Arz_E_Watan

  • 10 years ago
"chader hai maaon ki arz_e_watan ye na bhoolna" har uss imandar pakistani foji k ghar ki kahani ik song ki surat mein jo apni jaan ki baazi laga kr bhi pakistan ki hifaazat krta hai or hifaazat krte huye jab wo dushman ki goli kha k mrta hai to dar asal wo mrta nahin shaheed hota hai. aur uski aolaad beta ho ya beti uski jaga le leti hai