रामचरित मानस में से कौनसा प्रसंग जीवन के उतरने योग्य है _ _ Shri Yogendra krishna Ji Maharaj _ Katha

  • last month
रामचरित मानस में से कौनसा प्रसंग जीवन के उतरने योग्य है _ _ Shri Yogendra krishna Ji Maharaj _ Katha

Category

🗞
News
Transcript
00:00Anand ho gaya maraaj, vivaah ka kariye sampand hua, lekin vivaah ke pashaath ab jo is ramchit
00:09manas mein jo gyaan ki baat hai, samastha drashtiyon ke liye, parivaarwanon ke liye,
00:16mataon ke liye, behanon ke liye, bhaiyon ke liye, jeevan mein utaarne yog baate hain,
00:21jo Shiv Parvati vivaah ke baad mein, baad ka yeh prashang rahein maraaj.
00:30Maraaj Himanshal ne aaj kya kiya hai, Bhagwan Mahadev ko pranam kiya aur pranam karke
00:43ek nivedan karne lage, naathayu mamam pran samah, grah bhinkari kare,
00:57shamau sakal apuraad yava, hoye prasann varadev.
01:27Aaj bade bade gharane, parivaarwanon ke liye,
01:47Maina aur Himalaya ka praad sahaj, aaj bade bade gharane, parivaarwanon ke liye,
02:03Karan kya hai, karan yeh hai, ki bhaiya, beti ko veta ko yatharth gyaan siksha nahi diya jaa raha hai,
02:13aur usi ka yeh pranam hai ki bade bade gharane, aaj toot le jaa rahein.
02:24Ek pita ke paas mein, sabse badi jo maan aur ijjat agar koi hai, toh wo beti hi hai,
02:36isliye baar baar humare saastron mein, humare puranon mein, sadhgranthon mein,
02:41pur usko jitna, batayu usse zyada, ek devi ko, beti ko siksha di gayi hai, usko samjhaya gaya hai,
02:49aur Ramayana mein do prasangh aise hai, Parvati vidayi ka aur Sita ji ki vidayi ka,
02:55dono prasangh par Goswami Tulsidas ji ne bohot jod diya hai, dono mein jod diya hai.
03:04Agar koi putra koi galat kadam utha leta hai, toh kuch samay ki baad mein bhulaya jaa saksa hai,
03:14lekin agar koi beti galat kadam utha leti hai, toh peedi dar peedi pura parivaar apmaanit hota hai.
03:23Arey tumhari behl, tumhari bua, tumhari dadi, tumhari bo, isliye Maharaj yeh Vyas Peeti Ram katha ek nivedan karti hai,
03:36agar beti aapne pita ke liye, apne parivaar ke liye, agar kuch dena chahati hai,
03:42toh wo keval yehi Maharaj unko pradana karein, ki aapki baje se, hamari baje se,
03:48hamari pita ka, hamari mata ka, hamari parivaar ka, hamari bhai ka,
03:53sar kabhi bhi neeche na chuke, yeh priyaaz karna chahiye.
04:06Isi takaar se, Bhagwan Mahadev ji ne aaj Parvati ko bhulaya aur Parvati ko bhula karke badi sundar siksha di hai Maharaj.
04:17Kya keh rahe hai?
04:18Babaji likhte hai.
04:20Kare ho sada sangh, kare pad pooja
04:42Kare ho sada sangh, kare pad pooja
04:49Nari dharm pati dev na dooja
05:17Kare ho sada sangh, kare pad pooja
05:30Jai Shri Aram, Jai Shri Aram
05:49Aaj hi manchal Maharaj kehti, kare ho sada sangh, kare pad pooja
05:59Yeh gyaan diya ek nari ke liye, pati hi uska Bhagwan hai.
06:03Yad rakhega, charanon ki pooja ke liye kaha,
06:08Bhaiya charanon ki pooja ka priyojan keval,
06:12Akshat aur roli chawal phool chadhane se nahi hai.
06:16Charan pooja ka matlab hai ki pati ki aagya ka anusran karna chahiye
06:21Aur hamare sanatan dharm ki jitni deviya hai,
06:25Anu ko Maharaj apni pati ki charan vandana karne chahiye.
06:29Charanon sewa karne chahiye.
06:36Boli Bhakt Vassal Bhagwan ki Jai

Recommended