• 2 months ago
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, Alhamdulillah-e-Rabbil-Alamin, Wa-Salaatu-Wa-Salaam-Ala-Khatam-An-Nabiyyin.
00:14Nazir-e-Muhtama-Salaam-Alaikum-Wa-Rahmatullahi-Wa-Barakatuhu.
00:17Programme Seerat-un-Nabi-Sallallahu-Wa-Alaihi-Wa-Alaihi-Wa-Sallam ke saath aapka mizbaan Dr. Mahmood Ghaznavi
00:23aur hum sab ke pasandida scholar Janab-e-Shujauddin Sheikh khadir-e-khidmat hain.
00:28Har jumay aur haftay ki raat 9 bajay humari aapki ARYQ TV pe mulaqat hoti hain.
00:34Seerat ke tanazur mein hum apne maashrati muamlaat ka, apne zaati rawayiyon ka jaayza lete hain aur
00:43Seerat chuke humare liye mishal-e-raah hain, uski roshni mein hum is baat pe guftu karte hain
00:50ke humari zindagi kaise honi chahiye.
00:52Namuna humare pad saamne maujood hain, lekin humari zindagi kaise guzar hain, is par hum baat karte hain.
00:57Pishli martaba agar aapko yaad ho to baat ho rahi thi is par ki humne apne apne maabood bana rakhay hain.
01:09Taagood par baat ho rahi thi.
01:11Apne apne maabood bana rakhay hain, hum unki ibadat karte hain, unki itaat karte hain.
01:17Kahin humne daulat ko maabood banaya waah hain, kahin khwaishaat ko maabood banaya waah hain.
01:21Main maabood ka lafz montaqil kar raha hun, taagood par.
01:25Humne nafz ko taagood banaya waah hain, humne maal ko taagood banaya waah hain,
01:29humne shuhrat aur izzat ko taagood banaya waah hain.
01:32Taagood ka matlab yeh hota hai ki Allah ke hukum ko maazallah ek side me rakhay apna hukum chalana.
01:38Khwaish ke hukum ko maanna, itaat karna, daulat ki prastish karna.
01:43Aur Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke ahadith mubarak ka mafoom bhi tha na,
01:46ki halaak ho darham ka banda, halaak ho deenaar ka banda.
01:49To yeh wo bandagi ka matlab yeh, kisi ki itaat kar dena, uske hukum ko maante rehna.
01:54Aur sirf ussi ki hukum maanna.
01:56To aisi tamam cheezein, jo Allah ke hukum se door kar rahi ho,
02:00aur apni ya kisi ki baat, koi shaks apni nafz ko maan raha ho, apni baat maan raha ho,
02:05khwaishon ko maan raha ho, kisi giro ki baat maan raha ho,
02:07aur Allah ki baat ko pasmanzar me daal raha ho, wo asal mein taagood hai.
02:11Aur ispar pichli marda guftu warati hai, Shuja sahab se pichli program ka recap letein,
02:15phir Inshallah aage chaltein aur baat kartein.
02:17Ki hum apne taagood mein ka shikar hain, jiski wajah se aaj hum zillaton mein doobe ho.
02:24Assalamu alaikum.
02:25Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:27Kaisi mizaaj hain?
02:28Alhamdulillahi rabbil alameen.
02:29Aap khairi se hai?
02:30Baat Allah ka shukr hai, Alhamdulillah.
02:32Baat pichliye program mein taagood ke hawale se ho rahi thi,
02:35aur bade bade taagood hain, shuhrat ka apna ek taagood hota hai.
02:38Allah sab ko apni aman mein rakhi hain hum sameet.
02:41Jazakallahu khair, Doktor sahab.
02:42Bismillahirrahmanirrahim.
02:44Allahumma salli ala Muhammadeen wa ala aali Muhammadeen wa barik musallim.
02:48Rabbi shuraah li sudri wa yassir ili amri,
02:50wahlul ukhudatan min lisani,
02:52yafqahu qawli,
02:53waj'al li wazeeran min ahli.
02:55Ameen ya Rabbil alameen.
02:56Gudishta nishis mein humne kuch aur mauzuat par bhi kalam karte hui,
03:00aakhir mein taagood ke hawale se baat ki thi.
03:03Ek nukta yeh tha jo gudishta nishis mein humare saamne aaya,
03:06ki jo kuch dikhai de raha hai,
03:09madda paristana soch rakhne wala ek shaks,
03:13is zahir ko sab kuch samjh leta hai,
03:15aur haqiqat ko faramoosh karta hai.
03:17Aur wahi ki talim yeh batati hai,
03:20jo nabiye mukarram alaihi salam ke dhariye
03:22qurani hakeem aur ahadith ka ilm hum tak pocha,
03:24wahi ki talim yeh batati hai,
03:26ki jo nadar aa raha hai,
03:28yeh asal nahi hai.
03:30Asal kya hai?
03:31Allah taala ki zaat.
03:33Asal kya hai?
03:34Aakhirat ka muamla.
03:35Asal kya hai?
03:36Humare is wujud mein jo rooh maujood hai.
03:38Lekin is waqt ek materialism ka daur daura hai,
03:41madda parasti ka ek daur daura hai,
03:43dajjal aur dajjali tehzeeb ka ghal ghala hai,
03:46jiska nateeja kya hai,
03:47khaliqh par kalam nahi hota,
03:49kainat khub dikhai deri hai,
03:51kainat ko khub explore kiya jaa raha hai,
03:53rooh par kalam nahi hota,
03:55jism hi jism par tabajjo ka maamla.
03:57Maaf kaiye.
