#t20worldcup2024 #headlines #eiduladha2024 #governorsindh #maryamnawaz #weathernews #italy
۔Need to immediately privatize Pakistan’s critical sectors: FinMin Aurangzeb
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
۔Need to immediately privatize Pakistan’s critical sectors: FinMin Aurangzeb
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Badi Eid ki badi khushiya, daavatein, mulaqatein aur chatpatein khaanein.
00:09Eid ke dooste roz bhi maze maze ke khaanein tayyaar, ishteha anges khushbo se ghar mehk
00:15uthein.
00:16Kal ke mehman, aaj banein hain mejbaan, kaleji, beef, biryani, mutton, karahi, seed kabab
00:20aur bahut kuch.
00:21Namkeen ke saath sheer khurma aur kheer se bhi mehmanon ki tawazo.
00:25Karachi mein Khadoon-e-khana mehmanon ke liye mazedaar pakwan ki tayyari mein masroob.
00:29Kehti hain, badi eid par chatpate pakwan na ho to eid pheeki pheeki lagti hain.
00:34Raat mein barbeque parties mein tikka, boti aur kabab ke maze udaya jaayenge.
00:47Lahore mein bahut garmi zyada ho rahi thi, toh isleha mein aankha chalo swing khud bana
00:50lete.
00:51Toh yahan bhi bahut mazaa rahe hain, log bhi kaafi zyada hain, yahaan bhi bahut enjoy
00:54kar rahe hain.
00:55Eid ke doose roz shehriyon ke sehr sapate, taprihi maqamat par awam ka rash, bache bhi
01:06bado ki jebe khali karane mein magan, koi chidiya ghar to koi park mein jhule ka lutf
01:12uthane mein masroob.
01:13Karachi chidiya ghar mein, play land mein bachon ka jump kar halla gulla, water boat
01:18se har umar ki afraad mein maze liye, shehriyon ne garam mausam ke baawajood apne aile khana
01:23ke saath khushiyon ko yaadgaar banaya.
01:25Eid ki chhutiyon mein logon ki badi taadaad mein Kenjer jeel aamad, koof tafrihi, National
01:30Park Shanga Manga mein awam ki badi taadaad paunchi, saiyanati maqamat par bhi gehma gehmi,
01:36maari aur wadiye kahaan mein saiyan khubsoot nazaro solukh fundoos.
01:54Eid-ul-Adha ke doose din bhi, mulk bhar mein sunat-e-Ibrahimi ki adai, mukhtalif shehro
01:58mein jaanwar kurbaan kiye gaye, kahin oot, kahin bail, toh bakre aur dumbe ki furbani,
02:03khasabon ke nakhre aur dum, dono asman par.
02:06Karachi ki zillah wasti mein istimai kurbaani ka ihtimam, rishtedaro, dosto aur mustahiq
02:10afraad mein gosht ki tafseem.
02:21Eid-ul-Adha par sapai ke liye, shehr-shehr intzamaat Karachi mein alaichon ko thikane
02:27lagane ka kaam jaari, beshtar alaakon mein shehri intzamia ki jaanit se alaichon utha
02:31kar sapai kar di gayi.
02:33Mayor Karachi Barres ke Murtaza Wahab ka shehr ka daura alaichon thikane lagane ka kaam
02:38ka jaaiza liya.
02:39Lahore mein, Punjab mein, sapai ke fool-proof ikhdamaat, Wifaaqi Minzir-e-Daakhla Mohsin
02:45Naqvi ki CDO ko Islamabad mein zero waste yaqeeni banane ki hidayat.
02:55Mulk mein aage jaana hai, toh sab kuch private sector ke hawale karna padega.
02:59Khair aaj se school aur hospital toh chal sakte hain mulk nahi, mulk sirf tax se chal
03:03sakta hai.
