• 2 months ago
Who was Quaid-e-Azam? | Were they Muslim or not? | Tariq Jameel Latest Bayan
قائداعظم کون تھا وہ مسلمان تھا یا نہیں؟
कायदे आजम कौन थे? वे मुसलमान थे या नहीं?

Maulana Tariq Jameel delivers his latest bayan addressing the timeless question, "Who was Quaid-e-Azam? | Were they Muslim or not?" Maulana Tariq Jameel, known for his profound insights, delves into the life of Quaid-e-Azam and explores his faith and legacy. Watch Maulana Tariq Jameel's emotional bayan as he reflects on the significance of Quaid-e-Azam's contributions in shaping history and the Muslim identity.

Don't forget to Like, Comment, and Share this important bayan with your family and friends groups also stay tuned for more insightful bayans and spiritual guidance from Maulana Tariq Jameel by subscribing to our channel!

Watch more from Maulana Tariq Jameel: https://youtube.com/playlist?list=PLpRt8-18LLR3xRVrLVMhAMgQFYcBaGmUE&si=KayxjTyrx8OfYrv3

برائے مہربانی تمام ویڈیوز دیکھیں، میرے چینل کو لائک اور سبسکرائب کریں اور اپنے خاندان اور فرائنڈ گروپس کو بھی بھیجیں

Ensure to follow us on our social media channels for more updates and exclusive content:
- Subscribe Channel YouTube: https://youtube.com/@peshuree1
- Facebook: https://www.facebook.com/waqasahmadpak
- Ticktok: www.ticktok.com/@peshuree1
- Blogspot: https://dotgroups.blogspot.com

#TariqJameel #MaulanaTariqJameel #MolanaTariqJameel #MolanaTariqJameelLatestBayan #TariqJameelBayan #MaulanaTariqJameelBayan #TariqJameelLatestBayan #MaulanaTariqJameelLatestBayan #MolanaTariqJameelBayan #TariqJameelEmotionalBayan #TariqJameelKaBayan #TariqJameelNewBayan

