#raininkarachi #marriyumaurangzeb #imrankhan #adialajail #asimmunir #nationalassemblysession #bulletin
Lt. Colonel (retired) Akbar Hussain convicted for inciting sedition: ISPR
JI seeks PM’s guarantee on negotiations as response of govt ‘delayed’
SBP cuts key policy rate by 100bps to 19.5pc
Is Mohsin Naqvi quitting office of PCB chairman?
PTI’s Raoof Hasan sent to jail on judicial remand
Karachi receives light to moderate showers
Monsoon rain spell to persist till tomorrow: Met Office
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Lt. Colonel (retired) Akbar Hussain convicted for inciting sedition: ISPR
JI seeks PM’s guarantee on negotiations as response of govt ‘delayed’
SBP cuts key policy rate by 100bps to 19.5pc
Is Mohsin Naqvi quitting office of PCB chairman?
PTI’s Raoof Hasan sent to jail on judicial remand
Karachi receives light to moderate showers
Monsoon rain spell to persist till tomorrow: Met Office
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:30Bani PTI ka kehna tha Mariam Nawaz fascist hain.
00:33Hukumat ka maqsad hai fauj se ladwa kar PTI khatam karai jaye.
00:37Mujhe judicial complex se ikhwa kiya gaya toh Justice Aamir Farooq ne isse dhurus karar
00:41diya.
00:42Chief Justice Lahabad High Court se guzarish hai mere mukadmo se alag ho jaye.
00:47High Court me aur bhi judge hain mere mukadme kisi aur ko de de.
00:50PTI ka koi shaks 9 May me mulawis hain toh saza de.
00:59Maafi nahi maangunga kehne wala khud saakhta inqilabi minnat tarloon par utaraya hai.
01:05Senior Wazir Punjab Mariam Aurangzeb ka Bani PTI ke bayan par adde amal.
01:09Kaha khud saakhta inqilabi fauj se kis baat ke mudakarat chahta hai.
01:13Shuhada ke mujassime tode, GHQ aur Air Base par hamle kiye, Corps Commander ka ghar jalaya,
01:19maafi maango mudakarat nahi, 9 May ka munazzam mansooba shuhada ki yaadgaaron par hamla,
01:25Tansibat aur GHQ par hamla, tanqeed nahi, riyasat par hamla hai.
01:30Fascist ki baat sirf aur sirf iqtidar ke liye hoti hai.
01:34Iqtidar ki khatir aayeen todne wala fascist hota hai.
01:41Wifaqi Wazir-e-Itilat Atta Tarar kehte hain, Bani PTI mul ke liye security risk hain.
01:46Badi jaldi, nahi chhodunga se, please mujse baat kare ka safar tay kar liya.
01:50Fauj ko siyasat me mulawis karne ki yeh nahi saazish hai, jo jail me tayyar ki gayi.
02:21Isliye kiya gaya ki usme sajh saabit ho jayega.
02:269 May ke hamle aap uske mansooba saaz the,
02:29munazzam saazish ke tehat aapne 9 May ke hamle karwae the,
02:31Corps Commander House ke bahar aapki teeno bhene maujood thi,
02:34CCTV me sab kuch aaya hai, aap is mulke liye security risk hain.
02:38Hukumatne Election Act 2017 me tarmeen ka bill qaumi assembly me pesh kar diya,
02:42Election Act me do tarameen mutaarif karwai ja rahi hain.
02:45Matan me kaha gaya,
02:46Azaad Rukun aayin ke taht teen din me kisi bhi Jamaat me shamil ho sakta hai.
02:50Kamiyaab Azaad Umidwar ki jaanat se siyasi Jamaat me shamuliyat ki razamandi na qabil-e-tansikh hogi.
02:56Azaad Rukun kisi Jamaat me shamuliyat ke baad doosri Jamaat me shamil nahi ho sakega.
03:01Mukarrara muddat me fahriz jamaa na karane wali Jamaat ko makhsoos nashisten nahi milengi.
03:05Speaker Ayaz Sadiq ne kaha, bill par committee bana rahe hain,
03:09committee jo faisla karegi, aewaan ko batayegi,
03:12chahate hain bill par siyasi Jamaaton ki raay li jaye.
03:15Yeh behas hoti rahegi jab tak yeh aata hai.
03:17Nahi ji, yeh committee ko refer ho gaya.
03:20Election Act 2017 me mujawwiza tarmeem ka maqsad Supreme Court ka faisla khatam karna hai.
03:26Adalati faisle ko istara khatam nahi kiya jaa sakta.
