• 2 days ago
ARY News 2 PM Headlines || 29th March 2025 || Coalition Govt in Danger ...
Transcript
00:00SADR ASIF ALI ZADAARI NE MEETING ME KISI KENAL KI MALZOORI NEHI DI, SADR KO APASHI AUR IZAAFI
00:09ZAMEEN ABAD KARNE PAR BRIEFING KA KAHA GAYA THA, LIKIN IS MEETING KE JO MINUTES JARI
00:13KE GAYE WO GHALAT THE, WAZIRIYALA SINDH MURAD ALI SHAH KEHTE HAI SADR KI ZERE SADARAT MEETING
00:17KO BAHANA BANA KAR KENAL KI MALZOORI DI GAYE, ZARAYAL SINDH ME PANI KI KAMI KA MUKAMAL RECORD
00:22MOJOOD HAI, SINDH KA MEHKAM AI APASHI MUTAHARIK HAI, AISA NAHI HOO SAKTA KE KOI KUCHH BI BANALE,
00:27IRSA KE CERTIFICATE KE KHILAF HAM CCI ME GAYE, ACTIC VICHOLISTAN KE NAAM KE BAGHAIR CHHAI
00:32KENALS KA MUAMLA AAYA, TOH SINDH KE NUMAYANDE NE AITARAS KIYA.
00:48Karachi me Korangi Creek Oil Refinery ke kareeb khudai ke dauran lagne wali aag par 14 ghante
00:53baad bhi kaabu na paya jaa saka.
00:55Chief Fire Officer ne aag 2 se 3 tak din tak lagne rehne ka khadisha zahir kartiya.
01:00Kaha aag par kaabu paane me shadeed mushkilat ka saamna hai.
01:03Pakistan Petroleum Limited ke mutaabe ye zameen se nikalne wali kudarti gas hai.
01:07Balochistan ne bhi aesi hi aag lagti rehti hai.
01:10Gas ki nauyat malum karne ke liye paani ka test karaya jaayega.
01:18Akliyaton ke hukook ki sangeen khilaf warziyon me mulaawas Bharat, akliyaton ke hukook ka
01:26champion banne ki position me nahi.
01:28Tajuman daftar-e-khaja kehte hain, Bharat me akliyaton par hamle, hukumati sarparasti
01:33me hote hain.
01:34Bharat me akliyaton ke khilaf nafrat, imtiaz, tashadud ki sarparasti ki jaati hain.
01:38Bharat ko doosr par unghli uthane se pehle apne akliyat tushman rawaye par ghaur karna
01:42chahiye.
01:43Mastong ke alaake lagpaas me khudkush dhamaka.
01:57Police ke mutaabik hamlaawar ne dharne me jaane ki koshish ki, logon ne rokne ki koshish
02:01ki toh khud ko dhamake se uda liya.
02:03Hamlaawar saathi ke saath motorcycle par aaya tha, dhamake ke baad hamlaawar ka saathi
02:08faraar hu gaya.
02:09Dera Wazir Khan police ne Sarhadi Chowki Lakhani par dehshatgardon ka hamla naakam bana diya.
02:18Punjab police ke karwaaye me teen dehshatgardh halaag, mutaadit zakhvi goye.
02:2220 se 25 dehshatgardon ne Lakhani checkpost par hamlaa kiya.
02:26Dehshatgardon ne hamle me martabolo, rocket launchers ka abed daraid istimal kiya.
02:30Dehshatgardon ke hamle me police se jawan mehpoob rahe.
02:33IG Punjab kehte hain, police alert hain, dehshatgardon ko daakin nahi hone denge.
02:39Vifakhi Wazir-e-Daakhla ki zir-e-sadaarat-in-sadaad-e-dehshatgardi committee ka ajlaas, Mohsin Naqvi ka kehna
02:52tha dehshatgardi se nimatne ke liye, Wazir-e-Azam, Army Chief aur tamaam stakeholders ek safah
02:57par hain.
02:58Dehshatgardi ke sadaibab ke liye, subahi satah par CTD ko mukamal tariqah se faal karna
03:02zaruri hain.
03:03KP aur Balochistan ko darpesh challenges ke peshe nazar, har mungkin madad faraham
03:07karenge.
03:08Kanport ke Badani Thane ki hudud me do groupon me chakda, mazeed do zakhmi dam tod gaye,
03:22ambaad ki taadaat chaar ho gaye.
03:23Firing ke tabate me gyaara, faraaz zakhmi, hamla aur faraar, police aur rangers ne alaake
03:28ko ghere me le liya, ek baradari ke gaon ka muhasara karke raaste seekh kati hai.
03:33Aadalati faisle ki baawajood, 6 rahanimaon ko Bani se milne nahi diya jaa raha, jail
03:51me qawaneen ka mazaak udaya jaa raha hai, aadalati faisloon ki betaukiri ki jaa rahi
03:56hai.
03:57PTR rahanima Sheikh Waqas Akram kahte hain, KP ko Senate ki nashaston se mehroom rakha
04:00gaya hai.
04:01New Zealand ne Pakistan ko pehle one-day me 73 runs se hara diya, qaumi team 345 runs
04:09ke taqoob me 271 runs par himmat haar gayi.
04:13Babur Azam 78, Salman Agha 58 runs bana kar numaya, Abdullah Shafiq 36, Usman Khan 49,
04:18Kaptaan Rizwan 30 runs bana seke, Tayyab Tahir 1, Irfan Khan 0 par out pe, aakhari saath
04:24wikte school me sirf 22 runs ka azaafa kar seke.
04:27New Zealand ke match-up mein, 132 runs ki innings khelne par match ko behtareen kilaari
04:31kara, Darrell Mitchell 76, Mohammad Abbas se 26 kindu par 52 runs ki tufani innings kheli.
04:50Aur 7.7 shiddat ki zarzale ne Myanmar aur Thailand me tabahi macha di, ambaaz ki taadaad
04:56ek hazaar ho gayi.
04:572300 se zahid zakhni, zalzale se kaseer ul manzila imaarte Malwe ka dheer ban gayi.
05:03Zalzale ki asraat 900 km doodh Bangkok tak mehsoos hua, Sadr Asif Ali Zardari aur Wazir-e-Azam
05:08Shehbaz Sharif ka Myanmar aur Thailand me zalzale se jaane nuksaan par afsoos ka izhaar.
05:13Sadr Zardari ne kaha, zalzala mutasirin ke gham me barabar ki sharif hain.
05:17Wazir-e-Azam ne kaha, mushkil waqt me Myanmar aur Thailand ke saath hain.
05:26For more information visit www.dfid.gov.uk

Recommended