Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 3/29/2025
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa

Naimat e Iftar | Shan e Ramzan | ARY Qtv

#YehSabTumharaKaramHaiAaqa #ShaneRamzan #aryqtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Azamaton ka mahina, azamaton ka sakhina, zindagi ka kareena, rooh-e-Makkah, Madina,
00:10aadmi ko banaata.
00:13Khushamdev, nazareen, khair magdam hai aapka aur hamara segment hai Yeh Sab Tumhara Karam
00:17Hai Aaka.
00:18ARYQ TV ka ek podcast hai.
00:20Wo jinn logon pe karam hua hai, jinn pe karam bolta hai, jinn pe karam nazarata hai,
00:25mere karim aaka ka.
00:26Kuch aise logon ko, jo har dil azeez hua, laakhon dilon mein bataur dharkan, unka dhadakna
00:34bhi mehsoos kiya gaya, log unhe sunkar emotional bhi hua, kahin aankhon mein khushi ke aansu
00:40uthe the, kahin aarzu ke, kahin iltija ke, aur kahin hasrat ke, aur kahin shukr aur
00:45rashk ke aansu bahe hai ek aawaz ki wajah se.
00:49Woh aawaz, jo Pakistan se baland hua, aur global village pe poori chha gayi, aur poori
00:54duniya mein aapne paristaar chhod diye.
00:57Aaj bhi duniya bar mein yeh chehra, kisi taarif ka motaaj nahi hai, aur aawaz to aawaz hai,
01:02lekin uske baa wujud, Khalid Mehmood Naqshbandi kehte hai, aawaz ka yeh husn to din chaar rahega,
01:07yeh ashk mere naat sunate hi rahenge.
01:10Jee haan, aapki aamare har dil azeez, aalamgeer shorati yafta, farzand-e-Pakistan, janaab-e-Alhaaj
01:18Ahmed Raza Qadri, humare mehman hai.
01:20Assalamualaikum warahmatullah.
01:21Waalaikumussalam warahmatullahi wabarakatuhu.
01:23Aise mizaaj hain Qibla?
01:24Shukr, Alhamdulillah.
01:25Inshallah, kuch thoda sehatman mehsus kar rahe hain aapko pehle se.
01:28Allah sehat ko barkhara rahe hain.
01:30Ameen. Yeh sehat hai, toh hi sab kuch hai.
01:32Aisa hi hai.
01:33Lakin Nabi ne firmaya, sabse behtreen nimat, daulat kuch hai, toh wo sehat hai.
01:37Aisa hi hai.
01:38Aur mashallah, aapka jo gala hai, uski sehat ko bhi Allah nazre bad se bacha hai.
01:43Kyonke maine kabhi aapke gala mein, mujhe yaad nahi hai, ke kabhi aisa hua ho,
01:47ke maine koi kharabi mehsus ki ho.
01:50Kabhi tiredness aapne feel ki ho, stress ho, uski wese awaaz mein koi diqat nahi hai.
01:54Humne jab suna, aapka fresh vocal suna, arro taza gala suna.
01:58Ahmed bhai, Ramzan Nashriyat par toh aap hamisha chhaye rahe,
02:02aur saari duniya ne dekha.
02:04Har takreeban channel ka safar aapke saath hai.
02:07Toh aagaz joye Nath Khaani ka main chahata hu, from the beginning hum jaanein,
02:11ki aap is taraf aaye kaise?
02:13Kya outsources thiin, jinone aapko is taraf shock pehda kiya?
02:16Aur aap aage badein, iptada.
02:18Sabse pehle toh ARYQ TV ka, aur Salman bhai aapka,
02:23bohot shukriya aapne, is khubsurat program mein mujhe madhu kiya,
02:27aur isme koi shak nahi, yeh sab tumhara karam hai aqa,
02:31ke baat ab tak bani hui hai.
02:33Allah ye baat banaye rakhe.
02:35Kyunki jinki baat bigad jati hai na,
02:37toh phir zamana bhi unse rukh phir leta hai.
02:40Allah baat banaye rakhe.
02:42Mujhe aaj bhi wo kamra yaad hai, wo ghar yaad hai,
02:47jaha meri pehdaish hui thi,
02:49aur wo kamra mujhe yaad hai, meri maa ka mujhe naat ko sikhana yaad hai.
02:54Ya Muhammad, Muhammad mein kehta raha,
02:58noor ke motiyon ki dhadi ban gayi.
03:01Aayaton se milata raha aayatein,
03:03jo dekha toh naat-e-nabi ban gayi.
