ARY News 12 PM Headlines 14th August 2023 | | Prime Time Headlines

  • last year
ARY News 12 PM Headlines 14th August 2023 | | Prime Time Headlines
Transcript
00:00 Pakistan, our life, Pakistan, our pride.
00:06 The whole country is celebrating the day of freedom with enthusiasm and celebration.
00:10 The day began with the salutation of 21 cannons in the 31st and 21st government and the government of the province.
00:17 After the Fajr prayer, the nation's beloved raised its head,
00:20 and prayed for happiness and prosperity.
00:22 The guards at the shrine of Baba-e-Qaum Muhammad Ali Jinnah gave a grand speech.
00:27 The cadets of Pakistan Naval Academy took care of the duties of the honoured guards.
00:31 The Governor and the Prime Minister of Sindh came to the shrine.
00:35 They placed flowers and sang the Fatiha.
00:37 The guards gave a grand speech at the shrine of the poet-poet Allama Iqbal.
00:41 The Minister of Punjab, Mohsin Naqvi came to the shrine.
00:45 He placed flowers and sang the Fatiha.
00:55 At the Convention Centre in Islamabad, Dr. Arif Alvi, the President of Pakistan,
00:59 gave a speech at the central event of the West Kushai.
01:02 He said that 14th August is the day of renewal of the determination to build a happy Pakistan,
01:06 according to the vision of Baba-e-Qaum.
01:09 Instead of spreading hatred, we will have to spread love.
01:12 Politicians and stakeholders should adopt the attitude of Darguzar.
01:16 Who says that if a person who drives every direction in a boat, the boat will run?
01:20 Who says that if there are many drivers in a car, the car will run?
01:24 It is still time. The doors are open for Pakistan.
01:27 If there is no justice, the economy will be affected.
01:30 For justice, it is necessary to listen to the people.
01:33 The Prime Minister, Shahbaz Sharif, said in a message that 14th August is the day of
01:37 the determination and the sign of the determination for the freedom of the Pakistani nation.
01:41 We need to raise this spirit, which was the identity of Tehrik-e-Azadi.
01:45 On the day of freedom, we will stand with the people of Makbuzah, Jammu and Kashmir.
01:49 [Music]
02:00 Pakistan hai toh hum hai. Pakistan nahi toh kuch bhi nahi.
02:07 We are Pakistanis first and foremost.
02:10 And we are all proud of our country and this great nation.
02:15 Pakistan hai toh hum hai. Pakistan nahi toh kuch bhi nahi.
02:20 Army Chief General Asim Munir, in the Pakistan Military Academy in Kakul, said on the day of freedom parade,
02:26 "The Pakistanis and the people of Pakistan were one, are one and will remain one.
02:31 The attempted attempts to divide the nation and the army will fail.
02:35 We are constantly facing all the forces that wish to weaken Pakistan.
02:40 We will have to reject the propaganda of those who spread fear and disappointment.
02:45 These forces will never succeed.
02:47 The nation has the courage, ability and capability to face foreign and domestic challenges.
02:54 The self-reliant country will not be afraid of any sacrifice for the security of the region.
02:58 As a national army, the Pakistan Army is dedicated to the prosperity and well-being of the people."
03:04 "To our neighbor who has never been able to reconcile with the idea of Pakistan
03:12 and is a threat to the regional peace and stability,
03:16 I must say that we gained freedom after a great struggle and we know how to defend it."
03:24 "Purose Mulk ne Pakistan ko aaj tak dil se tasleem nahi kya.
03:29 Yeh purose hamesha ilaqai amno salamati ke liye khatra raha hai.
03:33 Army Chief General Asim Muneen ne kaha,
03:35 hamara azli dushman naamnihaat strategic ehniyat par tausi pasandana azaim rakhta hai.
03:40 Hindutva ke katar nazriyat aqwaam-e-aalam ki tawajjo ke mutaqazi hai.
03:45 Ham kabhi bhi jarihana azaim se marood nahi honge.
03:48 Afghan bhaiyon ko idraak hona chahiye ke ham ek mehman nawaz qaum hai.
03:52 Wo bhi hamari mukhulisana koshishon ka usi pehraay mein jawab the.
03:56 Afghan sarzameen hamari khilaf istamaal nahi honi chahiye."
04:02 Joint Services aur teeno Masallah Fajr ke headquarters pe
04:05 parcham kushai ki takarib ka ihtamaam.
04:07 Joint Services Headquarters, GHQ Air Headquarters
04:11 aur Deewal Headquarters pe takarib hui.
04:13 Qaumi parcham ko salami di gayi.
04:15 Parcham kushai ki yeh takarib peghaam hai,
04:17 ke yeh parcham hamari pehchaan hai.
