Description:
#fame salutes and dedicates the next song “Ud chali “ by Abhiruchi Singh to the #TheAwesomeWomen of India and prides in believing the strength they have.
Come celebrate #NaariShakti with us this Republic day and make our women around feel special.
Like it . Subscribe it !
Lyrics :
"Dekhe khwab hazaar hain
Mann mein hain kayi hasratein
Jana mujhe ab hai wahan
Jahan poori hongi chahatein
Dil mein hain armaan naye, pankh liye
Aankhon mein ek aas bhi,
Ke rukna nahi
Ud chali, main ud chali
Khwaahishon ke jahan mein
Jahan manzil hai meri
Ud chali main ud chali
Choone aasmaan ko
Jahan roshan zindagi
Main ud chali
Haan... main ud chali
Laakhon ki bheed mein
Meri ik pehchan ho
Baadalon se bhi oonchi
Meri udaan ho
Ab toh yakeen hai
Rukna nahi hai
Sapne ye sach ho jayengey
Haan.. Ud Chali main ud chali
Khwahishon ke jahaan mein
Jahan manzil hai meri
Socha thha jo bhi maine,
sach ho raha hai
Maanga thha dil se jo bhi,
Paa hi liya hai
Bharne do udaan ab,
Mujhe rukna hai nahi
Khwahishon ko poora karne
Udne main lagi...
Ud Chali main ud chali..
Khwahishon ke jahan main
Jahan manzil hai meri
Ud chali main ud chali
Chhoone aasman ko
Jahan roshan zindagi
Main ud chali.."
Director: Shiva varma Saptaraj Chakarborty
Ex. Producer : Aditya sharma
Creative Head: Meghna Mrignani
Cinematography: Hriday Gogoi
Chief asst. Director: Debdutta chakraborti
Asst. Directors: Shiv Prakash, prahaas srivastava
Makeup: Sheetal
#fame salutes and dedicates the next song “Ud chali “ by Abhiruchi Singh to the #TheAwesomeWomen of India and prides in believing the strength they have.
Come celebrate #NaariShakti with us this Republic day and make our women around feel special.
Like it . Subscribe it !
Lyrics :
"Dekhe khwab hazaar hain
Mann mein hain kayi hasratein
Jana mujhe ab hai wahan
Jahan poori hongi chahatein
Dil mein hain armaan naye, pankh liye
Aankhon mein ek aas bhi,
Ke rukna nahi
Ud chali, main ud chali
Khwaahishon ke jahan mein
Jahan manzil hai meri
Ud chali main ud chali
Choone aasmaan ko
Jahan roshan zindagi
Main ud chali
Haan... main ud chali
Laakhon ki bheed mein
Meri ik pehchan ho
Baadalon se bhi oonchi
Meri udaan ho
Ab toh yakeen hai
Rukna nahi hai
Sapne ye sach ho jayengey
Haan.. Ud Chali main ud chali
Khwahishon ke jahaan mein
Jahan manzil hai meri
Socha thha jo bhi maine,
sach ho raha hai
Maanga thha dil se jo bhi,
Paa hi liya hai
Bharne do udaan ab,
Mujhe rukna hai nahi
Khwahishon ko poora karne
Udne main lagi...
Ud Chali main ud chali..
Khwahishon ke jahan main
Jahan manzil hai meri
Ud chali main ud chali
Chhoone aasman ko
Jahan roshan zindagi
Main ud chali.."
Director: Shiva varma Saptaraj Chakarborty
Ex. Producer : Aditya sharma
Creative Head: Meghna Mrignani
Cinematography: Hriday Gogoi
Chief asst. Director: Debdutta chakraborti
Asst. Directors: Shiv Prakash, prahaas srivastava
Makeup: Sheetal
Category
🎵
Music