Dr Tahir Padri ki Modi se Muhabbat (Latest)

  • 8 years ago
1. Mu’adh ibn Jabal (radi allahu anhu) reported that Muhammad (sallallaho alayhi wasallam) said to him, “Whenever a scholar goes to a ruler by his own free will he will be his partner in any form of injustice he did and he will be punished because of that with him in hellfire.” [Hakim and Daylami]
Mu’adh Ibn Jabal (radi Allahu Anhu) se riwayat hai ki Allah ka Nabi (sallallaho alayhi wasallam) ne faramaya: jab bhi koi aalime deen kisi hukmraan k paas jaye to wo us hukmran k zulm me shareek mana jayega aur usko uske sath jahannum me saza milegi. (Hakim & Daylami)
2. Abdullah ibn Umar (ra) narrated that the Muhammad (saw) said, “Be careful from the doors of the rulers and all its departments (smaller offices). The people closest to the doors of the rulers and its government departments are the furthest away from Allah (swt). And the one who favours the rulers over the Deen of Allah in any matter by justifying him and even if he is silent (i.e. consenting to the evil) Allah will make Fitnah in his heart (both) inner and outer and will make him have no Wara’ (i.e. no fear of Allah) and Allah will leave him confused.”[Daylami]
 Abdulla Ibn Umar (radi Allahu Anhu) se riwayat hai ki Allah ka Nabi (sallallaho alayhi wasallam) ne faramaya: hyukmranon ki pairvi karne se hoshiyar raho,jo insan hukmranon k jitney najdeeq hoga wo Allah se utna hi door ho jayega| aur jo kisi hukmraan ki pairvi karega aur uske kamon ko jawaz (justify) dega (uske bure kamon k khilaf na bolkar) to Allah aise insan k dil me fitnah daal dega (zahir aur androoni dono tarah se) aur uske dil se apna khauf nikal dega aur Allah usko gumrah chhod dega. [Daylami]

Category

📚
Learning

Recommended