VID-20240802-WA0014

  • 2 months ago
Transcript
00:00Assalamualaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu
00:04In the book of Prophets, today we will read Dawatul Waladi
00:10Dawat to the Father
00:12Wa arada Ibraheemu ayn yad'uwa walidahu aizan
00:19Hazrat Ibraheem alaihissalam ne apne walid ko bhi dawat dene ka irada kia
00:26Fa qaula lahu aur unse kaha
00:30Ya abadi, Abbajan lima ta'budu ma la yasma'u wa la yubsiru
00:39Aap inki pooja kyun karte hain jo na sun sakte hain aur na hi dekh sakte hain
00:47Wali ma ta'budu ma la yanfa'u wa la yazurru
00:52Aur aap inki ibadat kyun karte hain jo na aapko nafa de sakte hain aur na nuksaan
00:59Ya abadi la ta'budi shaytaan
01:03Aap kyun Abbajan shaytaan ki pooja karte hain
01:08Ya abadi, Aabbajan aabudi rahmaan
01:14Aapne meherbaan Rab rahmaan ki bandki karein
01:19Wa ghaziba walidu Ibraheema
01:23Ibraheem alaihissalam ka walid naras ho gaya
01:27Wa qaula aur kahne laga
01:30Ana azribu ka main teri patai karunga
01:34Fatrukni walayatakul shai'an
01:38Mujhe mere haal par chod do
01:41Aur mujhe kuch kahne ki tujhe kuch kahne ki ijazat nahi
01:47Wa kaana Ibraheemu haleeman
01:50Ibraheem alaihissalam bukhat hi honsle wale the
01:55Fa qaula li waladihi salamun alaika
01:59Pyaare Abbajan aap par salamati ho
02:03Wa qaula lahu aur kaha
02:06Ana azhabu min hoona
02:09Ki main yaha se ja raha hun
02:12Wa ad'u rabbi
02:14Aur main apne rab ko hi pukarta rahunga
02:18Wa taasafa Ibraheemu jiddan
02:22Ibraheem alaihissalam ne bukhat hi afsoos ka izhaar kiya
02:28Wa araada an ya sahaba ila bala din aakhar
02:33Aur kisi doosre shahar chale jaane ka irada kar liya
02:38Wa yaabuda rabbahu
02:41Ki waha apne rab ki ibadat karenge
02:44Wa ya du'u an naasa ila Allah
02:48Aur logon ko Allah ke deen ki taraf daawat denge

Recommended