Mere Moula mere Aaqa (PBUH) mujh ko Apne pas bula - Naat(Urdu) | Muhammad Ramzan Kaifi

  • 3 years ago
#Naat #HaiMeriJan #MuhammadRamzanKaifi #NewNaat #NewNaat2021

Naat (Urdu)
Hai meri jan Aap (PBUH) par Qurban Ya Rasool (PBUH)
Hain Aap (PBUH) mera Deen, mera Eman Ya Rasool (PBUH)

Sall-e-Ala tou Aap (PBUH) par parhta hai khud Khuda
Quraan-e-Pak mein hai ye farman Ya Rasool (PBUH)

Lata hai Tere pas Wo Paigham-e-Kibriya
Jibreel (A.S) tere dar ka hai darban Ya Rasool (PBUH)

Tere karam se jism mein hai jaan Mere Habib
Tere siwa adhura hai Eman Ya Rasool (PBUH)

Kaifi ki arzu tou hai Deedar Aap (PBUH) ka
Mudat se hai tamana ye arman Ya Rasool (PBUH)

- Naat Number # 15
- Page Number # 110
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and read by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

- Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online.
Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view

#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (PBUH), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (R.A) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (R.A)

#-----------------------#
Social Media
#------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
5-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
6-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
7-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi
9-Tumbler https://mramzankaifi.tumblr.com

Category

📺
TV

Recommended