"kal aap dhundhenge uss artist ko, uss culture ko, shero-shayari ko par apko milega kuch bhi nehi"
Outlook's Editor Chinki Sinha in conversation with Bashir Dada, a distinguished poet, writer, playwright, and actor from Kashmir. He speaks about censorship and self-censorship in Kashmiri art and culture and believes the silence seems to have gotten louder since the abrogation of article 370.
Recognised for his romantic poetry and significant contributions to Kashmiri literature, Dada has also written and directed numerous dramas, serials, and telefilms in Kashmiri and Urdu for radio and Doordarshan.
Videographer: Manpreet Romana
Follow us:
Website: https://www.outlookindia.com/
Facebook: https://www.facebook.com/Outlookindia
Instagram: https://www.instagram.com/outlookindia/
X: https://twitter.com/Outlookindia
Whatsapp: https://whatsapp.com/channel/0029VaNrF3v0AgWLA6OnJH0R
Youtube: https://www.youtube.com/@OutlookMagazine
Dailymotion: https://www.dailymotion.com/outlookindia
#Kashmir #Silence #Art
Outlook's Editor Chinki Sinha in conversation with Bashir Dada, a distinguished poet, writer, playwright, and actor from Kashmir. He speaks about censorship and self-censorship in Kashmiri art and culture and believes the silence seems to have gotten louder since the abrogation of article 370.
Recognised for his romantic poetry and significant contributions to Kashmiri literature, Dada has also written and directed numerous dramas, serials, and telefilms in Kashmiri and Urdu for radio and Doordarshan.
Videographer: Manpreet Romana
Follow us:
Website: https://www.outlookindia.com/
Facebook: https://www.facebook.com/Outlookindia
Instagram: https://www.instagram.com/outlookindia/
X: https://twitter.com/Outlookindia
Whatsapp: https://whatsapp.com/channel/0029VaNrF3v0AgWLA6OnJH0R
Youtube: https://www.youtube.com/@OutlookMagazine
Dailymotion: https://www.dailymotion.com/outlookindia
#Kashmir #Silence #Art
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Aag badkaane se yeh hai, yuhi gar aag badkaate rahe hum, to aage dekhna gulshan hamara, tumhare
00:07naam ka shamchaan hoga, mere hisse ka kabristan hoga, aur waqt aayega.
00:13Aap bachpan se hi likhte the?
00:15Haan, khosh sab wala to thoda bahut shok tha nikhega.
00:19Haan, aap Srinagar me hi peda?
00:21Nain, main Anantnag se hu base ke nahin.
00:23Anantnag me us waqt dikhta tha, bachchan chhote me kuch.
00:25Haan, mannab acting maine ki main kahin seekha nahin.
00:27Haan.
00:28To maine kiya to logon ne like kiya.
00:30To mujhe laga hai mujhe karna chahiye.
00:32Isi tarah writing meri.
00:34Kashmir aapke liye kya hai?
00:36Aapki poetry mein, aapki writing mein, wo kis tarah se aata hai?
00:38Wo kis tarah se badla hai wo?
00:40Aur ab agar aapne kuch likha, agar aapne badla hai?
00:42Badla to bilkul nahin.
00:44Kashmir wahi hai jo hai.
00:46Lekin wahi khamoshi hai, sanata hai.
00:48Sanata se agar aap yeh samjhta hai ki badla hai.
00:50Haan.
00:52Aap bahut hi ghalat phaimi mein.
00:54Badalta kuch bhi nahin.
00:56Aap ke aur mere darmain ek issue chal raha hai.
00:58Jab us issue ko address nahin kiya jaye.
01:00Haan.
01:02Aap mujhe dara ke ya mai aapko dara ke khamosh karun.
01:04Aap mujhe dara ke khamosh karanage.
01:06Aur uske baad aap jashan manayenge.
01:08Issue resolve hogaya.
01:10Issue aise resolve nahin hota hai.
01:122019 mein aapne kaha ki,
01:14aapne likhna chhod diya.