04:19 Yeh parcham hamari sarfarazi ki alamat hai.
04:23 [MUSIC]
04:34 Daryaon ke dil jisse dehal jaayen wo dufaan.
04:37 Jaum-e-Azaadi par Pakistan Military Academy ka
04:39 Qaum-e-Azaadi parade.
04:40 Cadets ka apne maqsoos andaas mein drill parade ki maharat ka
04:44 shandaar muzhaira.
04:45 Madre Vatan ke shohda ko khususi kharaaj ya qeedat pesh kiya.
04:48 Milli Naqo ne khub josh jagaya.
04:51 Dastaveezi film mein Pakistan ki shandaar tarqee
04:54 aur kamyaabi ko ujagar kiya kya.
04:56 Raat ke baara bachte hi, sheh-sheh Azaadi ka jashan shuru kya.
05:01 Raat bhar aatishwazi se aasmaan jagmagata raha.
05:05 [MUSIC]
05:13 Jashni Azaadi par Islamabad ke Convention Centre mein
05:16 Pakistani Sakafat ke rang bikar gaye.
05:18 Har zabaan, har rang ko nasal ke logon ne log geet pesh kiye.
05:22 National Performing Arts ke taulaba ne shandaar performance
05:25 ka muzahira kiya.
05:26 Is aataam par Pakistan Army ke brass band ne tarana pesh kiya.
05:30 [MUSIC]
05:38 Pooriye trahinumaon ki Pakistan ke Jaum-e-Azaadi par
05:41 Pakistaniyon ko mubarak pa.
05:42 Jashni Azaadi par wadi mein posters lag gaye.
05:45 Posters mein Pakistan se ek jayti ka izhaar, Bharat ka
05:48 Jaum-e-Azaadi, Jaum-e-Saa ki taur par manane ka ailaan kiya gaya.
05:51 Duniya bhar ke Kashmiri 15 August ko ehtijaj karenge.
05:54 [MUSIC]
05:58 Pakistan mein tayinat, ghar mulki safir bhi Pakistan ke
06:02 Jashni Azaadi ki khushiyon mein sharik.
06:04 Ameriki safir Donald Bloom ki Pakistani awam ko mubarak pa.
06:07 Dono mulko mein taluqat mazeed mazbood banane ka aazan.
06:11 Canadian aur Francisi safiro ki bhi mubarak pa.
06:14 Pakistan ke saal dosti mazeed mazbood karne ka ayaada.
06:17 European sifaratkar ka Jashni Azaadi ke mauke par munfarid andaaz.
06:21 German Konsellor ne ki Pakistani qaum ko Jashni Azaadi ki mubarak pa.
06:25 Kaha Pakistan mein aamna aur khushali chahate hain.
06:28 Jashni Azaadi manane ka maqsat dono mulko mein dosti ko mazbood karna hai.
06:32 Australian high commissioner bhi sab zilali parcham ke rang mein rang gaye.
06:36 Pakistan mein Britain high commissioner Jane Marriott ki bhi
06:39 Pakistaniyon ko Jaum-e-Azaadi ki mubarak pa.
06:41 [Music]
06:48 Duniya bher mein maujood Pakistani sifaratkhanon mein Pakistan ki Jaum-e-Azaadi ki takreebat.
06:53 Australia ke dal gokummat mein Pakistani high commissioner Zahid Hafeez ne parcham lehraya aur tekaata.
06:58 Singapore mein bhi parcham kushai ki takreeb hui.
07:01 Seoul mein bhi Pakistan ki Jaum-e-Azaadi par takreeb ka ahitmaam kiya kya.
07:05 Pakistani community ke bharpo shirkat Nepal ke dal gokummat Kathmandu mein bhi
07:09 pur josh andas mein Jaum-e-Azaadi banaaya kya.
07:12 American minister of foreign affairs Antony Blinken ki Pakistaniyon ko Jaum-e-Azaadi ki mubarak pa.
07:17 Pahegaab mein kaha hum jaame ikhtisadi taraki, amm aur ilaqai istihqaam ko furukh dene ke muntazir hain.
07:23 Pakistan ki mawashi taraki ke liye humari himayat jari rakhenge.
07:27 Iran aur Turkia ki jaanib se bhi Pakistan ko mubarak pa.
07:30 [Music]
07:42 Negra Wazir-e-Azam ki takreeb-e-halpardari aaj 3 bhajiye Abane Sadh mein hogi.
07:47 Anwar ul Haq Kakar ko Wazir-e-Azam House pahunchne par Guard of Honor peshkiya jaayega.
07:51 Chairman Senate Sadiq Sanjurani aur Negra Wazir-e-Ala Punjab, Mohsin Naqvi ne Anwar ul Haq Kakar se mulaqat karke hume mubarak baat peshki.
