Aashiq Banaya Aapne Emraan Hashmi Tanushree Dutta

  • 8 years ago
Song : Aashiq Banaya Aapne
Music : Himesh Reshammiya
lyrics : Sameer
Singers : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal

Aashiq Banaya... Aapne ...
Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein ...
Tere Bin
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye ...
Tere Bin
Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Samaa Hain ...
Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu ...
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara
Aashiq Banaya... Aapne

Recommended