taur par Bani PTI
04:03ki hidayat thi, gham Bani PTI ko iqtidar chhin jaane ka tha, doosra gham Faiz Ameed ko bhi tha,
04:10wo army chief banna chahate the, iss silsile mein unhone Muslim League Loon ki qayyadat se
04:14bhi raapta kiya aur yaqeen dihaniya bhi karwain ki agar aap unko army chief banane ki himayat
04:19karenge, toh wo wafadari ke saath nibhayenge, unhone kuch zamanate bhi deen.
04:49Sadr Asif Ali Zardari khususi tayyare ke zaliye Karachi se Islamabad rawana, Senator Sherry
05:00Rahman bhi Sadr Zardari ke hamra hai, zaray ka khena hai PPA qayyadat ki hidayat par Arkaan-e-Qaumi
05:04Assembly aur Senators bhi Islamabad pauchna shuru ho rahe hain.
05:07Wifaqi Wazir-e-Daqla, Mohsin Naqvi aur Jamaat-e-Islami ke naib Ameer Liaquat Baloch ke darmeyan telephone
05:15ek raapta, Liaquat Baloch nikah mozaqraat mouhide par amal dharamat se matalik agah karne ke liye
05:20Mohsin Naqvi aur Atata Rarman Soora aayenge. Mohsin Naqvi nainternational Islamic University
05:25ke tolaba ke masaal hal karne ki bhi yaqeen dihani kar bhai hai.
05:33Maujooda siyasi halaat, mulk mein kya hone jaa raha hai? Senator Faisal Wawda se honge
05:38aham sawalat, Senior Anchorperson Mohammad Malik aur Rauf Klasra pesh karenge bharpoor
05:43tadziye. Dekhiye ARY News ki khususi rishriyaat aaj raab 10 bhajiye Waseem Wadami ke saab.
06:14Mukhtalif mulko mein siyasi panah lene wale afraad bhi is gharoon se muaghnat lete rahe.
06:18Giraftaan network ka international danki guruhon se raapte ka inkishaab.
06:22Mujrimana asargarmiyon mein bharati aur Afghan bashinde bhi mulawas hai.
06:26Daurane tafteesh Pakistan ko badnaam karne ke bharati saazish bhi benaka.
06:30Wifa ki Wazir-e-Daakhla, Mohsin Naqvi ki Intelligence Agency aur FIA Lahore ko shabash.
06:35Kaha insani smuggling ki fatme ke liye aakhri hath tak jaayenge,
06:39insani smuggling mein mulawas mafia se ahni hathon se nimta jaayega.
06:48Wazir-e-Azam ne mulk mein insidade polio mohim ka aaghaz kar diya.
06:51Bachon ko polio ke katre pila kar mohim ka aaghaz kiya. Kal se saath roza polio mohim chalai jaayegi.
06:57Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ne takreeb se khatab mein kaha,
07:00Kabul team ki nigrani mein insidade polio mohim shuru ho rahi hai.
07:03Mujhe umeed hai polio ka Pakistan se khatma ho jaayega.
07:07Wifaq aur Subahi hukumtein milkar is mohim ko mausar banayengi.
07:10Yakeen hai ishtamai koshishon se watan ko polio se paak karenge.
07:14Insidade polio mohim ke liye bainal akwami shirakatdaaron ke maskoor hain.
07:28Lafso ke khel mein Pakistan phir bazi le gaya,
07:32Colombo mein 16 saal ke Afwan Salman World Youth Travel Champion ban gaye.
07:36Afwan ne 23 mein se 19 games mein halifon ko zehr kiya.
07:40Pakistan record, paanchwa title jeetnewala pehla mulk ban gaya.
07:44Championship mein 138 khiladiyon ne hissa liya.
07:53Bharat se jung ka koi imkaan nahi.
07:55Bharti Wazir-e-Defa ke Bangladesh ki sarat par Fauj ko tayyar rehne ke bayan par
07:59Bangladeshi Ugoori Wazir-e-Karja ka radheyamal.
08:01Tauheed Hussain bole ki is tarah ke bayan se pareshani se zyada hairat hui hai.
08:05Is moamne par kuch kehna kablas waqt hai.
08:07Bharti Wazir-e-Defa ne joint commanders ki takreep se khatab mein Fauj ko
08:11Bangladesh ki sarat par ghair mutawakka surat-e-haal ke liye tayyar rehne ki hidayat ki thi.