01:16Nahin chhod nahin diya, maine kaho.
01:18Haan nahin aapne kuch likha tha na aisa ki,
01:20wo mera protest hai.
01:22Uske baad kuch likha agar
01:24publish kiya kuch
01:26apne silence ko
01:28todne ke liye.
01:302019 se takreeban.
01:32Jaise aap
01:34apna cell phone jayne usko
01:36silent mode pe daalte hain.
01:38Hmm.
01:40Uske baad
01:42kaafi logon ke ache logon ke
01:44aap calls jo hain wo
01:46miss kar jaate hain.
01:48Because baad mein pata chalta ki
01:50Mr. A. ne aapko phone kiya tha.
01:53Bahut hi important aap ke liye.
01:55Har tarah se.
01:57Mr. B. ne very
01:59important. C. isi tarah
02:01jitne bhi important phone aaya the
02:03aapko toh aapne wo receive nahin
02:05kiye. Isliye ki ya toh
02:07aapne khud ko silent mode pe daala hai
02:09ya aapko silent mode pe daala gaya hai.
02:11Hmm.
02:13Iska apna ek faida bhi hai.
02:15Faida ye hai ki main theek hai rest kar sakta hu.
02:17Hmm.
02:19Koi janjat nahin hain, kuch nahin hain.
02:21Aapne program ke mutaabik.
02:23Lekin overall
02:25jab aapko meri zaroorat padegi
02:27jab ek mere muluk ko meri zaroorat
02:29padegi, aisa nahin ho ki
02:31aap mujhe is tarah silent mode pe daal raha hain
02:33ki jab meri baad
02:35karne ki zaroorat padegi, meri zaroorat padegi
02:37toh main us waqt
02:39bhi silent mode pe rahun, toh ye
02:41nuksaan hai liye de ki aaj aapko lage nahin
02:43lekin waqt aayega ki aapko
02:45lagega ki nahin sahab mujhe jinn logon ki zaroorat
02:47thi maine khud hi unko silent mode pe daala hai.
02:49Toh waisa ho raha hai
02:512019 se pehli
02:53toh wo
02:55unfortunate hai agar waisa
02:57hua hai, abhi continue ho raha hai.
02:59Toh ye khamoshi
03:01jo hai 2019 se, likhta toh
03:03main ho, aap aisa bhi nahin
03:05ek main nahin likhta, main likhta ho.
03:07Jo dil ki badhaas hoti ho main
03:09nikalta ho, paper pe
03:11likke, lekin logon mein
03:13laane, main usmein main darta ho.
03:15Hala ki main wazaati taur pe, main personally
03:17darta ho. Hala ki mujhe jo
03:19maximum mere dost hain, kashmiri pandit
03:21toh bahar
03:23different status mein baithe hain
03:25wo mujhe aksar phone karte hain
03:27ki aapka ye pose dekha
03:29aapki ye nazam suni
03:31aapka ye kalam suna
03:33toh unko dar hai waha.
03:35Toh mujhe zaati toh dar nahin hai, lekin
03:37mujhe mere
03:39gharwale, mere dost
03:41rechitaar, wo kehte hain itna openly mat
03:43likho, kya likhta ho?
03:45I am an Indian
03:47main ek nationalist hoon
03:49mujhe likhna chahiye, kahaan nahin phir aapko
03:51nahin pata, ho kya raha hai.
03:53Aap log dara ho hai, aap wo itne dara
03:55ho hai ki aap mai bhi dara raha hoon
03:57wo mujhe dara rahe hain
03:59toh lekin hala ki zaati taur
04:01mere saath kuch nahin hua aaj tak
04:03maine jo sajh bhi likha, haan kahin kahin
04:05koi dost comment karta hai
04:07article 370
04:09jab wo remove kiya gaya
04:11toh uske baad se
04:13saath hua hai ki
04:15kuch toh dara ho hain, kuch log
04:17unko dara gaya hai, lekin kuch log unne khud
04:19ko khud bhi dara hai.
04:21Self-censorship bohot kiya hai.
