ARY News 6 PM News Bulletin | 20th June 2024 | Uzma Bokhari's Statement Regarding Maryam Nawaz

  • 4 months ago
#AliAminGandapur #MaryamNawaz #ShahidAfridi #NewsBulletin #ImranRiazKhan

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00Welcome back.
00:05Khabar yeh hai ke Peshawar samayat Khyber Pakhtunkhwa mein Arkaan-e-Assembly grid station
00:09ho me ghusne lage. Peshawar mein MPA Fazal Illahi ne aaj phir feeder zabardasti khulwa
00:15diye. Mohammad, Mardan, Charsadda, Tank aur Banu mein bhi Arkaan-e-Assembly in action.
00:20Wazir-e-Ala ne hidayat ki thi ke jahan 12 ghante se zyada load shedding ho, Arkaan-e-Assembly
00:25khud feeder khulwa de.
00:55PTI ke rukne subah-e-Assembly Fazal-e-Ilahi aaj teesri baar loco ke saath grid station
01:05mein ghus gaye. Rehman Baba grid station mein zabardasti 4 feeder khul diye. Yeh chaaron
01:10high loss feeder shumar hote hain, jin par Bijli chori aur adham adai ki se losses 80
01:16peesas se zyada hain.
01:19KP mein jin feeders ke upar bills ki recovery hai, wahaan par Bijli jaa rahi hai. Jahaan
01:25par Bijli chori ho rahi hai ya Bill adaa nahi hota, wahaan par Bijli dene ka matlab hai
01:31ke uska Bill main aur aap adaa karein.
01:33MPA Fazal-e-Ilahi iss se pehle ghusishta roz aur iss se pehle bhi grid station par kabza
01:38karke Bijli bahaal kar chuke hain. Ghusishta roz Wazir-e-Ala Ali Amin Gandapur ne bhi D.I.
01:43Khan ke grid station mein ghus kar Bijli bahaal ki.
01:47Hawaas mein hai.
01:49Arkaan-e-Assembly ko bhi task diya jahaan 12 ghante se zyada load shedding hain khud Bijli
01:54bahaal kar do.
01:55Zaman Parliamentary aap logon ne khud baith kar chokhidari karni hai, sure karna hai ke
01:5912 ghante zyada load shedding kahin par bhi nahi.
02:03Wazir-e-Ala ki hidaya ke baad Zila Mehman, Mardan, Charsadda, Tank, Bannu aur Peshawar
02:08mein Arkaan-e-Assembly grid station kabze mein lehkar band Bijli bahaal kar chuke hain.
02:14Lai feeder Shailu ko.
02:19Khyber Pakhtunkhwa mein tamam grid stations par security di jaye.
02:22Wifa ki Wazir-e-Tabanai OS lagadi ka Wazir-e-Daakhla Mohsin Naqvi ko khat.
02:26Likha Khyber Pakhtunkhwa mein zimmedaar shaksiyat grid stations par muzahiron ki qayarat kar rahi
02:31hain.
02:32Police zimmedaaron ke khilaf FIR ka indraaj nahi kar rahi.
02:35Wazir-e-Tabanai ne Wazir-e-Daakhla ko khat ke saath grid stations mein zabardasti ghusne
02:40wale afraad ki fahrist bhi bheji aur mutaliba kiya ki in afraad par mukaddime darsh kiye jaye.
02:49Hum se sasti Bijli kharid kar hume mehngi Bijli di ja rahi hai.
02:52Wifaq hume Bijli de bhi nahi raha.
02:54Khyber Pakhtunkhwa ke Mushreer-e-Itilad Barrister Saif kehte hain.
02:57Wifaq hume Bijli ke 1600 Arab ada karega.
03:00Awam ka dabaw hai.
03:02Ehtijaad jaari rakhenge.
03:0520 ghante mein se agar 22 ghante load shedding iss shajeed gharmi mein ho,
03:08Khyber Pakhtunkhwa hukumat ke paas kya option raha jaata hai?
