• last year
#AiterazHai #IrshadBhatti #PresidentArifAlvi #ImranKhan #NationalAssembly

For the latest General Elections 2024 Updates ,Results, Party Position, Candidates and Much more Please visit our Election Portal: https://elections.arynews.tv

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00 President Aryeh Falvi sahib bhi aaj kal koshish kar rahe hain, wapas Good Books me aane ki
00:03 khabar aayi thi ki Bani Tariq-e-Insaf is not happy with him.
00:07 Ab kal oath lena, na lena yeh bhi khataiye last time ki tarah toh nahi padta hua nazar
00:12 aara aapko?
00:13 Pehli baat Rana sahib se mai agree karta hu ke yeh change hote reyenge opposition leader.
00:18 Kyunke jo Tariq-e-Insaf ka mood lag raha hai.
00:22 Kyunke Tariq-e-Insaf teen rukh pe chal is martaba unhone kaha hai ki hume karna chalna
00:27 hai, ek parliament yeh jo election chori ya mandate chori ya jo kuch bhi, ek parliament,
00:34 ek adalaton mein, ek sadkon pe.
00:37 Yeh teen unhone naka hai.
00:39 Which is, dono baaki mujhe dono pe koi itraaz nahi, parliament pe aur sadkon pe bhi unka
00:43 haq hai pooraman, lekin sadkon ko hum afford nahi kar sakte is wakat.
00:47 Bahut kuch bhi ho sakta hai, thodi si bhi lakdiyan ikathi hain, tel padha hua hain,
00:50 koi bhi aag lag sakti hai, wo nahi honi chahiye.
00:53 Tora jaan tak mujhe lagta hai, Aarif Alvi sahab le lenge, Aarif Alvi sahab ab afford
00:59 nahi kar sakte, is kyunke 2-4 din baad, 5-7 din baad unhone jaana hai, ab wo le lenge.
01:06 Aur Aarif Alvi sahab ka us wakat go ke, usko ab jis tarah bhi keh lenge, good books mein
01:11 aana, ya bittar karna, ya wicket ke dono taraf khelna, ya jis tarah bhi Aarif Alvi sahab
01:17 ne poora tenure guzara, koi shak nahi ke Imran Khan sahab unse naraz hai, koi shak nahi
01:22 ke yeh narazgi, kitni lambi bhi chal sakti hai.
01:27 Lekin jo last unhone ne kahta wo, wo rok nahi sakte the, aayini taur par, wo yeh nahi kar
01:33 sakte the, ke main assembly ka session call hi nahi kar sakta.
01:37 Wo unhone ne baad mein kiya bhi, paune 12 bhaji ke karee, na speaker sahab bula sakte
01:41 the aayini taur par.
01:42 To lekin jo wo point out kar rahe the as a president, wo theek tha, ke aap maqsoos nashis
01:48 the house mukamal hua bagayar, yaani Sindh mein, Punjab mein, kaumi assembly mein, aayi
01:53 dekhena ke aap kis tarah ka yeh ek tarah ka nizam chal raha hai, Punjab aur Sindh ka saara
02:00 setup mukamal ho gaya, marqaz ka bhi even prime minister muntakhib ho gaya, to aur
02:05 yaani, to lekin doosri opposition ka house hi mukamal nahi hai.
02:09 Wo SIC ka khat bhi toh dikha diya tha na, ACP ne.
02:11 Nahi nahi, wo toh isse talak hi koi nahi hai.
02:12 Khat dekhe, kya udhar maqsoos nashis the toh.
02:14 Uska khat se isse kyu twist karte hai?
02:16 Humein toh twist nahi karna chahiye.
02:18 Yeh toh seedhi baat hai.
02:19 ACP khat dikha raha tha, Barrister Ali Zafar ne bola, ke mere paas uska koi jawab nahi
02:24 hai, mujhe bhat ka pata hi nahi hai.
02:25 Humein twist nahi karna chahiye, wo khat tha, general election ke baare mein unka tha, unhone
02:28 kaha ke aapne 5% general election ki seeteh nahi ki, unhone kaha humne election hi nahi
02:32 lada, wo ek ilayda baat hai, usse twist karna yeh zulm hai, yeh choti choti baate.
02:37 Barrister Ali Zafar sahab ko political answer dena chahiye, toh karein baat karna.
02:41 Main Barrister Ali Zafar toh nahi hui.
02:42 Nahi, that is exactly what I am saying.
02:43 Aap Barrister Ali Zafar toh nahi hai.
02:44 I am not and neither are you.
02:45 Toh hum kyu twist karenge, hum toh facts rakh rahi hain.
02:46 Nahi, facts yeh nahi hai jo aap rakh rahi hain, facts yeh hai ke woh doosra aata hai.