04:23Unne create kiya hai.
04:25Ya toh ye culture chahate nahin,
04:27ya toh humare jo policy makers hain
04:29wo chahate nahin ki ye
04:31culture yahan pe ho, shair ushaari
04:33ho, drama ho, waqera ho
04:35ye nara baazi ke liye.
04:37Ab agar ye hi hai toh phir band kar de,
04:39television mein phir ye channel bana de,
04:41television ka naam news channel
04:43rakhe, radio ka naam
04:45news channel rakhe.
04:47Ye jo aapne
04:49drama ke liye
04:51yaad kiya jaata hai, aaj bhi
04:53television ko, radio ko
04:55drama ke liye yaad kiya, kyu aapne
04:57all of a sudden sab kuch band kar di?
04:59Ya toh deliberately
05:01aap logon ko annoy karna chahate hain,
05:03agar aapme, mujhe hume
05:05annoy karne se,
05:07agar aapko koi benefit milta hai,
05:09political benefit, toh wo alag baat hai,
05:11but in the long run,
05:13ye iske asraat bohot buray honge hain.
05:15Ek cheez ye bhi hai ki, jaise ek zamana
05:17tha 80s mein jab, we were
05:19talking na, bhi thore der pehle ki, gul gulshan gul
05:21faam karke, television serial
05:23aata tha Doordarshan pe,
05:25toh wo aisa samay bhi tha, aur us
05:27serial ki tarah se, logon ko thora
05:29Kashmir ke, matlab aapne hi kaana, ek last jhalak
05:31dikhai di, ab
05:33wo jhalak kahi nahi dikhti, matlab ab
05:35Kashmiri
05:37artist agar hain, ya poet hain, ya jo bhi hain,
05:39unka kuch aata nahi hain.
05:41Dekhi, main aapko, ye sahi baat,
05:43main aapse ye
05:45kahna chahata hoon ki, mujhe nahi malum ye
05:47policy hai, kya hai. Lekin
05:49jo feel humko mil rahi hai,
05:51we are being used as tissue papers.
05:53Jab 89
05:55jo aap baat kar rahe hain, us waqt
05:57aapko news reader nahi milta tha,
05:59ye shift ho gaya tha, Jammu.
06:01Jammu se, Delhi se.
06:03Delhi se wo news aati thi,
06:05this is Radio Kashmir, Srinagar.
06:07Delhi se.
06:09Broadcast Hotel. Wo haalaat wo
06:11thi. Jab aapko news
06:13reader nahi milta tha, tab aapko yahan
06:15ka koi ladka uthke, wo news padta
06:17tha, uske baad. Acha do ek
06:19bande to maare gaye.
06:21Mr. Faktu was killed.
06:23Uske baawujud bhi,
06:25persons were killed. Uske baawujud
06:27bhi log karte the,
06:29hum news padenge, hum
06:31announcement karenge, waqera.
06:33Uske baad jab, aur aapne encourage kiya us waqt.
06:35Lekin, jab aapko laga ki nahi,
06:37aap inki zoorat nahi, phang do inko, tissue paper
06:39humko chahiye nahi, we have used them.
06:41Toh inhone artiston ko,
06:43writers ko, as a tissue
06:45paper, ye taasur milta hai hum.
06:47Aur mujhe sirf taasur
06:49hi nahi maaya, chunki is line se ho,
06:51mujhe bhi laga ki jab tak hamari zoorat
06:53thi, artiston ki zoorat thi, inhone kiya,
06:55istimaal kiya. But this
06:57is a country, aisa taasur nahi milna chahiye,
06:59aisa feeling nahi milna chahiye.
07:01Aisa feeling nahi milna chahiye. Ye hona
07:03chahiye ki, you are very
07:05component, important component
07:07of our country. Wo feeling nahi
07:09mil rahi. Toh aapka kaam me
07:11kuch, jaise aap artist
07:13hai, aur expression jaise aap kehte ho ki mirror ke
07:15saamne bhi artist bol sakta hai.
