ARY News 1 PM Headlines | 8th August 2024 | Election Act Amendment Bill Becomes Law
#electionactbill #nationalassembly #headlines #arynews
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00It has been moved that the bill further to amend the Elections Act 2017, the Elections
00:07Second Amendment Bill 2024 be passed.
00:10All those in favour of it may say aye.
00:13All those against it may say no.
00:14I think ayes have it, motion is adopted, consequently the bill is passed.
00:19Election Tarmimi Act Kanun ban gaya.
00:21Sadr-e-Mumlikat Asif Ali Zardari ne Election Act Tarmimi Bill 2024 ki tausif kar di.
00:26Senate aur Qaum-e-Assembly ne Election Act Tarmimi Bill ka srat-e-raye se manzoor kiya
00:30tha.
00:31Kanun ke tahd jo shakhz teen din me kisi Jamaat me shamil ho toh wo kisi aur Jamaat me nahi
00:34jaasakta.
00:35Jis Jamaat ki koi seat nahi wo maqsoos nashifte nahi leh sakti.
00:38Islamabad me Qaum-e-Ulema-Mashayikh Conference ka inakaat, mulk bhar se tamam maqatib-e-fiqr
00:42ke ulama ki shirkat.
00:44Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif aur Army Chief General Syed Asim Muneer bhi conference pe
01:00sharik.
01:01Wazir-e-Azam aur Chief of Army Staff khitab bhi karenge.
01:11Fakir Wazir-e-Dakhla Mohsin Naqvi se Governor KP Faisal Kareem Kundi ki mulaqat.
01:15Wazir-e-Dakhla ki Khyber Pakhtunkhwa me Qayam-e-Aamn ke liye har mumkin taabun ki yaqeen dehani.
01:18Ka amn-o-man ka Qayam hukumat ki awaleen tarjih hai.
01:21Quram me irazi ki tanaazib-e-qeemti insani jaanon ka ziyah intihai hifsoos naak hai.
01:25Baaz anaasin ne do groupon ke maabain tasaadun ko qalat rang diya.
01:28Jis se kashidki me zaafa hua.
01:30Khori koshish-e-Quram samayat Khyber Pakhtunkhwa me Qayam-e-Aamn ke surat-e-haal ko baikar banayajaye.
01:34Faisal Kareem Kundi ne Qayam-e-Aamn ke liye taabun par Wazir-e-Dakhla Mohsin Naqvi ka shukriya adad kiya.
01:53Rawalpindi, Sahababad, Ogedonabah me moosadar baarish, Nalalai me paani ki satah me izafa,
01:59Alert jaari, khatre ke siren bachadiye gaye, Jodhba shehroon me 90mm se zayad baarish record ki gaye.
02:05Baarish rukne ke saath, paani ki satah me kamhi aane lagi,
02:08Waasa samayat mutaalik aidaare mokhtalif ilaakon me relief operation me masroor.
02:12Baarishon ke baayis, Darya-e-Sin, Guddu-Bhairaj ke maqam pa darmiyan-e-darjaika-sailaab,
02:17paani ki satah me mazeed izafa ka khatja, Karachi me matla-abr-aloo, mokhtalif ilaakon me boondapan.
02:30Bangladesh ki uburi cabinet Dr. Yunus ki sarbarahi me aaj half uthaayegi.
02:34Talwa Dhariq ke tamam fascist judgeon ko istifa dene ke liye, din 1 baje takka ultimatum de diya.
02:39Kaha jain judgeon ne Haseena Wajid ki fascist hukumat ka saath diya,
02:42fascism me mulawis rahe, wo razaqarana torpa istifa dene.
02:45Army Chief General Waqar Udzama ka kehna hai, musallab fast Dr. Yunus ke har mumkin madad karegi,
02:49kudishta 2 din me jo kuch hua us par sharminda hain.
02:52Humne surat-e-hal ko samhalne ki har mumkin poshish ki, Dr. Muhammad Yunus ne awam se kur sakoon rehne ki appeal kardi.