03:11Awam ka pressure hota hai.
03:13Bijli humse sasti kharid hi jaa rahi hai,
03:15lekin hume mehngi bech hi jaa rahi hai,
03:17aur hume bhi hi nahi jaa rahi hai.
03:181600 Arab rupein Bijli hi keemad mein,
03:20aapne hume dene hain.
03:21Ye bahana na banaye ke hum Bijli chori kar rahein,
03:23aap hume 12 ghante ki load shedding karein.
03:25Transmission aur distribution ka nizam,
03:27hume humare hi paison se hume deekh kar dene.
03:28Jamhuri anzaaz mein,
03:29apna aitajaad chaari rakhenge.
03:31Grid stations par chadhai se masail hal nahi hunge,
03:34masail ka hal Islamabad mein beth kar nikala jaa sakta hai.
03:37Governor KP Faisal Kareem Kundi kehte hain,
03:40aasaan hal yeh hai,
03:41ke tamam discos ka ikhtiyar,
03:43subahi hukumat ko de diya jaye.
03:45Jab marzi ho, button on ya off karein,
03:47Bijli bilon ki recovery bhi khud karein.
03:52Grid station pe chadhai karne se masal hal ho sakte hai,
03:54toh aap main jitne bhi grid station hain,
03:56yahaan se leke Peshawar tak aur Chitra tak jaane ko tayaro.
03:58Masail phir bhi Islamabad mein hote hain.
04:02Sabse aasaan tariqa main isqalat nikala hai ki,
04:04jo teeno discos hain,
04:05Pesco, Tesco aur Hazare ka hain,
04:07yeh subahi hukumat ko wafa ki hukumat de de.
04:09Yeh khud jab marzi hai, button on karein,
04:10jab marzi hai, button off karein,
04:11bil bhi wasool karein.
04:14Opposition leader ne budget ko mawashi dehshatgardi karar diya.
04:17Qaumi Assembly mein khitab karte hui,
04:19Umar Ayub ne kaha,
04:20yeh budget economic hitman ke zariye banaya gaya,
04:22jo mulki buniyadein hilana chahate hain.
04:24Awam ke saath fraud aur hybrid robbery ho rahi hai,
04:28yeh hukumat khud ko kya samashti hai.
04:29Bani PTI ko 5 saal andar rakhne ki baat ki gayi,
04:32hamara sakhat reaction aayega.
04:34Awam hamare saath hain,
04:35yeh log phate hue dhol hain.
04:39Vote ko izzat do se shuru hui,
04:42aur ikhtitam hua,
04:44boot ko izzat do.
04:45Daddu budget hai,
04:46fraud hai iss awam ke saath,
04:47highway robbery hai,
04:49yeh budget dar hakikat economic terrorism hai.
04:52Mulki buniyadein hila dena chahate hain.
04:54IMF ne clearly inko bataya,
04:56jinaab pehle aap doosre stake holder se baat karein,
04:59yaha pe baite hua hain.
05:00Pichare finance minister sahab yeh bade sharif shaksa hai,
05:03inko mai jaanta hu,
05:04yeh professional aadmi hain.
05:05Inke wings clip kiye gaye hain,
05:06unhe khud apne liye khadda khoda,
05:08us kabar me jaa ki yeh lete hain,
05:10apne upar miti daal diye.
05:12Aur kahte hain yeh hume bachao.
05:13Hukumat apne aapko samashti kya hai,
05:15aur yeh baat karni 5 saal ke liye
05:17hum log Imran Khan sahab ko andar rakhenge.
05:19How dare they do this?
05:20Hamara reaction hoga.
05:22Awam humare saath hain,
05:23inke saath nahin hain.
05:24Yeh toh khokle dool hain.
05:25Senate ki Qaimah Committee Barah-e-Khazana ke islaas me
05:28phir sal wada phat pade.
05:29Kaha hybrid aur electric gaadiyon par tax
05:32kabil-e-kabool nahin.
05:33Yeh tax khatam karna padega,
05:35warna mai khulkar baat karunga.