03:06Mujhe wo tarbiyat, wo daant, wo andaaz,
03:12wo muhabbat-e-mamta yaad hai,
03:15jis tarah unhone mujhe yeh pehli naat yaad kar bhai thi,
03:18aur maine apne school mein,
03:20aur phir qareebi jo masajid hoti hain,
03:22unhone jo badi mahaafil ka badi raaton mein ahitamaam hota hai,
03:25toh maine jo yeh naat padhi,
03:27badi pazeeraay mili,
03:28aur mera khayla jo pehli dafaa ki appreciation hoti hai,
03:31pehli dafaa ki jo aapko husla afzai milti hai,
03:35toh phir saari zindagi ek tamgha-e-imtiaz banke aapke saath chalte hai.
03:39Ishaq, aisa hi hai, aur phir mamta, mama ki taraf se mile.
03:42Acha, hum shortly,
03:43bahut saari inse sawal karna chahata hoon,
03:45woh bahut limited,
03:46aur thoda sa humare paas time hai, chan minute hi hain.
03:48Toh usmein main jaanna chahata hoon,
03:50ki sabse zyada woh naat,
03:52jo sabse zyada farmaish ki gayi,
03:53sabse zyada padhwai gayi,
03:55sabse zyada aapne padhi,
03:56aur poori duniya mein padhi nahi padhi,
03:58kyunki logon ne uska israar bahut kiya.
03:59Woh kaunsi naat hai,
04:00tarah gun-gunaa dena ek doh share.
04:02Naatein bahut saari hain,
04:03lekin aapne jisna nashriyaat ka zikr kiya,
04:05nashriyaat mein segment hi meri padhi hui,
04:07is ek naat ka,
04:08mashallah design hota tha.
04:10Toh woh ne dekha,
04:11ishq ke rang mein rang jaayen,
04:14jab aftaar toh khurte hain,
04:16ghulamon pe mein asraar kirete hain,
04:19woh toh isi ko sanaa hain,
04:21chahiye abraan mein ghal,
04:23laqzaab ghurbaan.
04:28Warna woh,
04:30warna woh sayyed-e-Ali,
04:32na sabihaan woh meela kabhi,
04:35aashmeeyon,
04:36muthalabiyon,
04:37arabiyon,
04:38arashiyon,
04:39madan-madan,
04:40aur kahaan humse gunahgaan.
04:45Ishq ke rang mein rang jaayen,
04:48meriyaan,
04:50ishq ke rang mein rang jaayen,
04:52muhaajir haajir,
04:55ke Punjabi ke,
04:56Gujarati ke,
04:57Bengali ke,
04:59Hindi ke,
05:00Sindhi se khitte,
05:02ki kabile ki zuba,
05:04isse nahi koi saro kaan.
05:10Jama-e-ishq-e-Muhammad,
05:12jo pehne leta,
05:17Jama-e-ishq-e-Muhammad,
05:19jo pehne leta,
05:20har khaar ko woh phool bana leta,
05:23duniya ko juga leta,
05:25karta gaye zamane ko,
05:27muhabat ka shikaar.
05:32Ishq ke rang mein rang jaayen,
05:34meriyaan.
05:36Ahmed bhai,
05:37Allah aapko nazre bas se bachaye.
05:39Aap is kalam ko itna khubsurat padhte hain.
05:42Itna khubsurat padhte hain.
05:44Ki aap yaqeen karein,
05:45poori raat mere paas hoon,
05:46mai aapse sirf ye naaz sununga.
05:48Allah haq.
05:49Allah haq ko salamat.
05:50Bohot pyara padha hain.
05:51Ameen.
05:52Dekhin baarikiyan,
05:53ek accha saame janta hain,
05:54ek accha padhne wala janta hain.
05:56Seekha hua hai main.
05:57To mujhe maloom hain,
05:58ye jo pankhadi jaisi murkhiyan hoti hain,
06:00naat ko zeenat dene ke liye.
06:02Ye hasaan nahi hain.
06:03Allah ne aapko ye malka diya.
06:05Ki awaz iske baghar nikalti nahi hain.
06:07Murkhiyon ke saath nikalti hain.
06:09Kya khubsurat padhte hain.
06:10Dil se jawah nikalti hain.
06:11Aasar rakhti hain.
06:13Par nahi taqat-e-parwaz.
06:14Taqat-e-parwaz magar rakhti hain.
06:16MashaAllah.
06:17Achha, ab na shriyat ka aghaaz hota hain.
06:19Ahmed Raza,
06:20je shehzada hai Pakistan ka,
06:22wo duniya par chhaane lagta hain.
06:24Duniya bhar se log pyar karne lagta hain.
06:26Blessings hain.
06:27Duaayin hain.
06:28Aghaaz kaan se hota hain?
06:29Within few seconds.
06:30Sach bataun?
06:31No.
06:32Bilkul sachi.
06:33Bilkul sachi.
06:34To aghaaz ARYQ TV se hota hain.
06:36Kya baat hai mashaAllah.
06:37Achha.
06:38Apne ghar se hi aghaaz hua.
06:39Achha.
06:40Aseer ki baat.