07:59 Chairman Senate ki kaha, Balochistan ke Negra Wazir-e-Azam ki naamzat ki khushain the.
08:04 [Music]
08:17 Yeh kehna ki Negra Wazir-e-Ala Singh ke liye kahin aur se naam aayega.
08:20 Wazir-e-Ala Singh Murad Alshah kehte hai, Negra Wazir-e-Ala Singh ke liye 12 se 13 naam deeye gaye hain.
08:25 Aaj raat 12 wajir tak ka waqt hai, umeet hai opposition leader se kisi naam par ittapaq ho jayega.
08:30 [Music]
08:39 16 maa ke sabar aazma aur peh dar pe aazmaishon se bhare, cut and safar ki aayini muddat ki takmeel par,
08:48 Negraan hukumat ke hawale kar raha hu. Ek taraf riyasat, doosri taraf siyasat thi. Humne riyasat bachane ka faisla kiya.
08:57 Aayin ke raaste se aaye aur usi raaste se wapas ja rahe hain. Ek taraf riyasat aur doosri taraf siyasat thi.
09:05 Riyasat ko mukaddam jaante huye siyasat ko qurban kiya.
09:09 Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka qaum se alvidai khitab kaha,
09:13 "Hukmarani, Negra hukumat ke hawale kar raha hu. Umeet hai Anwar-ul-Haq kaakar shabwaaf aur ghai janib-darana intikhabat ko yakini banayenge.
09:22 Fori election kara de the toh hume bada faida hota. Mulke sangheen siyasi aur mawashi halaat ne ijazat nahi di.
09:29 Humne siyasi khudgharzi nahi, balke qaumi mafaad ko terhji di.
09:33 Mulk Diwaliya hota toh wo qayamat barpa hoti ki jiska tasawur hi mahal tha.
09:38 Hukumat sabse badi baroodi surang default ki surat bichha kar gai.
09:43 IMF se kiya muahida tod kar Pakistan ke liye sangheen mawashi mushkilat khari ki.
09:47 Humne muqtasar tarheen muttak mein Pakistan ko Diwaliya hone se bachaya, Pakistan ki doopti kashti ko kinaare par lagaya.
10:06 Chairman PTA ke bhanji Hassan Niazi ko Abbottabad mein gharifat kar liya kya?
10:10 Barrister Hassan Khan Niazi 9 May ke waqiat mein police ko matloob the.
10:15 Mohammad Bahar sahib unko boliyon se chalni karke halaak kar diya gaya hai.
10:25 Kuch shawaid bhi hai ki kisne ye dhunaag waqiat kiya hai.
10:30 Aur maine police ko hidayat ki bhi hai ki insaaf hona chahiye.
10:35 Sakha mein senior sahafi Jaan Mohammad Mehar ka qat.
10:38 Sakha Press Club aur Sakha Union of Journalist ka adas rozas so ka ilan.
10:42 Governor aur Wazirala Singh ki muzammat.
10:45 Murad Ali Shah kehte hain kuch shawaid mile hain.
10:47 Police se kaha hai insaaf hona chahiye aur qatil jaldas jald giraftar hu.
10:52 Kamran Tisori ne kaha Jaan Mohammad Mehar senior sahafi the unki shahadat par afsoos hai.
10:57 Police pata lagaye ke uske peeche kaun se anaat ho?
11:00 Kaun se anaat ho?
11:01 [Music]
11:13 Pakistan mein A-levels ke do mansook shuda parcho ki average marking karte hain.
11:17 Chan talba ki A aur B grade hasal kar sakein.
11:20 Natayaj ka ilan hone par talba mayun social media par ghamugusse ka izhaar.
11:24 Talba ka na-insaafi ka shikpa grade behtar karne ke liye mansook shuda parcho dubara lene ka mithalba karte hain.
11:30 Talba ki jaanab se Karachi, Lahore, Islamabad mein aaj aur kalp puram ahitaj ka ilan.
11:34 Head of Communication British Council Shahrukh Ali Mirza kahte hain.
11:38 Talba se guzarishe wo numbers inquiries se matlaik apne school se raapte mein rahein.
11:42 Pakistan mein kishida halat ke baise 9 aur 12 mai ko A-levels ke parche mansook ke gaye the.
11:47 [Music]
12:02 Skardu mein pehli Benno-Lukmami parwaaz ki landing PIA ki flight Dubai se Skardu paunchi.
12:07 Musaafiron mein Gilgit-Baltistan ki rewaaiti topi aur tahar takseem kiye gaye.
12:11 Tayyare ko water cannon salute pesh kiya gaya.
12:14 Skardu airport to international airport ka darja mil gaya.