08:16Bharat faraar hone wali Haseena Wajid ki wajah se dono mulku ke taalukaat Sardmori ka shikar hain.
08:29Yom-e-Bahriya milli josh-o-jazbe se manaya cha raha hai.
08:327 aur 8 September ki daryani shab, Pak-Bahriya ne Bharti Naval Base, Dwarka par hamla kiya
08:38aur sirf 4 minute mein Bharti Naval Base ko raak ka dher bana diya.
08:42Operation Somnath mein Pak-Bahriya ke 7 jangi jahazon ne hisa liya.
08:46Pak-Bahriya ki bombaadi se Bharti Air Force ka radar bhi zameen-boost ho gaya.
08:50Yom-e-Bahriya par khususi video, har lehsa tayya chari kar di gayi.
08:54Video mein challenges se nimrtne ke liye Pak-Bahriya ki defaai, salahiyuton aur tayyarion ka izhar kiya gaya.
09:001965 aur 71 ki jang mein Bahadur-e-Ki daasane rakam karne walon ko bhi khiraj-e-tahseen pesh kiya gaya.
09:11Yom-e-Bahriya par Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki Pak-Bahriya ke afsaraan aur jawano ko mubarak baat.
09:16Pehgaam mein kaha, samandari hudood ki hifazat ke liye Pak-Bahriya ki ghar mutazalzal lagan
09:21aur saabit kadami misali hai.
09:23Pak-Bahriya ke khidmat aur qurbaniyon ko sarahti hain.
09:26Wazir-e-Rakhla Mohsin Naqvi ka Yom-e-Bahriya par Bahadur samandari mahaafizon ki azeem qurbaniyon ko khiraj-e-kidar
09:32kaha Pak-Bahriya ke jaabazon ne samandari hudood ka defa karte huye dushman ko shikas di.
09:37Pak-Bahriya har kism ki challenges ka mukabla karne ke liye hamma waqt tayyar hai.
09:42Yom-e-Bahriya milli joshu jazwe se manaya chara hai.
09:46Sadr-e-Mumlikat Asif Zardari aur Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka Pak-Bahriya ko khiraj-e-tahseen.
09:51Sadr-e-Mumlikat ne kaha 1965 ki jang me Pak-Bahriya ne apne silahiton ko ka loha manwaya.
09:56Wazir-e-Azam ne kaha samandari hudood ke haifazat ke liye Pak-Bahriya ki ghar mat-e-zalzal, lagan aur sabit kadmi misali hai.
10:03Wazir-e-Rakhla Mohsin Naqvi ka Yom-e-Bahriya par Bahadur samandari mahaafizon ki azeem qurbaniyon ko khiraj-e-kidar
10:10kaha Pak-Bahriya har kism ki challenges ka mukabla karne ke liye hamma waqt tayyar hai.
10:16Governor Sindh Kamran Tisori ki Yom-e-Bahriya ki takreer me shirkat,
10:21Kamanat Karachi Rail Admin Mohammad Saleem ne istaqbal kiya.
10:24Governor Sindh ka kehna tha 8 September samandari dipa ke ghar mat-e-zalzal azeem ki yaad dilata hai.
10:30Pak-Bahriya ne takatwar Bahriya ko jazwa-e-eemani se shikast.
10:34Kaum Pak-Bahriya ke pukhta hausle aur lagan ko khiraj-e-tahseen pesh karti hai.
10:39Governor Sindh ki Pak-Bahriya ki shahada ke ahli khana se mulaqat, shahada ko khiraj-e-kidar pesh kiya.
10:45Khyber Pakhtunkhwa mein M-Pox ke 4 marees se ihtiyaab hu gaye.
10:52Zaraay ka kehna hai, report Khyber Pakhtunkhwa hukumat ne bhijwaayi hai.
10:56Mareeson ka taaluk Mardaan, Peshawar aur Akzai, Naushahra se tha.
11:00M-Pox ke 3 cases airport aur ek community se report hua tha.
11:03Junobi Waziristan ke alaake Wana ke gaon ka report me dhamaka.
11:12Ghaadi ko nishana banaya gaya, ek shaks jaan bahak 3 afraaz zakhmi hua, ghaadi tabaah hu gaye.
11:19Padeen ke alaake Maatli mein police par dhaba bolne par muzahireen ke khalaab mukadma dar.