06:41Yeh baat hai Salman bhai,
06:432011 ki,
06:45waise toh 2009-10 me,
06:47maine,
06:48Data Ali Hujweri ki barga mein,
06:50jo Urs ki nashriyat hua karti thi,
06:52barah-e-raas.
06:53Toh usme shirkat ka mauka mila.
06:55Dekin,
06:56jo proper yahan pe set pe aake,
06:58Ramzan Sharif ke hawale se,
07:00wo 2012 mein,
07:0111-12 mein main aaya.
07:03MashaAllah.
07:04Aur badi muhabbatin ARYQ TV ne mujhe deen.
07:06Aur un muhabbaton ne mujhe apna aseer bana liya.
07:08Aseer.
07:09Aseer.
07:10Phir wo aista-aista aisi ek aadat lagi.
07:12Aaj di wo muhabbat hi laiye.
07:13Wo muhabbat hi lekar aaye aap.
07:14Alhamdulillah.
07:15Aur phir aapne,
07:16mashaAllah Pakistan ki taqreeban channels par,
07:18Ramzan nashriyat ka.
07:19Dokt sahab ke saath.
07:20Dokt sahab ke saath.
07:21Taqreeban har channel pe hi.
07:22Alhamdulillah.
07:23Kar main aap se bolung,
07:24ki mujhe 10 second mein yeh bataye,
07:25ya 5 second mein yeh bataye,
07:26ki Doktor Aamir Liaqat Hussain,
07:28kaise insan the?
07:30Ek aashiq-e-Rasool.
07:32SubhanAllah.
07:33Ehle-Bait.
07:34Allah hu Akbar.
07:35Aur aashiq-e-Sahaba.
07:37Aur aashiq-e-Auliya-e-Kamileen.
07:39Kya baat.
07:40Bahut achi baat.
07:41Aapka waqt bahut accha unke saath guzra.
07:42Wo aapse wepana muhabbat bhi karte the.
07:44Aisa hi.
07:45Even hum bhi aapse wepana muhabbat karte the.
07:47Aapka pyaar.
07:48Because of your talent,
07:49Allah ne aapke.
07:50Alhamdulillah.
07:51MashaAllah taafir mahal.
07:52Acha Ahmed bhai,
07:53aap kuch personal questions ho jaye.
07:55Ji.
07:56Food.
07:57Aap foodie hain ya nahi?
07:58Foodie aapko kya lagta hai?
08:00Alkul hai.
08:01Aapke saath bahut dafaa yeh sharaf mila.
08:03Ekaat dafaa.
08:04MashaAllah.
08:05Nahi yeh bataaye,
08:06favourite food?
08:07Grilled food.
08:08Grilled food.
08:09Yani aap grilled mutton,
08:10chicken,
08:11everything.
08:12Kuch bhi ho,
08:13grilled.
08:14Alright.
08:15Colours favourite kaunse?
08:16Safayd and sabz.
08:17Acha bilkul sahi.
08:18White and green.
08:19White and green.
08:20Alright.
08:21Acha.
08:22Jeen toh maine aaj bhi pehna ho.
08:23Alright.
08:24Favourite place?
08:25No doubt,
08:26Madinat-ul-Munawwara.
08:27Subhanallah.
08:28Acha favourite scholar around the globe?
08:33Bahut saarein.
08:34Bahut saarein.
08:35Lekin mujhe zaati toh pe,
08:37Mufti Akmal Qadri sahab se badi mohabbat.
08:39Allah aapko salamat rakhe hai.
08:40Acha,
08:41aap favourite,
08:42aap khud Sana Khan hai.
08:43And,
08:44aapko bata hai,
08:45ek na ek inspirational personality hoti hai.
08:47Favourite Nath Khan,
08:48aap kisi ka bhi naam leh sakte hai.
08:50No worries.
08:51Jeen ka mere saath safar bhi hua,
08:53Allah unko gharike rahmat fahaye,
08:55Zulfiqar Ali Hussaini.
08:57Mashallah.
08:58Mauritius gaya,
08:59UK gaya.
09:00Who was your favourite Nath reciter?
09:01Favourite behind,
09:02woh ek bade achche insaan the.
09:03Humble,
09:04down to earth,
09:05wazaqata,
09:06burdubari,
09:07sabar.
09:08Nath khani ke saath saath,
09:09agar insaan achcha bhi ho,
09:10toh phir woh cheez uske kardar mein,
09:12uske guftaar mein,
09:13uske andaaz mein chalakti hai.
09:15Alright.
09:16Aapki khufsoorti ka raaz?
09:18Nath-e-Mustafa.
09:19Subhanallah.
09:20Ya baad hai.
09:21Bhai,
09:22Hazir-e-Dimaaghi ko bhi daad deni badegi.