02:50 My facts are these.
02:51 Nahi, facts woh nahi hai, seeteh milna, nah milna, yeh main aur aapne nahi deni.
02:58 Unko milni chahiye, nahi milni chahiye, yeh main aur aapne.
03:02 Lekin seeteh.
03:03 Decide toh ACP nahi karne.
03:04 Seeteh inko mile, nah mile.
03:09 Wo toh ek ilayda baat hai.
03:10 Inko milni chahiye, nahi honi chahiye.
03:11 Wo ek ilayda house complete hone.
03:12 Lekin seeteh lene ke daavedaar bhi toh aap dekhe na.
03:13 Muslim League, Noon, People's Party, MKM ke.
03:14 Jeete huye woh hain, seeteh unki hume de do.
03:15 Seeto wale issue ke par obviously PTI ka.
03:16 House basic yeh hai, house aapka complete hona chahiye.
03:17 Yeh choti choti wo gesture hain, jo dene padenge.
03:18 Yeh choti choti cheezein jo karni padenge, is mulk ke liye, is Pakistan ka, is Pakistan
03:19 ke liye, humare apne jagde, apne sarah kuch yeh choti cheezein.
03:38 Hum chote log hain, choti cheezein.
03:39 Mulk bada.
03:40 So, Yanrana sahab, yahan ek idare ka faisla, hukummat ke upar in itself bhi bada buray tariqah
04:02 hai, yeh toh cheezein clear hain, seeteh milti hain, ne milti hain, election commission
04:07 kal faisla karta hai, president ke election ke baad aata hai, kyunki wahan justice sahibaan
04:11 bhi bhathe hain, commission mein, aur faisla toh likha jaa raha hai, aur jo court of law
04:15 mein har surat mein challenge hoga.
04:16 Har surat mein isliye, agar wo Sunni Ta'ad Council ko seeteh milti hain, toh jo seeteh
04:20 maangne aya hain, wo bhi jaayenge, aur jin ko nahi milni.
04:23 Kyunki wo khat aap zain mein rakhiyega, jo Sunni Ta'ad Council ke sarbaraah ne likha
04:28 ke, humne kisi ko ticket nahi diya.
04:30 Yeh buniyat bansakta hai, ke yeh ek parlimani party nahi hai, lehada team ko listein nahi
04:35 diya.
04:36 Batti sahab keh rahe hain, wo facts twist karna hota hai Rana sahab.
04:38 Ne, wo bhi Rana sahab wohi baat kar rahe hain.
04:40 Ne, wo bhi he is saying, wo buniyat bansakta hai.
04:42 Main apni baat kar rahe hain.
04:43 Issue yeh hai, issue yeh hai, ke wo khat, jo aachuka hai saamne, wo buniyat mere khayal
04:48 mein faisla ki banega, wo na likhna chahiye tha unhe, agar likhna tha, toh Sunni Ta'ad
04:53 Council ke sarbaraah ko, sahabzada sahab ko bahut khulkh la ke usme likhna chahiye tha,
05:00 ki, yeh aapne yeh jawab falan cheez ke baare mein manga, lekin humari mukhsoos nishishton
05:03 ki application aapke paas padei bhi hai.
05:04 Unhe bilkul abhaam mein, do pehraun mein jawab nahi dena chahiye tha, bada apna muqqab waze
05:08 taur pe lana chahiye tha, jispe Ali Zafar sahab prishaan bhi huve the, aur baaki logon
05:12 ko bhi pata nahi tha, ke yeh jawab 26 ko, 28 ko faisla hone jaa raha hai, mehfooz, aur
05:17 26 ko wo khat likh rahe hain.
05:19 Toh yeh koi aasaan kaam nahi hai, ke jo PTI ke liye, ya Sunni Ta'ad Council ke liye
05:24 mukhsoos nishishton ka raasta nikaalega.
05:26 Hurdles maujood hain, aap aur hum baat karte hain, main amesha kahta hu 9 May aaj Shahbaz
05:31 Sharif ne state ka message dubara se duraya hai, ki wo khatam nahi ho raha hai.
05:35 Uske andar aapko pehle cheezein maanni padengi, phir aapke saath koi rehaith ki baat hogi.
05:40 Boh sare log, humare journalist bhi keh rahe hain, sayasat daan bhi keh rahe hain, ki je
05:44 Imran Khan ko reha karte hain, toh wo toh High Court zamanat kal kar le, ho jayegi unki
05:48 rehai, koi masalah bhi nahi hain, case khatam karte hain.
05:50 Nawaz Sharif ke bhi 6 saal ke baad case khatam hua hai Imran Khan sahab ke aap.
05:53 Rahat sahab, wakt khatam ho gaya hai.
05:54 But aapka point aagaya hai.

Recommended