03:58Aakhirat zire guftagu nahi rehti,
04:00duniya hi duniya maqsood ban jaati hai,
04:02to teen ke mukabale mein teen baaton par
04:04tabajjo ka maamla zyada ho gaya,
04:06khaliqh ke mukabale mein kainat aur makhloog,
04:08aur rooh ke mukabale mein jism,
04:10aur aakhirat ke mukabale mein duniya,
04:12peghambar alaihi salatu salam jo taaleem laaye,
04:14aur deekar anbiya rusul jo taaleem nahi hai,
04:16wo yeh batate ki duniya yeh guzarga hai,
04:19yeh asal nahi hai,
04:20yeh duniya is poori kainat ka hisa hai,
04:23zarra hai,
04:24asal to aakhirat ke zindagi hai,
04:26yeh jism tumhe nadar aata hai,
04:27magar asal isme jo sheh hai,
04:29wo rooh hai,
04:30jo Allah ki taraf se phooki gayi,
04:32is dajjal, dajjali tehzeeb,
04:34aur madda parasti ka mukabala,
04:36hum wahi ki taaleem ke zariye hi kar sakte hain,
04:38yeh isharatan humne pishni martaba kalam kiya,
04:41phir hum baat karte karte aaye,
04:43taahood ke taallukh se,
04:45jaise intro mein bhi aapne,
04:46lafze taahood bhi isimal kiya,
04:48lafze ma'bood bhi isimal kiya,
04:50lafze ibaadat bhi isimal kiya,
04:52ek aur baat add karne,
04:54kuch cheezon ke budh tarash liye jaate hain,
04:56aur unke peechhe banda lagta hai,
04:58hala ki bande ko Allah ki ibaadat me lagna chahiye,
05:02humne kalam kiye,
05:03taahood ka lafz yeh toghiyani se bana,
05:05jaise dariya hai,
05:06uske do kenare hote hain,
05:08kuch hudud muayyen hote hain,
05:09apne oqaat se bahar ho jana hai,
05:11jab shailabi rayla aata hai,
05:12toh wo apne hudud se bahar nikal aata hai,
05:14is hudud se bahar nikalne pe,
05:16hum kehte hain ki dariya mein toghiyani aagayi,
05:18aur jab toghiyani aati toh barbaadi aati,
05:20ko bhi faayda nahi hota uske,
05:22toghiyani ka faayda kabhi nahi hua,
05:24barbaadi aati,
05:25toh dariya mein toghiyani ka aajana yehi hai,
05:28jisse hum lafze taahood istimal kar sakte hain,
05:32qurani kareem e lafze taahood,
05:34shaitaan ke liye bhi istimal hua,
05:36qurani kareem e lafze taahood,
05:38sardaraan e quraish ke liye,
05:40ya mushrik e kafir sardaroon ke liye bhi istimal hua,
05:43aur phir humne isko mazeed yeh samjha,
05:45ki koi shaks bhi ho sakta hai,
05:47koi idara bhi ho sakta hai,
05:49koi hukmaran bhi ho sakta hai,
05:52fard, idara, hukmaran, parliament,
05:55jo Allah ke hukum ke mukabale mein,
05:57apna hukum ki baat karein,
05:59Allah ke qanoon ke mukabale mein,
06:01apne qanoon ki baat karein,
06:03aur agar koi Allah ka hukum chod kar,
06:05apne nafs ki maan raha hai,
06:07koi Allah ka hukum uske mukabale mein,
06:09kisi idara ki maan raha hai,
06:11koi Allah ke hukum aur qanoon ke mukabale mein,
06:13kisi hukmaran ki maan raha hai,
06:15to ab yehi fard, yehi idara,
06:17yehi hukmaran, taahood ban jata hai,
06:20intro mein jo aapne baat bayan farmai,
06:22wo munkin hai ke,
06:24badi bhaari mehsoos hui ho nazareen ko,
06:26go ke aapne hadith sharif ko ishara bhi kiya,
06:28hawala bhi diya,
06:30bukhari sharif ki hadith iska aapne dhikr kiya,
06:32ta'isa abdu dinari wa abdu dirham,
06:34halaag ho gaya dirham ka banda,
06:36aur dinar ka banda,
06:38wo bhai banda to Allah ka banda hai,
06:40abdullah ka maddab Allah ka banda,
06:42nai, yeh maal ke peeshe diwana hua,
06:44aur halal haram ki tamizh ko chod diya,
06:46yeh dirham, dinar, rupiah, paisa,
06:48iske peeshe laga,
06:50Allah ke ahkamat ko bhula diya,
06:52Allah ke ahkamat ko tod diya,
06:54halal haram ki tamizh khatam ho gayi,
06:56to yahan ma'bood kaun ho gaya,
06:58yeh maal ma'bood ho gaya,
07:00aur yeh maal ka banda ban gaya,
07:02to is ma'ana mein samajhna hai,
07:04ki ibadat Allah ki,
07:06aur taghut ka inkar zurur,
07:08yeh bhi ayat-e-karima hamne peesh ki thi,
07:10surat-ul-baqarah mein,
07:12ayat no.255 surat-ul-baqarah mein,
07:14ayat-ul-kursi hai,
07:16aur agli ayat mein zikr aata hai,
07:18famay yakfur bit-taghuti,
07:20wa yu'mim billahi,
07:22faqad istamsaka bil-urwati-l-wufqa,
07:24ghairullah ka inkar karna,
07:26jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:28jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:30jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:32jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:34jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:36jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:38jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:40jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:42jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:44jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:46jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:48jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:50jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:52jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:54jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:56jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
07:58jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
08:00jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
08:02jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
08:04jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
08:06jhoot-e-ma'bood-o-ka inkar karna,
08:08la mahbooba illa Allah,
08:10la matlooba illa Allah,
08:12la maqsooda illa Allah,
08:14la ma'booda illa Allah
08:16Allah ke sewa koi mahboob nahi,
08:18Allah ke sewa koi matloob nahi,
08:20Allah ke sewa koi maqsood nahi,
08:22Allah ke sewa koi ma'bood nahi
08:24sab itaat-e-neech-e,
08:26taub-par Allah, aur Allah ke Rasool-e-Alaihi-Salaam ki itaat-e-neech-e,
08:28sari mahabbat-e-neech-e,
08:30taub-par Allah, aur Allah ke Rasool-e-Alaihi-Salaam ki mahabbat rahegi,
08:34is maana mein taahood-ka inkar laazim,
08:36jhoota ma'bood-o-ka inkar laazim,
08:38aur ma'bood-e-bar haqq, Allah par imaan,
08:40aur ussi ki itaat karna hum par laazim hai.
08:42Shoaib sahab ne yeh firmaaya hai
08:44ke pehle inkar, aur baad mein iqraar hai.