03:04Wifaaqi Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb ki press conference kaha tax to GDP ko kaam
03:08naas kaam 13.5% par leh jaana hoga, maishad baithar ho rahi hai, tax chhoot mein bata
03:13dreejt kamee karna hogi, hum cheen se paise nahi technology maangne gaye the, IT aur
03:18zaraat ke sector mulk ko lead karenge.
03:29Budget mein jo sakt faisale hum kar rahe hain, wo IMF ke program ke liye kar rahe hain,
03:40yeh aakhri program hoga IMF ke saath karze ka, jiske baad nahi hoga, yeh bhi kaum se baad
03:45hai.
03:46Mayoosi ki baad nahi, inshallah roshni ki kiran nazar aayi hai.
03:49Mayoosi ki koi baat nahi, maishad baithari ki taraf chal padi, roshni ki kiran nazar aayi
03:54hai.
03:55Mayoosi ki baat nahi, maishad baithari ki taraf chal padi, roshni ki kiran nazar aayi
04:01hai.
04:02Mayoosi ki baat nahi, maishad baithari ki taraf chal padi, roshni ki kiran nazar aayi
04:08hai.
04:09Mayoosi ki baat nahi, maishad baithari ki taraf chal padi, roshni ki kiran nazar aayi
04:15hai.
04:16Mayoosi ki baat nahi, maishad baithari ki taraf chal padi, roshni ki kiran nazar aayi
04:21hai.
04:23Pakistan ka ainda maali saal ka budget IMF ke saath muahede ko mustahakam karega.
04:30Maashi nazm-o-zabt se maali khasara kam hoga.
04:33Mengai ki ishwara 12 feesat tak rehne ka imkaan.
04:36Ainda maali saal ishwara-e-soot kam hokar 16 feesat ho sakti hai.
04:39Pakistan se mutaalik maashi darjahbandi ke idar-e-fesh ki report.
04:43Report ke mutaabik Pakistan me maashi tarakhti ki wajah se bairuni adaigiyon ka dabaw, kam
04:48kuch karze rollover hone ki bhi tawakko hai.
05:09Khyber Pakhtunkhwa me bizli ki load sharing ke khilaf, mukhtalik shahroon me ihtijaj,
05:13mardaan me union council hoti ki awaam load sharing ke khilaf sarko par nikal aaye.
05:17Manu me bizli ki kai-kai ghante ki load sharing se parishand shahreon ka wabda ke khilaf ahitijaj.
05:23Asad Kaisar kehte hai, teen roz se KP me badkarin load sharing jaari hai.
05:27KP ki awaam se PTI ko vote dene ka intaqam liya jaa raha hai.
05:31Bas bohot ho gaya.
05:32Unhone sari hadhe paar kar di.
05:34Assembly ke floor par ahitijaj hoga, awaam me bhi jaayenge.
05:43Shubhi Punjab aur androone sims shadeed garmi ke dere.
05:51Multan me darjay hararat sabse zyada 47.
05:53Laiya aur Bhakkar me 46 degree centigrade record.
05:56Faisalabad 45.
05:57Bahawalpur, Jacobabad, Sargodha, Jhelum me parah 46 degree tak jaa pohncha.
06:01Eid par badalon ki entry.
06:03Islamabad aur Awalpindi me baarish ke baah wajood garmi.
06:05Karachi me darjay hararat 34.
06:07Garmi ki shiddah 46 degree centigrade mehsoos ki.
06:10Wazir-e-tafa Khwaja Asif shadeed garmi ke baayis Smotra nehar pohnch gaye.
06:13Phul se chhalang lagayi.
06:15Khwaja Asif ke beti Asad Khwaja ne bhi walib ke saath hi dukki lagayi.
06:31Agar mere ikhtiyar me hota, to abhi tak karne wala jail me hota.
06:35Mujrimon ko saza dilwani hai.
06:39Agar aisa hum nahi karte, to phir hum is zulm ko badawa denge.
06:43Kal utkar koi bhi shaks is kisam ka ghanawana jurm karega.