03:29Mahir-e-kanoon Abid Zubairi ki ARY News se guftagu,
03:32kehte hain Supreme Court ka faisla aa chuka hai,
03:34ke Act me tarmeem hui toh mustaqbil ke liye hogi.
03:37Bill ko pichli tarikhon se naafis nahi kiya jaa sakta.
03:42Supreme Court ka faisla aaya, Sunni Ijtihad Council ki
03:44aur PTI ke logon ke baare mein ke unke declarations dubara se liye chahein.
03:48Is cheez ko khatam karne ke liye shayad naune yeh bill paish kiya hai,
03:52jiske sahab yeh declaration jawa kara diya, wo badal nahi sakta.
03:56Lekin main samajh toh hain isko laane ka maqsad yeh hai,
03:58ki Supreme Court ke judgement ko khatam karne ki koshish kar rahein.
04:01Peeche se toh isko naafis amal nahi kiya jaa sakta,
04:04kyun Supreme Court ke faisli ko istara se toh khatam nahi kar sakte.
04:07Lakin naturally aage koi planning kar rahein hongi,
04:09ki jo qanoon ban jayega toh isko agar challenge karna chahein toh kis tarah se challenge karenge,
04:13kya isko dikha sakenge ki aayeen se tasaadum hai ya nahi.
04:16Sir, Barah Patan Sarbarbari kehte hain,
04:18election mein qaumi aur Subhai Assembly ka turnout aam taur par milta julta hota hai.
04:23Lekin inne 130 wahid halqa hai, jahan 78000 vote ka fark hai.
04:28166 polling stations se Nawaz Sharif aur 208 se Yasmeen Rashid jeeti thi.
04:33Jin polling stations par Nawaz Sharif jeeti,
04:35wahan turnout 40% zyada raha, baaz jaga 100% se badh gaya.
04:39Form 47 mein Nawaz Sharif ke vote 12000,
04:42form 45 se zyada aur Yasmeen Rashid ke vote 3000 kam ho gaya.
04:48Aam taur par jo turnout hota hai,
04:50Subhai Assembly ka aur Qaumi Assembly ka jo hai,
04:53wo ek jaisa hota hai.
04:5478000 se zyada vote ka farak hai.
04:5760 polling stations ke upar turnout hai,
04:5980% se lekar 102% tak hai.
05:02166 polling stations se Nawaz Sharif aur 208 se Yasmeen Rashid jeeti thi.
05:10Bilkul mumke nahi hai ke 40%, 45% ka farak ho,
05:14jahan par Nawaz Sharif jeeti rahe hain,
05:17wahan par zyadatar halko mein se Yasmeen Rashid jeeti hain.
05:22Form 45 ke total aap nikalte hain,
05:2512000 se zyada vote Nawaz Sharif mila hai form 47 ke upar.
05:30Karachi se Chitral tak,
05:31mulk bhar mein tufani baanishon se halakate,
05:34Kohat mein 11 afraad ghar ke tehkhaane mein paani bharne se jaanbahak ho gaye.
05:39Purana baazi khel mein poora khaandaan ghar ke tehkhaane mein soya hua tha,
05:43tamam 11 afraad sote hua abdi neen so gaye.
05:46Jaanbahak hone walon mein 3 khawateen, 2 mard aur 6 pachche shamil hai.
05:52Hum jitna mein shaks ke ghar ke tehkhaane mein silabi paani bhoj gaya,
05:55tehkhaane mein mojood 11 afraad jaanbahak ho gaye.
05:59Rescuing government of Kohat mein,
06:01mokhi par pohond khar tamam afraad ko nikal kar hospital muntakil kiya,
06:06jahan doctors ne hum ke jaanbahak hone ki tazdeek kar di.
06:09Jaanbahak afraad mein 6 bhil khawateen aur 2 mard shamil hai.
06:14Baarishon ne Mansehra ke sayyahati maqam,
06:16Kagan valley mein tabahi macha di.
06:18Munawar valley mein maa aur beta,
06:19sehlab mein bheg gaye jinki tarah chari hai.
06:21Do gadiyan bhi sehlab ki nazar ho gayi.
06:23Shahra-e-Kagan ke maqam par,
06:26Markazi pull tabah hone se sainkro sayyah Kagan Naran mein phaz gaye.
06:30Deputy Commissioner aur DPO Mansehra mutasir ailaqe mein pohaz gaye.
06:34Kehte hain Hotel Association kitabun se Naran mein phase sayyahon ke liye
06:37mufti haish aur khaane peene ka intizam kar diya hai.
06:41Hotel Association Naran ne apne alamiye mein sayyahon ke liye
06:43mufti haish aur khaane par 50% riyaayat ka alaan kar diya hai.