08:46Jab Hazrat-e-Adam a.s. ko
08:48is duniya mein
08:50bhija gaya, maboos kiya gaya,
08:52tab bhi ek kalma
08:54jo tha,
08:56aur wohi kalma jo hai
08:58aaj tak chalta aaya.
09:00Kalma hi hi tha na,
09:02la ilaha illa Allah,
09:04Adam Safiullah.
09:06Nahi hai koi ma'boods
09:08shivaay Allah ke, aur
09:10Hazrat-e-Adam jo hai, hu Allah ke
09:12Nabi hain.
09:14Toh us zamane mein toh na daulat thi,
09:16na shohrat thi, abhi toh insaan
09:18pehda hua tha,
09:20na buddhparasti thi,
09:22uske baaujuz sabse pehle inkar karna hai,
09:24la ilaha illa Allah,
09:26insaan ko pehda karte hu se inkar karna
09:28sikaayit, iska matlab hai ke koi na koi
09:30taahood aisa tha,
09:32koi na koi cheez aisi thi,
09:34jiski ibadat ya jiski itaad
09:36mumkin thi,
09:38aur wohi itaad
09:40sirf do cheezon ki
09:42samajh mein aati hai,
09:44ek toh shaitaan, chunki woh maujood tha,
09:46aur doosre nafs, jo insaan ke saath
09:48laga hua.
09:50Uswaq buddhparasti toh thi hi nahi koi.
09:52Aapke baat baland hoti hai,
09:54in dono baaton ke hawaris se
09:56ek ek maqam Quran-e-Karim ka,
09:58ta ki baat aur khul jaye.
10:00Surah-e-Yaseen mein hai.
10:02Lekin shayad tarjama saamne na ho,
10:04ab jo baat main us karne laga hu,
10:06wo ajeeb lagegi, tarjama aa jayega toh
10:08wadaat ho jayegi.
10:10Shaitaan ke ibadat se mana kiya gaya.
10:12Kitna ajeeb jumla hai?
10:14Shaitaan ki ibadat se
10:16mana kiya gaya. Surah-e-Yaseen mein hai,
10:18ayat ambar 60 aur 65
10:20ye mazameen waha par
10:22bayan hua, udhar yahan zikar aata hai,
10:24firmaaye ki, alham aahat ilikum
10:26ya bani adama Allah ta'abudu
10:28shaitaan, Allah ta'abudu
10:30qiyamat ke din firmaayega
10:32Allah ta'abudu qiyamat ke din
10:34firmaayega, ay aulad-e-adam
10:36kya maine tumhe shaitaan ki ibadat
10:38se mana nahi kiya tha?
10:40ab ek sawal zain mein aata hai,
10:42yahi se ibadat ka waseed tasawwur bhi jaan lein.
10:44humarein ibadat ka aam
10:46maroof tasawwur kya hai?
10:48namaz, roza, haj, zakat, bas.
10:50Doc sahab, namaz kaunsi?
10:52jumme ki do rakat.
10:545 waqta namaz,
10:56waqt par
10:58bamushkil 5 feesat
11:00log humarein ada karte honge.
11:02bamushkil.
11:04mujhe maaf ki jayega, baat zara karvi hai.
11:06to namaz ka tasawwur humarein zain mein
11:08hai, ibadat,
11:10ibadat ka tasawwur humarein zain mein hai, namaz,
11:12zakat, roza, haj,
11:14to bhai, aaj tak kabhi humne suna,
11:16pada, ulama bayan karte hain,
11:18tafseer bayan karte hain, ambiya ke waqiat
11:20bayan karte hain, mushrikeen ka taskara bhi aata hai,
11:22kuffar ka bhi taskara aata hai,
11:24kabhi suna kisi ne shaytaan ke liye
11:26ruku kiya ho,
11:28sajde kiye ho,
11:30humarein bayanat mein nahi aata,
11:32wo duse aur logon ke sisla chalta hoga,
11:34to bhi shaytaan ki ibadat se kya murad hai,
11:36Allah taala poochega,
11:38surah yaseen ke alfaat hai, tarjama bhi pada kare khudara,
11:40hum log, ki Allah poochega,
11:42kya mani tumse waada nahi diya tha,
11:44aur is baat ka hukum nahi diya tha,
11:46ki tum Allah ta'abudu shaytaan,
11:48shaytaan ki ibadat na karna,
11:50shaytaan ki ibadat kya hai,
11:52Rahman ki baat ko chod kar,
11:54shaytaan ki padhaai bhi patti par amal karna,
11:56Rahman ke hukum ko chod kar,
11:58shaytaan ki padhaai bhi patti par amal karna,
12:00Rahman ke taqazi ko chod kar,
12:02shaytaan ki daawat ko khubul karna,
12:04Rahman ne jis baat ka hukum diya,
12:06usse todna shaytaan ki maanna,
12:08aur Rahman ne jis baat se mana farmaya,
12:10usko anjaam dena,
12:12kukin shaytaan chahata hai,
12:14tum haram aur guna ke kaam karo,
12:16yeh shaytaan ki ibadat hai,
12:18yeh ibadat ka wasi tasabur,
12:20doosra, nafs,
12:22iske baare mein bhi note karne,
12:24surah Furqan ki ayat 43,
12:30kalme ka lafz yahan bhi hai,
12:32la ilaha illallah,
12:34ilah ka lafz hai na, ma'bood,
12:38kya aap jo shahs ko dekha,
12:40surah Furqan ayat 43,
12:42aap jo shahs ko dekha,
12:44jisne apni khaish e nafs ko apna ilah bana liya,
12:46aap nafs ki ibadat kya hai,
12:48wohi baat,
12:50Allah ka hukum chod kar nafs ki maanna,
12:52Allah ke taqadi ko chod kar nafs ki maanna,
12:54Allah ne ek baat se roka,
12:56nafs kahta hai karlo yeh karna,
12:58yeh hai nafs ko ma'bood banaana,
13:00yeh hai ibadat ka wasi tar tasabur,
13:02toh shaytaan ki ibadat mana,
13:04nafs ki ibadat mana,
13:06nafs ki nahi,
13:08Rabb ki maano, shaytaan ki nahi,
13:10Rahman ki maano,
13:12yehi sabse bada taqadi aur mutalib hai,
13:14yeh ek nahi bahas jo hai,
13:16nahi kya, ek bahas jo hai,
13:18woh shuru hui hai,
13:20aur yeh cheezein isni zaruri hai,
13:22ki humein kuch cheezeon ka pata hona chahiye,
