• last year
#headlines #PTI #bangladesh #imrankhan #iran #weathernews #pmshehbazsharif #protest

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00Bani PTI ka 9 Mai par mushroot maafi maangne ka alaan, kaha 9 Mai waqayat ki CCTV saamne
00:09laayen, mulzaman PTI ke nikle to party se nikaalunga, maafi bhi maangunga, suboodh
00:14kyu chhupa rahe hain, mulzaman ki shanak karke kaifre kirdar tak pohnchaya jaye, Bani PTI
00:19ki Adiala jail me sahafiyon se guftagu, kaha 9 Mai ke mutasreen hum hai, insaaf diya jaye,
00:259 Mai se darta to Judicial Commission ka mutalba na karta, mere Iqbaat par mujhse maafi maangi
00:30jaye, pohnch kaumi daara hai, iska tahafuz hum sabki zimmedaari hai, mul ki khaatir baat
00:36karne ko tayyaar hu, lag raha hai, kuch bada hone jaa raha hai, Shehbaz, Nawaz, Zardari
00:41aur Mohsin Naqvi ke naam ECL me daalein, Haseena Wajid ki tarah faraar ke raste band
00:45kiye jaye, sahafi ne poocha, Sheikh Mujib ke mujasme tode gaye, wo ab bhi aapke hero
00:50hain, jawab diya, Sheikh Mujib par jo bhi baat ki wo Hamudur Rehman Commission ki finding
00:55hain, meri nahi.
01:12Ek mujasme kya gira, aapne toh imaan hi badal liya, aap toh Sheikh Mujib ko hero maante
01:17the, Wifaqi Wazir-e-Tilaat ata Tarar ki press conference kaha, PTI wale aap Haseena Wajid
01:23ki baat kar rahe hain, Sheikh Mujib ne taqseem paida ki thi, aap bhi taqseem paida karne
01:28ke qaail hain, Talal Chaudhry bole, Saniha-e-Nau-Maika-e-Taraf-e-Jurm karne wala aap suboot maang raha hai,
01:35Corps Commander House ke bahar Bani PTI ki behne, bhanja, party rahnuma maujood the,
01:40CCTV footage me Corps Commander House ke bahar inke leader dekhe jaa sakte hain, inki siyasat
01:45hamesha se jalao gherao par mabni rahi hai, mashroot muafi se behtar hai, ghair mashroot
01:50muafi maang li jaaye.
02:21Bani PTI ne kaha hai, pehle CCTV footages saamne laayen, uske baad muafi ka dekhenge,
02:26opposition leader Umar Ayub kehte hain, Bani pehle din se hi footages ki baat kar rahe hain,
02:31hame pata hai, wo log hamare karkun nahi the, chun logon ne CCTV footages ghaib ki,
02:36inse poocha jaaye, Qaima Committee Barai Khazana ke ishlaaz se walkout ke baad media se guftagu
02:41me kaha, Bangladesh me Haseena Wajid ka haal dekh le, yaha, yaha bhi yehi hoga, jo marzi
02:48kar le, PTI ka raasta nahi rokh sakhenge.
03:18Aadalat ne 14 gawahan ki shahadaton ko ghair zaruri karar dete hue samaat multavi kar di,
03:23Busha Bibi ne bariyat ki darkhaz dahir kar di, Aadalat ne fariqain ko notices jaari kiye.
03:49Siyasat mere liye nahi cheez hai, vatan jaakar dekhna hoga ki haalat ko kaise maamool par laaya
03:54jaye, kal tak buri kabina ke naam bhi final ho jayenge, Bangladesh me Talba Inquilab ke baad
04:00zindagi maamool par aane lagi, Talba Tehreek ki dhaka me safai muhim, naujawan, jhaadu aur
04:05buriya lekar sarkon par jama, kachra, thikane lagane lage, kai dinon ke hangamon ke baad,
04:10jaga jaga kachra ke dhir lage the, Bangladesh me aaj bhi aam taateel hai.