09:23Waqt par jawab ka aajana,
09:24yeh bhi ek salaiyat hai Allah ki taraf se.
09:26Acha phir,
09:27Nath se,
09:28ab tak,
09:31with a sentence,
09:32kya seekha?
09:33To the point.
09:35Nath-e-Rasool-e-Maqbool,
09:36Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se,
09:38maine Allah aur uske Rasool,
09:39Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam,
09:41ki muhabbat ki woh jaam piye,
09:43jisne mujhe,
09:44Allah aur uske Rasool ki muhabbat toh sikhayi,
09:47toot ke Sarkar se chahna toh sikhaya,
09:50uske saath saath mujhe maabab ka baadab bana diya.
09:52Kya baat hai?
09:53Aap aksar apni guftu mein kahte hain,
09:54ki jab ghar se niklo,
09:55main bhi,
09:56maa aur baap ke chehre ko dekhe nikalta hu,
09:58aur agar ho sake toh,
09:59qadam bosee karke,
10:00main alhamdulillah,
10:01jab tak meri ammi zinda rahi,
10:03main unke paun chumke,
10:04maifal ke liye jaata tha,
10:05aur aaj apne wale sahab ke haath chumke,
10:07aur,
10:08woh mera matha chumte hain,
10:09toh phir main ghar se nikalta hu.
10:10Wahat hai,
10:11yeh hi wajah hai ki aap,
10:12unki mujhe Nath khaani se hi mila hai.
10:13Nahi,
10:14yeh hi wajah hai,
10:15aap duniya pe chhaye hain,
10:16mera maa baap ki peeche doa na ho na,
10:17nahi,
10:18kuch banda samjhta hai,
10:19main tarakki kar raha hu,
10:20laahu,
10:21girta hai asmaan se zameen par,
10:22acha mujhe yeh batayiye ga,
10:23ke favourite place,
10:24Madinah-e-Munawwara,
10:25mera khal,
10:26anginat haziri aungi,
10:27alhamdulillah,
10:28alhamdulillah,
10:29gini na jaayen,
10:30sifaat jiski,
10:31yeh hi toh hai,
10:32kul kainat iski,
10:33wahi toh sultan-e-behroobar hai,
10:34mera payambar,
10:35azeem tal.
10:37Allah ta'ala ne yeh,
10:382024 mein bhi,
10:39Walis sahab ke saath,
10:40Haji Baitullah ki saadat,
10:41ataaf farmayi,
10:42teerthi tafa Allah ne,
10:43yeh saadat mujhe ataaf farmayi,
10:44aur umre,
10:45mashallah,
10:46bas Sarkar ka karam hai,
10:47alhamdulillah,
10:48kya baat hai,
10:49and who is your favourite,
10:50TV host,
10:51after Dr.
10:52Amir Liaqat Hussain,
10:53yeh aapne,
10:54badi,
10:55pyari baat,
10:56yeh aapne kiya kaam,
10:57sabke saath hi hai,
10:58jee,
10:59bohot saare hain,
11:00aur aap bhi hain,
11:01jazakallah,
11:03mujhe,
11:04mujhe,
11:05ek cheez,
11:06bohot mutaasar karte hai,
11:07wo hai,
11:08grift,
11:09andaz,
11:10aur,
11:11jis andaz mein,
11:12binawat na ho na,
11:13wo cheez,
11:14mujhe,
11:15bohot attract karte hai,
11:16mashallah,
11:17ismein,
11:18koi shakt nahi hai,
11:19aap jab baat kar rahe hote hain,
11:20toh aisa lagta nahi ki,
11:21aap binawat hi baat kar rahe hain,
11:22badi,
11:23ek andaz mein,
11:24mohabbat,
11:25aur,
11:26dil ko,
11:27bha jaane wala andaz ho,
11:28toh phir,
11:29kya hai,
11:30kehne hai,
11:31honar hai,
11:32aap ka pyaar,
11:33ki aap mujhe mohabbat karte hai,
11:34aur yakeenan aap jaante hain,
11:35mein abhi aaf se bohot pyaar karte hain,
11:36howl,
11:37aaj humare mehman the,
11:38alamee shurati hafta Sanah khan-e-rasool,
11:40khoobsurat,
11:41behavior bhi,
11:42khoobsurat hawaaz bhi,
11:43aur,
11:44apni misal,
11:45aap ye Naat Khawaha hain,
11:46ek hi Ahmed Ridha,
11:47zameen par,
11:48moshaallah,
11:49Naat Khawani ki,
11:50mashallah,
11:51maidaan mein,
11:52Jaazin ka inhone naam liya,
11:53jinne pyaar karte de,
11:54Zulfiqar Ali Hussaini
12:24Zulfiqar Ali Hussaini
12:54Zulfiqar Ali Hussaini
13:24Zulfiqar Ali Hussaini
13:26Zulfiqar Ali Hussaini

Recommended