13:24baaral ek waqfa lalein phir aake ispe baat karte hain,
13:26Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu,
13:28welcome back nazirin,
13:30waqf-e-kibad program,
13:32seerat-un-nabi sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam,
13:34mein aapka khair maghdam hai,
13:36abhi shuja sahab ne ibadat ka mafoom jo hai,
13:38wohi wadahat se beyan kiya,
13:40ki ibadat jo hai,
13:42abhi wadahat se beyan kiya,
13:44ibadat mein huquq-ul-ibad bhi shamil hai,
13:46ibadat mein mushahid-e-kainat bhi shamil hai,
13:48ibadat mein zikr-o-fikr bhi shamil hai,
13:50ibadat mein tadabbur bhi shamil hai,
13:52ibadat mein risq-e-halal kamaana bhi shamil hai,
13:54apne bivi-bacchon ke muh mein
13:56halal luqma daalna bhi ibadat hai,
13:58assalamu alaikum,
14:00humne ibadat ko bohoti limited,
14:02bohot mehdood bana ke rakha,
14:04ibadat to ka matlab yeh hai,
14:06ki abhi wadahat se beyan kiya,
14:08bohot mehdood bana ke rakha,
14:10ibadat to ka matlab yeh hai,
14:12ki har zindagi ke maamle mein,
14:14Allah ke bataye huye tareeq-e ke mutaabik
14:16zindagi guzari jaye,
14:18to wahan ibadat hai,
14:20agar paani bhi hum pee rahe hain,
14:22aur Rasulullah ke bataye huye tareeq-e ke mutaabik
14:24pee rahe hain,
14:26jaise Allah ne hume hukum diya hai,
14:28wo kar rahe hain,
14:30to assalamu alaikum,
14:32hum paani nahi pee rahe hain,
14:34hum ibadat kar rahe hain,
14:36hukum diya chalana,
14:38maasharat ke maamlaat ko tay karna,
14:40parliament mein umoor ko anjaam dena,
14:42adalat mein faisle karna,
14:44in sab mein bhi,
14:46Allah ko bada mano na bhai,
14:48ibadat to wahan bhi matloob hai,
14:5024 ghante Allah ta'ala humara maabood hai,
14:52to ibadat ka canvas bhi poori zindagi par phail jayega,
14:54hukum Allah ka,
14:56aur tareeq-e,
14:58Rasulullah ka sallallahu alaihi wa sallam,
15:00ki jab aapde paani peene ki misaal di na,
15:02to jab hum paani pee the,
15:04humraat ko sote bhi hain,
15:06Rasulullah ki talim ke mutaabik,
15:08sallallahu alaihi wa sallam,
15:10to hum ibadat ke hi,
15:12aamaal ko anjaam dena,
15:14hum Allah ne ibadat ka kaamil namuna,
15:16laqad kaana lakum,
15:18fee Rasulullahi uswatun hasana,
15:20Rasulullah alaihi salatu was salam ko qaraar diya,
15:22humein zikr wo fikar karne ke liye bataya gaya,
15:24Quran ne ka tadabur karo na,
15:26kainat par,
15:28ek to ayaat-e ilahi hain,
15:30jisse hum wahi-e matloob kahte hain,
15:32jiski tilawat ki jati hain,
15:34Allah ke taraf se haikamaat naazil hain,
15:36aur ek ye jo hai,
15:38poori kitab-e-kainat hain,
15:40bikri hui hain,
15:42Allah ki nishaniya hain ismein,
15:44har cheez ko dekh ke tafakkur karke,
15:46agar Allah yaad aata hain,
15:48ghaur karne pe ye badal kaise guzar rahe hain,
15:50aur kaisa mera Rabb hain,
15:52ye kaisa parvardigar hain,
15:54jisne baghar sutoon ke asmaan khala kar diya hain,
15:56aur uspe sitare kaise jhil mila rahe hain,
15:58aur ye kitne faas,
16:00ye kudrat deez hain,
16:02ki meri aankhen usse dekh sakte hain,
16:04jhil milata hua,
16:06ye mere Rabb ki naimaton me se ek naimat hain,
16:08ke main unhe dekh sakte hain,
16:10ye sochna, ye tadabbur karna,
16:12ye tafakkur karna,
16:14bhi aayn ibadat hain.
16:16Aur Allah ke Nabi sallallahu alaihi wa sallam
16:18ne iska hukum bhi diya hain,
16:20hadith me alfaadat hain,
16:22tafakkaru fee khalqillah,
16:24Allah ta'ala ki takhliq mein ghaur wa fikar karun,
16:26aur Quran-e-karim,
16:28jabaja is poori kainat mein
16:30ghaur wa fikar ki davat deta hain.
16:32Maslam, Surah
16:34Aal-e-Imran ki aayat-e-Amar 190 mein hain,
16:36inna fee khalqis samawati wal arzi,
16:38hua ikhtilafil layli wal nahari,
16:40la aayatil li ulil albaab.
16:42Bishak aasman wa zameen ki takhliq mein,
16:44raat din ke badalte nizam mein,
16:46aasman, zameen, raat din,
16:48aqal man logon ke li nishaniyah hain.
16:50Kahaan pohoshte hain wo?
16:52Alladin yadkurun Allaha qiyamahum,
16:54wa qu'oodahum wa ala junubihim,
16:56wa qaruna fee khalqis samawati wal arzi,
16:58Rabbana maa khalaqta haadha baatila,
17:00subhanaka faqina aadhaban naar.
17:02Ki wo khade, baithe,
17:04wo karwatoon par Allah ka dhikr kartein,
17:06aur aasman wa zameen ki takhliq mein
17:08ghaur wa fikar kartein.
17:10Kahaan pohoshte hain?
17:12Iss sab ba maqsad peyda kiya gaya,
17:14do'aiyya karimaata,
17:16Rabbana maa khalaqta haadha baatila,
17:18eh humare Rabb yeh sab kuch tune
17:20bekaar peyda nahi kiya,
17:22subhanak tu iss baat se paak hain,
17:24Rabbana maa khalaqta haadha baatila,
17:26subhanaka faqina aadhaban naar,
17:28humein aag ke aadhaab se bachaalein.