05:37Policyon ke adham tasalsul ki wajah se
05:39mai bhi yaha koi sannat lagane ko tayyar nahin.
05:41Puri duniya me electric gaadiyon ki hausla afzai ki ja rahi hai.
05:44Beshtar Arakeen-e-Parliament ke paas
05:46smuggled shuda gaadiyon hain.
05:48Wazir-e-Khazana aur Wazir-e-Sannat ko kuch pata hi nahin.
05:51SIF se ki policy sab utaash ki ja rahi hai.
05:53Mujhe pata hai kaun-kaun mulawais hain.
05:55Naam lene me ek second nahin lagega.
06:00Senate islaas mein,
06:01is waqt Faisal Wada idhaar-e-khayal kar rahe hain.
06:04SRO baad mein nikla
06:06aur uss company ko arab-o-rupe ka faida pohnch gaya
06:10ke SRO specific tha
06:12uss company, gaadiyon ki company ki.
06:17Report kiya gaya hai media pe ghalti se
06:19ke shayad wo mera kaarobar hai.
06:21Mera, main clarify karna jaata hoon,
06:22mera kaarobar nahin,
06:23main toh haq pe business ko aage badhana ki baat kar raha hoon.
06:28Aur uss waqt ek SRO ke tahad,
06:30ek specific company,
06:31ek specific specifications ke tahad
06:33arab-o-rupe ka faida pohnch gaya.
06:35SRO baad mein nikla
06:37aur imports jo thi,
06:39wo pehle ho gayi.
06:40Iska matlab maalik ko pata tha.
06:42Uss waqt maine Prime Minister sahab ki tawajud ilayi toh
06:44unko bhi yaqeenin nahin pata tha.
06:46Aaj humne ek aur cheez dekhi ki
06:48continuation of policies humare paad aaj bhi maujood nahin hai.
06:51Aaj hum
06:53hybrid gaadiyon ko dekh rahe the toh uspe
06:55jab finding shuru ki gayi
06:57toh usme bada ajeeb sahab
06:59cheez dekhne ko aayi.
07:01Jo dekhne ko aayi cheez wo yeh ke
07:03ek policy Prime Minister
07:05Shahbaz Sharif sahab ne di.
07:07Ek policy Prime Minister
07:08Imran Khan sahab ne di.
07:10Ek policy ko phir endorse kiya
07:12Shahbaz Sharif sahab me.
07:13Us policy ko
07:15bifurcate kar diya gaya
07:17aur jo wahan maujood nahin the
07:19departments unke upar daal diya gaya.
07:21Pehle naam aa gaya
07:23Minister Industries ka
07:25ke unhone kiya hai.
07:27Unke department ne kaha humne nahi kiya
07:29Engineering Board ne kiya hai.
07:31Engineering Board ko bula liya toh unhone ne kaha
07:33ji FVR ne kiya. Hua kya hai?
07:35Ke ek article hai
07:37schedule
07:398 ke tahad
07:4123 ko omit kar diya
07:43baghair kisi ko bataye
07:45aur ek
07:47naya surcharge lagu karke
07:49ek policy ke tahad
07:51lakho dollars ka investment kar aakar
07:53us policy ko deviate kar diya
07:55aur us deviation ke baad
07:57ek maqsoos
07:59hisse ko iska fayda hoga
08:01aur baaki log sadak pe aajenge.
08:03Toh jab hum investment ki baat kar rahe hain
08:05aur SIFC ke
08:07umbrella ke andar me bhi baat kar rahe hain
08:09mulk me kaam, karobar
08:11aam aadmi, khaas aadmi ke liye
08:13badhane ki baat kar rahe hain. Toh agar ye
08:15policies aur departments
08:17ki aapas me alliance
08:19hoga aur is tariqat se agar chalengi
08:21toh sir phir toh sabhi sadak pe aajenge
08:23samayt mere aapke aur pakistaniyon ke
08:25ab tabajood dilane ki baat
08:27ye sir ki ye jab
08:29omit kiya gaya
08:31toh aaj tak kisi ko pata nahi hai.