02:57Kaha hum mulk ki taameer ke liye tayyaar ho jayein, agar humne tashahdud ka raasta ikhtiyaar kya toh har shayah tabaah ho jayegi.
03:17Tum sab napasandida hoon, istifa doon aur ghar jao.
03:20Bangladesh me sarkari bank ke mulazameen ne deputy governoron se istifa le liye,
03:25mulazameen ke dabaah par pehle deputy governor Qazi Syed-ur-Rehman ne istifa de diya,
03:29mujtahil hujum ne digar deputy governoron se ek khaali safah par dastakhat karwa liye.
03:34Bank ke mushir Abu Farah Nasir aur Bangladesh Financial Intelligence Unit ke sarbara,
03:39Masood Baswas se bhi istifa liya gaya.
03:42Bangladeshi bankon ne naya hukum nama jarhi kar diya,
03:451 lakh taka se zayad rakam nikaalne ya transfer karne par pabandhi aayat kar diya.
03:54I think I would defer to the Justice Department to speak to an indictment that was returned by a grand jury.
03:59So, I don't have any discussions to speak to today,
04:02but we have been clear that the United States will continue to do what is necessary to protect our people,
04:07including former officials from threats emanating from Iran.
04:11That continues to be the case, and beyond that, it's really a matter that I should leave to the Justice Department.
04:16Aasif Merchant par fard-e-jurum kyu lagi, jaanne ke liye Mehkma-e-Insaf se reju karein,
04:20Tarjuman-Ameriki Mehkma-e-Kharza Mehkma-e-Milaita sawal par jawab.
04:23Taha apte logon ko khatarat se bachane ke liye jo zaroori hoga wo karenge.
04:26Iran se aane wale khatarat se bachane ke liye bhi jo zaroori hai, karte rahenge.
04:30Kya Iran ko Pakistan ke zariye pegham diya gaya hai?
04:32Iss sawal par tarjuman ne ka, wo iss maamne par kuch nahin bata sakte.
04:47Wifaqi hukumat ne Khaliji mubalig jaane wale mehnat kasho par attacks aayat kar diya.
04:51Hawaai ticket par 5000 rupee excise duty wasoob ki jayegi.
04:54FBI ka kehna hai, tasdik shudha labor visa par Saudi Arab Mutahida Arab Emaraat,
04:59Kuwait, Qatar, Bahrain, Oman aur Iraq jaane wale mehnat kasho se fixed charges liye jaayenge.
05:14Jamaat-e-Islami ne iss baat ka khaisla kiya, ki iss qaum ko hum maayus nahin hone denge,
05:19balke isko ek maqsad se hum aang karenge aur uske baad ek phadi tehreek ko barba karenge.
05:26Ye dharna Pakistaniyon ki umeedon ka markaz ban gaya hai.
05:31Jamaat-e-Islami mutalbaat ki mansoori ke liye aaj Rawalpindi ke liyakat baag se March ka aghaas karegi.
05:36Hafiz Naeem ur Rehman kahte hain, bijli ka bil ada karna logon ke liye na munkin ho gaya.
05:40Hukumti committee kahte hain, aapke mutalbaat humare mutalbaat hain.
05:43Mutalbaat ek hai toh maanne mein kya masla hai?
05:45Ek saal mein jitne paise aaye, IPP's ko diye, usse kam qeemat mein dam ban jaata.
05:50Tankhadaar tapke par tax kisi surat kabool nahi.
05:53Jamaat-e-Islami aur hukumti committee ke muzaqaraat mein peshraft.
05:56Hazir Azam ki hidayat par task force qaim kar di gayi.
05:58Aaj muzaqaraat ka hatni daur hoga.
06:00Nahingi bijli aur tax ke khalaaf Karachi mein Governor House par bhi,
06:02Jamaat-e-Islami ka dharna shahiye.
06:16Tab se takleef de lama yeh tha,
06:20ke mujhe 40 din ke liye ukha liya gaya.
