Fiza Ali lost her calm

  • last month

Category

📺
TV
Transcript
00:00sharam hi koi nahi hai
00:02jee mera matla yeh ke main ek ladka se mohabbat karti hun bohot zyada
00:06toh lekin woh ladka nahi mujhe mohabbat karta
00:09na woh mujhe lift karwata hai
00:11toh iska mujhe koi haz batayen
00:13kya umar hai aapki?
00:15main 18 saal ki ho, inter ki student ho
00:18inter ki student 18 saal ki hai
00:20accha
00:22okay, aap saath rahiye gaye humare program mein, theek hai
00:26accha ab Hafiz Shafiq Rehman sahab yeh kya ho raha hai humare maashara mein
00:30pehle toh aap mujhe is baat ka jawab dijiye
00:32aur phir yeh batayiye
00:34kya is cheez ka bhi wazifa hota hai?
00:38dekhein yeh pehli baat toh yeh hai ke
00:40isme
00:42tarbiyat ulaad ke bhi aur baakiyon ke bhi huni chahiye
00:45lekin bachi hai, ab masalah toh
00:47sharam nahi aati inko
00:48inko sharam bilkul nahi hai
00:50sharam bilkul khatam ho gayi hai inki
00:52kis tariqah se phone karke
00:54kis tariqah se poos sakti hai
00:56ek ladke se mujhe mohabbat hai
00:58aur aage se wo mujhe mohabbat nahi karta
01:00aur mujhe iska wazifa chahiye
01:02yaar, koi sharam karo beta
01:04koi theek ho, dimaag theek hai
01:06tumhe koi aalim ki
01:08aur kisi wazaif ki zuraat nahi hai
01:10is tariqah ki bachiyan jo na
01:12jaake aalim ke paas basti hain
01:14jali logon ke paas basti hain
01:16jaake unke chakar lagari hoti hain
01:18jab jo humare program mein call karke
01:20humse isra ki baat kar rahi hain
01:22kya mohabbat pe aapko pala hoga, poosa hoga beta
01:24pyaar mohabbat se bhi samjha sakti ho
01:26magar main isliye samjha rahi ho
01:28is tariqah ki awaaz aur is tariqah ki laheja se
01:30takke aapko samjha hai
01:32main kya karun aap logon samjha hi is laheja se aati hai
01:34main rosh subah aati ho main sochti ho
01:36bahut tariqah se, bahut polite hoke
01:38bahut narmi se, laheja bada important hota hai
01:40laheja sahi rahega to baat samjha jaayegi
01:42kya bhai, kya mohabbat pyaar se samjha ho
01:44main aapko baat karne wali aapki
01:46aap baith ke ladki hain, aap baith ke hain
01:48mauzaz mehmaaz baith hain, mohabbat ke baat
01:50wazaib pooch rahi hain yahaan pe hum se

Recommended