08:33Heads should roll now. Ab toh hume
08:35iski saagdaar sahab ki maujood ki
08:37toh fayda uthateve hum chayenge
08:39ke wo bhi is issue ko dekhen aur isme
08:41jo mulawis afraad hain unki
08:43accountability ho, unko punishment
08:45mile. Kyuki ye toh ek aisa
08:47kaam ho raha hai jiske andar aap
08:49ek
08:51takke ko fayda dere
08:53aur ek takke ko nuksaan mila
08:55rahe. Wo nuksaan hamara by and large
08:57poore mulka hai. Isme hua ye
08:59ki jee phir aapne electric
09:01cars ke upar bhi duty
09:03impose kar di.
09:05Mashfara ye tha ki jee ag electric cars
09:07banengi toh hum unpe duties
09:09impose kar denge. Abhi toh
09:11banna shuru nahi door door tak koi nazar nahi aara banne ke liye.
09:13Lekin humne unpe impose
09:15kar di toh jino ne aaj mungwa liye
09:17unko saur pe ki padhi hai jinki
09:19transit mein unko
09:21chaar saur pe ki padhe ki toh toh sadak pe aa jenge.
09:23Toh hum kaarobar ko kya support kar rahe hain.
09:25Number one. Number two sir yeh
09:27ki yaha cherry pick ki gayi hai.
09:29Yaha ek schedule
09:31se hata ka item seventy three ko
09:33move kar dete hain. Baghair bataye.
09:35Aur ek unme se baaki saari cheezein
09:37stagnant rahati hain. Sola se ikis ki policy
09:39theek rahati hain. Aur ek
09:41ikis se chhabis ki policy ka deviation
09:43aa jati hain. Woh deviation agar aa gai
09:45toh agar sir hain hum hakumat-e-pakistan
09:47ki baat ko conceal
09:49karke usko agree karke agar usko
09:51nahi bharosa karenge. Yeh main nahi keh raha hai.
09:53Aam aadmi nahi keh raha hai. Yeh government of
09:55Pakistan commitment promise kar rahi hai.
09:57Aur promise karne ke baad
09:59agar commitment dene ka writing mein
10:01usko bureaucracy change kar deti hai
10:03sir. Toh yeh toh sir upper house
10:05aur lower house aur national assembly
10:07excuse me aur senate ka
10:09ya wazir-e-azam ka ya kabina
10:11ka ya opposition ka kya fayad
10:13hai is cheeze kindar. Agar hum
10:15is cheeze kindar cheezein bachaayi nahi paare.
10:17Number one. Number two yeh ki hum
10:19ghareeb ghareeb ghareeb ki baat karein.
10:21Toh agar chhabis laag rupay ki
10:23chheso saat CC hai
10:25gaadi yeh ghareeb ke liye.
10:27Toh yaha aam aadmi
10:29jayega ka? Motorcycle wala toh phir cycle pe chala jayega
10:31gaadi wala. Motorcycle pa
10:33aa jayega. Badi gaadi wala. Chheso saat
10:35CC ke upar aa jayega. Toh consistency toh
10:37humein rakhni hai Chairman sahab. Aur agar
10:39humaari maujoodgi mein sab kuch
10:41humaari umbrella ke neeche yeh sab
10:43kuch ho raha hai. Aur jab humne saare departments ko
10:45bulaya hai. Toh saare departments
10:47ek doosren ke upar daal rahe hain.
10:49Yeh nahi ke abhi tak humein pata hi nahi.
10:51Yeh policy change
10:53aur shift kiski madme hua?
10:55Kisne kiya? Kyun kiya?
10:57Mujhe toh pata hai Chairman sahab. Kyun kiya
10:59mai karubari hu. Toh mujhe toh pata hai
11:01kisne kya benefit liya hoga.
11:03Aur mujhe zaroorat padhi toh
11:05abhi Saad Naaz sahab ki maujoodgi ka faida utha raha hu.