06:47Sadak se malwa hatane ka kaam bhi jaari hai.
06:49Kagan Development Authority ne jeel Saif ul Malook road ko jeepon ke liye khol diya,
06:54jisse jeel par phase sayyahon ko bahifazat Naran muntaqil kar diya gaya.
06:57Mulk bhar mein baarish usse jaari aur maali nukhsanaat NDMA ke mutaabik 24 ghanto mein
07:2516 log jaan se gaye.
07:2721 zaqmi hua, 21 gharon ko juzvi nukhsan bhi pauncha.
07:31Sab se zyada tabahi Khyber Pakhtunkhwa mein hui jaha 24 ghanto mein
07:357 bachon sabe 13 awaaz report ho chuki.
07:38KPK ke mukhtalib zillon mein andhi aur baarish se 16 gharon ko nukhsan pauncha,
07:4215 ghar juzvi mutaasir hua aur ek ghar mukamal tabah ho gaya.
07:46NDMA ka kehna hai moonsoon ka agla spell zyada khatarnak hoga.
07:49Tarjuman ne bataya baarish se 4 August tak jaari rehengi
07:52jiske ek hafte baad doosra spell aayega jo zyada shadeed hoga.
07:57Junubi Punjab ke saath Karachi bhi shadeed baarish ki lapet mein aayega.
08:52Yeh hawa toh ek break ka.
09:22toh yeh log hum ab ek kilometre mein, ek litre mein 3 se 5 kilometre safar karte hain.
09:52Agar yeh 1300 cc pe aayenge toh kitni bachak ho jayegi.
09:56Aur phir yeh gaadiyan agar yeh faroakh kar di jaye
10:01toh is waqt, is waqt takreepan dher 1000 arak rupe kamaskam, kamaskam
10:07qaumi khazane mein fori taur para jaayega.
10:10Kaise mastahal nahi ho sakta.
10:12Kyu hum takbeer samajh le ki mastahal nahi ho sakta.
10:17Aur main aapko phir batata hu,
10:20kahte hain tankhadharon pe jo humne tax ka slave banaya hain.
10:24Yeh slave humari majboori hain.
10:27Hum se IMS ne kaha, ke tankhadharon ke tax mein izafa karo.
10:33368 arab rupe in tankhadharon ne pichle saal ada kiye hain.
10:38Hum toh chahate hain usme se bhi kabhi ho.
10:40Lekin chalo, 368 arab rupe.
10:43Khatme Nabuwat par hamara kaamil imaan hain.
10:45Aaka ki hurmat par aanch aayegi, toh awaaz bhi uthegi, aur haad bhi.
10:50Adalat ko aayin ki tashreehaq hain.
10:52Rewrite ya aayini shiko ko naya rang dene ka ikhtiyar nahi.
10:55Wazir-e-Qanoon Azam Nazeer Tarar ki qaumi assembly mein takreer kaha,
10:58riyasat-e-nizam ke hote,
11:00kisi ko ikhtiyar nahi, ke jalsa mein khade hokar katil ke fatwae jaari kare,
11:04aur wo bhi chief justice ke baare mein.
11:07Ko aayin ki tashreehaq ka ikhtiyar hain,
11:10aayin ko rewrite karne ka,
11:12ya aayini shiko mein likhi hui cheezon ko,
11:14ek naya rang dene ka ikhtiyar nahi hain.
11:17Riyasat-e-nizam ki maujoodgi mein,
11:19kisi ko ye haq haasil hain,
11:20ke wo katil ka fatwaa jaari kare,
11:22aur wo bhi munsaf-e-Allah ke baare mein.
11:24Aaj koi ek zad pe hain,
11:26kal ko koi ek aur zad pe hoga.
11:28Khatme Nabuwat ke upar hamara imaan kaamil hain.
11:30Aaka ki hurmat par aanch aayegi,
11:33toh awaaz bhi uthegi, haad bhi uthegi.
11:35Riyasat-e-Pakistan mein,
11:37kisi shaks ko ye haq nahi diya jaasakta,
11:39ke wo ghar baith ke ya majwa mein khada hoke,
11:41katil ke fatwaa jaari kare.
11:43Iske upar riyasat ki zero tolerance honi chahiye.
11:46Meri arz ye hogi,
11:47isse ek dafah examan kar liya jaye,
11:49uske baad ispe ek resolution pass ki jaye.
11:52Madrason ke difaah ke liye,
11:53Barelvi aur Deobandi ulama ek ho gaye.
11:55Mufti Muneeb ne khabardaar ki,
11:57aam-u-zahamat ke raastein pradhal ne ki koshish ki ja rahi hain.