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Isra duniya se jao ke Allah razi
00:08Muhammad Ali Jinnah ke bare mein bohot rahmatullah leh
00:15Koi kaita Shia tha, koi kaita Bideen tha, koi kaita usko pata hi nahi tha Islam ka
00:20Yek aadmi ni unse kaha ke sir aap itne bimaar hain
00:24aur aap itni mehnat karte hain, kyon karte hain?
00:29Toh kehne lagaye, main chahta hoon
00:32jab mein Allah ke saamne pesh hoon
00:34toh mera Allah mujhe kahe, shabash Mr. Jinnah
00:38unho toh English mein kaha, ke Allah mujhe kahe, well done Mr. Jinnah
00:43Jinnah, shabash
00:46jab hum Allah ke baarga mein pesh hoon
00:49Allah hum se kahe, shabash
00:52subhan, kya baat
00:56well
00:58woh log jo, woh naujumaan
01:01jo Allah ke saamne khare hoon
01:04toh Allah bhi kahe
01:06khuda bande se khud kuchhe, bata teri raza kya hai
01:10mera banda bol kya chahta hai
01:12logon ko hidayat ke nishan bana ke chhodein
01:17maulvi banana kya mushkh, hum saare maulvi betha
01:20hum saare maulvi betha
01:23agin koi nasal tayyar karna, uske liye faalto kaam karna padhta hai
01:28duniya mein ek dafa aaye hain
01:30koi aisa kaam karke jayein
01:32duniya yaad rakhe
01:34doctor toh boh fir rahe hain
01:36toh un dino, Rashid Minhaas the ek pilot
01:40jinnone, wo Bengali 71 mein tayyare ko ighwa karke le jaara tha
01:45toh unhone ne uske par jump mara, toh wo tayyara gira
01:48wo shaheed ho gaye, toh unhone ko nishan-e-haidar mila
01:5130-22 saal unke umar tha
01:53toh wo Punjabi mein kahne le gaye
01:55oye Rashid Minhaas koi-koi undha
01:58ye unke laajat
02:00oye Rashid Minhaas koi-koi undha
02:03toh main ekdum mayoosi mein chala gaya
02:05main gaya, jab theek hai
02:07mera toh kaam kaane sunna, filme dekhna
02:10fuzuliyaat laaya nahi
02:12toh Rashid Minhaas toh koi-koi hota hai
02:15toh Allah taala
02:17main pata nahi kisi ki dua lagi
02:19main apna fazal firmaaya, usi ka fazal hai
02:21Allah taala ne aisa
02:23mere saath nizam chalaya
02:25main qiyamat tak bhi sajda mein pada rahoon
02:27toh uska haqqa baar nahi ho sakta
02:29toh hum ek nasal tayyaar kaani hai
02:31jinka Allah se taaluk mazboot ho
02:34aur
02:36jinka Quran se taaluk mazboot ho
02:38jinka Allah ke nabi ke saath taaluk mazboot ho
02:41jo Quran par apna zor lagane wale hoon
02:45bilad-e-hind mein
02:47Quran par bahut ziyati hui hai
02:49sirf fiqha
02:51Quran tabarrukan hota hai
02:54hadees bhi tahneef ke liye hoti hai
02:57wo bhi tabarrukan hoti hai
02:59rabaji tariqe, rasmi tariqe
03:04unpar chalna aasaan hota hai
03:06chal jo rahe hota hai
03:08lekin
03:10naye raaste talash karna
03:14manzil ko mutayyan karna
03:17fir uspar apne aap ko khapaana
03:20yeh mushkil kaam hai
03:23aasaan nahi hai
03:25anbiya sabse zyada mushkil mein daali gaye
03:28ke ma samayna bihaada fee aaba inal awwaleen
03:32yeh tum kya baat kar rahe ho
03:35ek aur jagah aata hai
03:37aida mitna wakunna turaban wa aithaaman
03:39aina lamabghuthoon
03:41awa aba unal awwaloon
03:43yeh agar aap anbiya ki
03:45tariqh Quran-e-paq se dekhen
03:47toh har qaum yehi baat
03:50nabiyon se karti rahi
03:53aur doosri
03:55unke anbiya ke maanne wale
03:57kamzor log pehle hote hain
03:59toh maana raaka tabaaka illal ladheenahum
04:01araadiluna baadi alraai
04:03toh maana raana alaikum min fadl
04:05bal na zannakum kaazibeen
04:07nee ki aap
04:09kammi kammeen tumhare saath hain
04:11toh
04:13tere beeche chalke hamme kya milega
04:15wo log jo wo naujawan
04:17jo Allah ke saamne
04:19khare hun
04:21toh Allah bhi kahe
04:23khuda banday se khud pooshe
04:25bata teri raza kya hai
04:27mera banda bol kya chahata hai
04:29donkul hidayat
04:31ke nishan bana ke chhode
04:33maulvi banana kya mushuk
04:35hum saare maulvi beht rahe ho
04:37hum saare maulvi beht rahe ho
04:39ekin koi nasal tayyar karna
04:41ek faalto kaam karna padhta hai
