Qurani Hidayaat - Episode 27 | Tafseer: Surah Al Zilzal | 18 August 2024 | ARY Qtv

  • last month
Qurani Hidayaat - Episode 27 | Tafseer: Surah Al Zilzal | 18 August 2024 | ARY Qtv

Topic: Surah Al Zilzal

Speaker: Allama Liaquat Hussain Azhari

#QuraniHidayaat #AllamaLiaquatHussainAzhari #SurahAlZilzal #aryqtv

A program in which Quranic topics will be discussed, such as what the Quran commands regarding trade, what are the Quranic teachings about ethics, what the Quran guides regarding knowledge and the acquisition of knowledge, the greatness of man. And what does the Qur'an guide regarding the purpose of the creation of man, etc. In this program, the interpretation of those verses in which there are special prayers of the Prophets will be presented. As well as the small surahs of the Qur'an which are recited in prayer by worshipers who are usually recited during prayer.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Alhamdulillahil lazee kafa wa salamun alaa ibadihil lazeena istafa wa ilaaha illa billahi
00:26ilaaha illa billahi minash shaytaani rajim, bismillahirrahmanirrahim, idhaa zulzilatil
00:35ardu zilzalaha wa akhrajatil ardu athqalaha wa qala alinsanu maalaha yawma idhin tuhaddithu
00:45akhbaraha bi anna rabbaka awhaalaha, sadaqallahu maulana al azeem, Allahumma salli ala sayyidina
00:53maulana muhammadin mubarak sayyidina muhammadin mubarak wa salli wa sallim, azadi karami qurani
00:58hidayat ke andar hum hazir hain aur mere saamne Allah tabarak wa ta'ala ka mubarak kalam khuda
01:03hua hai, suratul zilzal, zalzala kahte hain zameen ke andar irtiaash ka peyda hona, zameen
01:11ka hilna, zalzala ana, zalzale zindagi ke andar bahot saare aaye, bade bade zalzere
01:17aaye, jo khaas torpar jisne tabaiyan machaayin, bastiyon ki bastiyan khatam ho gayi aur shehroon
01:25ke shehr tabaahu barbaad ho gayi, aur yeh Allah tabarak wa ta'ala ki taraf se kuch
01:31logon ke liye aazmaish hota hai aur kuch logon ke liye azaab hota hai, yeh nahi kaisakte
01:36ke saare logon ke liye aazaab hai aur yeh nahi kaisakte ke saare logon ke liye aazmaish
01:39hai, logon ki apni kaifiyat hoti hai, kuch ke liye ye aazmaish hota hai aur kuch ke liye
01:45yeh aazaab hota hai, wa ma asaabakum min museebatin fa bima kasabat aydikum wa yaafu
01:50aankatheer, Rab tabarak wa ta'ala firmaata hai ki jo tumhe museebat aur takleep pochti
01:56hai yeh tumhare apne aamaal ki wajah se hai, shamat-e-aamaal ki wajah se hai, yeh tumhare
02:01apne kartootu ki wajah se hai, aur firmaa yeh to hum thoda sa pakarte hain, bohot saare
02:06cheezon ko to hum dar guzar kar dete hain, Allah hu akbar, lekin jo Allah ke neyk banday
02:11unke liye firmaa hai, wala nabluwannakum bishay'in minal khawf, waljoo, wa naqsim minal
02:16aamaal, wal-anfusi, wal-samaraat, wa basheer-e-sabireen, firmaa hai hum zaroor aazmaayenge jaanoon ki,
02:22phaloon ki, maaloon ki, kamee ke zariye, aur firmaa hai unka imtehaan lenge, jo Allah
02:27ke pyaare banday hain, aur wo Allah ke pyaare banday, Allah hu akbar, us imtehaan par sabar
02:32karte hain, basheer-e-sabireen alladeena idha asaabathum museebatun qalo inna lillahi
02:38wa inna iree rajoon, wo kahte hain yeh sab kuch humare Rabb ki taraf se hain, aur hume
02:42us ki taraf lot kar jaana hain, to yeh dono kaifiyat hoti hain, kahin gunahgaaron ke liye
02:47yeh azaab ban jaata hain, aur neko kaaron ke liye yeh imtehaan, aur ibtila, aur aazmaayish
02:53hota hain, barahal jaise bhi ho, zalzale, zalzaloon ki ek badi taarikh hai, poori duniya
02:59ke andar bhi, humare bar-e-sagheer ke andar bhi, zalzaloon ne kahin bastiyon ki bastiyan
03:05iski bhi badi lambi fairist hain, us ki taraf main nahin jaana chahata hoon, main chahata
03:08hoon ki main ayat-e-karima ki taraf haon, yahaan jo zalzala murad hai, yahaan zalzale
03:13se murad wo zalzala hai, ki jo qayamat ke waqt aayega, zameen ke andar aur wo itni shiddat
03:20ka hoga, ke sab kuch daram baram ho jayega, idha samaa'un shaqqat, wa azeenat-e-rabbiha
03:27wa huqqat, wa idhal ardu muddat, wa alqat maa feeha wa takhallat, Allah-u-Akbar.