07:17Lekin, itne saal se aap Kashmir me ho,
07:19aapne har tarah ka daur dekha.
07:21Toh ye jo daur hai abhi ka, toh
07:23abhi, as an artist, as a writer,
07:25as a poet, you know, what do you think?
07:27Has, I mean, has this
07:29silence affected your
07:31way of speaking, or
07:33how has it
07:35affected your
07:37way of expressions? Ki expression hai hi nahi ab.
07:39Nahi, nahi, art to
07:41chal raha tha.
07:43Ours was the first serial.
07:45Jo television
07:47hai, sarkari television, jisko
07:49aap kehte hain, toh Kashmir television
07:51ka pehla serial jo tha, Darawahik.
07:53Toh jab wo
07:55buniyat chal raha tha. Hamara bhi first
07:57hai yahan se, toh hamara
07:59LPT pe jaate the, hamara
08:01serial jaate the, baaki channel se
08:03hote the, kaafi kaam
08:05liya gaya artiston se, kaafi achhe
08:07artist the yahan pe, hain bhi abhi.
08:09Lekin,
08:11main wohi baat, main phir se dohraatau ki
08:13all of a sudden, kya ye policy
08:15thi ki ye band kar do?
08:17Ya woh nahi chah rahein ki culture,
08:19ye chah rahein ki ham ek culture create karenge
08:21usi pe aapko follow karna.
08:23Hamara jo culture hai,
08:25ration ka culture hai, hamara yahan pe
08:27sofism hai, wo hamara culture mein.
08:29Wo, uspe
08:31kaam ho raha tha. Lekin all of a sudden
08:33wo sara band ho gaya. Yahan ke channel
08:35dekhe, program kya hote hain.
08:37Koi classical program nahi hote hain.
08:39Toh,
08:41wo, koi, meri samajh mein
08:43nahi aata hai, ye ho kyon raha hai?
08:45Kya inko nahi chahiye culture? Agar nahi chahiye, band kare.
08:47Agar inko chahiye, ye propaganda ke liye.
08:49Haan, aap kabhi
08:51minister ko, aapne ek writer ko
08:53ek entertainer bana diya.
08:55Ek writer aapka entertainer hai.
08:57Ki yahan pe ek gathering hai,
08:59ministers ki gathering hai, politicians ki gathering hai,
09:01toh usme naaj gaana chala. Agar yehi
09:03culture hai, agar aapne
09:05isi hat tak, isi limit tak
09:07agar aapne isi art aur culture ko
09:09sabja hai, this is unfortunate.
09:11Agar yehi art aur culture hai.
09:13Lekin, kal ko, aap ko bhi
09:15isi art aur culture ki
09:17jab aap opposition mein jaayenge,
09:19kal shayad aapko lage ke, nahi sahab Kashmir se
09:21jo voice thi, wo kahan gi?
09:23Kal aap dhoondenge
09:25un artist unko, kal aap dhoondenge
09:27us culture ko, kal aap dhoondenge
09:29us shayari ko, shayar shayari ko,
09:31us farm ko, toh aapko milega
09:33kuch bhi nahi. Lekin, aaj jo aap
09:35kar rahe hain, aapke hatu mein, abhi jo rulers
09:37hain humare, inke hatu mein
09:39bohot kuch hai. Yeh bohot kuch kar sakta hai.
09:41Yeh har state mein,
09:43main apne state ki baat nahi kar rahe ho.
09:45Har state mein, unka jo culture
09:47usko revive kar sakta hai.
09:49Aapne 370, aapne kaha ki ek bridge tha,
09:51India aur Kashmir ke beech mein.
09:53Tha nahi, actually,
09:55ayin ke hisaab se toh bridge hai.
09:59Jab tak yeh hai, India
10:01and Kashmir ki saath.
10:03Aap theek hai chalaki se, ya zor
10:05se taaqat hai, aapke paas
10:07aap karenge, lekin uska matlab hi ki
10:09aap log mukh se keh rahe hain ki, aap chup ho jaye.
10:11Toh chup ho gaye log.