11:07Agar hi baar unki maujoodgi ka faida
11:09na uthate hai toh mai aapke saamne rakh dunga.
11:11Toh mujhe koi parishani na dark nahi jayega.
11:13Mulk ke sabse bade subhe Balochistan ka budget
11:15kal peshkiya jayega. Subhe ke maali
11:17wasayil kam aur tarakiyati budget
11:19paanch kuna zyada hai. Arbo kharch hone
11:21ke baa wajood awaam paani jaisi
11:27Balochistan ke rawa maali saal ki tarakiyati
11:29programme. 990 Arab rupaih
11:31ke 9788 mansoobe shamil.
11:33Mukhtas 229 Arab rupaih.
11:35Isbad me 24 mai tak sirf
11:37118 Arab rupaih jari ho sake.
11:39Wasayil kam mansoobe zyada.
11:41Ar maali saal ki tarah 2023-24
11:43me bhi tarakiyati mansoobe
11:45sustravi ka shikar. Shehri mushkilat se
11:47doh chaar rahe. Saryab ka haal
11:49dekheen. Saryab wo dar padar hai.
11:51Aur kamrani road ka haal dekheen. Wo dar padar hai.
11:53Kiriban 1.5-2 saal ho gaye.
11:55Slow chaar raha hai. Itna zyada
11:57kaam bhi nahi tha jitne inhone lamba khanch hai.
11:59Koi road bhi clear nahi hai station tak.
12:01Subahi PSDP me usatan
12:0310,000 tarakiyati mansoobe shamil hote hain.
12:05Jinme aksariyat MPA fund ke
12:07madh me shamil hone wale mansoobe hain.
12:09Iske bar haqs subah ke paas is madh me
12:11saalana 100-150 Arab rupaih
12:13dastayab hote hain. Jiski wajah se siyasi
12:15fawahid par mabni mansoobe tarji.
12:17Deegar saala saal iltiva ka shikar hote hain.
12:192,000 de ke paani mangwaate hain.
12:21Agar kahin pe boring laga diya gaye
12:23wo mann pasand logon ke gharon me
12:25ya kahin pe laga diya gaye sirf wo mustafeed ho raha hain.
12:27Wo bhi siyasi buniyadiyon pe
12:29laga diya gaye boring waghaira.
12:3112 saal pehle tender hua hai.
12:33Tender hua hai.
12:35Kaam chhuru ho gaya.
12:372 saal bhi kaam bandh ho gaya.
12:39Wazir-e-Allah Balochistan budget me maujood
12:41in khamiyon se ittifa karte hua azam zahir kar raha hain
12:43ki unki hukumat maazi ki ghalat riwayaat
12:45ko tark karegi.
12:47Bahot hi pursane haal hain.
12:49Bajat ki allocation 2 crore ki hai.
12:51Kisi ko 7 Arab, kisi ko 10 Arab,
12:53kisi ko 8 Arab, kisi ko 4 Arab.
12:55Jaise rewriyan bat rahi hain.
12:57Bajat ki koi planning hoti hain.
12:59Wasaail aur PSDP me is kadar fark hua hai
13:01ke mahirin samjhte hain
13:03hukumat naye mansoobe shamil na bhi kare
13:05to maujooda mansoobon ko mukamal hone me
13:074 saal lagenge.
13:09Subah-e-Tarakyati program ko kaaramat banane ke liye
13:11mawashi mahirin hukumat par zor de rahe hain
13:13ke aqeeqat pasandana faisle kiye jayein.
13:15Wagar na ye mehdood wasaail
13:17zaya hote rehenge, ghurbat aur paswandagi
13:19badti jayegi.
13:21cameraman Shaheer Lodi ke saath, Manzoor Ahmed,
13:23ARY News, Quetta.
13:25Aur World Cup me naakaame ke baad Pakistan cricket
13:27ki surgery ka aakas.
13:29Zaraaye ka kehna hai, action ka iptada
13:31action selection committee se
13:33hoga.