17:30Kya matlab duniya ba maqsad hain,
17:32kainat ba maqsad hain,
17:34to humari takhliq bhi ba maqsad hain.
17:36Tauheed ka dars bhi nahi ghaur wa fikar se milta hai,
17:38aakhirat ki zuruat ka aisaas bhi nahi ghaur wa fikar se milta hai,
17:40aur yeh ghaur wa fikar ki daawat
17:42baar baar Quran-e-Karim bhi deta hai,
17:44aur Allah ke peghambar firmaari alaihi salam,
17:46tafakkaru fee khalqillah,
17:48Allah ne jo makhluqaat pehda ki hain,
17:50is kainat mein jo jo cheezein pehda ki hain,
17:52unmein se koi cheeze bhi be maqsad nahi hain,
17:54Allah ne agar ek
17:56patanga bhi pehda ki hain,
17:58to uske bhi koi maqsad nahi hain,
18:00abhi kuch din pehle main
18:02padh raha tha to wo discovery
18:04jo hata hai usmein,
18:06science ki,
18:08yeh ek barsaat ke zamane mein
18:10ek wo tidde type ki cheeze nikalti,
18:12jisko bache helicopter kahte hain,
18:14wo ek chota sa parinda,
18:16bin bin aata pe fir raha hota hain,
18:18helicopteron ki tarah ul raha hota hain,
18:20unmein barsaat mein hota hain,
18:22uske baarein padha ke,
18:24usnein kaha ki sahab inko maara na karein,
18:26chunki bache usse khelte hain,
18:28pakad lete hain,
18:30wo odta ho acha lagta hain,
18:32parth od noch lete hain,
18:34wa gharah wa gharah,
18:36inko maara na karein,
18:38inko aapko andaaz nahi hain,
18:40yeh Allah ke kitni badi makhluq hain,
18:42aur yeh Allah ke taraf se bhej hui fauj hain,
18:44toh usmein machhar pehda ho jaate hain,
18:46yeh makhluq aati hain,
18:48aur yeh kehte hain,
18:50ek waqt mein yeh 100 ke qareeb machhar khaata hain,
18:52toh Allah ta'ala ne
18:54machharon se bachane ke liye yeh makhluq pehda ki,
18:56taake insaan mehfooz rahein,
18:58toh Allah ki koi makhluq bhi aisi nahi hain,
19:00jo kisi maqsat ke liye pehda na ki gayi,
19:02hum tafakkur nahi karte hain,
19:04tamam cheezon,
19:06khel kood mein jo hain wo sari cheezon ko,
19:08machhar bhi jo pehda kiya tha,
19:10kamal ki cheez pehda ki,
19:12iska yaqeenan koi na koi fayda hoga,
19:14jo humari samajh mein nahi hain,
19:16humein sirf nukhsan nazar aate hain,
19:18kisi wajah se pehda kiya hoga,
19:20aur yehi machhar hain,
19:22jiske zariye Allah ne apne bohot bade taagood ko
19:24walak karwaya tha isi machhar se,
19:26namrood ko,
19:28iska sara jo ghuroor tha wo
19:30khaak mein mil gaya machhar se,
19:32toh aap kahein ki,
19:34poori saltanat ke baadishah ke mukabal mein,
19:36ek tanha machhar tha,
19:38Allah ke hikmatein,
19:40Allah taala hi baitar jaanta hai,
19:42kyun Allah taala ka koi faisla,
19:44hikmat ke bagayr nahi hota,
19:46wo al hakeem zaat hai,
19:48uske ahkaam mein, uske taaleem mein,
19:50uske faislo mein hikmat bhari hai,
19:52ye alak baat hai ki humari aql mehdood hain,
19:54humara ilm mehdood hain,
19:56hum wa hikmatein samajh nahi saktein,
19:58albatta jitna kuch humein daryaaft ho chuka,
20:00jitna kuch humare ilm mein aa chuka,
20:02agar usi ki roshni mein dekhein,
20:04toh Allah taala ki qudrat ke kitne nazarein,
20:06humare saamne aatein,
20:08jisse uski qudraton ka bhi idhaar hota hai,
20:10aur nateejatan uski hikmaton misse kuch humare saamne aatein,
20:12toh baad hal,
20:14bohot kuch jo humare saamne nahi hain,
20:16uski hikmatein bhi wo Allah taala hi baitar jaanta hai,
20:18tafakkur karnein ki jota hai,
20:20ab ek aur cheez bhi batein,
20:22kuch cheez aisi hotein ki Allah taala ne,
20:24jo hai,
20:26log kehtein na,
20:28ab humara itna zakhira anaaj ka rakha tha,
20:30usko keeda lag gaya,
20:32kharab ho gaya,
20:34Allah ki nehmat hai,
20:36agar Allah taala
20:38keeda na paida karta,
20:40aur is zakhira ko keeda lagne ka
20:42khatra na hota,
20:44toh log saara gandum,
20:46saara chaawal, saara anaaj zakhira karke
20:48logon ko buka maar dete,
20:50wo toh is khauf se bej dete,
20:52ki yaar yeh kharab ho jayega,
20:54toh yeh jo keeda lagna hai,
20:56yeh bhi Allah ki nehmat hai,
20:58is keeda ki wajah se,
21:00makhloog kuch risk pauchta rhta hai,
21:02toh tadabbur,
21:04yeh se ab kya hum yeh jo baatein
21:06kar rahe hain,
21:08asal mein yeh bhi ghaur karna,
21:10ke saab zakhira ko
21:12jo hai anaaj ke keeda lagta hai,
21:14aur Allah ki isme kya hikmat hai,
21:16yeh khud ek ibadat hai,
21:18cheezon pe tadabbur karna,
21:20tafakkur karna,
21:22is kainat ka mushahida karna,
21:24har cheez,
21:26ehle Allah hain,
21:28jo Allah wale hain,
21:30unhe toh keeda mein bhi Allah nazar aata hai,
21:32zarre zarre mein,
21:34Allah ki ma'arfat ki nishania
21:36maujood hain,
21:38bas wo niga aur wo tadabb ki zaroot hain,
21:40ki jo bande ko khaliq se qareeb karti hai,
21:42isi liye baad baad
21:44huzoor ki hadith paesh karna hu,
21:46sallallahu alaihi wa sallam,
21:48ki tafakkaru fee khalqillah,
21:50Allah ki takhniq mein ghaur fikar kiya karo,
21:52ek ek keeda ke andar,
21:54ek ek parinda ke andar,
21:56ek ek zarre ke andar,
