Pakistani entertainment

@SheikhDanish13
Pakistani dramas intehai maqbool hai. Ye kahaniyon ki gehrai, muktalif mozuat aur behtareen adakari ki wajah se mashhoor hain. In mein mohabbat, rishtey aur samaji masail ko dilchaspi se pesh kiya jata hai, jo dekhne walon ko apni taraf kheench leta hai.