03:34Farhaaya wo itna shadeed zalzala hoga, ki jitni cheezein zameen ke andar hain, dafeenein
03:40hain, laashein hain, mayyetein hain, sab bahar aajaayengi. Aur farhaaya ki insaan bol raha
03:46hoga, ki bhai yeh kya hogaya, yeh kya hal hogaya, yeh kya maamula hogaya. Yeh Rab
03:52wa ta'ala nai, jo saara zameen wa aasmaan ka nizam banaya. Farhaaya, alam na ja'alil
03:58arda mihaada, wal jibaala autaada, wa khalaqnaakum azwaaja. Farhaaya, hamne zameen ko bichona
04:04banaya, pahaaron ko unpar mekhen banaya kar lagaya. Lekin wo pahaar jin ko mekhen banaya
04:11kar lagaya, farhaaya, wo pahaar unhi hui rui kitra hawaaun ke andar ul rahe hongi. Wo
04:17jane sakht kisam ki pahaar, aur farhaaya ki yeh jo aasmaan par sitaarein hain, jin ko
04:23aasmaan ke liye muzayyin kiya, araasda kiya, farhaaya, yeh sitaarein be noor ho jayenge,
04:29chaand, sooraj ke roshni sari khatam ho jayegi, samundaroon ke andar aag lag jayegi, aur farhaaya,
04:35zameen par aisa zalzara aayega, ke saare ka saara nizam daram baram ho jayega. Idha
04:42samaaun fatarat, wa idhal kawakibun tatharat, wa idhal bihaaru fujjarat, wa idhal qabooru
04:50bu'thirat, Allahu Akbar. Farhaaya ki saare ka saara, soorain shiqaak mein, soorain fitaar
04:56mein, kayi maqam par Rab tabarak wa ta'ala ne, wuqoo-e-qayamat ke hawaali se zikr kiya,
05:01ki jab qayamat aayegi, to saare ka saara nizam daram baram ho jayega, aur zameen mein
05:06ek zalzara aayega. Zalzara sirf nahi, shadeed kisam ka zalzara. Idha zulzila til ardu zilza
05:13raha, farhaaya jab zameen ke andar shiddat ke saath, chuki aage taqeed ke liye zilzala
05:18aaya hai, zameen mein shiddat ke saath zalzara aayega, wa akhraja til ardu asqa raha, aur
05:24zameen ke andar jitni bojal cheezein hain, sakeel cheezein hain, jitni dafeenein hain,
05:29farhaaya, wo sab kuch zameen bahar utha ke liyaayegi, Allahu Akbar. Zameen ke andar
05:35se saare cheezein nika rahe hain, wa qaalal insaanu maa laha, insaan kya kahega, bhai
05:40yeh kya ho gaya hai, yeh kya ho gaya hai, yawma idhin tuhaddithu akhbaaraha, us din
05:48zameen khabren de rahi hogi, khabar ki jama akhbaar, zameen us din guftagu karegi, baat
05:55karegi, khabren de rahi hogi, yeh insaan mere upar kya kuch karta raha hai, yeh insaan
06:02mujh pe chalta tha, toh yeh kaise takabbur ke saath chalta tha, yeh firaun bana hua tha,
06:08yeh namrood aur yeh khuda bana hua tha, aur yeh zameen par jo hai apne aap ko sab kuch
06:15samajh ke chalta tha, farhaaya ke zameen par, wala tamshi fil ardi maraha, innaka lantakhriqal
06:21arda, walantablughal jibala toola, farhaaya tum zameen ko cheer nahi sakte ho, tumhare
06:26rawre tumhe hukam diya tha, lekin insaan jo hai wo zameen par akad akad ke chal raha
06:32tha, iss zameen par iss naan, iss insaan ne qatl-o-ghaaratgari ka bazaar garam kiya hua,
06:37chor bazaari ka bazaar garam kiya hua tha, aur insaan jo hai doosre ka gala kaat ke apni
06:43manfaat hasal karne ki koshish kar raha tha, farhaaya har wo zameen ka tukda, agar kahin
06:49neki ki hogi, toh wo zameen ka tukda bhi qawahi dega, ki yaha isne sajda kiya hai, yaha