10:13Ab chup ka apna
10:15ek wo hota hai,
10:17ab chup ho sakta hai, yeh chup
10:19hamesha rahe hain. Ho sakta hai.
10:21Lekin, kal ko
10:23aap hi kahenge, saab yeh Kashmiri
10:25kyun chup hai, because kal jab aap
10:27ki hukumat nahi hogi, shayad aap kahenge,
10:29kal aap hamari chup ko exploit karenge.
10:31Aaj koi aur
10:33hamari chup ko exploit kar rahe hain.
10:35Aur Kashmir aaj hi nahi ho raha hai.
10:37Yeh hum, yeh kab aazaad?
10:39Yeh kabhi aazaad tha? Tha nahi Kashmir.
10:41Pehle begaar ham se lete the.
10:43Aur aapne
10:45mazdoori karni, aap paisa maangna nahi
10:47aapne.
10:49Thodi si concession mili hai nahi,
10:51saab hain, agar yeh mahinat kar rahe hain.
10:53Mala, bada zabardast sakhat
10:55kism ka jismani, wo jo mazdoori
10:57thi, toh wo lete the, begaar
10:59kehte the usse. Ke aap
11:01logon ko gharon se ghaseet ke le jaate the.
11:03Bade bade woh pahadoon me
11:05surang banate the. Mushkil
11:07kaam karte the. Logon ko le jaate the.
11:09Toh wo bhi hum ne dekha hai.
11:11Uske baad aa gaye, uske baad hum
11:13slaves rahe. Angrezoon
11:15ke toh saala saal poora India hi raha
11:17pehle. Kashmir toh tab bhi tha.
11:19Uske baad Mughal aa gaye.
11:21Mughal ne beda gharak kiya.
11:23Unne bhi role kiya hum pehle.
11:25Thoda woh Kashmiriun ne
11:27kiya tha, toh usko phir
11:29ghaye bhi kar diya gaya Yusuf Chak ko.
11:31Yusuf Shahi Chak. Uska
11:33Mughalun ne kiya. Wo toh humare haath
11:35na pun hai. Humne kabhi dekha nahi.
11:37Humne kabhi dekha nahi.
11:39Gul shakhun se jo libte the,
11:41sampun se muhtaat rahein.
11:43Jab phoolun ne hi bhavrun ko
11:45har baar dasa, toh uska kya.
11:47Go jaan hathe li par
11:49lekar hum naksh kadam pe
11:51khud chale. Lekin
11:53rehbar ke hoshu khirat pe
11:55kufl chada, toh uska kya.
11:57Jaisa ek writer hai,
11:59wo bhi ek record karta hai, wo record keeping hai.
12:01Jab yaha aur koi bol nahi sakta hai,
12:03agar journalist kehte hain, hum hi bol paare
12:05kuch. Toh ek
12:07writer ke archives mein bahut kuch hai.
12:09Yeh hota hai ki,
12:11mere paas record jo hai,
12:13I am the only, I think I am the only
12:15person, apparently kuch. Aur lo bhi
12:17English khamuch honge. Ya wo kya, wo aise
12:19baat kar rahein ki samajh mein na hai.
12:21Wo mere hisaab se koi literature nahi.
12:23Maine jo migrant ho gaye hain na log,
12:25maine jitna shor machaya
12:27hai apne, jitna likha hai, maine
12:29kisi ne nahi likha hai. Maine likha ki
12:31yeh humein confess karna chahiye
12:33ki humne zulm kiya hai.
12:35Humne kiya hai. Maine kiya hai.
12:37Maane na maane. Ek nara
12:39lagaya, Pakistani army ne
12:41lagaya, maine bhi nara ke jawab diya.
12:43Misal mein keh rahe ho, I am representative
12:45of Kashmir. Toh kabhi
12:47kamaskum confess karo, humne ghalati ki,
12:49hum bacha sakte the, hum shor
12:51macha sakte the, humne nahi kiya.
12:53Aur hum toh part ban gaye,
12:55we were party to it.