13:35Saat Rukni committee ki taadaat kam ki jayegi,
13:37sarbarabhi mukarar kiya jayega.
13:39Babar Azam ki kaptani par abhi faisla nahi hoga.
13:41Aham tabdeeliyan head coach
13:43Garrick Tristan se mushawrat ke baad hongi.
13:47Achha hua Pakistan
13:49Super 8 tak nahi pohncha.
13:51Kamran Akmal ki
13:53ARY ki World Cup transmission me guftagu
13:55kaha, qaumi team aage jati toh
13:57mazeed expose ho jati.
13:59Basit Ali bole, West Indies ki condition me Pakistan
14:01achha perform karta.
14:03Achha hua
14:05nahi qualify kiya, ki humne
14:07mazeed expose ho jana tha.
14:09Jaise hain jis type ki cricket khe rahe hain.
14:11Humari batting achha perform karti,
14:13Patla pitches pe yaar.
14:15Wapas aayenge ek break ke baad.
14:21Welcome back.
14:23Mariam Nawaz
14:25ne sabit kar diya, hukam dekar
14:27amal karana aata hai.
14:29Wazir-e-Ittalaat Punjab Azma Bukhari kehti hain,
14:31Punjab ke awam ko tafun zada mahal se
14:33nijad dilane ke liye, bohot mehndat ki.
14:35Wazir-e-Allah ki tamaam vision par
14:37amal daramat karane par, baldayati idare
14:39khiraj-e-tehseen ke mustahik hain.
14:41Awam ko
14:43tafun zada mahal se
14:45nijad dilane ke liye jitni mehndat ki hain.
14:47Munir sahiba ki waz tamaam vision ko
14:49usko implement karaya hain.
14:51Iske upar yekeenan, inka poora
14:53department khiraj-e-tehseen ka mustahik bhi hain.
14:55Chief Munir sahiba ne
14:57inamaat ka ilan bhi kiya hain.
14:59100 din ki Wazir-e-Ittalaat
15:01uspe Mariam Nawaz sahiba ne ye sabit
15:03kar diya hain, ki unko hukam
15:05na sirf dena aata hai, bas ke upar
15:07amal daramat karana bhi aata hai.
15:09Karachi mein 1,46,000 ton se zahid
15:11alaichein thikane lagayi gayi.
15:13Lahore se ghaliban 36,000 ton
15:15alaichein uthayi gayi. Wazir-Wazir
15:17press conference kar rahe hain.
15:19Mayor Karasi Murtaza Wahab kehte hain ki naakaam hota
15:21to Jamaat-e-Islami wale gala pakad lete hain.
15:25Punjab mein
15:27Wazir-e-Ittalaat press conferences kar rahi hain.
15:29Lahore se ghaliban 40,000 ton.
15:311,46,584 ton waste
15:33ikhatta karke landfill site
15:35par humne deposit kiya.
15:37Paani ka chadkao
15:39chadkao kiya, jiske binne khloori
15:41aur arke gulab ko daale.
15:47Darkana mein chor mobile company ka
15:49tower hi kaat kar le gaye hain.
15:51Naudero ke Nawahi gaon mein choron
15:53ne tower ke saath saath gate bhi ukhaad liye.
15:55GM company ka kehna hai ki
15:57signal na aane ki shikaayat par jaa kar dekha to
15:59tower hi nahi tha.
16:01Police ko do chowkidaron ke khilaf albatta
16:03darkhaas de di hai.
16:09Faisalabad mein saath jodon
16:11ki ijtamaai shaadi falahi tanzeem
16:13ke jaanib se jahez bhi diya kaya.
16:15Qamar-e-Zaman ki report mein dekhe.
16:27Canal Road par
16:29munakda ijtamaai shaadiyon ki takreem
16:31mein mustahik ghandano ki saath
16:33bachiyon ki rukhsti ki gayi.
