• 4 months ago
Discover the power of Islamic motivation and transform your life!

In this inspiring video, we delve into the core principles of Islam that fuel motivation and drive. Learn how the teachings of the Quran, the wisdom of Prophet Muhammad (peace be upon him), and the Five Pillars of Islam guide believers toward a life of purpose, discipline, and righteousness.

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:07Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:10Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:13Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:16Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:19Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:22Hazrat Imam Jafir Sadiq Alayhi Salaam
00:25Ahl kaun hai?
00:27Farmaaya, wo log jinka zikr Khuda ne kiya hai
00:32ke wo ulul baab nasihat hasil karte hain
00:36aur Hazrat ne farmaaya, wo sahibaane aql hain
00:41Isi tarah, Hazrat Imam Zain-ul-Abideen Alayhi Salaam ne farmaaya
00:46ki nekon ki sohbat me baitna salaah-o-dosti ka sabab hota hai
00:51aur adab-e-uluma baise ziyadati-e-aql hai
00:56aur aakil hukmarano ki ataat sabab-e-izzat hai
01:01aur apne maal ko nafqa-e-ahl-o-ayal me kharch karna murawwat hai
01:06aur talib-e-mashwarat ko raah-e-nek dikhana haq neemat hai
01:11aur iza-rissani se baaz rehna qamaal-e-aql hai
01:15aur rahat-e-badan hai jalt ya badir
01:19Aye Hasham!
01:21Aql-man baat nahi karta usse jiske jhutlana se darta hai
01:25aur nahi sawal karta hai usse jiske mana karne se darta hai
01:31aur jisper kaabu na ho uska wada nahi karta
01:35aur nahi umeed karta us cheez ki jiski umeed baise sarzinesh ho
01:41aur nahi kadam uthta ta aisi cheez ki taraf
01:44ki khabar ki bina par uske faat hone ka khaaf ho
01:48Ameer-ul-Momineen a.s. ne firmaaya tha
01:52Aql ek parda mein pinha hai
01:55aur bakhshish-e-maal bakhubi numaya hai
01:59pas apne khulq ki kharabi ko bakhshis se chhupa le
02:03aur apni bad khaahishon ko apni aql se katl kar
02:07tere liye baatni muhabbat kaim rehegi
02:10aur logon ki zahir dosti numaya hogi
02:14Hadith no. 14
02:17Sama'a se mahravi hai
02:20ki main Imam Jafir Sadiq A.S. ki khidmat mein haazir hua
02:24us waqt aapki khidmat mein aapke doston ki ek jamaat maujood thi
02:28aur aql-o-jahil ka zikr ho raha tha
02:31Hazrat ne firmaaya
02:33Aql aur uske lashkar ko
02:36aur jahil aur uske lashkar ko pehchano
02:39hidayat pa jaoge
02:41Sama'a ne kaha meri jaan aap par fida ho
02:45Hum toh itna hi jaanate hain jitna aapne bataya hai
02:49Hazrat ne firmaaya
02:51Khuda-e-Azza-wa-Jal ne
02:54aql ko paida kiya aur wo roohaniyeen mein sabse pehli makhlook hai
02:59jisko apne noor se
03:01yameen-e-ars se paida kiya
03:03aur us se kaha peeche hath
03:05toh wo peeche hath gayi
03:07phir kaha aage aa
03:09wo aage aayi
03:11Khuda ne firmaaya
03:13Maine tujhko khalqate azeem ke saath paida kiya
03:17aur apni tamam makhloop par fazeelat di
03:21phir jahal ko paida kiya
03:23khaari darya se
03:25jo zulmati tha
03:27us se kaha peeche hath
03:29wo peeche hath gaya
03:31phir kaha aage aa
03:33magar wo aage na aaya
03:36Khuda ne kaha tu ne takabbur kiya
03:39aur is par laan ki
03:42phir Khuda ne aql ke liye
03:44pachhattar khubiyon ka lashkar aata kiya
03:47jab jahal ne aql ka yeh izzat-o-akraam dekha
03:51toh aql ki adawat uske dil mein sama gayi
03:55jahal ne kaha
03:57ay maabood tu ne meri tarah aql ko bhi paida kiya hai
04:01tu ne usko sahib-e-karamat-o-quwwat bana diya
04:05main uski zid hoon
04:07mere liye koi quwwat nahi
04:09pas jaisa lashkar usse diya hai
04:11apni rahmat se mujhe bhi de
04:14Khuda ne farmaya
04:16achha
04:18agar tu ne is lashkar ki na farmani ki
04:21toh main tujhe aur tere lashkar ko
04:23apni rahmat se door kar doonga
04:26usne kaha main raazi hoon
04:28pas Khuda ne usse bhi pachhattar fauji diye
04:32pas aql ki fauj bhi pachhattar se banayi gayi hai
04:35aur wo yeh hai
04:37khair
04:39jo wazir hai aql ka
04:42aur uski zid shar hai
04:45jo wazir hai jahal ka
04:48imaan
04:50jiski zid kufr hai
04:52tasdeek
04:54jiski zid inkar hai
04:56ummeet
04:58jiski zid mayusi hai
05:00adl
05:02jiski zid zulm hai
05:04raza