11:59Army Chief masale ka sanjeedgi se jaayza lein,
12:02idaaron ka rawaya durst karen.
12:04Mufti Taqi Usmani ne kaha,
12:05Madaris ki aazadi aur khudmukhtari ke liye ek page par hain.
12:09Dar hain hukumati aqdamaat se hamaari bardaash ki had na ajaaye.
12:14Deeni madaris aur jamiat ko muzaahmat ke raastein pradhal ne ki koshish ki ja rahi hain.
12:21Chief of Army Staff Parairas,
12:24isse masale ka sanjeedgi se jaayza lein,
12:27riyasti idaaron ka rawaya durst karen.
12:32Deeni madaris ko barqaraar raknein par,
12:35aazadi aur khudmukhtari barqaraar raknein par,
12:37hum sab ek page par hain.
12:39Koi taaqat duniya ki humein usse nahi rokh sakte hain.
12:42Kisi shahs ko ya kisi idarae ko ek hatta ki dabaaye jaa sakta hain,
12:46ke jiske baad wo dabana kabool nahi karte.
12:48Jal lakta hain ki kahi wo in hukumat ke aqdamaat ke rateeje mein,
12:52wo had na aajaye.
12:53Islamabad High Court ka Shaibaz Gill ke bhai ko
12:55do roz mein baaziyaab karaakar paesh karne ka hukum,
12:58Adalat ko bataya gaya,
12:59taatilat ki wajah se Secretary Defa ki report nahi aayi.
13:03Adalati hukum naame mein kaha gaya,
13:04Secretary Defa ka rawaya ghair sanjeeda aur susravi afsoos naak hain.
13:08Yeh rawaya aise case mein hain,
13:10jahan lapata shahri ki zindagi khatre mein hain.
13:12High Court mein lapata afraat se mutaalik case ki ek hi bench mein samaat hui.
13:17Assistant Attorney General ne adalat ko bataya,
13:19lapata shahs ki family ko 30 lakh ka cheque de diya gaya.
13:23Justice Mohsin Akhtar Kiani ne kaha,
13:25cheque dene se masala hal nahi hoga,
13:27banda lekar aayen.
13:28Missing persons ke itne case hain,
13:34ki hukumat aur commission ko dismiss karne ke liye kaafi hain.
13:37Yeh case doosre idaro ko bhi dismiss karne ke liye kaafi hain.
13:41Wizarat-e-Defa ke numaende ne Supreme Court ke faisle ka hawala dekar,
13:45Adalat ke daar-e-ikhtiyar par aitraaz kiya.
13:47Islamabad High Court ke larger bench ne aitraaz mustharad kar diya.
13:51Justice Mohsin Kiani ne kaha,
13:53aap is Adalat ke order ko Supreme Court me challenge kar le.
13:57Supreme Court kaam se rog de to Adalat ruk jayegi.
14:00Wazir kar raha hu yeh Adalat order par amal karayegi,
14:04ya kaam rog degi.
14:05Social media mohim ke zariye afrah tafri phailane ki tehkikaat,
14:09Wizarat-e-Dakhla ki jaanib se banayi gayi JIT ne kaam shuru kar diya.
14:13Zaraay ka kehna hai,
14:14tehkikaat me pata chala,
14:15siyasi party ke secretariat me munazim cell,
14:17riyasat aur idaro ke khilaf kaam kar raha hai.
14:21Social media network ke zariye,
14:23propaganda aur fake news phailane ke bhi inkshafaat,
14:26shamil-e-tafteesh afraat rozana,
14:28anzrooni aur bairooni taqaton ke saath milkar trend chalate the.
14:31Islamabad police ne Ahmed Waqas ke khilaf,
14:3422 July ko PIKA Act ke tehad mukadma darjh kiya.
14:37Tehkikaat ke liye 23 July ko 5 rukni JIT tashkeel di thi.
14:44Saudi Arab ne kaha hai ki Pakistan,
14:46bhikaari, bimaar aur ghair hunarmand afraat na bheje.
14:49Senate ki qaima committee me,
14:50samandar paar Pakistaniyon ki Wizarat ke hukkaam ka inkshaf,
14:54Committee ko bataya gaya,
14:55Iraqi safir ka kehna hai,
14:56sabse zyada shikayatein Pakistaniyon ki hoti hain.
14:59Pakistani bairoon-e-mulk,
15:01mujrimana sargarmiyon me sabse zyada mulawis hain.
15:04UAE me hone wale,
15:05kul jaraim me se 50% me Pakistani mulawis hain.
15:08UAE me Pakistani,
15:10ajeeb-ajeeb TikToks banate hain.