04:43jo gama pahlwan tha Ghulam Muhammad
04:47uska kat tha 5 foot 8 inch
04:49aur 6-6.25 foot ke
04:51pahlwanon ko utha ke aise
04:53phenkta tha
04:55jaise koi tin ka utha ke phenk diya
04:57400 kushtiyan ladi
04:59ek mein shikast nahi khai
05:01400 kushtiyan mein ek mein
05:035000
05:05wo dand nikalta tha
05:07aur
05:095000
05:11wo beht ke nikalta tha
05:13aur 3000 dand nikalta tha
05:15kamar pe wajan rakke
05:19to ruston mein zaman banne ke liye
05:21sirf dand kaafi nahi hoti
05:23sirf beht ke kaafi nahi hoti
05:257 kg badam rozana khata tha
05:295 murgiyan rozana khata tha
05:3110 seher doodh rozana peeta tha
05:33aur tahajjud ka paban tha
05:35namazon ka paban tha
05:37namazon ka paban tha
05:41amritsar ka tha
05:43tafseen pe baad Lahora gaya
05:45uski bardaash kaise thi
05:47sabzi wale se sabzi lene laga
05:49to koi bhautao me kami beshi
05:51ki baat hoi to
05:53tolne ke liye bat rakhe hota hai
05:55usne utha ke gaame ko maa
05:57usne yahan laga khon nikal aaye
05:59usne pagdi khol ke
06:01usko bal de ke na
06:03so
06:05log na kaha
06:07rostam e zaman
06:11ye rostam e zaman
06:13ye bardaash se sikhi hai aise nahi sikhi
06:15ye bardaash se sikhi
06:17aur mujhe
06:19nahi balke poore mauhol
06:21mein ye baat
06:23ki maulavi kusse wale hote hain
06:25madrasah ke talba bardaash se aari hote hain
06:27aur akhlaq se aari hote hain
06:29halan ke main kasam uthaun ke
06:31Pakistan aur khast aur Bangladesh ke talba
06:33itni qurbani wo dete hain
06:35poori duniya mein koi nahi dete
06:37unko koi lekar chalne wala ho
06:39aur unhe batane wala ho
06:41to ye bahut bada zakhira hai
06:43hanfiyat ka taasuk
06:45aur baki jo ahle firq hain
06:47unki nafrat
06:49wo ajib gharib si shaksiyat banke bahar nikalte
06:51humne unhe momin banana hai
06:53muslim banana hai
06:55muwahid banana hai
06:57musaddik bimajaat ghar rusul banana hai
06:59abu hanifa hain
07:01uski jo tabir ahle duman ne ki hai
07:03usko hum zyada sahi samashte hain
07:05lekin bakiyon ke liye
07:07nafrat paalna
07:09bakiyon ke liye bors paalna
07:11bakiyon ke liye haqarat paalna
07:13to fir hamne kuch bhi nahi seekha
07:15aur fir Allah ne hume daavat ke nisbat di hai
07:17daai to
07:19kaam hi hai ke haqeer se haqeer ko
07:21seene se laga
07:23bade se bade mujrim ko
07:25seene se laga
07:27laallahu yatathakkaru aw yaksha
07:29kya baat Allah kar raha hai
07:31kalim jaisi hastisit
07:33jiske saamne bade ke baare me
07:35Allah ko pata hai iman nahi laayira
07:37akula lahu qawla allayina
07:39fa bima rahmatin
07:41min Allahi lintada
07:43walau kuntafadhan
07:45zuban ki shiddat
07:47ghaleezal qalb, mizaaj ki shiddat
07:49kiski?
07:51rahmatun lil alamin, kiski?
07:53sirajun munira, kiski?
07:55daai ilallah sirajun munira
07:57muzzammil mudathir taha yaseen
07:59hashir mahi aqif
08:01fati abul qasim
08:03liyakuna
08:05lil nasi nadheera
08:07tabarakallathee
08:09nazzala alfurqana ala abdihi
08:11liyakuna lil
08:13alamina nadheera
08:15agar mere mahboob, aap ke indar ye do batein hotein
08:17ye tez
08:19shiddat, mizaaj ne sakhti, illan faddoo
08:21kon abu bakar, kon umar
08:23kon utman, kon ali
08:25talha, zubair, saad, saeed
08:27ansar, muhajireen
08:29aur infizaaz hota hai, bhakdar masjama
08:31lanfaddoo
08:33sodasa yahaan, ye masjid hil jaye
08:35to hum yahan se kaise bagenge
08:37tarteem se neen, andha doon bagenge
08:39isko infizaaz katein, lanfaddoo min hawlik
08:45so mere azeezo
08:49ek nasal allah simako hum
08:51jayein to, ek nasal chod ke jaye
08:55abu bakar saare nahi ban sakay
08:57umar saare
08:59nahi ban sakay
09:01zyada
09:03karna padta hai, phir jaakar
09:05allah aise maqam
09:07ata farmata hai
09:09asim bhi kaha karta tha
09:11aaj hum nahi woh ban sakte jo sahaba
09:13banay, ki allah humara
09:15nahi hai
09:17badi ajoo ghareeb baatein kya karta tha
09:19karta tha

Recommended