06:55isne tasbih padi hai, yaha par isne jo hai, wo quran ki tilawat ki hai, yaha isne neki
07:01ki hai, wo qita-e-ard, wo zameen ka tukda, Allah ki baargah ke andar, us bande ki, us
07:08neki ki bhi qawahi dega, yaumai din tu haddithu akhbaaraha, aur agar usi zameen ke tukda par
07:15Allah ki nafarmani, nauzubillah, koi badkari ki ho, band hai, koi dekhne wala nahi hai,
07:21koi camera nahi hai, koi rasta nahi hai, koi roshanda nahi hai, firmaaye koi kuch nahi
07:27hai, lekin ye yaad rakhna ki ye zameen ka tukda bhi, Allah ki baargah humein tumhare
07:33haq mein, ya tumhare khilaf qawahi de raha hoga, aur hazrati kirami, ye khabar aur ye
07:39hidayat, hamara malik o maula, humein de raha hai, aaj agar hum kisi jaga baithe ho, kisi
07:45lobby mein, kisi airport par, ya kisi aisi jaga, humein pata chale ke camera hum par
07:51focus hai, aur bilkul humein check kar rahein, toh hum bilkul attention ho jayenge, aur apni
07:56har cheez, apni activities jo hai, usko bohot zyada limited kar lenge, aur koi aisi baat
08:01nahi karenge, humein pata chal jaye ke humare phone tape ho raha hai, record ho raha hai,
08:06toh badi guftagu humari mohtaat ho jaye, agar saamne se bhi koi banda kuch bolne lagayega,
08:11bhai rukh jao, baat na karo aisi, phone record ho raha hai, ye camera mujh pe laga hua hai,
08:17camera ki aankh aapko dekh rahi hai, aur humein agar ye pata chale, ke zameen ke andar bhi
08:23koi cheez aisi lagi hui hai, jo har cheez humari activities ko dekh rahi hai, hum aur zyada
08:27mahadod ho jaye, lekar hazrati kirami, kya baat hai, hum musalman hain, ye quran mere
08:33saamne khula hua hai, ye quran ki hidayat hum aap tak poncha rahein, koi idhar udhar
08:38ki chalti phirti baat nahin kar rahein, iss se authentic koi duniya ke andar pegham nahin,
08:44iss se mustaqam aur koi irshaad aur koi hukum nahin hai, kalami ilahi se badkar kya ho
08:50sakta hai, jo sari kitabun ka jaame hain, wo quran humein bata raha hai,
08:55ki ae banda e momin, jis zameen par tu chal raha hai, aur jis zameen par tu jo kuch kar raha
09:00hai, yawma idhin tu haddithu akhbara, firmaaye wo zameen, Allah ki bargah ke andar,
09:07khabren de rahi hogi, firmaaye, kiraman kaatebeen, ya alamoona ma tafaloona,
09:12kiraman kaatebeen tere saath baithe hua hain, camera ki aankh kya, wo laghe hua hain har
09:16jagah, aur wo note kar rahein, ma yalfidhu min qawlin, illa ladaeehi raqeebun ateed,
09:23firmaaye, insaan apni zabaan se jo jumla nikaalta hai, fooran, kiraman kaatebeen usse note
09:30kar letein, issne kya kaha hai, achha kaha hai, bura kaha hai, kisi ko gaali diya hai,
09:34ma yalfidhu, niki ki talkeen kiya hai, quran padha hai, jo kuch bhi kiya hai, ma yalfidhu,
09:38iske andar umoom hai, issi tarah zameen par insaan ne jo kuch kiya hai, sab kuch maafooz
09:43ho raha hai, Allah hu akbar, Allah hu akbar, aur firmaaye, qayamat ki din ye sab kuch
09:47khol ke saamne rakh diya jaayeg, Allah hu akbar, aur fir yehi kiraman kaatebeen, jo naama
09:53e aamaal tayyaar kar rahein hain, qayamat ki din kaha jaayega, ikra kitabaka kafa binafsikal
09:59maali ka haseeba, firmaaye, kuch aur nahin, yehi teri liye kaafi hai, iss naama e aamaal
