• 9 years ago
Khoobani Ke Fawaid Benefits of Apricot | Khubani ke Fayde | خوبانی کے فوائد
HealthMEasy channel is about all general health related issues in Urdu, Urdu Totkay, Health News in Urdu, health tips, beauty tips & ghareloo totkay, Islamic Knowledge in Urdu.Cooking Recipes in Urdu. We also provide the infromation about vegitable benefits in urdu, sabzion ke faide, fruits benefits for health, phalon ke faide,
We also discuss life issues like... How to live a happy and healthy life in urdu.
We provide provide general information about your health for more information and treatments please contact your doctor.

Jumla Aeza ko quwat deta ha. Piyas, Khoon, josh khoon ko taskeen deta ha. Maghz khoobani badam ki manind lazeez hota hai. Darakht khoobani ke pattay qatil karam shikam hai. Khoobani mamooli garam, qabz kusha ha body ko taqat bakhshti hai. Pait ke keeron ko marti ha. Piyas, bawaseer, bukhar or aanto mein zakham ho jane ki shikayat mein is ka istamal acha rehta hai. Maso ki jalan mein bhi nafe ha jo log khoobani ka use karte hein in ke jism mein chusti or tawanai ka ahsas rehta hai.

Recommended