12:18 [Music]
12:33 Dubai mein Pakistan ki azadi ka jashanin mutaheda Arbamrat mein Pakistan ke saqeeb, tajib-barati aur civil society ke shirkat Ali Zafar aur digar fankaron ki shaandar performance.
12:43 Wasis Pakistani Khawar Iqbal ne Dubai mein samandar ki tahin mein kaumi parcham lehraa diya.
12:48 Karachi na Marathi Council General Pakistan aur mutaheda Arbamrat ka parcham lehraa kar azadi ke jashan mein sharif.
12:55 [Music]
13:05 AR Bala Guna Kitabon se DHA City Karachi mein jashan-e-azadi ka vangar rang hum sabka Pakistan show.
13:13 Shaandar aatishbazi se asman chakmaka utha, special concert mein Guluka, Nadeem Jafri, Shaigil, Ali Azmat aur Sajjad Ali ne aabas ka jaadu jagaya.
13:23 Concert mein aane wale shehriyon ne kaha, azadi ka jashan dilkash andaas de dekha, vatan se mohabbat ka jasba jaag utha.
13:30 [Music]
13:36 Vatan ki khate shohda ki azeem kurbaniyan, jaami azadiyon par shohda ke vursa aur ghaziyan-e-vatan ke khususi peghamaat kaha,
13:43 jin ko azadi virse mein mili ho, unko yeh saas hi nahi hota ki yeh koi maamuli shay nahi.
13:49 Army Air Defence ke Mohammad Tarim Fauji aur Qayyam-e-Pakistan ke chasham dida gawa Lance-Light Retired Umar Hayat kehte hain,
13:57 Pakistan ki takhliq ek mosa hai, mul ke liye kurbani ka jasba aaj bhi mujh mein maudhoot hai, jawano ko mul ke liye kurbani se daregh nahi kana chahiye.
14:07 Wagah border par parcham uthaani ki pur vakar takreeb, jawano ke katmo ki dhamak se dushman par larza thaari,
14:15 nanne sibhayeon ne bhi garaj zaar awaaz mein dushman ko lalkara, shandaat parade se shuruka ka lahoo garmaya,
14:21 khawateen aur bachcha samayat bari taadaad mein pakistani wagah border ke stadium mein maudhoot the,
14:27 faza Pakistan zindabad aur jeeve jeeve Pakistan kedaar se goonch di rahi.
14:42 Yomi Azadi par ghair mulki naamwar shiksyaat ka Pakistan se mohabbat ka izhaar.
14:46 Silk Road International Arts Centre ki Chief Executive aur China Pakistan Friendship Association ke sadar ne,
14:52 apne peghamat mein gaha pakistani bhaiyon ko Yomi Azadi mubarak ho.
14:56 Akwaamein mutahida, gaum se lehkar ab tak, China aur Pakistan ke dhanmiyan taluqat parbahan chade hain.
15:03 Hum hamisha ek doose ke saath khade the, khade hain aur khade rahenge.
15:10 Kashmir Azadi ki khushiyaan AAY News ke saath.
15:13 Tupahar 1 bhaji hoga Asmi Ali Shah.
15:16 2 bhaji dekhiye program Moshayania.
15:18 4 bhaji Iqrarul Hasan aur Shahista ke saath hogi Naqmo se bharpoor shaam.
15:23 Aur khususi news bulletin hoga Mazar-e-Qaiz se barahe raaz.
15:27 [Music]
15:39 Pakistan ja ja Pakistan Pakistan zindabad Pakistan zindabad
15:49 Pakistan ja ja Pakistan Pakistan zindabad Pakistan zindabad
16:00 [Music]
16:02 Azadi ka jashan manayin, video banayin, tasfeer khichwaayin, AAY News ke zariye duniya ko dikhayin ke aap kis tarah jashni azadi mana rahi hain.
16:10 Apni videos aur peghamat AAY News ko 03328548657 par whatsapp karein.
16:19 [Music]
16:24 Yaum-e-Azaadi par Kazafi Stadium Lahore me parcham kushaayi.
16:28 Takreeb me Crooketers aur PCB Officials ki shirkat.
16:31 Chairman Management Committee Zakar Ashraf ne parcham balant kiya, cake kaata, pawda bhi lagaya.
16:36 [Music]
16:44 Oussama Mir ki spin ka jaatu, Patters ko kya kaabu, The 100 me Tommy O'Launder ki tabakun bowling, Shah bhi kyunayin.
16:50 Manchester Originals ki jeet me aham kidar adakiya.
16:54 [Music]
17:00 Aur ghar ke shher bahar dher, Bharat ko West Indies ke haathon T20 series me shikas.
17:06 Mezwan team ne aakhri match 8, Victor Sajid ka series 3-2 se apne naam karli.
17:11 [Music]

Recommended