10:05ko padho, apni naama e aamaal ko, jo tum karke aaya, Allah hu akbar, wawudiaal kitab,
10:11ataraal mujrimeen mushfiqueen mimma feehi, wa yaqooloon ya waylatana, ya waylatana,
10:17ma li hazal kitab, la yughadiru sagheeratan wala kabeeratan illa ahsaha, wa wajadu ma
10:23amilu hadara, wala yazrimu rabbuka ahada, firmaaye, jab naama e aamaal saamne diya
10:29jaayega, to mujrimeen kaamp rahe honge, aur kahenge, hai afsoos, ye naama e aamaal
10:34humein kyu diya gaya hai, hai afsoos, ye naama e aamaal kyu humare haath mein, kash
10:40humara faisla na hota, humara naama e aamaal na hota, ya laytani, kafir kahega, ya laytani
10:46kuntu turaba, hai afsoos, main matti hota, main insaan hi na hota, jo kuch bhi karke
10:52aaya hun duniya ke andar, aur wo jab naama e aamaal ko dekhega, to kahega, la yughadiru
10:59sagheeratan wala kabeeratan illa ahsaha, hum to kahte the ki yaar ye to chhota sa guna
11:05hai, abe his ko kaun dekhega yaar, ye thoda counting ke andar aayega, ye thoda hisaab
11:11kitab ke andar aayega, hum to sagheera aur kabeera ke usme pade hua the, yaha to is
11:17naama e aamaal ke andar, na koi kabeera chhota hai, na koi sagheera chhota hai, laf sun lein,
11:23quran ki hidayaat de raho mein, la yughadiru sagheeratan wala kabeeratan illa ahsaha, aaj
11:29ki manzil ke andar bhi ye hi aaya, aaj ki soorat ke andar, fa main ya'amal misqaala
11:34zarratin khairan yara, zarra, kaita na zarra barabar, farmaa zarra barabar bhi agar kisi
11:41ne koi neki ki hogi, to wo neki bhi darj hogi, wo neki bhi saamne aajaayegi, wo neki bhi
11:47maidaan-e-maashar mein tumhare naama-e-aamaal mein hogi, wa main ya'amal misqaala zarratin
11:53sharriyara, Allah-u-akbar, farmaa zarra barabar bhi kisi ke saath koi burai ki hogi, koi
11:59guna kiya hoga, koi Allah ki naafarmani ki hogi, farmaa wo ye nahi hai, la yughadiru
12:05saghiratum wala kabiratan illa ahsaha, koi choti neki, badi neki, kuch bhi hai, farmaa
12:11wo sab ka sab tumhare saamne aajaayega, tumhe wahan par khadhe hokar hisaab-o-kitab dena
12:17hai. To iss soorat ke andar, Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ne, insaan ko, bil khusus musalmaan ko, jo
12:24Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala
12:30ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala
12:36ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala
12:42ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala ko, jo Rab-e-Tawaraq-e-Bataala
12:48a-fahsibtum anna maa khalaqnaakum aabathum wa annakum ilayna laa turjaun
12:52What have you assumed?
12:54That you have been made like this,
12:56there is no account, no book, no one to question you,
12:59do whatever you want to do,
13:01and you will not be asked anything,
13:04you will not be held accountable,
13:07you will not be held accountable.
13:09It is not like that.
13:11One day you will have to account for everything.
13:14And it will be such an account that
13:18That day the earth will be giving news,
13:22everything of the earth will come out.
13:27How will the earth give news?
13:30The earth is lifeless,
13:32how will the earth speak?