06:50Mera ikhtiyar hota, to ootni ki taang kaatne wala jail me hota.
06:54Governor Singh Kamran Tesori ki zakhmi ootni ko dekhne Animal Centre aamad.
06:58Kaha, ootni ko masmui taang lagane ya ilaach ke liye Dubai bhi bhejna pada,
07:02to apne ikhrajaat par ilaach karaunga.
07:04Waqah me mulawwas mulzim ko sakht saza di jaye.
07:07Mujrim ko saza nahi di gayi, to phir har koi jurm karega.
07:22Wazeer-e-Ala Punjab se Spain ke safeer aur Irazi Council Spain Jalal Salahuddin ki mulaqat.
07:28Baami taluqat ko mazboot banane ki mushtarka kaavishon ko badhane ki zarurat par zor,
07:33Mariam Nawaz ne ka Punjab hukumat Spain ke saath samayakaari tijaraat ki hajum mein zaafat ki khaish bandh hai.
07:42Karachi Clifton bin Qasim Park se kaatun aur mart ki laashe mili hain.
07:46Police ka kehna hai laashe ek do roz purani lagti hain.
07:49Chehre par zaakhn mein shanakht nahi ho sakhi.
07:51MLO ke mutaabik dono ki maut doobne se hui.
07:55Karachi mein Eid par bhi daakoo ne chhutti nahi ki.
08:04North Karachi Andamode ke qareeb baardaat.
08:06Ek shehri ne daakoo ke aata hi apna mobile chhupa liya.
08:09Daakoo jaldabazi mein deech to shehri se mobile aur wallet cheend kar farar ho gaye.
08:18T20 World Cup mein naaqis karkardagi.
08:20Qaumi team pehle marhale mein hi event se baar hone ke baad America se watan wapas.
08:24Zaraay ka kehna hai Kaptaan Babar Azam Shahdaab Khan Haris Rauf ne team ke saath safar nahi kiya.
08:28Shahdaab Khan Amerika se England jaayenge.
08:30Mohammad Aamir Imaad Wasim bhi team ke saath safar nahi kar rahe.
08:32Coach Gary Kirsten bhi team ki karkardagi se na khush.
08:35Kaha khiladiyon ne salahiyat ke mutaabik perform nahi kiya.
08:54T20 World Cup mein West Indies ne Afghanistan ko 104 runs se hara diya.
08:58West Indies ne 218 runs ka pahar jaisa total banaya.
09:02Nicholas Puran ki barkh rafta runnings do runs ki kami se century na bana seke.
09:07Afghan batters hadaf ka taqoob na kar seke.
09:10114 runs pe dher ho gaye.
09:18T20 World Cup ki Super 8 line-up mukamal matches ka aghaas khal se hoga.
09:22Bharat, Amerika, Australia, England, Afghanistan, West Indies, Bangladesh aur Junubi Afrika.
09:27Agle round mein rasai paanewali teamon mein shamil.
09:30Sabik champion Pakistan aur Sri Lanka samayet New Zealand ki team pehli round se bahar ho gayi.
09:39Shikast ka gussa ya kuch aur.
09:42Fast bowler Haris Rauf taish mein aa gaye.
09:45Amerika mein awaaz kasne par Pakistani chehri ko marne daude.
09:49Ehliya aur waha maujood logon ne roka.
09:51Kaha bharti ho.
09:52Fan ne kaha nahi main Pakistani ho.
09:54Haris bole tumse achche log to Pakistan mein hai.
10:03Kaumi javelin thrower Arshad Nadeem phir injury ka shikar.
10:06Muscle pull hone ki wajah se throwing championship mein hisa nahi lenge.
10:09Arshad Nadeem ko aaj Finland rawana hona tha.
10:12Training ke dauran star athlete ki daai pinli ka muscle pull hua.
10:15Doctors ka do hafte aaraam ka mashfara.