21:58ki jaati hain,
22:00QTV par rozana nashar bhi hoti hain,
22:02tarjama bhi paesh hota hain,
22:04Allah ta'ala firmaat hai,
22:06kya tum ye aasman par par phelaye
22:08parinda ko nahi dekhta hai,
22:10ma yumsikuhunna illa Rahman,
22:12inne kaun hain jo Rahman ki siwa
22:14thaamne wala ho,
22:16bhai haath toh mere aur aapke paaz bhi hain,
22:18zarra chauti manzil pe jaate kuch karke dekha,
22:20pata chal jaayega,
22:22in parinda ko inke paro mein
22:24kya Allah ne mechanism rakha hai,
22:26kya Allah ta'ala inko balance karne
22:28ki salahiyat ata farmata hai,
22:30ye ek ek parinda Allah ki qudrat ki
22:32bahut badi nishani hai,
22:34isi par ghaur karle banda,
22:36kisne paida kiya is parinda ko,
22:38kisne isko balancing ata ki hai,
22:40kisne paro ki saakht aisi banai,
22:42kisne iska design aisi rakha,
22:44kisne isme perfection rakhi hai,
22:46kisne isme salahiyat rakhi hai,
22:48ki ye chhod de apne aapko,
22:50toh girta nahi,
22:52ma yumsikuhunna illa Rahman,
22:54toh kaun isko thaamne wala ho,
22:56isi tarah ek mashoor parinda hai,
22:58jisko mutton bird kaha jaata hai,
23:00pacific ke alaqe mein,
23:02bataye gaya ki wo ek alaqe se doose alaqe mein jaata hai,
23:04jaise ki humari bhi Siberia se parinda
23:06magar aate hain baaz alaqon ke andar,
23:08toh kehte hai ki wo ek alaqe se doose
23:10alaqe mein uska jaana,
23:12aur phir wapas aana,
23:14chhe mahine lagte hai,
23:16jab wo mutton bird
23:18wo pacific ke alaqe se jaata
23:20aur phir wapas aata hai,
23:22toh wo jaana aur aana,
23:24ye jo poora root banta hai,
23:26ye 8 ka hinsa ban jata hai,
23:288 ka digit banta hai,
23:30isi andaas se jaana,
23:32isi andaas se wapas aana,
23:34toh wo 8 ka hinsa ban jata hai,
23:36ek aur parinda,
23:38uska naam mujhe mustahadar nahi hai,
23:40naazeen ko yaad hoga,
23:42bataye gaya ki wo,
23:44jitni balandi par humare jahaas
23:46travel karte hai na,
23:4835000ft ki balandi,
23:50isi sata par wo parinda
23:52bhi fly karta hai,
23:54aur Allah ki shaan hai,
23:56ki wo sota kaise,
23:58toh uske dimaag ka aada hissa,
24:00uska switch off ho jata hai,
24:02is oraan ke dauran,
24:04aur aada hissa jaata hai,
24:06aur is tara uske travelling
24:08poori ho rahi hoti hai,
24:10agar isko aur khoj lagayenge,
24:12toh na jaane kya kuch humare saamne aayega,
24:14ab bataye Allah taala ko
24:16pehachanne ke liye,
24:18jangal baya bano me jaane ki zaroot hai,
24:20aur aaj ka scientific
24:22mind set rekhne wala
24:24insaan, jiski finger tips par har,
24:26har cheez maujood hai,
24:28wo kisi ek sahab ne kaha na,
24:30ki pishli chan sao saalo ke andar,
24:32jitni research hui,
24:34jitna papad bela,
24:36aaj aapki finger tip par aagi,
24:38thakkar ke nikaalein sab aapke saamne,
24:40toh zara nikaalein na,
24:42zara nikaalein ki ek ek zarre ke andar,
24:44Allah ki imaar,
24:46aye kye nahi, koi toh hai
24:48ja nizam-e-hasti chala raha hai bodhi quddadi
24:50koi toh hai,
24:52yeh atom kya hota hai
24:54wo zarra ki jisse mazeed
24:56toda ja sakta,
24:58ek aisa particle,
25:00ek aisa chota sa khashkhash ke dhaan ke wahe,
25:02jisko mazeed toda jaaye,
25:04toh qiamat aajaye,
25:06Allah ki nishaaniyon missin itna aajis nahi,
25:08yeh parhindon ka taskara ho raha hai,
25:10yeh parhindon kiya hota hai,
25:12yeh chhiyil utti hai,
25:14The wings must be 200 grams on one and 250 grams on the other.
25:19Both together must be 500 grams.
25:21Its own weight is 8 kilos or 6 kilos.
25:25And Shikra is bigger than that.
25:27Some people say 8-10 kilos wings can fly with 100 grams.
25:35I can't imagine how it can fly with that much weight.
25:39I am saying this because it can be seen in cities, villages, and in some mountainous areas.
25:49It can lift a couple of wings and then let them go.
25:56And then it keeps on floating.
25:58It keeps on flying.
26:00Yes, it keeps on flying.
26:02A poet said that there is someone who is running the system of existence.
26:07And the one who is running the system of existence is God.
26:10And God is One and has no partner.
26:13There is no one who is a partner in all these matters.
26:17Let's take a short break and then we will come back.
26:19Peace and blessings of Allah be upon you.
26:21Welcome back dear viewers.
26:22After a short break, we are back in the program Seerat Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam.
26:25So the point was that dhikr and fiqr is worship.
26:30And there is a Hadith which I will correct now.
26:36It says that to contemplate upon a verse of Allah is like reciting a thousand or a hundred Nawafil.
26:48Yes, that is related to the verse of the Holy Quran.
26:51There is a famous Hadith which everyone remembers.
26:53Let's repeat it.
26:54There are ten virtues in reciting a single letter of the Holy Quran.
26:59And Alif is one letter, Laam is one letter, Meem is one letter.