13:34It does not have speaking power.
13:36It does not have the power of speech.
13:39Rab-e-Tawaraq-e-Bataala says
13:42It will not give news by itself,
13:44it will give news by the command of its Lord.
13:47When Rab-e-Tawaraq-e-Bataala says,
13:50then the earth will speak,
13:52then the organs of the human body will speak.
13:55These are our hands,
13:58these are our feet,
14:00these are our parts of body,
14:02these are our own.
14:04Now this hand is not speaking anything,
14:06and today this hand is in our control.
14:08Pick up the hand,
14:09pick up the hand,
14:10put it down, put it down.
14:12But he said,
14:13this earth,
14:14these are our hands,
14:15these are our feet,
14:16these are our parts of body,
14:18everything will be giving witness.
14:20The writers will bring everything out.
14:23Allahu Akbar, Allahu Akbar.
14:25Rab-e-Tawaraq-e-Bataala says,
14:26Al-yawma naqtimu alaa afwahihim
14:30wa tuqallimuna aydihim
14:32wa tashhadu arjuluhum
14:34bima qanoo yaqsiboon
14:36In Surah Yaseen,
14:37the field of society was mentioned.
14:39When the trumpet will be blown
14:41and people will be brought to the field of society,
14:44when they will be standing in the field of society
14:47and their names and deeds will be given,
14:49there will be no way to deny.
14:53Everything is written.
14:55Today, in this world,
14:57the files are scattered,
14:59the files are burnt,
15:00the files are lost,
15:02the justice is changed.
15:05It is written about the innocent angels of the Lord
15:09that they do not disobey Allah
15:11what He commands them to do
15:12and they do what He commands them to do.
15:14They do not disobey Allah,
15:15they do not commit a sin.
15:16There is no sin in their nature,
15:19in their nature.
15:21They do what Allah commands them to do,
15:24what He commands them to do,
15:25what they see,
15:26what the person is doing.
15:27They only note that.
15:29So it is said,
15:30Today we have put a seal on their faces.
15:38Hatam, finish.
15:40Whatever stories you have done in this world,
15:42you have talked,
15:43you used to talk in front of people.
15:46No one's apology will be accepted today.
15:52Today, in the presence of the Lord,
15:54the earth is a witness,
15:56the names of deeds are present,
15:58the hands and feet are witnessing.
16:00How will the earth speak?
16:05The earth will be giving news that day
16:07because its Lord commanded it.
16:13That day, people will gather in different places,
16:16in different surahs,
16:20instead of gathering together.
16:22And when they gather,
16:23the names of deeds will be in front of them.
16:26The scale of deeds will be set.
16:28What has been found,
16:30what has been lost,
16:31what has been done,
16:32what has not been done.
16:33It will be revealed to everyone.
16:36Therefore, dear viewers,
16:38live this life,
16:40eat, drink, work, do business,
16:43with your children, with your family.
16:46I always repeat a sentence,
16:48when I talk about the Fikr-e-Akhirat,
16:50I always repeat a sentence,
16:51that you should not take leadership.
16:55While living in this world,
16:57in all the systems of the world,
17:00by living your life with the obedience
17:02and obedience of your Lord,
17:05and become successful,
17:07become successful,
17:08become successful,
17:09and by becoming successful and successful,
17:11be present in the presence of your Lord.
17:14May Allah the Almighty enable us
17:16to do good deeds while living in this world.
17:20And may Allah the Almighty enable us
17:22to take a step,
17:24to say a sentence,
17:26to talk to someone,
17:28so that we think that,
17:30just see,
17:32not one camera,
17:34not one recording,
17:35but cameras only,
17:36and recordings only,
17:38and everything is our action,
17:41but the bad thoughts that come to our hearts,
17:48our Lord is aware of those thoughts,
17:52that what is this person thinking,
17:54what are his thoughts,
17:55what are his thoughts,
17:57is he a good thinker,
17:59is he a good thinker,
18:01or he always thinks negative,
18:03always thinks bad.
18:05Allah the Almighty knows everything.
18:07May Allah the Almighty enable us
18:09to live our lives according to the guidance of the Holy Qur'an.
18:14We conclude by saying,
18:15All praise is due to Allah, Lord of the worlds.

Recommended