10:17Report ke mutaabik Arshad Nadeem do hafte baad throw karne ke qaabil ho jayenge.
10:28Israel ki zarahiyat Eid-ul-Adha par bhi ghaza mein khatla-e-aam se baaz na aaya.
10:32Dahshatgarh Israeli forces ki nasiraat campar Westiana Bombari se
10:36Satra Palestini shaheed darjan-o-zakhmi hoga.
10:39Rafah mein sehwani fauj ki firing se imdaad ke muntazir
10:42Nau Palestini shaheed mutaadat-zakhmi.
10:45Khan Yunus par bhi hamle jaari hain.
10:47Shaheed Palestiniyo ki majmooi taadaat 37,372 hogai.
10:5185,500 ke qareeb zakhmi hain.
11:01Italy ke qareeb samandar mein do kishti haadiso mein
11:0411 farad jaan se gaye.
11:0560 se zayad lapata.
11:0650 se farad ko bacha liya gaya.
11:08Panaguzino ke liye Aqman-ul-Mutehda ki agency ke mutaabik
11:11Ek kishti Libya se aa rahi thi.
11:13Jisme Pakistan, Iran, Shyam, Misr, Bangladesh se taaluk rakhne wale afraad
11:17Sawaar thi.
11:18Aase ka shikar doosri kishti Turkey se aa rahi thi.
11:27Ameriki shehri ko qatlu karne ki naakaam saajish mein
11:30Bharti hukumat ki mulawas hone ki alzamaat
11:325 Ameriki Senators de Wazir-e-Kharja Antony Blinken ko khat lak diya.
11:36Saajish mein mulawas tamam afraad ko jawab de kheraaye jaane ka mutaalba
11:40Kaha Amerika ko bain-e-raqwami jabr ki mukhalifat mein mazboot aur purazm hona chahi
11:45Rawasal Sikh Rehnuwaar Gurpatwan Singh ko qatlu karne ki bharti saajish be naqab hui thi.
11:58Roosi Sadr Vladimir Putin 24 saal ke baad 2 roza daurah par shimali Korea pohj gaye.
12:04Putin ka kehna hai dono mumalik ne gudishtar 70 saalon me barabari
12:07Bahami hitram aur itmaat ke buniyat par acche taalukaat aur sharakatdari ko farookh diya hai.
12:12Rizalat ka mutabadil mechanism tayyar karenge jo maghrib ke control mein nahi hoga.
12:23Main hun Yasir Hussain aur aaj Eid ka doosra din hai.
12:26Aaj aap mujhe har lamha pur josh mein dekhenge Badami sahab ke saath.
12:2911 baje dekhna mat bhooliyega.
12:32Aaj wo mere maasumana sawalon ke jawab denge.
12:35Cricket ka shohar lamha pur josh aaj banenge adhakaar Yasir Hussain mehman.
12:41Star cricketer Basit Ali aur Kamran Akmal ka maahirana Tajzia.
12:45Adi aur Mustafa Chaudhary muskulahate bekherenge.
12:51Kisi ki gaaye, kisi ka oot choot nahi kaata?
12:54Mushkil interview kiska tha?
12:55Shahid Kapoor ka.
12:56And why was that?
12:57Kyuki mera crush thi.
13:06Badi Eid ke teen ho din, AAY News ki khususi nashriyat.
13:10Programme Baaghabar Sawera mein, siyasatdaan aur adhakaar aur dulhukaar se mulaqaatein.
13:14Programme Hoshiyaariya mein, film Umro Yaar ki cast ke shirkat.
13:17Eid ka luth dubhala.
13:19Governor Sindh ne bataye Begum ko khush rakhne ke tariqi.
13:21Programme Hum Azaad Hai mein, Adi aur Mustafa Chaudhary ki sharaartein.
13:24Siyasi shows ke mezbaanon ki khush kappiyan.
13:27Eid ke teen ho din dekhein, maze maze ke program, sirf AAY News par.
13:35.