15:12Wahan honewali baarish par,
15:13ajeeb tohjihaat peshki gayi.
15:15Pakistani logon ke libaas par bhi TikTok banate hain.
15:18Bairoon-e-mulk,
15:19log Pakistaniyon ki akhlaaqi haalat se maayus ho rahe hain.
15:23Committee ko bataya gaya,
15:24ki Saudi Arab ne 10,000 bike delivery boy maange hain.
15:30Yaha waqt hai ek break ka.
15:37Welcome back.
15:38ARY Laguna DHA Gujrawala me clearing aur grading ka kaam
15:42mukamal hone par takreep ka inakat kiya gaya.
15:45Administrator DHA Gujrawala,
15:47JV Director DHA Gujrawala,
15:49Construction Company Sparco ke owner,
15:51Chaudhary Sajid Iqbal,
15:53Chaudhary Hamza Iqbal,
15:54aur CEO ARY Laguna DHA Gujrawala,
15:58Fayyaz Ghafoor aur Platinum Agents ne khususi shirkat ke.
16:05ARY aur DHA Gujrawala ki team,
16:07ARY Laguna ki taameer me quality of construction
16:09aur uski barbak takmeel ko yaqeen hi banaya.
16:13ARY Laguna DHA Gujrawala ka kaam start ho chuka hai.
16:17Aapko sumandar wali feels yeh dir dekha.
16:18Hum ARY Laguna aur Sparco kharaj-e-tahseen pesh karte hain.
16:21ARY Laguna DHA Gujrawala ka kaam start ho chuka hai.
16:25ARY Laguna DHA Gujrawala me
16:27infrastructure ke kaam ka aagaz kar diya gaya.
16:30Infrastructure ke kaam ka aagaz kar diya gaya.
16:33Site par camp office kaim,
16:35Moses customers ke liye
16:36ARY Laguna DHA Gujrawala ka amla har waqt maujood hai.
16:40Moses customers ke liye
16:43ARY laguna DHA Gujrawala ka amla har waqt maujood hai.
16:45Administrator DHA Gujrawala ka kehna tha,
16:47ARY Laguna DHA Gujrawala world class lifestyle ke naye baap ka aagaz hai.
16:522024 DHA Gujrawala ke liye antihayi progress aur umeed ka saal sabit hua hai.
16:56Rachna Duap ki jo sarzameen hai,
16:58isme world class lifestyle aur bain ul-akwami meyaar ke development ke liye
17:01ek naye baap ka aagaz ho raha hai.
17:03Keen dilata hu,
17:03ke ARY aur DHA Gujrawala ki team,
17:05ARY Laguna ki taameer me quality of construction aur uski barbak takmeel ko yakeen hi banaayi.
17:10Aur is project ko khidde ka ek landmark project banane me,
17:12ARY ki management ki hum kadam hain.
17:18Platinum agent Zain Bari ne site ke visit ke dauran kaha,
17:21ye overseas aur maqami sarmayakaaron ke liye khush khabri hai,
17:25ke site par taameerati kaam zoro shor se jaari hai.
17:27Infrastructure ka jo kaam hai wo SPARCO ko award kar diya gaya hai.
17:32ARY Laguna DHA Gujrawala ka kaam start ho chuka hai.
17:35JV Director DHA Gujrawala ne kaha,
17:38project ki designing ke tamam marahil mukamal ho chuke,
17:40jo customers aur dealers ke liye bahot badi khush khabri hai.
17:43Hum ARY Laguna aur SPARCO kharaj-e-tahseen pesh karte hain,
17:47jo ne antak mehnat, sabit kadmi aur naye azam ke saath
17:50sajli taameer ka aghaaz kiya.
17:51Hum mahana update se bhi aapko khud wakhaba rakhenge.
17:53Is tarah project khatme mein investment ki tazgaar mahal faraham karenge.
17:57Chaudhary Hamza Iqbal ne bataya,
17:59SPARCO ka chaar dihayiyon ka tajarba hai.
18:01State of the art project waqt par mukamal hoga.
18:04SPARCO ka jee four decades ke experience hai.
18:06Jis tarah ek ka state of the art project hai,
18:08ek hazaar kilometre door samundar se jo hain,
18:10aapko samundar wali fields ye idhar deyega.
18:11Hum jo hain is project ko timely deliver karein,
18:13taake as soon as possible idhar jo hain,
18:15logon ki residence jo hain, uska silsala shuru ho sake.
18:20ERY Laguna, DHA Gujranwala,
18:22kitne ki khushali ke liye aham Sang-e-Meel sabit hoga.
18:29Use bulletin safe hai, waqt itna hai.
18:31Dekhte re kiye ERY News.