06:23Mujhe malum nahi, ke wo jagah kahan thi, jahan 40 din mujhe rakha gaya.
06:27Lekin maine kisi ke khalaaf tehreer nahi di,
06:31video audio beyaan nahi diya.
06:33Humein 13 August ko yeh jalsa se rok diya gaya.
06:36Hum ladhai jagda nahi chahate.
06:39Humein 13 August ke jalsa se rok diya gaya.
06:42Hum pindi mein ladhai jagda nahi chahate.
06:44Abaam-e-Muslim League ke saibaraa Sheikh Rasheed kehte hain,
06:47mujhe 40 din tak na malum maqam par rakha gaya.
06:50Kisi ke khalaaf tehreeri, audio, video beyaan nahi diya.
06:53Main kisi ke dabaab mein nahi aaya.
06:59Kisi ne 250 maqamat pe hamlon ka kaha tha,
07:02aapne pyaar-o-kaar-o-khaan sahab yeh bhi kehte hain,
07:05kisi ke 16 aadmi humare shaheed ho gaye us din.
07:08Gar aapka koi aadmi kisi hangaame mein mulawwas hi nahi tha,
07:1116 bande kaise alaak ho gaye?
07:13Wo jis darwaze pe dastak de rahe hain,
07:15us darwaze ki jari se,
07:17koi baahar dekhne ke liye bhi tayyaar nahi hain.
07:21Kisi ne apne pyaar-o-kaar-o-khaan ko 250 maqamat par hamle ka kaha tha?
07:24Bani PTI ko muzaakaraat siyasatdaanon se hi karne honge.
07:27Wo jis darwaze par dastak de rahe hain,
07:29wahaan se koi jhankne ko bhi tayyaar nahi.
07:31Muslim League Noon ke Rehnaumar Irfan Siddiqui kehte hain,
07:34humne Bani PTI ko muzaakaraat ki bisiyon peshkash ki,
07:37ab peshkash nahi karenge.
07:44TUNISIA
07:52Tunis pe paani aur bijli ka barta bohraan,
07:54Tunis ke Sadr ne Wazir-e-Azam ko bartaraf kar diya.
07:57Yawan-e-Sadr ki taraf se bataya gaya ki,
07:59Sadr Qais Saeed ne Wazir-e-Azam Ahmed Hachani ko odhe se hataya,
08:02Samaj-e-Moor ke Wazir Kamil Madhuri ko Wazir-e-Azam mukarrar kar diya gaya.
08:06PARIS OLYMPICS
08:12Paris Olympics mein America medals ki century ke kareeb,
08:15America ne masmooi taur 96 tamke hasil kar liye.
08:1927 gold medals kisa table par pehli position,
08:22Chin di America ke teeche peeche.
08:24Gold medals ki taadaar 25 kar liye.
08:27PAKISTAN
08:34Pakistani talaba ka ek aur shandaar ka nama,
08:36Pehle Benalakmami Nuclear Science Olympiad mein,
08:39Chandi aur Kansi ke tamghe jeet liya.
08:41Tarjuman Pakistan Atomic Energy Commission ne bataya,
08:43Philippines mein,
08:44Sulaiman Noman aur Subhan Kashif ne Chandi ka tamgha hasil kiya.
08:47Ehban Awan aur Qasim Salam ne Kansi ka tamgha seene pe sah jaya.
08:51SRI LANKAN SPINNERS
08:59Aur Sri Lanka ne 27 saal baad,
09:02Bharat ko one day series mein shikas de di.
09:04Colombo mein Bharati batting line,
09:06Phir Sri Lankan spinners ke saamli bebas.
09:08Pehle aur doose match ki tarah,
09:10Teesre one day mein bhi,
09:11Bharat ki 9 wicket spinners ne hasil ki.
09:14249 runs ke daakub mein,
09:15Star system jeet Bharati team,
09:17138 patheer ho gayi.
09:19Bhai, Vilal Gaye ne 5 shikar kiye,
09:21Islanders ne 3 matches series 2-0 se apne naam.