04:40Aur Finland jaane par ghaur kar rahi hain, Haseena Wajid ko Bharat faraar hue 48 ghante
04:45guzar chuke, lekin abhi tak hatmi manzil ka taayun na ho saka, Peer Ki Sobh Bangladesh
04:50ke Wazir-e-Azam House me kya hua, Ameriqi Akhwad ne bata diya, New York Times ke mutaabib,
04:55Peer Ki Sobh, Barri, Behri, Fazaiya aur Police ke sarbara Wazir-e-Azam House pohnche,
05:00Haseena Wajid ne muzahireen par crackdown ki baad ki toh Fauj ne ise naamumkin karar diya,
05:05Haseena Wajid iqtadaar chodna nahi chahati thi, doopahar 1 bajay ke kareeb, Haseena Wajid
05:11ki takreer ki tayyari jaari thi, lekin live nashriyat ke liye aanewala truck,
05:16Wazir-e-Azam House ke bajaye Army Chief ke daftar pohnch gaya.
05:19Bangladesh ka Bertruff Intelligence Chief Behru ne mulk farar hote hua tayyare se pakda
05:36gaya. Major General Zia-ul-Ahsan ko tayyara rohkar griftar kiya gaya. Al-Jazeera Investigation
05:42Unit ke rukun ka kehna hai, Major General Zia-ul-Ahsan par Mawarai Adalat katl aur Jabri
05:46Gumshudgiyon ke ilzamaat the, social media accounts ki nigrani aur phone calls ki recording,
05:51Major General Zia-ul-Ahsan ki zimmedaari thi. Unhe Haseena Wajid ke intahai kareeb samjhatata
05:56tha. Haseena Wajid ka takhta ulatne ke baad, saabik Wazir-e-Afsaran ki pakkad dhakad bhi
06:01shuru ho gayi. Wazir-e-Kharja Hasan Mehmood aur Wazir-e-Mumlikat Barai Mawasla Junaid Ahmed
06:06Palak ko garaftar kar liya gaya. Opposition Leader ne teen maah me election karane ka
06:11mutaliba kar diya.
07:41Election Act Tirmimi Bill 2024 Tauseekh ke liye Sadr ko arsaal, Senate Secretary pe
08:03Tirmimi Bill Sadr Asif Zardari ko arsaal kiya. Senate aur Qaumi-e-Sabli ne guzishta
08:07roz Bill ki manzoori di thi. Sadr Asif Zardari ki Tauseekh se Bill kaanuni shakal ikhtiyar
08:12ghar lega.
08:37Kalat tashreeh par muaamla aayini idarae ko remand kiya jaana chahiye. Election Commission
08:42ne 39 arkaan ki had tak faisle par amal daramat kar diya. Tehreek-e-Insaaf case me fareek
08:47nahi thi, usko relief diya gaya. Azaad arkaan ne bhi Supreme Court se rujoo nahi kiya.
08:53Sunni Ittihad Council ne election me hisa liya, na maqsoos nashiston ki fahris jama karwai.
09:07Hukumat aur Jamaat-e-Islami ki muzaakraat ka chahta daur, Wazir-e-Dakhla Mohsin Naqvi
09:26bhi muzaakraat me shamil, Atta Tarah ki sabraahi me, Hukumti Committee me, Wifaqi Wazir Ameer
09:31muqaam, Tariq Fazal Chaudhry aur digar hukaam shamil. Mehngi Bijli aur Texas ke khalaaf liyaqat
09:37baag mein Jamaat-e-Islami ka dharna terve roz bhi jaari. Hafiz Naivur Rehman kahte hain,
09:41hukumat ikdamaat kare, ailanaat se hum behlne wale nahi. Kal Murray Road par march karenge,
09:4711 tarikh ko Lahore, 12 ko Peshawar, 16 ko Multan me dharna hoga. Yeh fir bhi na maane
09:53toh hum logon se puram napeel karenge ki Bijli ke bil na bhare. Karachi me Governor House par
09:59Jamaat-e-Islami ka dharna ka paanch baar roz, awaam ki badi taadaad me shirkaat.
10:29Karachi airport par 30 se zayad kharab tayyare sala saal se ground. Zaraay ka kehna hai,
10:42PIA ke 13 tayyaro sabait, mukhtalab airlines ke tayyare kai saal se ground hain. In tayyaro
10:48se purzajat bhi ghaib hain. Qaum airline ke tayyaro se matalik customs de general declaration
10:53talab kar rakhi hai. PIA ko NOC jaari na karne se crore rupaih ka nukhsaan ho raha hai.