27:02These letters are called Muqatta'at.
27:04It is not a translation but it is a reward.
27:07There is a Hadith which is well known.
27:08There are ten virtues in reciting a single letter of the Holy Quran.
27:12The next thing which you mentioned is a tradition in Sunan Ibn Majah.
27:16He said that to understand a single verse of the Holy Quran is a hundred times better than reciting a thousand Nawafil.
27:26The translation of Nawafil is in brackets.
27:28Because it is a duty.
27:30So the scholars translate Nawafil in brackets.
27:33To understand a single verse is a hundred times better than reciting a thousand Nawafil.
27:37There will be a translation of the verse, some explanation and some contemplation.
27:41So if we contemplate upon the verses of the Holy Quran,
27:45it is a requirement of contemplation.
27:47It is a requirement of contemplation.
27:49And it is a form of worship.
27:51Now we are back to the Hadith.
27:52Contemplation is also a form of worship.
27:54The Hadith proves that to understand a single verse of the Holy Quran is a hundred times better than reciting a thousand Nawafil.
28:00Now I would like to present a few examples which we all know.
28:04And we have presented them many times here.
28:06Allah says,
28:07Allah says,
28:18Surah Al-Ghashiyah.
28:19In the last part, there are four things.
28:21Do they not see how Allah created the camel?
28:23Do they not see how Allah raised the sky?
28:26Do they not see how Allah gathered the mountains?
28:29Do they not see how Allah laid the earth?
28:32The camel from fourteen centuries ago,
28:35when it sees the mountains, it is astonished.
28:38When it sees the sky, it is astonished.
28:40And when it sees the camel,
28:42who knows the importance of the camel more than the camel?
28:45It is astonished.
28:46And the earth, the ground, the field, it is astonished.
28:48When it asks an old man,
28:50how did you recognize Allah?
28:52He says,
28:53Do you see the sheep's udders?
28:55These udders indicate that
28:57this is the wastage of the sheep.
29:00He is saying that
29:01when the sheep passed through here,
29:03do you see the mountains?
29:05You are standing on the ground,
29:06do you see the roof of the sky?
29:07It was created automatically.
29:09So, if there was a camel from fourteen centuries ago,
29:12there were these verses in front of it too.
29:14Yes, it did not have the issue of translation.
29:16There was no barrier of translation.
29:18It was observing.
29:19It must be a man who has the scientific mindset of today.
29:23It will observe the camel.
29:25I have already mentioned such a thick book.
29:27Let me tell you a very interesting thing.
29:29Why are you repeating the previous things?
29:32Don't we repeat the Holy Quran daily?
29:35This will be the problem of other media programs.
29:38Although repetition is the name of everything.
29:40All advertisements are about repetition and repetition.
29:43No, something new should be there.
29:45No, brother,
29:46fourteen centuries ago,
29:47the Quran was given,
29:48and the example of the Prophet was given.
29:50You say that
29:51present it in today's media,
29:53present it in today's language,
29:55present it according to today's mind,
29:57explain it with today's examples.
29:59We will bring the content of the Holy Quran
30:01directly from the Prophet.
30:03So, the concern for the camel was there
30:05fourteen centuries ago,
30:06and it is still there.
30:07So, a man who has a scientific mindset
30:09sees such a thick book in this camel,
30:11The Miracles in the Camel.
30:13How Allah kept miracles in the camel.
30:15In one sip,
30:1750-60 liters of water is drunk.
30:20There is a tank in its mouth,
30:22for storage.
30:24There is no water in the desert.
30:26It is very difficult to get water.
30:28So, it can survive for a month.
30:30It can survive for two weeks easily,
30:32and if there is a shortage,
30:34it can survive for a month easily.
30:36Allah has made its paws so that
30:38it does not get stuck in the desert.
30:40So, he wrote a whole book.
30:42We have already discussed about the mountains.
30:44We have already discussed here
30:46that who are its experts,
30:48Allah has made pairs in the mountains.
30:50Allahu Akbar Kabira.
30:52In the science of geology,
30:54you get the details of the mountains.
30:56In these mountains,
30:58Allah has kept minerals.
31:00Today, whole bunkers are made
31:02in the mountains, etc.
31:04Have you not seen the sky?
31:06How Allah has raised it?
31:08One roof of the sky is visible.
31:10The Holy Quran also mentions
31:12the seven heavens.
31:14The Holy Quran also mentions
31:16the vastness of the sky.
31:18So, a man with today's mindset
31:20can see the vastness of the sky.
31:22How has Allah laid the earth?
31:24Today, a man thinks that
31:26Allah has maintained
31:28a ratio of 30 to 70
31:30or a ratio of 71 to 29.
31:32The amount of oxygen is
31:34in a very reasonable way.
31:36The earth is at a very reasonable distance
31:38from the sun.
31:40If it is a little near,
31:42it will become a clay,
31:44and if it is a little far,
31:46it will melt and freeze.
31:48So, the ratio is very reasonable.
31:50So, if a man with a 14th century
31:52mindset is going to think,
31:54he will also think.
31:56Today, a man living in the 21st century
31:58is going to think.
32:00He will find a lot of information
32:02in the Holy Quran.
32:04Now, I am saying again that
32:06thinking and understanding
32:08the verses of the Holy Quran
32:10is 100 times better than
32:12perfection.
32:14What will be the result of this?
32:16A man will recognize his Creator
32:18and then worship Him.
32:20The more he recognizes the Creator,
32:22the more he recognizes the Creator,
32:24the more he will get the knowledge
32:26of the Creator,
32:28the more he will move forward
32:30in his worship.
32:32And if this does not happen,
32:34then he will surrender to some
32:36lesser extent.
32:38Someone will prostrate to the Buddha
32:40with his hands,
32:42someone will prostrate to a stone
32:44so that he gets the knowledge of the Creator
32:46and by recognizing the Creator,
32:48he will worship Him
32:50and all kinds of worship
32:52other than Allah will be denied.
32:54So, this is a problem.
32:56Now, a new phase
32:58of worship
33:00is coming.
33:02The knowledge of Allah.
33:04To gain the knowledge of Allah.
33:06To recognize Allah.
33:08To recognize Allah.
33:10To gain the understanding of Allah.