05:06jiski zid gussa hai
05:08shukr
05:10jiski zid kufran hai
05:12tamah
05:14amoor-e-khair mein ziyadati ki khaish
05:17iski zid yaas hai
05:21tawakkal
05:23jiski zid hirs hai
05:26meherbani
05:28ya narm dil
05:30jiski zid sakht dili hai
05:33rahmat
05:35jiski zid ghazab hai
05:37ilm
05:39jiski zid jahal hai
05:42fahim
05:44jiski zid hamakat hai
05:46tafakko
05:48jiski zid tahattuk hai
05:51zuhd
05:53jiski zid rahmat hai
05:55khushkhoi
05:57jiski zid badkhoi hai
05:59darna
06:01jiski zid jurrat hai
06:03yaani badi se darna
06:05jiski zid bebaaki hai
06:07farootni
06:08jiski zid daawa-o-buzurgi hai
06:12aur fikro-sukhan mein ahistagi
06:15uski zid jaldbhaazi hai
06:17aur hilm ki zid
06:19dashnaam dahi hai
06:22aur khamoshi ki zid
06:24harza goyi hai
06:27aur kabuliyat ki zid sarkashi hai
06:30tasleem ki zid
06:32shak hai
06:34sabr ki zid
06:35bekarari hai
06:37darguzar ki zid
06:39intakam hai
06:41istaghna ki zid
06:42fakr hai
06:44tazakkur ki zid
06:45sahb hai
06:47hifz ki zid
06:48nisyaan
06:50mehrbani ki zid
06:52kata-e-taalluk
06:54aur kanaat ki zid
06:56hirs hai
06:57mohtaajon se hamdardi
06:59uski zid
07:00hamdardi ko rok dena hai
07:02aur muhabbat ki zid
07:04adawat hai
07:06wafa ki zid
07:08uzr
07:09aur ataat ki zid
07:10maasiyat hai
07:12aur giriya-uzari ki zid
07:14sarkashi
07:15aur salamati ki zid
07:16bala
07:18aur muhabbat ki zid
07:20boghz hai
07:21aur sach ki zid
07:23joot hai
07:25haq ki zid
07:26batil
07:27aur amaanat ki zid
07:28khayanat hai
07:30aur begharz kehne ki zid
07:31gharz alood
07:33baat karna hai
07:35aur cheezon ka jal tasawur karna hai
07:37faham ki zid
07:39ghabawat hai
07:41aur maarifat ki zid
07:42inkar hai
07:44aur kisi ki badi se
07:45chashm poshi ki zid
07:47uska zahir kar dena hai
07:49haazir aur ghaib me
07:50kisi ek ravish par rehna
07:52uski zid hai
07:53doozakhi hona
07:55aur apne raaz ko chhupana
07:57uski zid hai
07:58zahir karna
08:00haaz ko ada karna
08:02uski zid
08:03ghaflat se pehraviye aayima
08:05ko zaya karna hai
08:07aur roza rakhna uski zid hai
08:09shikam parasti
08:11jang karna
08:13dushman-e-deen se uski zid hai
08:15haq se roogardhani
08:17aur haj ki zid hai
08:19pehmaan-e-ilahi ko pase pusht dalna
08:21aur logon ki baaton par nigaah rakhna
08:24uski zid hai
08:26chughal khori
08:27aur maabab ki saath
08:28ehsaan karna
08:30iski zid hai
08:31unki naafarmani
08:33aur haqiqat ki zid hai
08:35raya
08:37maroof ki zid
08:38munkar
08:39aur satr ki zid
08:41izhaar-e-khoobi
08:43aur taqiyya ki zid
08:44izhaar-e-haq
08:46bebaaki se karna
08:48aur insaaf ki zid hai
08:49logon ke darmian
08:50tafawood kaim karna
08:51bewaja
08:53aur dushman se raza joi
08:55jisme dono ke liye behtari ho
08:57uski zid zyada ravi hai
08:59sharm ki zid
09:01besharmi hai
09:03aur mayana ravi ki zid
09:04had se guzarna hai
09:06rahat ki zid
09:08taab hai
09:09aur sahoolat ki zid
09:11saobat
09:13aur barkat ki zid
09:14nahusat
09:16aafiyat ki zid
09:17bala
09:18aur kawam ki zid
09:20makasra
09:21zid-e-hikmat
09:22khaahish hai
09:24aur wakaar ki zid
09:25subki
09:26aur saadat ki zid
09:28shakawat
09:30tauba ki zid
09:31asraar hai
09:33astaghfar ki zid hai
09:35ikhtaraar
09:36bawajood guna ke
09:38nimat hai ilahi khana
09:40amru nahi ki zid hai
09:42sehlangari
09:43aur dua ki zid hai
09:44usse roo gardani
09:46aur nishat ki zid hai
09:48kahili
09:50khushi ki zid
09:51huzn hai
09:52ulfat ki zid
09:54furqat
09:55aur sakhawat ki zid
09:57bukhl hai
09:59ajnaad-e-aql ki yeh
10:00tamaam qismin nahi jamaa hoti
10:02magar nabi
10:04ya wasi-e-nabi me
10:06aur us momin me
10:08jiske imaan-e-kalbi ka imtehaan
10:10khudhaan-e le liya ho
10:12rahe baaki
10:14hamare mawali
10:16toh unmise koi aisa nahi
10:18jisme junood-e-aql se
10:19koi cheez na payi jaati ho
10:21magar junood-e-jahal se bhi
10:23usme kuch hoga
10:24lehaza wo buland darjaan me
10:26ambiya aur ausiya ke saath hoga
10:28aur wo yeh darja paayega
10:30aql aur uske lashkar ki maarifat
10:32aur jahal se door kar dene ki bina par
10:34khudhaan hamko aur tumko
10:36apni ataat aur marzi ki tofeeq de
10:38khudhaan hamko aur tumko
10:40apni ataat aur marzi ki tofeeq de

Recommended