16:35Intazamiyan ki taraf se har dulhan ko zewar,
16:37saath, kitchen items, furniture,
16:39salai machine simit lakh hor pe maaliyat ki
16:41zaruriyat-e-zindagi ki ashiya faraham ki gayi.
16:43Dulhane apne shaadi par behad khush nazaraayi.
16:45Bohot khush hoon aur main ameed
16:47kardiyo ki mere aane wali zindagi bhi bohot khush haal ho.
16:49Mere wala nahi hai to
16:51unki zimadari inhone
16:53puri ki hai.
16:55Humare waldein hain jo ki itni mehngai
16:57bohot zyada hai jo ki yeh sab
16:59afford nahi kar sakte. Aur inhone humara
17:01bohot zyada saath diya hai. Inki bohot bohot meharbani.
17:03Khoshrooba mehngai ke daur me
17:05kitiyon ke haath peele karne ki zimadari
17:07ba-izzat taur par adaa hone par
17:09dulhono ke waldein bhi intihai mutmein
17:11aur shadaa the. Mehngai bohot hai.
17:13Maa, baap, bachiyan lahi nahi kar sakta.
17:15Inna ne bachiyan lahi jo kitta,
17:17wo achha kitta.
17:19Baraati mardo khawateen ke liye
17:21alag-alag pandal banaye gaye the.
17:23No beahata jodon ke aziz-o-akarab ki
17:25portakallaf khaane se tawazo ki gayi. Jabki
17:27dulhono ko quran-e-paag ke tahaib bhi
17:29peshkiye gaye. Kisi tamahi shaadiyon ki takreeb
17:31pehsan ikdaam hai. Deekar mukheyyar
17:33hazrat ko bhi ghareeb aur mustiq
17:35khaandano ki sarprashti karni chahiye.
17:37Camera bain Mohammad Muneer ke saath,
17:39Kamruz Zaman, ARY News, Faisalabad.
17:41Eid guzarne ke baa wajood, Sawat ki
17:43wadi-e-Kalam mein sayyahon ka rash hai.
17:45Aur aaj hone wari baarish ne mausam mazeed
17:47suhana bana diya hai. Mazeed jaante hain
17:49Shehzad Alam se.
17:51Tazeer wadi, Sawat ki
17:53khubsurat alaq-e-Kalam mein
17:55maujood, jaha par baarish
17:57shuro ho gaye aur mausam nihayat
17:59khushgawar ho gaye hai.
18:01Garmi ke maare sayyah hai wo
18:03wapas jaane ka naam hi nahi jaye raha hai.
18:05Aur badi tahdaat mein sayyah
18:07jannat tazeer wadi ka alam mein maujood hai.
18:09Bahot khushgawar mausam hai aur bahot
18:11zabardas mausam hai.
18:13Sawat ki roads bilkul teek tak hai.
18:15Aur Sawat
18:17kuraman hai. Aap jab bhi
18:19dil chahe aap aa sakte hain.
18:21View enjoy kar sakte hain.
18:23Sawat mein jo mehmaan aaye hue
18:25to yaha par khushgawar mausam aur
18:27loot raha hai.
18:29Aur ab Sports News
18:33T20 World Cup mein
18:35Mizban West Indies ko pehli shikast.
18:37Super 8 marhale mein England ne 8 wicket se
18:39meydan maara. Junoobi Afrika
18:41ne Amerika ko 18 runs se zeer kiya.
18:43World Cup Super 8 marhale
18:45mein aaj Bharat aur Afghanistan me jod padega.
18:47Live action kuch der baad shuru hoga.
18:49Afghan team Bharat ke khilaf
18:51kai baar jeet ke qareeb to aayi magar
18:53jeet na payi. Aaj hara diya to
18:55aap set nahi hoga. Bapas aayenge
18:57ek break ke baad.
19:03Welcome back.
19:05Khabar Karachi se jaha naujawan ke saamne
19:07uske baap ko qatl kar diya gaya.
19:09Kaurangi mein LPG gas ki dukaan mein daakon
19:11ne goliyan chalayin. Nazeesha ki report.
