Aani main aag ka tandav
Aani main aag lagne se do dukane puri tarah jalkar raakh hogye hai . Time rahte hi aag par kabu pa liya gya or bahut bada nuksaan hone se bacha liya.aag lagne ka karan abhi pata nhi chal paya hai . Police janch main lagi hai.
Category
🗞
News