33:12Of course, we have not seen Allah
33:14with our own eyes.
33:16And may Allah grant us
33:18a place in the gathering
33:20where we have been given the glad tidings
33:22that Allah will make us see Him.
33:24May Allah include us in it.
33:26May He make our deeds
33:28worthy of seeing Allah.
33:30We have not seen Allah.
33:32Yes, the Prophet has told us
33:34that Allah is an entity
33:36of this universe.
33:38He is the Creator, the Owner.
33:40We have believed in Him.
33:42We have believed in the unseen.
33:44We have not seen Paradise.
33:46The Prophet has said that it is Paradise.
33:48We have believed in it.
33:50The Prophet has said that it is Hell.
33:52We have believed in it.
33:54We have confirmed it.
33:56We have trusted it.
33:58So, there is a God of this universe
34:00and it is necessary to gain His knowledge.
34:02To gain His knowledge,
34:04as I mentioned earlier,
34:06there are mountains,
34:08there is the sky,
34:10there is the earth,
34:12there is the universe.
34:14Apart from that,
34:16there is our own self
34:18and there is the universe.
34:20If we just focus on our own self,
34:22I think that if we keep on
34:24focusing on our own self,
34:26then we will not be able
34:28to perceive anything else.
34:30We will not get the opportunity.
34:32Your point is very important.
34:34The Holy Quran says,
34:36اَفَلَا تُبْصِرُونَ
34:38There are signs of God's knowledge
34:40in your own selves.
34:42اَفَلَا تُبْصِرُونَ
34:44Don't you see it?
34:46You are right.
34:48The universe is a very big thing.
34:50This human being,
34:52in this universe,
34:54is the creator of God.
34:56Yes, it is amazing.
34:58I have said this before,
35:00but the Holy Quran has repeated it again and again.
35:02From a small part of a drop,
35:04God creates man.
35:08A drop is not pure.
35:10From a small part of it,
35:12we are sitting,
35:14we have hands, legs,
35:16eyes, ears, nose,
35:18brain, kidneys, heart.
35:20This is a part of that drop.
35:24God makes that drop,
35:26that part, fly.
35:28Then there is the field of embryology,
35:30where the creation of man is discussed.
35:32In many verses of the Holy Quran,
35:34it is mentioned
35:36that how God
35:38first created a drop,
35:40then an embryo,
35:42then an embryo,
35:44then an embryo,
35:46then bones,
35:48then meat,
35:50then meat,
35:52then hearing,
35:54then sight.
35:56Gradually, for seven, eight,
35:58eight and a half months,
36:00man is raised.
36:02Then God brings him out of his mother's womb
36:04in the form of a child.
36:06Then God gives him wings.
36:08And today's scientific research
36:10has taken man to every level.
36:12See, may God protect us all
36:14from diseases and diseases.
36:16But if it is a matter of an eye,
36:18then in the matter of an eye,
36:20one has to show it,
36:22and in that matter,
36:24one has to go to that,
36:26and for that issue,
36:28one has to go to that.
36:30So, instead of that,
36:32if we start thinking about our existence,
36:34then the universe is a very big thing.
36:36We won't get time.
36:38If we start thinking about our existence,
36:40this is the process of man's birth.
36:42The Quran has mentioned it.
36:44Those who do not know the Quran
36:46of science,
36:48when they read and see
36:50these verses,
36:52they are amazed.
36:54Because science research
36:56is all that.
36:58Today, the world,
37:00where it has reached the level
37:02of education,
37:04it is at the highest level of progress.
37:06Even today, it says,
37:08put your thumb on it.
37:10It trusts on this,
37:12but it does not trust on this.
37:14It does not trust on the signature.
37:16There can be dishonesty in it.
37:18There can be cheating in it.
37:20This is a 1.25-inch thumb.
37:22There can be no mistake in it.
37:24Then came the era of the thumb.
37:26Then came the era of the thumb.
37:28No matter how educated you are,
37:30put your thumb on it.
37:32It does not trust on you,
37:34but it trusts on the signs of the Creator.
37:36SubhanAllah.
37:38We met a person during the Hajj journey.
37:40He is a neurosurgeon.
37:42He is a neurosurgeon.
37:44He told us some details.
37:46He spoke in layman language.
37:48I said,
37:50Doctor,
37:52I have explored it.
37:54He said,
37:56the more we open our mind,
37:58the more,
38:00I am using the word ignorance,
38:02the more we realize
38:04our ignorance and lack of knowledge.
38:06How ignorant we are.
38:08How ignorant.
38:10I am saying it again.
38:12The more we open our mind,
38:14the more we realize
38:16our ignorance and lack of knowledge.
38:18In other words,
38:20the more we open our mind,
38:22the more we realize
38:24the greatness of Allah
38:26and His power.
38:28Science says that
38:30the most genius people
38:32are those who
38:34open their mind,
38:36their brain,
38:38probably,
38:40if I am right,
38:42some literate people of science
38:44will tell the truth.
38:46I am saying it as an assumption.
38:48The most genius people
38:50are those who use
38:524.5% or 5% of their brain
38:54and become genius.
38:56And the rest,
38:58it has not been discovered yet.
39:0090-95% is still empty.
39:02It is still blank.
39:04Anyway, this is a big discussion
39:06which we can talk about.
39:08This is a discussion of
39:10contemplation and thought.
39:12Since the time of the program is over,
39:14we will start from here.
39:17The Holy Prophet Muhammad PBUH
39:19has said,
39:21بَلِّغُوا عَنِّي وَلَوْا آيَتًا
39:23It is a Hadith of Bukhari Sharif.
39:25Send it to me,
39:27even if it is only one Ayat.
39:29It is a complete Hadith.
39:31Today, we have talked about understanding.
39:33We have to follow it and
39:35send it to others.
39:37Send one Ayat.
39:39Even if you know only one Ayat,
39:41send it to me from the Holy Quran.
39:43So that I may learn, understand,
39:45and may Allah enable me to do so.
39:47Ameen.
39:49With this, the time of our today's program is over.
39:51Till the next program,
39:53Mr. Shujaud Din Shaikh and
39:55his guest Dr. Mehmood Ghaznavi,
39:57please allow us to leave.
39:59May Allah be with you.
40:01Wassalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu.

Recommended