19:13Belagam daakon
19:15ne ek aur ghar ko maatam gada
19:17bana diya. Kaurangi-Kozga-Chorangi
19:19par bete ke saamne baap ko qatl.
19:21Aur phir bete ko bhi goliyan maar kar
19:23diya gaya.
19:31Jab Aag Sheri ke bete ne baap ko goli
19:33lagte dekhi, to daakon se
19:35pistol cheen kar do daakon ko hi
19:37zakhmi kar diya.
19:39Maktool ke
19:51doosre bete ne daakon ko dekh
19:53kar apne chhote bhai ko khabardar
19:55kiya.
19:57Katal
19:59mein
20:01mulawis
20:03do mulziman ko
20:05griftar kar liya gaya hai.
20:19Maktool ke bachon ka kehna hai,
20:21hum bhaiyon ke saamne
20:23humare baap ko qatl kar diya gaya.
20:25Ramasal
20:27Sher-e-Qaid
20:29mein
20:31daketi mazahamat
20:33par jabahk hone wale
20:35Sheriyon ki taada 76 se zayad
20:37ho gayi.
20:39Is nojawan ka yehi kehna hai
20:41case ko insaaf warham kiya jaye
20:43aur in griftar mulzimon ko
20:45kaifr-e-kirtaar tak pohchaya jaye.
20:47Camera-man Mohammad Zeeshan
20:49ke saath Dhazir Shah.
20:51ARY News, Karachi.
20:53ARY News, Karachi.
21:23ARY News, Karachi.
21:25ARY News, Karachi.
21:27ARY News, Karachi.
21:29ARY News, Karachi.
21:31ARY News, Karachi.
21:33ARY News, Karachi.
21:35ARY News, Karachi.
21:37ARY News, Karachi.
21:39ARY News, Karachi.
21:41ARY News, Karachi.
21:43ARY News, Karachi.
21:45ARY News, Karachi.
21:47ARY News, Karachi.
21:49ARY News, Karachi.
21:51ARY News, Karachi.
21:53ARY News, Karachi.
21:55ARY News, Karachi.
21:57ARY News, Karachi.
21:59ARY News, Karachi.
22:01ARY News, Karachi.
22:03ARY News, Karachi.
22:05ARY News, Karachi.
22:07ARY News, Karachi.
22:09ARY News, Karachi.
22:11ARY News, Karachi.
22:13ARY News, Karachi.
22:15ARY News, Karachi.
22:17ARY News, Karachi.
22:19ARY News, Karachi.
22:21ARY News, Karachi.
22:23ARY News, Karachi.
22:25ARY News, Karachi.
22:27ARY News, Karachi.
22:29ARY News, Karachi.
22:31ARY News, Karachi.
22:33ARY News, Karachi.
22:35ARY News, Karachi.
22:37ARY News, Karachi.
22:39ARY News, Karachi.
22:41ARY News, Karachi.
22:43ARY News, Karachi.
22:45ARY News, Karachi.
22:47ARY News, Karachi.
22:49ARY News, Karachi.
22:51ARY News, Karachi.
22:53ARY News, Karachi.
22:55ARY News, Karachi.
22:57ARY News, Karachi.
22:59ARY News, Karachi.
23:01ARY News, Karachi.
23:03ARY News, Karachi.
23:05ARY News, Karachi.
23:07ARY News, Karachi.
23:09ARY News, Karachi.
23:11ARY News, Karachi.
23:13ARY News, Karachi.
23:15ARY News, Karachi.
23:17ARY News, Karachi.
23:19ARY News, Karachi.
23:21ARY News, Karachi.
23:23ARY News, Karachi.
23:25ARY News, Karachi.
23:27ARY News, Karachi.
23:29ARY News, Karachi.
23:31ARY News, Karachi.
23:33ARY News, Karachi.
23:35ARY News, Karachi.
23:37ARY News, Karachi.
23:39ARY News, Karachi.
23:41ARY News, Karachi.

Recommended