11:24Jais-e-speaker kehna hai, muzahireen ne patrao kiya aur police mobile ko nuksaan pahunchaya.
11:29Muzahireen ko muntashir karne ke liye majbooran lathi charge kiya.
11:36Israeli forces ne 24 ghande mein maseed 31 palestinian ko shaheed kar diya.
11:41Zibaliya camp mein israeli hamle mein 8 palestinian shaheed.
11:44Palestinian hukam ke mutaabik civil defence ke deputy director Mohammad Marsi, Ahle Khana samayat hamle mein shaheed hua.
11:51Maghribi kinare mein Turk Nayaad Ameriki samajhi kaakun par hamle par Turk Sadr ki muzabmat kaha,
11:56Israel ke takabur aur dehshatgardi ko sirf Islami mamalik ke ittihad se rohka jaa sakta hai.
12:02London mein israeli mazarim ke khalaab bada muzahira.
12:08Ritin yahoo naakam ho gaye yeh hukumat humare liye bais se sharm hai.
12:12Fauri jangbandi ki jaa Israel mein.
12:14Hukumat ke khalaab sabse bada muzahira.
12:177.5 lakh afraad ne shirkat ki, Tel Aviv aur Maghboza bait ul muqaddas ki sarkein muzahireen se bhar gayi.
12:23Police ne mutaadit muzahireen ko griftaar kar liya.
12:28Sar jang ke baaj aaj wain al-qawami nizam khatre mein hai.
12:31Ameriki obatan mein khufi aidaro ke sarbarahan ka ghaza mein jangbandi ka mutaliba.
12:36CIA ke director William Bruns aur MI6 ke Sabra aur Richard Moore ka Financial Times mein mushtar ka mazmoon.
12:43Likha, humne Farikand ke darmayan kashibgi mein kami ke liye koshish ki hai.
12:47Mazmoon mein, Rus, Ukraine tanaza,
12:50Chien ke saath moamlaat aur Mashriq-e-Busta ki surat-e-hal par rai ka ishaar kiya gaya hai.
12:55Asia mein, rava saal ka sabse taakatwar toofaan Yagi-Chien ke baad Vietnam se takra gaya.
13:07Chaar afraad halaak, Darul Uqbaat Hunui mein moosladhar baarish se mukhtalif ilaake zehre aab aagey.
13:13Tez hawaon ke baayis daraag gir gaye.
13:15Asian Hockey Champions Trophy mein Pakistan aur Malaysia ka match dodo goal se barabar.
13:22Pakistan ke jaanat se Safiyan Khan aur Ahmed Nadeem mein goal kiye.
13:25Kaumi team apne doosar match mein Calcoria se mukabla karegi.
13:29Revan Challenger Tour Skosh mein Pakistan ke doodh zaman ko shikaz final mein Bharti Harif baazi le gaye.
13:34Vela-1 ki fatah ka score 11-5, 11-6 aur 11-9 raha.
13:42Paris ke Pakistani Sifarah Thane mein Bronze Medalist Heather Ali ke aizaas mein takreeb.
13:47Golden Boy Arshad Nadeem ne Kaumi Hero ko mubarak baat di.
13:50Embassy pohoshne par Pakistani Zafir Asim Iftikhar ne gundasta pesh diya.
13:54Fans ne athlete ke saath tasabeer bhi banwai.
13:57Paris Paralympics ikhtitami banahil mein daakhir.
13:59Brazil ki athlete Sauras ne Women's 400m race mein talayitam ka jeet liya.
14:04Men's 100m race mein Australia ki James gaamiyaab.
14:06Kabateen Javelin mukabne mein Uzbekistan ki kurban hua ne.
14:09Sone ka tamgha jeeta.
14:11Britannia ke Funlay Grand Cycling mein gold medal le ude.
14:14English All-Rounder Moeen Ali ka international cricket se retirement ka alaan kaha kaafi cricket
14:24kheli.
14:25Ab waqt naye nasal ka hai.
14:26Apne isse ka kaam kar diya.
14:28Moeen Ali ne aaj se Test 188, One Day aur Baan Day T20 mein English England ki numaid
14:34bhi ki.
14:35Bollywood ki maroon jodi Deepika Padukone aur Ranveer Singh ke ghar beti ki peydaaish
14:39social media par badda hoon ki mubarak baat.
14:41Ranveer aur Deepika Padukone ki shaadi 2018 mein Italy mein hui thi.