Ye Bayan Nahi Suna To Kya Suna | Junaid Jamshed | Allah Ki Rehmat Se Mayoos Mat Hona

  • 3 months ago
Ye Hadees zaroor padhein⬇️

Jab Nabi (ﷺ) raat ko Tahajjud ada karne ke liye uthate, to yun dua karte the: "Allahumma lakal-hamd. Anta qaiyyimus-samawati wal-ard wa man fihinna. Walakal-hamd, Laka mulkus-samawati wal-ard wa man fihinna. Walakal-hamd, anta nurus-samawati wal-ard. Wa lakal-hamd, anta-l-haq wa wa'duka-lhaq, wa liqa'uka Haq, wa qauluka Haq, wal-jannatu Han wan-naru Haq wannabiyuna Haq.

Wa Muhammadun, sallal-lahu'alaihi wasallam, Haq, was-sa'atu Haq. Allahumma aslamtu Laka wabika amantu, wa 'Alaika tawakkaltu, wa ilaika anabtu wa bika khasamtu, wa ilaika hakamtu faghfir li ma qaddamtu wama akh-khartu wama as-rartu wama'a lantu, anta-l-muqaddim wa anta-l-mu akh-khir, la ilaha illa anta (or la ilaha ghairuka)." (Yani: Allahumma! Sab tareefein teri hain, tu asmano aur zameenon aur un mein jo kuch hai unka qaim-o-daim hai.

Sab tareefein teri hain, tu asmano aur zameenon ka malik hai aur un mein jo kuch hai. Sab tareefein teri hain, tu asmano aur zameenon ka noor hai. Sab tareefein teri hain, tu haq hai aur tera waada bhi haq hai, teri mulaqat bhi haq hai, tera qaul bhi haq hai, Jannat bhi haq hai, Jahannam bhi haq hai, aur sab Nabi bhi haq hain. Aur Muhammad ﷺ bhi haq hai, aur Qayamat bhi haq hai. Allahumma!

Main ne teri taraf islam kiya, tera iman laaya, terpar tawakkal kiya, teri taraf rujoo kiya aur teri madad se mukhalifon se jhagra kiya, aur teri taraf hakam bhi kiya. Isliye mujhse pehle aur baad ke gunah maaf farma, jo bhi maine chhupa ya zaahir kiya, tu hi hai jo kisi ko aage badhata hai aur kisi ko peeche khinchta hai, ter siwa koi ma'abood nahi, (Ya Allah! Hamaare liye taqat aur quwwat sirf teri hai)."



Follow for more!


#bayan #israrahmad #islam #urdubayan Emotional bayan #tariqjameel #drisrarahmed #urdubayan #razasaqibmustafai #abdulhabibattari Rula dene wala bayan #junaidjamshed

Allah ki rahmat

Category

📚
Learning

Recommended