• 4 years ago
Naat (Urdu)
Jan-e-Mann Madni Sajjan (PBUH) ki har adda hai Dilruba
Kamli waley Mustafa (PBUH) par Jan-o-Dil se hon fidda

Waali-e-Konain (PBUH) ki ulfat se dil labraiz hai
Ishq ki har baat meri Walwala Angaiz hai

Hath bandhey sar jhukaey hain kharrey parwana war
Jaan lutaney ke liay aashiq kharrey hain beqarar

Merey Aaqa (PBUH) Merey Moula (PBUH) Aap se hai Iltija
Terey qadmun mein rahun yeh mere lab par hai sadda

Khud bakhud ranj-o-alm mit jatey hain Kaifi merey
Hai merey dil ki sadda Sall-e-Ala Sall-e-Ala

- Naat Number # 6
- Page Number # 95
- Written and read by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)
jane man madni sajan ki har ada hai dilruba

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

- Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online.
Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view

#-----------------#
Address
#-----------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)

#-----------------------#
Social Media
#------------------------#

His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
5-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
6-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi

Category

📺
TV

Recommended