रुक्मणी के कितने भाई थे Manas Mohini Sandhya Devi Katha2024

  • 3 months ago
रुक्मणी के कितने भाई थे Manas Mohini Sandhya Devi Katha2024

Category

🗞
News
Transcript
00:00Saneh Saneh Bhagwan is samay hai, 25 varsh ke, 11 saal Gokul me rahe aur 14 saal Mathura
00:13rahe.
00:1425 varsh ke Bhagwan Kanhaiya hai.
00:18Maharaj, ek din ki baat hai, ab Rukmari Mangal ki katha.
00:26Maharaj, Bhagwan Bhishma kasutaha Rukmani ruchra naam.
00:34Vidarbh desh ke raja, Bhishma ki ek beti Rukmani ji aur Rukmani ji ke paanch bhai thi.
00:45Rukmi, Rukmarat, Rukmabahu, Rukmakeshi aur Rukmamalu.
00:53Bahot hi sundar thi, mata ho, Rukmani ji aur baal avastha se hi Bhagwan ko apna pati
01:04maan liya tha.
01:06Par ek din Maharaj, jo Rukmani ji ka sabse bada bhai tha, Rukmi.
01:15Bho Shindo Naresh Dasam Ghosh Putra Shishpal ke Shishpal se bhiwaah thai kar diya.
01:23Aaj yahaan Bhishma ji ne kaha ki hum apni beti ka bhiwaah karna chahete hain.
01:30Rukmi ne kaha bho toh maine pehle hi rishta thai kar diya hai.
01:35Maharaj Shishpal ji ke saath aur kal hi bida leke, kal hi baraat leke aage.
01:41Kal hi aasthai kiya, kal hi bole haan.
01:48Poore Maharaj Vidarbha desh ki jo nagri thi sajaya gaya.
01:53Baratiyon ka shuagat ho raha hai.
01:57Par yahaan Maharaj Rukmani ji badi pareshan.
02:02Rukmani ji ne ek patra likha, pandit ji ko bulaya Maharaj.
02:08Pehle ke zamane mein naai pandit hi jaate thi.
02:11Yeh mera patra leke Dwarka chale jao aur wahaan Dwarka adhishya am sundar ko de dena.
02:18Phir jaisa bhaag mil kha.
02:21Pandit ji beg se gaye, Dwarka pohoje aur jaise hi Maharaj Sudharma sabha mein pohoche.
02:29Rukmani ji pohoche.
02:33Wahaan pandit ji ne kaha Maharaj, main Dwarka adhishya milna chahata hai.
02:39Dwarka adhishya mile lekin bandana kiya Bhagwan.
02:44Antakana mein baat karenge, Bhagwan ko antakana mein le gaya.
02:49Aur wahaan pandit ji Maharaj ne haath jod ke prathana kiya.
02:56Aaya hoon Kundanpur se, milna chahoon Girdhari se.
03:02Na der karo jao, jaldiye batla do banwari se.
03:07Sammaan purvak le aao, na kasht unhe hone paye.
03:12Jo atithi bane do jaye, aaha mere man ko hain ati bhai.
03:18Prabhu ke zamane wo patra ka rakhi.
03:23Bhagwan ne kaha, dekho pandit ji Maharaj, hamse koi cheez nahi chhupa hai.
03:29Jahan se aaye ho, jis rajkumari ne patra diya hai, toh Maharaj padke sunao.
03:39Aaj wo pandit ji Maharaj patra padke suna rahe hain.
03:42Prabhu, main Kundanpur se aaya hoon.
03:48Vidarbha desh ke Raja Bheeshmat ki beti, Rukmani ji ne kaha hai.
03:54Hey Govinda, hey Gopal, hey Nandlal, hey Yashoda ke chaiya, hey Dev ki mayya ke lal.
04:06Aaj yeh tumhari, dasi Rukmani aapke charanon mein prathana karti hai.
04:16Ki jabse mera janam hua hai, maine aapko hi pati maana hai.
04:21Par mere bade bhaiya Rukmi ne, mera rishta Chanderi ke shishpal se tay kar diya hai.
04:28Aur wo baraat le ki bhi aagaya hai.
04:31Isiliye Maharaj, ismasht sabdo mein, agar singhini ka sikar siyaar kare,
04:41toh isme singhini nahi, ser ka dosh hai.
04:44Prabho, ab aap hi jaano, kal subah mujhe Gauri poojan ko jaana hai.
04:50Jaise hi kaha, Bhagwan ne Pandit ji ka haath pagada, ratme bithaya,
04:56swayam rat ko chalaya chal diya.
04:58Dao hi aaye, kya baat hai.
05:01Bina bataye kahana kaha gaya?
05:04Tab Udho ji ne kaha, Maharaj ek Pandit ji aaya, anta gharme le gaya.
05:09Na baat na cheet, Pandit ji ka haath pagada, ratme bithaya, chal diya.
05:13Dao bhaiya samajh gaye, ki jab bada bhai, jab chota bhai barabari ka ho jaye,
05:20kyunki Dao bhaiya ka toh pehli hi biwaay ho gaya tha,
05:23Revat raja ki ladki, Revati si.
05:26Dao bhaiya ne Narayani sena yaha se tayyaar kiya.
05:30Aur waha, peechhe peechhe Narayani sena jaari,
05:34yaha Bhagwan, Kundanpur pahunj gaye, mandra mein jaake rug gaye,
05:39rat ko khada kiya,
05:41Bhagwan mandra ke peechhe,
05:43briha bargat ki chhaye ke niche lid gaye.
05:47Aur bola, jaakar ke Rukmani ji se bata do ki hum aa chuki.
05:51Pandit ji pohache, mehlo mein danda ghumate,
05:54Rukmani miya singaar ghar rahi hai,
05:56aur jaake Rukmani ji se kaha,
05:58Devi, sandesh hi nahi, main Dwarka dheesh ko hi le aaya ho.
06:04Aaj Rukmani miya singaar ghar rahi hai,
06:07boliye Rukmani Ramana Bhagwan ki,
06:10aao meri sakhiyon mujhe, mehndi laga do.
06:19Rukmani ji singaar karke,
06:22Gauri poojan kuja rahi hai,
06:24sakhiyon ke saheb,
06:26aao meri sakhiyon mujhe, mehndi laga do.
06:33Mehndi laga do mujhe, aisa saja do.
06:41Aur yaha, Bhagwan apna rath tayyaar rakhe,
06:45chaabi haath mein dena Bhagwan ke,
06:48rath tayyaar,
06:50haath pakde, bhaage aur rath mein bitha ke le jaye,
06:54phir baraat leke aana.
06:56Mujhishyam sundar ki dulhan bana do.

Recommended