11:07PTI Rahanuma Aaliyah Hamza Gujranwala jail se reha. Aaliyah Hamza ki 9 Mai muqaddimah
11:12me 31 July ko zamanat manzoor hui thi. PTI Rahanuma Aaliyah Hamza wakala aur family
11:18ke saath jail se ghar rawana hui.
11:24Karachi ke Joharabad me firing se police ahlkaar qatl waqiah ki video saamne aagayi. Dakeet ko
11:29police ahlkaar Shabbir Ahmed se asla cheente dekha jaa sakta hai. Zakhmi Shabbir Ahmed aakhri
11:35dam tak ladta raha. Muzim ahlkaar ki motorcycle aur asla le gaya. Apni bike chhod gaya. Police
11:42ke mutaabik ahlkaar par 9 mm se 10 goliya barsaayi gaye.
12:12Afraat jaan se gaye thi.
12:22Punjab hukumatne 10 roz ke liye fauj aur rangers ki khidmat talab karni. Chelum Imam Hussain
12:27ke silsile mein full proof security intizamat ki tayyari. Mukhtalif izla mein fauj ki 14 rangers
12:32ki 23 companies tayinat karne ke liye barasla likh diya. Faisla Punjab police ki darfaz ke
12:38mutaabik security mein muafnat ke liye kiya gaya hai.
13:38ka khas kar diya. Shahbaz Sharif ka kehna tha monsoon season mein 10 crore se zayad
13:43poude lagaye jaayenge. Darakh lagane se fizaayi aloodgi mein bhi kam hi aayegi.
14:08Hummaas ne Ismail Haniya ka jaarashir muntakhib kar liya. Yaya Sanwar Hummaas ke naye sarbara
14:19mukarrar. Yaya Sanwar ko operation Tufan Al-Aqsa ka mastermind bhi kaha jaata hai.
14:24Ameriki Wazir-e-Kharja Antony Blinken kahte hain Yaya Sanwar jangbandi ke haami hai.
14:29Wo faisla kun kardar ada karenge. Mumkina jang se mutaabik Iran aur Israel se barahirast baat ki.
14:35Doro mulko se kaha koi bhi mashrik-e-muslim-e-kashir ki na badhaye.
14:39Yarghamaliyon ki rehai se mutaalik muzaakrat aakhri marhale par pahad chuke.
15:05ki majmooi taadaad 39,677 ho gayi. 91,700 ke qareeb zakhmi hai.
15:16Trump par qatlana hamle mein koi Pakistani mulawis nahi. White House ka waze bayan.
15:21Ameriki mehkma-e-insaf ne bhi kaha, Trump par hamle ki mansoobabandi ka Asif Merchant se taaluk
15:27nahi. Ameriki media ne headline me Asif Merchant ka taaluk hamle se joda tha.
15:31Ameriki media ne daawa kiya Asif Merchant ne siyasadanon ko qatl karne ke liye uzrati qatl se
15:36raabta kiya. Ameriki siyasadan ya sarkari afsaraan ki qatl ki mumkina saajish ke ilzaam mein garaftaar
15:42Pakistani Asif Merchant par fard-e-jurma aayit. Bhartanvi khabar agency ke mutaabik Asif Merchant
15:48paasdaaraan-e-inkilab ke commander Qasim Suleimani ke qatl ka badla lene ke liye
15:52kirai ke qatlon ki khidmat hasil karne Amerika aaya tha. Amerika se faraar ki koshish ke doraan
15:59pakda gaya. Tarjumaan daftar-e-khaarjo ka kehna hai Ameriki hukkaam se raabte mein hain,
16:04malumat hasil karna hai.
16:29Rizwan Shaheen Afridi, Naseem Shah aur Saim Ayub Scott ka hisa. Pehla test 21 se 25 August
16:35tak Rawalpindi. Doosra 30 August se 3 September tak Karachi mein khela jaayega.
16:59Kaum ko peghaam. Arshad Nadeem ke coach ka kehna hai,
17:02kal final mein bohot sakt mukabla hoga. Dekhne mein maza aayega.
17:11Cheem mein khaufnaak gas dhamake se imarat tabha ho gayi. Teen afraad halaak, mutaadit
17:15zakmi ho gaye. Guangguang subah mein girnewali do malzira imarat ke malbe tale dabhe afraad
17:20ki talaash ka kaam jaari hai.

Recommended