12:57Hum chup ho, tab bhi hum chup the.
12:59Aur aaj bhi hum chup ho. Aaj bhi
13:01hum chup hai. Tab hum chup the,
13:03dar ki wajah se. Aur aaj?
13:05Aaj humein realization ho raha hai ki, humein
13:07chup nahi hona chahiye. Jab humare bhai
13:09unko nikaala gaya tha, tab humein
13:11bolna chahiye ki, humare bhai hai
13:13and they are the custodians of Kashmir.
13:15Tab hum chup rahe. Humein
13:17tab chup karaya gaya, tab
13:19unhone chup karaya, aaj
13:21yeh chup karaya rahe hain.
13:23Jo mujh pe rule kar rahe hain. Yeh chup
13:25jo hai na, yeh finally sirf meri
13:27haar nahi hai, sab ki haar ho.
13:29Un logon ke baare mein, maine
13:31stories likhi hain.
13:33Hum shor machaatein, wo leader mara
13:35gaya, yeh leader mara gaya.
13:37This become as a news.
13:39Lekin maine ek gode baan ki news
13:41bane, maine yeh news bhi nahi aayi.
13:43Ek goda, gode baan
13:45hai, Ahad uska naam hai. Uski
13:47tamanna tha, uska ek khwab tha
13:49ki main apna
13:51goda kharidun. Yeh, yeh
13:53dream hai. Ab uske baad le
13:55de ke, udhar udhar se karza
13:57utha ke, usne apna goda
13:59kharida. Ab uska ashaq pehlgam
14:01se bilam karte tha, main mila bhi hai usse.
14:03Ab uska khwab tha ki main
14:05shroo, pehla din mein
14:07kaise shroo karo.
14:09Haan, ab wo
14:11ek omen, goda omen
14:13ke top hai, usse kya ki, jo bhi karna tha
14:15usse, wo khairat-vairat karte
14:17tahreeb baantein, un logon ke
14:19maine apna goda kharida.
14:21Ab yatri aar rahe hain,
14:23uske liye acha din hai.
14:25Us din se main shroo karunga kaam.
14:27Wahan kya hua pehlgam mein? Wahan bhi
14:29lost ho gaya. Blast mein bichara langda
14:31ho gaya wo goda. Ab ye news
14:33bhi nahi bani. Lekin maine kaha
14:35ye to news hai. Ab unni
14:37dino ek bohot bada leader maarega, wo badi news
14:39bani. Wahan sab,
14:41kuch news aisi bhi hai,
14:43jisko ab cover nahi karte.
14:45Ye bohot badi news hai.
14:47Ki wo trauma mein,
14:49mera ek bancha hai, wo
14:51psychiatrist hai, doctor Arshad.
14:53Usse maine baat ke, uske
14:55record mein bhi ye tha. Ye kahani
14:57ki us wo zinda hai.
14:59Gode baan zinda hai. Lekin usko
15:01logon ne kaha ki ab isko maar daalo.
15:03Isko injection daal do, isko maar daal do.
15:05Kyun? Wahi isko kya karoge tu?
15:07Tumne kamaane ke liye
15:09kharida hai. Ab tumhe
15:11isse kama ke dena hai, isko khila na hai.
15:13Kaise? Tum khud khaoge kya karoge ye life?
15:15Toh fir usse maara gaya.
15:17Gode ko. Toh maine kaha.
15:19Aur uska ye ki uski aawaaz kisi tak
15:21nahi pohunchi. Ab wo trauma mein hai.
15:23Ab wo citrus mein hai.
15:25Post Traumatic Citrus Disorder
15:27mein uptala. Wo theek hai. Khata
15:29peeta hai sab. Lekin kuch aur bhi nahi
15:31hai. Wo ussi mein fasa hoa hai.
15:33Wo jab blast ho gaya. Wo ussi
15:35mein fasa hoa hai. Ye kahaniya bhi maine
15:37likhi hai. Jo maine feel kiya.
15:39Ye kahaniya koi likhta hai nahi.